कोई भी बिज़नेस हो वो ख़ुद से नहीं चलता उसको चलाने के लिए आपको स्वयं चलना पड़ेगा,,,वो भी बहुत दृढ़ता से,धैर्य से,संयम से, प्यार से,और ईमानदारी से,,,,और भी बहुत सी चीजें हैं,,,पर इतना ही अगर किसी ने अपना लिया और ईश्वर को समर्पित होकर,,प्रसन्नचित मन से चल दिया तो कोई भी राह उसके लिए कठिन नहीं होती,,वो व्यक्ति असफल होते हुए भी सफल रहेगा,,,,जय शम्भू🌹🙏🏻🌹
Usne sahi coment kiya tha me bhi bahut pareshan hu fan wainding karta hu customer ko garanti nahi doge to wainding nahi karayega garanti dogo to 2 fase me jla dega kuch hi din me Or hm garanti dekar bahut paresan h.
Bhai meri electric ki dukan hai aur ganw me hai muje electric ka koi kam nahi Ata phir bhi meri dukan achi chalti hai kyoki ganw ke sare mistri mere grahak hai
Koi bhi kaam bekaar nhi hota hai usko shan Shakti ke sath kiya jata hai har kaam me bhi risk hai but risk to uthana he padega tabhi to life successfully ho sakte ho all the best all
hello sir, i m an electrcal engineer having almost 8 year expereance in electrical and power control field, currently i m in job but i want to open my own electrical shop, but i don,t have enough knowledge in business field, i need suggetion from you..
@@MyRakesh00 Bhai meri baat mano to maat karo.. Itne compition hai market me ap new shop khol ke survive nahi kar paoge .. job sahi hai 10000/15000 mil rahi hai na to boht hai.. shop khol ke musibat ko mat bulao
Sir mare usthaj jo ki city me electrical repring ki dukan hai or achi chalti hai or vo kahte hai kismat banani padti hai or me ne village me dukan koli hai electric repring ki lekin dukan nai chal rai hai kuch customer ahte hai or vo hi udhar kare ke chale jayte hai bola kal de duga lekin 10 ya 20 din gujar jane par ghar jana padta hai or mane city me kaam sikha hai or village walo ko kam rate batata hu fir bhi bolta hai jayda price hai or dusre mistari 300 rupye fan rewandig k lete hai or me 350 rupey leta hu village me or mare usthaj city me 500 ya 600 rupye leta hai sir me such raha hu dukan change karna kay thik raygha plaace sir reply dena me confuse hu or 70000 rupaye lag dukan me vo bhi lon liaya tha 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Bhai log electrical shop kholke aap achha pesa kamaynge sunch rahe h to galat hunch rahe h electrical shop me aap repairing ka kam v kije tab aap ka electrical item bikega house wiring milega repairing kam badhega to aap ka shop ka saman v bikega nai to aap din bhar me ek 10rs ka two pin or 15rs ka ek holder bech ke bethe rahiyega aap sab khudse sonchiye ..! me v ek electrical shop me kam kartatha isliye bhai me dekhahun electrical shop kese running karta h or kese grow karta h💡
"Sahi baat" Dokan dar, dokan dar hi ho, aur koi bhi business ho saabh ekh Tara dhang se munafa kamana hai. Har saman khar aur bech nekeliye hei. Aache se kaam ka baremei chel te chalte mei jankari prapt hojayegi. Electrical dokan mei Kia jorurat aur phaidaman hei leaker customer ka jorurat pura kerneka makhsad hai. Electrician / engineers unhe aapne kamm , hame unse jorurate chees pata kerke bechna hamare kaam. "Subha kaamnaye."
कोई भी बिज़नेस हो वो ख़ुद से नहीं चलता उसको चलाने के लिए आपको स्वयं चलना पड़ेगा,,,वो भी बहुत दृढ़ता से,धैर्य से,संयम से, प्यार से,और ईमानदारी से,,,,और भी बहुत सी चीजें हैं,,,पर इतना ही अगर किसी ने अपना लिया और ईश्वर को समर्पित होकर,,प्रसन्नचित मन से चल दिया तो कोई भी राह उसके लिए कठिन नहीं होती,,वो व्यक्ति असफल होते हुए भी सफल रहेगा,,,,जय शम्भू🌹🙏🏻🌹
बहुत सही कहा भाई
लेकिन जितनी अच्छी ग्राहक को सुविधा दोगे दुकान उतनी अच्छी चलेगी
Usne sahi coment kiya tha me bhi bahut pareshan hu fan wainding karta hu customer ko garanti nahi doge to wainding nahi karayega garanti dogo to 2 fase me jla dega kuch hi din me Or hm garanti dekar bahut paresan h.
Bhai meri electric ki dukan hai aur ganw me hai muje electric ka koi kam nahi Ata phir bhi meri dukan achi chalti hai kyoki ganw ke sare mistri mere grahak hai
Apko saman ka knowledge hoga
Bhai badhiya jaankari di aapne, thanks for video
Yes u r right
Anchor ya dusre brands pe kitne percent pe kaam hota hai.maine abhi abhi new electric shop open kiya hai
35% discount in anchor
Koi bhi kaam bekaar nhi hota hai usko shan Shakti ke sath kiya jata hai har kaam me bhi risk hai but risk to uthana he padega tabhi to life successfully ho sakte ho all the best all
Sir, anchor ka product wholesale/disturbter/ agency ka market price se सस्ता kaha milega?
Wire anchor ka 40% discont ma milaga mal wahi sa lou accha price hai
Dhanyawad bhai 🙏🏼
Me dukan rakhne bala hu sir aapki videos dekh kar aap bahut achcha samjhate ho
बहुत acha
Bahut achha motivat kiye
Superb motivasional vedeo
Karm karo ..fal ki chinta mat kro..
Dhanyawad Bhai Good video
Thenkey you sar. Apane mere man ki sari duvidha dur kar di
Bahut badhiya
Knowledgefull video👍👍👍
Good job Bhai
Is business me mistri rakhna bhi parega is per video banayey
Kam koi kharab Nahi Hoti hai .agr ham Kisi Kam me feliar hai to sabse pahle Apne andar khud Kami khoje.bjaye dusre ko Kuch bole
Good Job
Jarur bataiyega
Very useful information thanks brother
Bhai kal me apni new electric shop ke liye saman lene indore ja rah hu kya aap mujhe rate list send kar sakte ho
Best 👍
Gorakhpur me electrical material wholsell rate me kaha milega
Bahut sahi bhai
Good job brother 👍
🙏
Nice baro
Do machine se apka Chanel dekh raha hu
Sall ke kaun se do mahine he
Jab kharidari karna better hoga
Me vi New dukaan kolne ke mud me hu bhiya kuch helf kjy felf mtl aadiya
Sir ripeyring ka kaam nhi janta hu
Electrical ka dukan kholna chahiye ki nhi please bataiye sir
Aisa jaruri nai h aap reparing nai jante to aap sale kar sakte ho asscoreess
Bhai bohut time pass karti ho video me
Shop kholne ke liye...ligal document documents kya lagta. he...bill book kaise banaye...pls ek video banye..🙏
Bhai me abhi electrician ka kaam kar rha hu age Shop kholne ka man bna liya hu kese start karu rply dena bhai
Thanks you sir ❤️❤️❤️🙏🙏🙏🙏
Wire ka stock kitna rakhe shop me, app call pe chota sa consultation de sakte ho? Dhanyawaad
भैया जी हम दुकान खोल लिये लेकिन हमे इसके बारे जानकारी बहुत कम है क्या करे
Kya mai gavm me electric ki dukan kholna chahta hu saman kaha se kharide
Good bro
Sir tar par video banaya nahin mil raha hai bahut mahanga Mila hai sar kahan se neta
मैं vidos se ja rha hu q ki mujhe bs scsege ki bat suna hai asfal bate nhi
Bhai G nokari bhi to kontect wale h Delhi NCR me
hello sir,
i m an electrcal engineer having almost 8 year expereance in electrical and power control field, currently i m in job but
i want to open my own electrical shop, but i don,t have enough knowledge in business field, i need suggetion from you..
Shop open kriye sikh jayenge
@@greenlightelectric3429 4 - 5 lakh me shop open ho jayega...?
@@MyRakesh00 hn ho jayega
@@greenlightelectric3429 thanks
@@MyRakesh00 Bhai meri baat mano to maat karo.. Itne compition hai market me ap new shop khol ke survive nahi kar paoge .. job sahi hai 10000/15000 mil rahi hai na to boht hai.. shop khol ke musibat ko mat bulao
Electric shop me kitna Rs Lagega.
मैं दो मिनट में video कर जा रहा हु तुम शाप को पकड़ो😅
Electracian ko kitna ℅comission dena hota h
Sir mare usthaj jo ki city me electrical repring ki dukan hai or achi chalti hai or vo kahte hai kismat banani padti hai or me ne village me dukan koli hai electric repring ki lekin dukan nai chal rai hai kuch customer ahte hai or vo hi udhar kare ke chale jayte hai bola kal de duga lekin 10 ya 20 din gujar jane par ghar jana padta hai or mane city me kaam sikha hai or village walo ko kam rate batata hu fir bhi bolta hai jayda price hai or dusre mistari 300 rupye fan rewandig k lete hai or me 350 rupey leta hu village me or mare usthaj city me 500 ya 600 rupye leta hai sir me such raha hu dukan change karna kay thik raygha plaace sir reply dena me confuse hu or 70000 rupaye lag dukan me vo bhi lon liaya tha 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Aap Instagram pe mujhss samprk karo
Hi
Sir aap kaha se hai
Mai Aapka video dekhe Bina hi like kardeta hu
Thank you
Wire ka price 3 din ma bad jayaga
Sir 3 years kaam sikha hai to fir kay kare elecitcals 😢😢😢
Kya karna chate ho
दुकान। कि थे मे कालू
Bhai log electrical shop kholke aap achha pesa kamaynge sunch rahe h to galat hunch rahe h electrical shop me aap repairing ka kam v kije tab aap ka electrical item bikega house wiring milega repairing kam badhega to aap ka shop ka saman v bikega nai to aap din bhar me ek 10rs ka two pin or 15rs ka ek holder bech ke bethe rahiyega aap sab khudse sonchiye ..! me v ek electrical shop me kam kartatha isliye bhai me dekhahun electrical shop kese running karta h or kese grow karta h💡
बिल्कुल सही है
Pr jisko kam nhi aata he vo kya kre pr ab
Sar kam se kam kitne kam kharche Mein electronic dukaan khul Jaenge
Bhai me sarkari job vidyut vibhag me Hun mere Liye ye business shi rhega?
Hn
meri dukaan purani hai per meri dukaan ke samne new dukaan legi hai per meri coopi maar ra hai meri dukaan ka denda kerab ker ra hai
Kay kere beta do Ozzy sir
Mera pass 1 crore ho to me sab kr sab iss kaam me hi laga dunga
Sir mera dukan gaaw me hai dukan chlega kya
Kaise location pe hai dekh lijye aap ko khud lgega
Gaaw me current hai to chalega nahi hai to nahi chalega
Vo saf ni harsa tha😅😅😅😅
Sir app ketone amauant se suru ki thi
25 हजार
Thank you so much bhai apki video bahut inspiring hai love it
Electric shop ke liye kitna invest karna padega
Abhi k time m 3+4+5 lakh
AAP ka Shop kaha par ha bhi may bhi Naya Naya shop khola hu
गोरखपुर
Telegram ka link de dijiye sir bahut jajuri question hai please
Discription me hai
Ap bangali ho keya
Apka Dukan kaha hai bhaiya
गोरखपुर
Time brbad karta hai sirf
Mai bhadohi se hu
Bhai Pagel hi ye😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅
Duniya bhar ki bato se paka dala ...
"Sahi baat"
Dokan dar, dokan dar hi ho, aur koi bhi business ho saabh ekh Tara dhang se munafa kamana hai. Har saman khar aur bech nekeliye hei. Aache se kaam ka baremei chel te chalte mei jankari prapt hojayegi. Electrical dokan mei Kia jorurat aur phaidaman hei leaker customer ka jorurat pura kerneka makhsad hai. Electrician / engineers unhe aapne kamm , hame unse jorurate chees pata kerke bechna hamare kaam. "Subha kaamnaye."
Bhai mujhe to lagta hai aap ki dukaan chalti nahin hogi, isliye aap UA-cam per video banaa banaa kar Paisa kamana chahte ho 😜
🤣🤣🤣🤣🤣 बिल्कुल गलत सोच है आप की
ऐसा नही है
Bakwas
Bhai me apse baat karana chahata hu mobile number milegaa kya
Instgram I'd divine UA-camr
Good job