Dhram koi nhi tha logo ne dhram bnaya pehle adivasi the sab unka koi dhram nhi tha tum murkh ho shyad tumhe kisi ne btaya nhi to ache se pta kar lo pehle
* छत्तीसगढ़ के सबसे बड़ी जनजाति में से एक कोरवा खुद कौरव के वंशज है जनजातियों के लिए सैन्य काम करते है हमेशा तीर धनुष रखते है। * सदरी जनजाति सबरी के वंशज है *छतिसगढ़ के रामनामी जनजाति तब से है जब राम भगवान सुकमा आए थे और वो पूरे शरीर में राम राम का गोदना गोदते है। फहयान ने अपने यात्रा वृतांत सियुकी में भी इसका वर्णन किया है। जनजाति सब सनातनी ही होते है बस जानकारी जनजाति का तुमको घंटा भर नही है
Dharm hai insaniyat dharm hai neki aur yehi dharm hai sanatan, dharm hai dharm ka chamakna...dharm hai prithvi ka ghumna, dharm iss brahmaand ke bante hi hai aur brahmand ke saath chalne wala yahan sanatan hai....baaki jisko tum dharm samjh rhe woh hai majhab....manavta hi dharm hai...
sikh log hindu hi hote hai 😂 Ranjit Singh hindu rajao ke saath ladke khadade hai mughalo ko, sikh hue hi the hindu bramhan ko protect krne aur Kshatriyo ki kamtarta hogyi thi
Rehman bhai Story yeh thi - Sudama ji bahut hi gareeb the . Unke ghar me apne bachho ko khilane ke liye khana bhi nahi tha lekin iske baad bhi sudama ji krishna ji ki pooja me lage rehte the aur unke upar poora vishwas rakhte the . Sudama ji ke ghar me ek dana chawal bhi agar rehta tha to wo usme se aadha tukda krishna ji ki murti ko chadha dete the aur adha khud khate the . Lekin ghar ki garibi aur bhuke bacho ko dekh kar sudama ki patni unhe baar baar zid karti hai ki wo apne dost krishna ke pas jakar unse madad mange kyuki kriahna dwarka ke raja the. Lekin sudama ji sochte the ki agar wo krishna se milne jayenge to log krishna ji par hasenge ki unhone ek garib se dosti ki hai jisse krishna ji ka insult hoga isliye wo waha nahi jana chahte the .lekin patni ki zid par wo waha gaye . Unke pas pahenne ke liye chappal bhi nahi the jiske karan raste me unko bahut se kaate gad gaye the aur pairo se khun behta rhta tha .jaise hi wo waha pahuche krishna ji daud kar aye aur unhe apne gale se laga liya aur krishna ji unke pairo se behte khun ko dekhkar rone lage phir unke pairo ko dhoya aur apne sath khana khilaya . Lekin sudama ji unse apne ghar ki problems nahi bataye aur wapis laut gaye .lekin krishna ji to bhagwan hai wo sab jante the . To jab sudama ji wapis apne ghar pahuche to unke ghar ki jagah par ek bada mahal tha aur unki patni aur bachhe kisi raja aur rani ki tarah kapde pehne hue the aur bahut khush the . Yah sab krishna ji ki kripa se hua .
So touching bhajan .....brings tears to eyes.........touched to see pakistani brothers feeling the same ....friendship unparrelled....in the whole world .....no comparison..........God bless whosoever.....listens ...
Bhaiya Jab aap is gane per comment dete ho to main bahut Achcha lagta hai Jab aap Aise Khush Hote Ho Ham aapko Dekh Kar bahut khush Hote Hain ki Aap Hamare is gane per bahut khush Hote Ho dhanyvad
*May Lord Krishna bless you and your family with love, grace and prosperity on this auspicious day.... Happy Janmashtami 🌹 Good Morning 🌹🙏 Have a blessed day ahead 🙏*
Sudama ke paas chane ki ek potali thi jise wo chhupa rahe the. Krishna ji ne wo potali unke haath se le li aur bole kya chhupa rahe ho, mujhe nahin khilaoge?
"Shri Krishna" serial layie usme bhagwan vishnu g ke sabhi avtaron ke bare me bahut achey se btaya hai aur Krishna sudhama g ki dosti ki kahani bhi achi tarah se btaai gyi hai.
Story is not complete; after staying with Lord Krishna for many days Sudama returned empty handed. When he reached home he found a palace instead of his hut with all treasures to live happily everafter
Sudama and Krishna study together as children at Sandipani's ashrama at Ujjain. He was Leading a life of abject poverty, Sudama's wife tells him to go to Krishna as you said Krishna is your friend, ask him help us. Carrying some handfuls of parched rice which was left in his house as a gift to krishna, Sudama goes to Dwaraka with his barefoot to visit Krishna, and Krishna who receives him with honour and washes his feet seeing he feet had blood and dust.. Sudhama eats good food at Krishna's place and Krishna eats the rice brought by sudhama After discerning Sudama's unrevealed poverty, Krishna creates various luxurious palaces for his friend where his poor hut sudhama comes back and see his house has become a palace and his wife and children's wearing nice clothes and jewelleries he was shocked and thanked Krishna 🙏 This culture is still followed in our houses i mean every indian houses.. if any friends, family, relative or guest comes to our house we treat them nicely with good clothes and food make them feel comfortable and happy due to this reason only coz coz of this tradition it is believed if we treat guest with good and they are like god and doing so it punya samjha jata hai..
Hindu devi devta wah chij hai logo ke dilo ko energy dete hai 😂😂😂😂❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉jay Sri krishna radhe radhe tum log ko sabse jyada views bharat se milte hai ye bharat ka aishan kabhi mat bhulna samjhe dost dil se kaho ram ram ❤❤❤❤
Ramanand Sagar's Shri Krishna has depicted this scene very well. When Shri Krishna ran for sudama he had no slippers, no crown his pitambar fell down.....beautiful scene ❤
Potli me chawal hai Jo sudama apne ghr se as a present laye the but Sharm se krishna ko Diya ni. Itne bade King ko Mai ye chawal kaise dun ye soch kr. But Krishna ne maang liya ki bhabi ne kuch to bheja hoga. Krishna bade pyar se usko khane lage. Ek bite me saari daulat de di unko, dusari me sari dunia ka sukh de diya jb teesara khane Lage to rukmani ne hath pakad liya aur kaha ki hum b to kahin rahenge na, yaa aap sare sukh inko hi de doge😮
Sudama jii kachcha chawal lekr aaye the but wo de nii rhe the qki unhe saram aa rhi thi Fir krishna ne khud mang liya unse or kha liya unke chawal ke dane ke bdle unone unhe bhot kuchh de diya kv is story ko pura dekhiye
Radhey Radhey chant hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare minimum 16 round daily 108×16 read Bhagwad gita nd alwaysbehappy
Wo parmatama the unke liye is tino lok me pana kuch bhi asmbhaw nhi phir bhi wo sirf apna karm kiya karma hi sab kuch deta hai hasi kushi Jay shree radhe Krishna 🙏❤️
Maja to pura sunne mile to aaye ye bhajan he chhota rula dega story kbhi sunna sudama ka vrat he bhagvan se mangu na jo mile kha lena varna upvas patni apne bachche ko bhukha dekh bolti he prabhu kyu bachcha diya jab bhukha rakhna tha to fir sudama ko bolti he jao apne dost krushn ke ghar vo jarur dega sudama kehte he me manguga nhi vo de to thik
Dosti ye hoti he naki Karn aur Duryodhan ki,JAB madhusudan ji ki kripa kisi par hona suru hoti he ushe Shri HARI ko dekher aur unki lilaao ko dekhker anand ane lagta he jaise ki app sabhi ko aur app sabhi par aur apke poore parivar par SHRIMAN NARAYAN MAHAPRABHU JI ki Kripa suru hone wali he ,APP SABHI KA BOHUT BOHUT DHANYAVAAD
Symbol of friendship krishna sudama❤
Jay.sri.krishna
Very nice mere weer live long god bless you all
Duryodhan and karna friendship ❤❤❤
@@Deepak_Kumar04wo adarsh Friendship nhi hai Krishna Sudama ji k Friendship pure hai❤
धर्म तुम्हारा बदला है पर संस्कृति तुम्हारी यही है, सदगति केवल सनातन धर्म में ही संभव है। जय श्री कृष्णा 🚩
Dhram koi nhi tha logo ne dhram bnaya pehle adivasi the sab unka koi dhram nhi tha tum murkh ho shyad tumhe kisi ne btaya nhi to ache se pta kar lo pehle
* छत्तीसगढ़ के सबसे बड़ी जनजाति में से एक कोरवा खुद कौरव के वंशज है जनजातियों के लिए सैन्य काम करते है हमेशा तीर धनुष रखते है।
* सदरी जनजाति सबरी के वंशज है
*छतिसगढ़ के रामनामी जनजाति तब से है जब राम भगवान सुकमा आए थे और वो पूरे शरीर में राम राम का गोदना गोदते है। फहयान ने अपने यात्रा वृतांत सियुकी में भी इसका वर्णन किया है।
जनजाति सब सनातनी ही होते है बस जानकारी जनजाति का तुमको घंटा भर नही है
Dharm hai insaniyat dharm hai neki aur yehi dharm hai sanatan, dharm hai dharm ka chamakna...dharm hai prithvi ka ghumna, dharm iss brahmaand ke bante hi hai aur brahmand ke saath chalne wala yahan sanatan hai....baaki jisko tum dharm samjh rhe woh hai majhab....manavta hi dharm hai...
Bhai 6-7 din se dipression mai tha page pe ye recommend hua ye dekhne ke baad pura positive lag raha hai thanks❤😭😭
😢
❤❤❤
Still see full movie on Krishna sudhama movie 🎥🎥
Symbol of true friendship, Krishna and Sudama.
Tumlog कहीं न कहीं हिन्दू थे, लेकिन तेरा जबरदस्ती मुस्लिम बना दिया लेकिन तेरा दिल अभी भी कृष्ण की ashtha में है 🙏🙏
Sab Sanatan hi the pahale bhai 🚩
Kuch B😂😂🤦👎
@@astropolitan.ibarnol le lo.
@@Dream11830 zrur lunga tumare liye...tumari sahi se maarne k baad zrurt pdegi tume🍁
मैं तो कहता हूं भाई आपलोग सपरिवार हिंदू धर्म में वापिस आ जाईए।जय श्री कृष्ण , जय श्री राम
Beauty of India this song is sung by Sikh singer Mr Lakha
sikh log hindu hi hote hai 😂 Ranjit Singh hindu rajao ke saath ladke khadade hai mughalo ko, sikh hue hi the hindu bramhan ko protect krne aur Kshatriyo ki kamtarta hogyi thi
this is our culture thats why MODIJI washed the feet of workers.....😍
Who is modi vahi jisne india ko bech diya ya ye kahu aurto ki izaat uchali shame on you modi to khud namard hai vo kya desh ke bare me sochega
Rehman bhai Story yeh thi -
Sudama ji bahut hi gareeb the . Unke ghar me apne bachho ko khilane ke liye khana bhi nahi tha lekin iske baad bhi sudama ji krishna ji ki pooja me lage rehte the aur unke upar poora vishwas rakhte the . Sudama ji ke ghar me ek dana chawal bhi agar rehta tha to wo usme se aadha tukda krishna ji ki murti ko chadha dete the aur adha khud khate the . Lekin ghar ki garibi aur bhuke bacho ko dekh kar sudama ki patni unhe baar baar zid karti hai ki wo apne dost krishna ke pas jakar unse madad mange kyuki kriahna dwarka ke raja the. Lekin sudama ji sochte the ki agar wo krishna se milne jayenge to log krishna ji par hasenge ki unhone ek garib se dosti ki hai jisse krishna ji ka insult hoga isliye wo waha nahi jana chahte the .lekin patni ki zid par wo waha gaye . Unke pas pahenne ke liye chappal bhi nahi the jiske karan raste me unko bahut se kaate gad gaye the aur pairo se khun behta rhta tha .jaise hi wo waha pahuche krishna ji daud kar aye aur unhe apne gale se laga liya aur krishna ji unke pairo se behte khun ko dekhkar rone lage phir unke pairo ko dhoya aur apne sath khana khilaya . Lekin sudama ji unse apne ghar ki problems nahi bataye aur wapis laut gaye .lekin krishna ji to bhagwan hai wo sab jante the . To jab sudama ji wapis apne ghar pahuche to unke ghar ki jagah par ek bada mahal tha aur unki patni aur bachhe kisi raja aur rani ki tarah kapde pehne hue the aur bahut khush the . Yah sab krishna ji ki kripa se hua .
Bachpan me sudhama ji Krishna ji ke liye sacrifice kiya tha..a vi ak Sundar adhyay he
So touching bhajan .....brings tears to eyes.........touched to see pakistani brothers feeling the same ....friendship unparrelled....in the whole world .....no comparison..........God bless whosoever.....listens ...
Khane wali chez poha thi...Jo sudhama ne apne Ghar se Krishna ji keliye layi thi❤❤
Chawal the
Bahut hee sundar bhajan gatey hai lakhveer Singh lakha sahab bahut hee khubsurat awaz hai
This is the real friendship between Jord krishna ji & Sudama❤🕉️🕉️❤
Lord
Krishna washed Sudhama's legs for the example of friendship to show the society
Bhaiya Jab aap is gane per comment dete ho to main bahut Achcha lagta hai Jab aap Aise Khush Hote Ho Ham aapko Dekh Kar bahut khush Hote Hain ki Aap Hamare is gane per bahut khush Hote Ho dhanyvad
Bohot hi sundr song he ❤jay shree krishna🌸 🌺🙏
Thank you bros! ❤ya
U r very much connected as I am.. even greater ❤
Jai shree krishna❤. Aapka channel bohot aage jaye yehi duwa hai❤
*May Lord Krishna bless you and your family with love, grace and prosperity on this auspicious day.... Happy Janmashtami 🌹 Good Morning 🌹🙏 Have a blessed day ahead 🙏*
Sudama unke liye gift sirf kuch chawal murmure laye they usko pyar se kha kr unhen mehal daulat sb de diya❤🎉
U have to see complete krishna and sudhama episode for complete story ,I have seen more than 100 times,so touching it is
Happy Sri Krishna Janmashtami 🙏🙏🙏 Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
Sudama ke paas chane ki ek potali thi jise wo chhupa rahe the. Krishna ji ne wo potali unke haath se le li aur bole kya chhupa rahe ho, mujhe nahin khilaoge?
You can relate this song bro bcz every pakisthani is converted ❤️love from India ❤️
Love and respect for you brothers ❤❤
This friendship is eternal 💖😊
Best , dosti me raja aur runk nahi hota vahi sachi dosti hai 🙏🙏
"Shri Krishna" serial layie usme bhagwan vishnu g ke sabhi avtaron ke bare me bahut achey se btaya hai aur Krishna sudhama g ki dosti ki kahani bhi achi tarah se btaai gyi hai.
Bharat jesa koi desh nhi ho sakta meri Jaan meri shan bharat
Old sree krishna serial m bht acha dikhaya h ye scene.. U tube p bhi h...
Krishna put every example of life... How to live
Jai Shree Krishna ji 🙏🏻🚩
❤❤heart melting song😢
Story is not complete; after staying with Lord Krishna for many days Sudama returned empty handed. When he reached home he found a palace instead of his hut with all treasures to live happily everafter
Sudama and Krishna study together as children at Sandipani's ashrama at Ujjain. He was Leading a life of abject poverty, Sudama's wife tells him to go to Krishna as you said Krishna is your friend, ask him help us. Carrying some handfuls of parched rice which was left in his house as a gift to krishna, Sudama goes to Dwaraka with his barefoot to visit Krishna, and Krishna who receives him with honour and washes his feet seeing he feet had blood and dust.. Sudhama eats good food at Krishna's place and Krishna eats the rice brought by sudhama After discerning Sudama's unrevealed poverty, Krishna creates various luxurious palaces for his friend where his poor hut sudhama comes back and see his house has become a palace and his wife and children's wearing nice clothes and jewelleries he was shocked and thanked Krishna 🙏 This culture is still followed in our houses i mean every indian houses.. if any friends, family, relative or guest comes to our house we treat them nicely with good clothes and food make them feel comfortable and happy due to this reason only coz coz of this tradition it is believed if we treat guest with good and they are like god and doing so it punya samjha jata hai..
Best example of Friendship🎉🎉🎉
Is sansar ke sarva shrest AVATAR "SRI KRISHNA" hai 🚩🚩🚩
Jai Shree Krishna 🙏🙏🙏
Hindu devi devta wah chij hai logo ke dilo ko energy dete hai 😂😂😂😂❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉jay Sri krishna radhe radhe tum log ko sabse jyada views bharat se milte hai ye bharat ka aishan kabhi mat bhulna samjhe dost dil se kaho ram ram ❤❤❤❤
You will never see such friendship in today's world
मेरे दृष्टी कोन से इस सारे जहाँ मे कर्ण जैसा मित्र कहीं नही ❤❤❤
Ghar me sorf thoda sa chawal reh gaya Tha wo laye the sudhama. Dene me sharam kar rahe the par Shree Krishna ne wo li aur khaye b
Jai shri krishna
Ramanand Sagar's Shri Krishna has depicted this scene very well. When Shri Krishna ran for sudama he had no slippers, no crown his pitambar fell down.....beautiful scene ❤
Potli me chawal hai Jo sudama apne ghr se as a present laye the but Sharm se krishna ko Diya ni. Itne bade King ko Mai ye chawal kaise dun ye soch kr. But Krishna ne maang liya ki bhabi ne kuch to bheja hoga. Krishna bade pyar se usko khane lage. Ek bite me saari daulat de di unko, dusari me sari dunia ka sukh de diya jb teesara khane Lage to rukmani ne hath pakad liya aur kaha ki hum b to kahin rahenge na, yaa aap sare sukh inko hi de doge😮
Bhagwan Krishna aur Sudama ki dosti hmare dharm m ex example jisse aaj bhi bachho ko sikhaya jata jai❤
Jai shree krishna ❣️
Jai shree Krishna ❤
Sudama jii kachcha chawal lekr aaye the but wo de nii rhe the qki unhe saram aa rhi thi
Fir krishna ne khud mang liya unse or kha liya unke chawal ke dane ke bdle unone unhe bhot kuchh de diya kv is story ko pura dekhiye
A friend is a friend no matter how poor he is ❤ Jai Shri Krishna
Wonderful Song 👍❤️🎉
Koti koti dhanyavaad Apko Shri PRABHU ,
Its my favourite song for all time about krishna sudama
Hare Krishna😊🕉
जय राधा राधाकृष्ण.. thank you from #NEPAL
It's my childhood song
Aap ramanand sagar ka shri krishna serial dekho aapko information bhut milegi
जय श्री कृष्ण ❤😊
Jab bhi sunta hu rongte khade ho jate hai❤
chawal laye the thode se jo karishna ne khaye the ❤❤❤❤
Jai Shree Krishna 🙏🚩🚩🚩🙏🚩🚩🚩🚩🙏🙏🙏🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩
Symbol of friend karna and duryadhan🥰🚩💫
Radhey Radhey chant hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare minimum 16 round daily 108×16 read Bhagwad gita nd alwaysbehappy
Your reaction was superb
..like you were connecting yourself with the video.execellent.
This is real story ❤
Krishna ji pe koi acchi serial dekhni padegi jisme sudama ki story ho...waise ek hai "Dwarkadheesh Bhagwan Krishna " from dangal channel❤
Video dekhenge aur achhe se samjh aayega radhe Krishna radhe radhe radhe ❤❤❤
Dosti jesi duniya me koi chiz nhi hai ham sab ko sudama or karisna jesi dosti rkhni chahiye
Your channel is best. Bus aise video's latey raho aap.
Wo parmatama the unke liye is tino lok me pana kuch bhi asmbhaw nhi phir bhi wo sirf apna karm kiya karma hi sab kuch deta hai hasi kushi
Jay shree radhe Krishna 🙏❤️
bhaii ham dekhehaii jaysree krishna❤❤❤
teeno Bhaiyo ko dhanyavad
Goosebumps 😍
Hare Krishna hare 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🚩🚩🚩
Yaar aap teeno bohot achi videos banate ho. Best reaction hote hai aapke. Carry on brothers.
Epitome of friendship Lord Krishna & Sudama Dosti (Yaari) Ho Toh Bhagwan Krishna Sudama Jaisi Ho Ya Phir Na Ho 🙏❤
Hindu honeka sukh hi ❤muje kuch to hi Jai shree Krishna 🙏
Maja to pura sunne mile to aaye ye bhajan he chhota rula dega story kbhi sunna sudama ka vrat he bhagvan se mangu na jo mile kha lena varna upvas patni apne bachche ko bhukha dekh bolti he prabhu kyu bachcha diya jab bhukha rakhna tha to fir sudama ko bolti he jao apne dost krushn ke ghar vo jarur dega sudama kehte he me manguga nhi vo de to thik
Bhai aaj ka aapka video banane ka time best ha aaj kirsh Janam astami ha bhai god bless you bhai
Bhai ji give respect and take respect………..love this
🙏❤️
Maza a Gaya dinbhar ki thakan dur ho gyi😊
Jai Shree Krishna Jai Shree Ram.
Story puri nahi hai song me puri story me to rona a jata hai 😢 Baaki song 1 no hai लक्खा ji ka
That's true friendship 🙌🙏🏻
Isiliye to bharat sabse alag he❤❤
Dosti ye hoti he naki Karn aur Duryodhan ki,JAB madhusudan ji ki kripa kisi par hona suru hoti he ushe Shri HARI ko dekher aur unki lilaao ko dekhker anand ane lagta he jaise ki app sabhi ko aur app sabhi par aur apke poore parivar par SHRIMAN NARAYAN MAHAPRABHU JI ki Kripa suru hone wali he ,APP SABHI KA BOHUT BOHUT DHANYAVAAD
Hare Krishn❤🚩🕉
Yrr aapka reaction video dekhne ka aalag hi mja h
Love from india❤
Never n world friend with kirshana and sudhama ❤❤
Hhank u bro sanatan k bhagvan ko unke bhajan ko samjne k liye
✨💖🦚 RADHEY KRISHN🦚💖✨
Jai shree krishna 🕉️🦅🐍🦂🧘♂️🚩🚩🙏🏽
Radhe krishna ❤
Sudama apne sath ik muthi chawal leke aaye the or sudama vapas gher puunha jhopadi ki jagha Mahal bana Mila tha
Mere pyre tino bete, KABHI Ghar Wapsi ki iccha hoti he? PHIR SE APNI JADO SE JUDNE ko man, dil karya he? JARUR Batana! Hum intejar KARENGE! 🇮🇳🇮🇳🕉️🚩
Priceless reaction from you lovely boys
😭😭💖🕉️🕉️
Shri Krishan Ki Jai ho ❤❤❤❤
💓Jai shree krishna 💓
Hare Krishna hare rama
Jay shree krishna❤❤❤
Maza agya jai sri radhekrishn ❤❤🙏
Mere taraf se aap sabhi ko Janmashtami ki dher sari shubhkamnaye
Ye hi Sanatan Dharm ❤ and added one more subscriber since you guys are good hearted ❤