Hare Krishna Swamiji 🙏🏻 I'm grateful for the wonderful portcas, it thoroughly addressed my doubts. Thank you to Swamiji and KC Talks for the enlightening discussion.
12.3 12.4 me hi krishna keh chuke hai avyakt atma ki bhakti ka rasta kathin hai. Kyuki 13 chapter se gyan shuru hone wala hai. Ab aatma chetna ko samajhne ke liye mehnat to karni padegi. Upnishat padhne padenge tabhi clear hoga. Yahan swarup to nahi hai bhagwan ka ki dekha aur bhajan karna shuru. ab to atma ko janna hai to mushkil to hoga. Yahi kathinai ko bhagwan Ne 12 chapter bolkar alert kar diya tha. iska matlab ye nahi hai nirakar ke bhakt ko koi aur kasht milega. Kasht yahi hai ki is complexity ko samjhane me hardwork karna padega. apne apko krishna ko surrender karke padhoge to samajh me aa jaega . Hari aum tat sat.
Sakar ko jo samaj jata he wo Nirakar ko asani se samaj sakta he, Lekin nirakar se sakar ko samaj nahi pate,aur sakar me रस he or nirakar निरस he....Lord Shiv vi kehete he na.
Ye hi baat to khud bhagwan keh chuke hain ki nirakar se sakar aasan nahi hoga .. mushkil hoga ...lekin unhone aisa nahi bola ki impossible hai. Sab apni personality k hisab se bhakti chun sakte hai sakar ki ya nirakar ki. Safal hona prime motive hona chahiye. It doesnt matter which way u have choosen. Parmatma apko safalta de. 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji dandwat pranam 🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏
Hare Krishna Swamiji 🙏🏻
I'm grateful for the wonderful portcas, it thoroughly addressed my doubts. Thank you to Swamiji and KC Talks for the enlightening discussion.
Hare Krishna pr ji Dandvat Pranam
Thank you for best explanation
Keshav Anand prabhu ki jai
हरे कृष्ण प्रभू जी सादर प्रणाम 🙏🏻🌹🥀🌹🙏🏻
Hare Krishna prabhu ji Sadar prnaam ji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhakti Karo bliss me raho
Hare Krishna prabhu ji ❤️🙇
🙏
Nice podcast series ❤
Swami ji talks about sandeep Maheshwari....
Bhai,ye video 5 may 5:50 saam me upload hua hai,aur tunhara comment 5 days pehle kaise?
Hacker?@@satyamkumarjha3366
@@satyamkumarjha3366 are koi glitch h shayad...
@@divyanshgoyal952 Sahi bola bhai,koi Glitch hai
depression wali baat?
25:47 kis swami ji ke bare me baat kar rhe h?
12.3 12.4 me hi krishna keh chuke hai avyakt atma ki bhakti ka rasta kathin hai. Kyuki 13 chapter se gyan shuru hone wala hai. Ab aatma chetna ko samajhne ke liye mehnat to karni padegi. Upnishat padhne padenge tabhi clear hoga. Yahan swarup to nahi hai bhagwan ka ki dekha aur bhajan karna shuru. ab to atma ko janna hai to mushkil to hoga. Yahi kathinai ko bhagwan Ne 12 chapter bolkar alert kar diya tha. iska matlab ye nahi hai nirakar ke bhakt ko koi aur kasht milega. Kasht yahi hai ki is complexity ko samjhane me hardwork karna padega. apne apko krishna ko surrender karke padhoge to samajh me aa jaega . Hari aum tat sat.
Sakar ko jo samaj jata he wo Nirakar ko asani se samaj sakta he, Lekin nirakar se sakar ko samaj nahi pate,aur sakar me रस he or nirakar निरस he....Lord Shiv vi kehete he na.
Bilkul... sakar ko samjhoge to nirakar samajh aa jaega aur nirakar samjha to sakar samajh me aa jaega..kahin se bhi shuru kar lo..
@@uttamvishwas12 पध्मपुराण-भाग-5-उत्तरखण्ड-अध्याय-131-श्लोक-104:- सेवरसशच साकारे निरकारेण वै रस:।
साकारेण निराकारे ज्ञयते स्वोयमेव हि।।
Ye dekh lo vai.Ese hi kyu bolunga me.Aap thoda sastra padhe to pata chalega.Hare Krishna.🙏
@@uttamvishwas12 ...Saakar se nirakaar samaj me aajata he aasan se, nirakar se sakar samaj me nahi aayga.
Ye hi baat to khud bhagwan keh chuke hain ki nirakar se sakar aasan nahi hoga .. mushkil hoga ...lekin unhone aisa nahi bola ki impossible hai. Sab apni personality k hisab se bhakti chun sakte hai sakar ki ya nirakar ki. Safal hona prime motive hona chahiye. It doesnt matter which way u have choosen. Parmatma apko safalta de. 🙏🙏
konse depressed motivational guru ki baat ho rhi hai last mein?
Sri sri Ravisankar
I just checked. Maheshwari ne dala tha post depression ka
25:47 me kiski baat ho rhi h?
Mundane goodness most probably ravisankar or Sadhguru and depression wala Sandeep maheswari
He is Sandeep maheshwari 😅
asking foolish question is not a big deal
Hare krishna Prabhu ji 🙏
Hare Krishna 🙏🏻
Hare Krishna 🙏