Sir mene automobile ma diploma kiya hai aur mere paas technician ka experience hai.sir muje quality assurance aur quality control ke course ke bare me jankari chahiye.kya benefits hai iske aur automobile wale kre k nai??plzz reply sir plzzz reply sir.muje qa krna hai pr automobile se related hona chahiye i.t se nahi plzz reply dena sir.i m also from Ahmedabad Gujarat
Are bhai...Mai cause for the Red Oil Tank indicator is....the BATTERY.....ho sakte..pehla test karna hai...kaam nahi hota tho..baad Your video super bhai..
Mukesh ji aap achhi jankari dete hain bahut achha lagata aap ki video dekh kar ek request hai ek video oil pressure light biling kar rahi hai uska kya karen Kaya Karan hai
Sir I buy second hand car ,but when I drive 50 km it's show light on then I stop car and start again but after I drive 50 km it does not show anything,it show once what is reason please guide me ,I show to mechanic wiring is ok.level of oil is ok ,why this light show once please guide me
Aslam o Alikum Mukash bhai zabadast ma bhe car maqanic hn pakistan punjab ky shar sargodha sy Ahmad Mughal apka kam ka tareqa bulkul hamary jesa ha maza a jata ha apki vedio dekh kr ap bohat mehnat karty ho vedio banane me palece mery comments ka jawan zaror dena shukarya
Mukesh bhai namashkar Mai lucknow se hoo. Dezire ke oil switch ka wire nikalne per bhi light jalti hai is iske bare me jankari mil sakti Hai. Please sir
Sir, agar gaadi m bina start kiye hi lights aa rhi....engine oil ki, aur battery ki....and car start krte hi gayab ho jae poore time. Toh wo normal h ya nhi ?
Mukesh ji Namaskar... Meri gadi Alto 800 LXI 2009 model hai usme abhi 20-25 km chalne ke baad Temperature jyada ja raha hai sath me coolent bhi bahar fek rahi hai kai jagah dikhaya per theek nahi hua. Aapko dikhana chah raha tha aapka address de dena please....
Good...... Bhai meri manza me kuchh dur chalane ke baad ye ye signal aa jata hai...... Aur rpm high karo to chala bhi jata hai.... Kya problem hogi...?
Very informative and intelligently explaining any troubleshooting of a car! please i would request you if you tell the audiene how to diagnose car electrical components with multimeter. Please also make vidoes on the internal wiring of any sensor and how these wirings we can diagnose through multimeter and also show us how these wiring are connected directly to the ECU. Thanks a lot!
Mukesh bhai ram ram .mere pass Alto K10 cng hai isme low oil pressure light aaa rahi hai but accerate karne par chali jati hai .race Kam hone par phir aa jati hai. Bhai kripya karke koi solution bataiye. Thank MANOJ KUMAR
Bhai mera bolero pickup bs6 brand new 1st month main hi blink kar ta hain engine oil light service center wala bola service k Liya la anako ... abhi service main time hain kiya karu new gari main aisa prblm show ho raha hain Suggestion please
2010 model swift drize 10000km vala engine oil dala tha abi 4000 chali haa par oska engine oil bohot Kam ho gyeaa or black smoke karti aa to kya oska engine hogya Bhai j batyo
agar light ik bar aa kr chali jaye to kya kare ... santro gaddi mai chalte chalte a.c garam hwa dene lga or battery khali on krne par fan ghume ja rha tha kya dikkat ho sakti hai pls bataye
Thank you. Alto 800 me same problem. Diagnose karne wale mechanic nahi hai. Aur city door hai. Battery me problem batate hai local mechanic. Aise case me city tak le ja sakte hai ki nahi (distance 80 km)? Taki gadi ko sahi treatment mile.
भैया जी क्या आईल प्रेशर स्वीच से आईल लीकेज हो सकता है मेरी गाड़ी grand i10 asta में वही से थोड़ा-थोड़ा आइल बहता है और बाद में आईल बहुत कम हो जाता है गाड़ी पर कृपा करके मुझे मार्गदर्शन दे
Sir meri gadi me oil pressure light accelerator dene per bhag rahi hai aur chhodane per a rahi hai mere pass sirf desire gadi 2018 model diesel version usmein kya pareshani ho sakti hai
Nameste bhai 🙏, meri kuv100, 2016 , petrol, 38000 km, 14 may 2016 ko pora service karvaya, aaj 17 June ko achanak oil pressure light blinking hui, meine engine mein eek litre oil dala , phir gadi chalayi to 2 bar blink hui , ghar aake ac on karke car engine ko race kiya phir koi light nahi hui, kuch major problems nahi hai na ?
Kya agar sx4 maruti gadi ka turbo khrab ho jay tou ertiga ya kisi aur gadi ka turbo dal saktay hay jo same ho ek jaisa . Jmu se . Please thoda bta de m gadi ka malik puch raha hu . Ktoki sx4 gadi ka turbo mil nahi pa raha
Mere paas Santro Xing 2011 model hai usme engine oil light nahi dikahta ...Bulb ok replace kar ke dekha par bulb ok hai. To kya iska jo cable hota hai vo kya ECU pehle jata hai or baad me meter ki light pe supply jata hai ,ya fir sensor ka sidh wire meter ke bulb pe jata hai?
Oil hone ke bavjood kabhi kabhi oil light red ho jati hai phir chali jati hai chalate samay Koi bar car ke niche thoda hi oil girta hai to kya engine me problem ho shakta hai ya switch me?
मुकेश भाई ।राम राम । मेरी नई वैगन आर का अभी हेड गसकैट का काम हुआ है और अब गाड़ी तो सही चल रही है पर चेक इंजन की लाइट आ रही है । क्या कारण हो सकता है । कृपया बताएं
His Coil Ka wire nikal ke engine vibration badh jayegi ....vo coil ok hai ...jis coil Ka wire nikal ke koi fark nahi pad Raha ...wahi coil kharab hai....Jis coil par doubt hai ....usse doosre cylinder pr laga ke check ho jata hai ....
अब तक का सबसे बढिया Explainer Video...आम आदमी को भी समझ आ जाये ऐसी भाषा में...बढिया...एकदम बढिया...
Bhai aap jaisa clear step koi nahi batata normal person se mechanic banane wale video banate hain aap.
Aesa hi. Video. Ki. Jarurat. Hai. Bhai. Bahut knowledge milta hai
Acha bahut Acha bhai aisa video banate rahu ke admi ko faida mile khus rahu Abad rahu
Syed Anwar
From Bangalore
I had the same problem, renew the pressure sensor and the problem was gone. Thank you for the help.
Thank You Bhaiya! Ek naya cheez sikhne ko mila.
Hello ji. Oil presher light pehla nehi atti thori chalna ka bad Low race ma atti ha race dena per cheli jati ha
Meri gadi pe bhi yehi issue aa rha hai
Same meri gadi m v petrol hai
Ignition meh oil pressure light atti hai sab acceleration dene ke baad light chali jati hai.
भाई मेरी कार मे भी यही प्रॉब्लम है आपने क्या किया
मेरी रिट्ज में भी यही लाइट आ रही है और रेस देते ही चली जाती है,कारण क्या है
U r a god of automobile.. salute from class 2 officer gujarat govt
... professor in automobile engg department
Sir mene automobile ma diploma kiya hai aur mere paas technician ka experience hai.sir muje quality assurance aur quality control ke course ke bare me jankari chahiye.kya benefits hai iske aur automobile wale kre k nai??plzz reply sir plzzz reply sir.muje qa krna hai pr automobile se related hona chahiye i.t se nahi plzz reply dena sir.i m also from Ahmedabad Gujarat
Very good information bade bhai...
Are bhai...Mai cause for the Red Oil Tank indicator is....the BATTERY.....ho sakte..pehla test karna hai...kaam nahi hota tho..baad Your video super bhai..
Mukesh ji aap achhi jankari dete hain bahut achha lagata aap ki video dekh kar ek request hai ek video oil pressure light biling kar rahi hai uska kya karen Kaya Karan hai
Love you bhai ram ram maza aa gya vidio ka topics or aap ko dek k
Sir swift zdi main cold starting pe rpm halka sa fluctuate hota hai...kya rail pressure sensor main problem ho sakti hai???
Guruji itna gyan mila kaha se apko.. Love u guruji
Nice guru ji new kujh sikane ko mila guru ji
Very much informative bhai. Dhanyawaad.
Ajhe se smja ap ne guru ji supar
Sir aap bahut badhiya Or information video banate hai
Bahut badya tari ke se samjha te ho thanks mukesh bhai
Sir please make a video on how to check a second hand car before buying.
Mukesh bhai agar oil chamber pe kisi patthar k lagne se damage hone pe agar oil pressure light on ho jaye to kya kare . please batayein
@@sarjitkumar3705 band krdo vhi
@@m.f.k515 thanks sir
Sir I buy second hand car ,but when I drive 50 km it's show light on then I stop car and start again but after I drive 50 km it does not show anything,it show once what is reason please guide me ,I show to mechanic wiring is ok.level of oil is ok ,why this light show once please guide me
Aslam o Alikum Mukash bhai zabadast ma bhe car maqanic hn pakistan punjab ky shar sargodha sy Ahmad Mughal apka kam ka tareqa bulkul hamary jesa ha maza a jata ha apki vedio dekh kr ap bohat mehnat karty ho vedio banane me palece mery comments ka jawan zaror dena shukarya
Switch ya wiring kharab h to foult kya btayega scanner m cooling pump ka hi bta h kya btao pls
Engine oil light bich bich me kvi kvi jalta h jab jerking ya gaddha aa jaata Tab
Kya karan iska
Plz reply
Swift ka fuse box ertiga me lg jayega kya....
Mukesh bhai namashkar Mai lucknow se hoo. Dezire ke oil switch ka wire nikalne per bhi light jalti hai is iske bare me jankari mil sakti Hai. Please sir
Sir, agar gaadi m bina start kiye hi lights aa rhi....engine oil ki, aur battery ki....and car start krte hi gayab ho jae poore time. Toh wo normal h ya nhi ?
Good job Mukesh bhaiya..👍👍
I like ur all video mujhe yeh batao Second hand engine kaha milega Sir ... Plz
Thanks sir itni achi jankari ke liye
सर आप बहुत अच्छे से समझाते हैं।सादर प्रणाम
Start karne k baadh 2 /3 second rehata ye engine gadgadgad light off hone k badh engine smooth
Sir tata indigo used car Lena tikh rahega
Mukesh ji Namaskar...
Meri gadi Alto 800 LXI 2009 model hai usme abhi 20-25 km chalne ke baad Temperature jyada ja raha hai sath me coolent bhi bahar fek rahi hai kai jagah dikhaya per theek nahi hua. Aapko dikhana chah raha tha aapka address de dena please....
Bhai your technical work super technology bro thank you
Bhai race dainy say oil check light ghaib ho jati hy or excelater chorny ny wapis ati hy please guide me
Sir ford figo me oil pressure light blink krti h bich bich me kabhi kabhi kya problem ho skti h
Prv se pressure bhi to bda skte ho
Sir hum bhi machanic hai
Sir hum ko bhi kuch btaeya
Ac on karne pr swift petrol band ho jarhi hai
Good nowlage Mukesh bhai
Bahut hi badiya shar
Kaise ho aap sir...? Kya baat hai sir itni details koi bhi nahi batayga . Ram Ram G
Good...... Bhai meri manza me kuchh dur chalane ke baad ye ye signal aa jata hai...... Aur rpm high karo to chala bhi jata hai.... Kya problem hogi...?
Bhai khari gari ki light on hoti hai ur chalny ky bad off ho jati hai
Bhai mery gari mn ecu bar bar khrab horha kya waja hoskti hy lazmi btna.. Jub khrab hota hy tu gear aur pickup bilkul ni hota gari mn.. Reply plz.
oil swich kharab h usko agr change karne par performance par farak padta hai kya
Sir kum rpm pur light aati aur rpm deny pur light chli jati sir kya regun
Bhai mera bhi Ertiga car chalte chalte bad ho jati hai aur check lite de deti hai ye keyse thik ho ga bhai
Es sign se neche jo sign araha hai wo kes chez ka hai ?
Ignition on karne par oil ki light ati hai. Gadi start karne par chali jati hai. Kya ye sahi hai?
Very informative and intelligently explaining any troubleshooting of a car! please i would request you if you tell the audiene how to diagnose car electrical components with multimeter. Please also make vidoes on the internal wiring of any sensor and how these wirings we can diagnose through multimeter and also show us how these wiring are connected directly to the ECU. Thanks a lot!
Meri car swift zdi hai, meri car self pura leti hai per start nahi ho rahi hai, kya problem ho sakete hai
same problem ritz disel mne fuel filter change kiya problem solve ho gyi
Diesel car Mai ....kafi issues ho Sakte hai....scan krwa lijie....
car 7 sal purani h 3000 km par 800 ml oil km ho gya
mechanic engine k lie bol raha h engine poora bnega ya half
ya aise chalna sahi h bhaiya btana
Agr oil hote b light jagti h to kya indicate hota h
Mukesh bhai ram ram .mere pass Alto K10 cng hai isme low oil pressure light aaa rahi hai but accerate karne par chali jati hai .race Kam hone par phir aa jati hai. Bhai kripya karke koi solution bataiye.
Thank MANOJ KUMAR
Bhai mera bolero pickup bs6 brand new 1st month main hi blink kar ta hain engine oil light service center wala bola service k Liya la anako ... abhi service main time hain kiya karu new gari main aisa prblm show ho raha hain
Suggestion please
Sar 2014 ki Swift hai diesel ismein chabi ka symbol aur engine oil ka symbol nahin a raha hai kya faltu ho sakta hai
2010 model swift drize 10000km vala engine oil dala tha abi 4000 chali haa par oska engine oil bohot Kam ho gyeaa or black smoke karti aa to kya oska engine hogya Bhai j batyo
agar light ik bar aa kr chali jaye to kya kare ... santro gaddi mai chalte chalte a.c garam hwa dene lga or battery khali on krne par fan ghume ja rha tha
kya dikkat ho sakti hai pls bataye
Sir apa se roz kucha naya sekhane ko melta he tx sir
Sir mera oil pressure low gear down karne time me sirf indicate karta hai uske liye kiya check karan jaruri hai
Bai meri gaddi ki oil pressure light 5 second ke baad jati ha baad main ni aati thik rehti ha koi problem to nai??
Thank you. Alto 800 me same problem. Diagnose karne wale mechanic nahi hai. Aur city door hai. Battery me problem batate hai local mechanic. Aise case me city tak le ja sakte hai ki nahi (distance 80 km)? Taki gadi ko sahi treatment mile.
भैया जी क्या आईल प्रेशर स्वीच से आईल लीकेज हो सकता है मेरी गाड़ी grand i10 asta में वही से थोड़ा-थोड़ा आइल बहता है और बाद में आईल बहुत कम हो जाता है गाड़ी पर कृपा करके मुझे मार्गदर्शन दे
Super bhai very nice information thank you
Gond Saab , car ki engine oil red light aa Rahi hai and start nahi ho rahi. Kya issue hoga? Key Lagate hi light aa jati hai
Sr mere gare me nese jo yellow light he ..wo wala lagit bling kr raha he . ky problam he sr..
Dada bohut car me heat Kata show nhi Karrah kabhi kabhi .... Kya krna hain?? Iska problem kya hain??
Sir meri gadi me oil pressure light accelerator dene per bhag rahi hai aur chhodane per a rahi hai mere pass sirf desire gadi 2018 model diesel version usmein kya pareshani ho sakti hai
Tata ki zest diesel model ke bare mein bataen Mukesh bhai
Sir maira I 10 nious key dalne se pehle low engine oil sign show ho raha hai jaise start ki toh gayap hota hai
Mukesh bhai Tata zest ke bare mein kuchh bataen
Sir meri swift dzire me thodhi der jalta hai phir light band ho jata hai
Koi problem hai ki nhi??
Bhai mere pas Swift dzire diesel usko start karne par kabi kabi ye wali light aa jati hai kabi kabi nahi ati kya problem h Mukesh bahi?
Sir in my alto car engine oil pressure light blink when release first gear some times. Or in any gear not blink, what is the problem please suggest.
Aapki sab video me kuch na kuch gyan hota he lge rho bro
bhai dzire me oil stick gauge galat reading deta hai acuret oil nhi dikhata ?
engine oil check kiya, oil full hai.. but thoda sa leak hua hai nichhe se .. tabhi bhi kya "engine oil low pressure" light red blinking karega??
Sir , old Figo me fuel gauge 1500 rs ka diesel bharvaya to bhi dikhata nahi he ,last jaha tha vahi se dikhata he,Kya ho sakta he, please reply
Wiring check
@@Themechaniker thankx sir
Nameste bhai 🙏, meri kuv100, 2016 , petrol, 38000 km, 14 may 2016 ko pora service karvaya, aaj 17 June ko achanak oil pressure light blinking hui, meine engine mein eek litre oil dala , phir gadi chalayi to 2 bar blink hui , ghar aake ac on karke car engine ko race kiya phir koi light nahi hui, kuch major problems nahi hai na ?
Kya agar sx4 maruti gadi ka turbo khrab ho jay tou ertiga ya kisi aur gadi ka turbo dal saktay hay jo same ho ek jaisa .
Jmu se .
Please thoda bta de m gadi ka malik puch raha hu .
Ktoki sx4 gadi ka turbo mil nahi pa raha
Ertiga Ka Dal Sakte hai
Sirji ill you work on a Tata Nano ? I want to get it serviced from you before a long tour.
He bro maine Skoda rapid ki switch oil pumps or wairring bhi change kar dya Lekin light nahi ja rahi h plzzz help m
Jordar bhiya best 👌🏻👌🏻👌🏻
Meri WagonR 2012 ki engine oil indicator light blink ho rahi hai 30mins drive k baad, kya reason ho sakta hai oil full hai abhi dala gaya tha
Bhai oil switch check krwa lo....
Pump bhi faulty ho Sakta hai
Bhaiya mughe skoda fabia me thoda kam karvana hai aajau apke pass
Mere paas Santro Xing 2011 model hai usme engine oil light nahi dikahta ...Bulb ok replace kar ke dekha par bulb ok hai. To kya iska jo cable hota hai vo kya ECU pehle jata hai or baad me meter ki light pe supply jata hai ,ya fir sensor ka sidh wire meter ke bulb pe jata hai?
Sir maruti 800 mein oil pressure light switch lagane pe bhi show nahi hota .. kya problem ho sakta hai?
Yadi oil pressure light key on karne par bhi show nahi kar rahi hai to aap pehle gadi ka cluster meter dusara CHECK karwaye
Sir cr bearing k Kya kaam h
My car i chevrolet sonic 2016 model...what is the problem light blinking in the dashboard...???
Sir to bigan kaise cut jayenge jb sb ok h to
Bhai ek video car ke central locking pe banao.
Speedometer me white wali light ka kya meaning h ??
Oil hone ke bavjood kabhi kabhi oil light red ho jati hai phir chali jati hai chalate samay
Koi bar car ke niche thoda hi oil girta hai to kya engine me problem ho shakta hai ya switch me?
मुकेश भाई ।राम राम ।
मेरी नई वैगन आर का अभी हेड गसकैट का काम हुआ है और अब गाड़ी तो सही चल रही है पर चेक इंजन की लाइट आ रही है । क्या कारण हो सकता है । कृपया बताएं
Car scan karaye
Ramesh ji swift ya wagon r k series engine me ignition coil kharab hai ye kaise pata kre
His Coil Ka wire nikal ke engine vibration badh jayegi ....vo coil ok hai ...jis coil Ka wire nikal ke koi fark nahi pad Raha ...wahi coil kharab hai....Jis coil par doubt hai ....usse doosre cylinder pr laga ke check ho jata hai ....
Sir ye problem low grade oil dalne se bhi hota hai kya ? Mene jab service karaya or 5w 30 oil dala tho oil light blinking hota hai
Same mere bhi yhi hai apke me idle Hoti hai kya blink
Kuch solution mika kya bhai is problem ka
Speedometer not working in shift vdi kya problem ho sakti h
Great video and good knowledgeable video 🚩🙏🏼👍
Sir3479 konsi reading hai
Agar ser ras Dene par light ja rahi he to Kya broblam hogi
Oil pump
Oil pump strainer
Sar dizayr vdi me fol mitar ki lit hmesa jlti rhti he