Assalamu Alykum, Fee reimbursement is a critical issue that deserves urgent attention. Graduate engineers face significant challenges, as they are unable to secure jobs locally or pursue opportunities abroad without their degree certificates. Colleges often withhold these certificates due to delays or non-payment of scholarship amounts by the government. This is a serious matter that affects the future of countless students and their families, yet it remains underrepresented in public discourse. Except for leaders like Akbaruddin Owaisi, few seem to raise this issue. It's imperative for the government and concerned authorities to address this problem immediately. Timely disbursement of scholarships and strict regulation against withholding certificates are essential steps. Without such measures, the dreams and careers of many young graduates remain at risk. This issue deserves widespread attention and collective advocacy to ensure a resolution.
Sir agar address dusare division ka hai ab dusare jagah per hai tho kya karna chahiye present per ka address Dena chahiye ya purane rent house hai so wo hi ghar ka current bill mention karna chahiye?
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatuhu hamare ghar ke division hua, us mein humko 68 gaz ja hissa Mila , ghar bahot purana without pillars ka hai slab wala hai, to us mein diwaron mein se barish ka paani aata, to hum eligible hai kya loan ke liye. Ghar ko beech mein se cut karke construction karna padhta loan amnt se InshaaAllah Talaa Ameen. To hum ko milega loan na boliye aap
Sir ham bhi rent par rahate hai jab new ration ka liye 1saal pahela Diya tha vo bhi mare saas ka naam pe ham alag hogay hamako bhi ghar milta ya nahi please sir replay😢
Assalamualaikum sir wo humlog indramma illu ke option ku tick nai kare the wo scheme sirf jispe pass plot hai unku ich milti ye phir jo double bedrooms ku dale the unlog ku bhi dere kya
Assalamualaikum wrwb 🎉mere bhai allah apko iska ajar de sp brhtar behtar Alhumdulilah samjare sab, bhai min koi tailoring course nhi kari isliye wo sewing machines nhi apply kare but mrku wo loan chahiye.bina uske kuch karsakte kya plz batao 🎉🎉🎉🎉jazakallah hu an qair.
Assalamualaikum sir,mein Balanagar, Rajucolony se, Praja palana scheme application fill kare, gas ke paise kam hona aur electricity free hogaya lakin Idiramma scheme ke liye abhi tak nahi aaye, aaj ka date Dec 24 hai. Hamare area ku kab aate pls batayena.
Assalamwalekum sir,abhi only site haitho 5lakhs deneka haina.Abhi sab ko nahi kareh ? My site with construction chaahiye.Mere ko site nahi.Aate ya nahi?
Assalamualaikum bhai Sai baba nagar jeedimetla me abhi tak koi information nhi aaya sir yeha Koi bhi sir nahi aare verification karne k liye Kab aate ki yaha par
Assalamualaikum sir mein Nacharam area mein rehetun survey ke liye aye the hum rent house mein rehte vo bolra ke yeh toh tumhare own house dekhra bolkar not eligible bolkar liker chalegaya sir vo caste feeling karke Gaya aur hum log owner ka electricity bill bhi bataye ous ko bhi kya karna phir aap thoda instruction dijiyega
Aslkm sir mi 2018 mi ghar ke liye dali thi mi jo ghar mi thi ab us mi ni ho aur mara phone no bhi band hogia please please please 🙏🙏 mari kuch madad kijiye mare husband bhi nahi hai please 🙏
Sir maene parjapalana me form flup karaya raseed bhi hai mere pass lekin sarve me adhaar check krne par nahi bata raha hai 12 yrs se mae rent pe hoon sir plz kuch batayi hum kya kare
Assalamualikum mateen bhai hum rent k ghar me rahte hai aur hamare pas zameen nahin hai na koi own house hai humare kaise survey hute plz boliye hum praja palana me application deye aur humko phone me msg aaya 9 months hure kya wo officer ko batana kya
Sir ration card walo ko hi milra jiske pass ration card nhi hai unlog ka ky pahlee ration card ki website kholo bolo zyda log ke pass ration card nhi hai
Jazak allah sir aap bahut ache se samjhte hai aur bahut sahi news bolte hai
Sir app bohat hi helpful news bata ho thank you so much for such information
Jazakallahu khaira
Bhai Zara wo handicap wala scheme details me bataoo Na @@hyderabadvoiceapkiawaaz4899
Mateen Bhai ye 500000 ke loan ka hai yah double bedroom ka milane ka sarve hai yah
Assalamu Alykum,
Fee reimbursement is a critical issue that deserves urgent attention. Graduate engineers face significant challenges, as they are unable to secure jobs locally or pursue opportunities abroad without their degree certificates. Colleges often withhold these certificates due to delays or non-payment of scholarship amounts by the government.
This is a serious matter that affects the future of countless students and their families, yet it remains underrepresented in public discourse. Except for leaders like Akbaruddin Owaisi, few seem to raise this issue.
It's imperative for the government and concerned authorities to address this problem immediately. Timely disbursement of scholarships and strict regulation against withholding certificates are essential steps. Without such measures, the dreams and careers of many young graduates remain at risk.
This issue deserves widespread attention and collective advocacy to ensure a resolution.
Bahot Bahot shukriya jazakallah wa khair
Allah aapko Khush rakhe Meri Dua Hai 🤲🏻
Jazakallahu khaira 🤲
Ameen
Paraja palana main abhi bhi rasid onlaine krre kia btao ghr bahut door h isiliye nhi hoa jana plz btayen Ripley
Mateen Bhai jazakallah khair
Shukriya bhai
Thank u very much JazakAllah khair
Thank you so much sir
Thankyou sir for giving information
Very good information thank you
Buhat shukriya bhai apke vdo ke itzr tha
Shukriya bhai
وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
Assalam walekum mateen bhai Aaj survey ko aaye mehdipatnam mein
Thankyou bhai Good information
Jazakallahu khaira
Good job sir ap bht acha bolta Or ap ke news akdam sahi rahte❤
Shukriya bhai
Shukriya Bhai jazakallah khair
Sir agar address dusare division ka hai ab dusare jagah per hai tho kya karna chahiye present per ka address Dena chahiye ya purane rent house hai so wo hi ghar ka current bill mention karna chahiye?
Sir hum praja palana me sab submit kare laikin ration card nhi hai humko to humko b ye scheme se fayeda hoga ya nhi
Sir if we don't apply in praja palan now we can apply for indirama illu in meesave centre near us 1:27
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Jazakallah mateen bhai
Shukriya bhai
Father k pass hi ghar wo b lease pe hi hum rent PE rehray toh owner ka nam kya likhana
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatuhu hamare ghar ke division hua, us mein humko 68 gaz ja hissa Mila , ghar bahot purana without pillars ka hai slab wala hai, to us mein diwaron mein se barish ka paani aata, to hum eligible hai kya loan ke liye. Ghar ko beech mein se cut karke construction karna padhta loan amnt se InshaaAllah Talaa Ameen. To hum ko milega loan na boliye aap
Mateen bhai aap ke channel ku subscribe kiya hoon aur friends ku bhi forward kiya hoon
Sir 20th question mein renters ko konsa address dalna hoga jiske paas construction ke liye place na ho toh
Sir ham bhi rent par rahate hai jab new ration ka liye 1saal pahela Diya tha vo bhi mare saas ka naam pe ham alag hogay hamako bhi ghar milta ya nahi please sir replay😢
Mashallah mashallah bhai
Maashallah maashallah bhai
Sir 2nd question mein renters ko bi photos lena padta kya please answer sir
Vikarabad kodangal ko kab aaega
Already verification shuru kardiye
Ration Card ka website shuru howato pls inform kariye
Jazzak Allah Khairan
Kb karna tha ye
Bhai hum ko ghar nhi mila plz sir allah se dua karo ko ghr miljaye inshallah
Inshaallah zaroor milta
Assalamualaikum sir wo humlog indramma illu ke option ku tick nai kare the wo scheme sirf jispe pass plot hai unku ich milti ye phir jo double bedrooms ku dale the unlog ku bhi dere kya
Jo log Indramma Houses keliye tik kare wahi logon ka inspection hora
Assalamualaikum wrwb 🎉mere bhai allah apko iska ajar de sp brhtar behtar Alhumdulilah samjare sab, bhai min koi tailoring course nhi kari isliye wo sewing machines nhi apply kare but mrku wo loan chahiye.bina uske kuch karsakte kya plz batao 🎉🎉🎉🎉jazakallah hu an qair.
Assalamualaikum sir,mein Balanagar, Rajucolony se,
Praja palana scheme application fill kare, gas ke paise kam hona aur electricity free hogaya lakin Idiramma scheme ke liye abhi tak nahi aaye, aaj ka date Dec 24 hai.
Hamare area ku kab aate pls batayena.
Bhai hum prajapalana farm me ghar k liye ny tik kare the .ab kya karna
Hum bhi tik karna bhool gaye
Hum bhi abkahan ja ke karna Bhai kisi ko malcom hai tu bolo
Dua Karo bhai hum ko b mile ghar .bohat pareshan hai .Kab from mile GA. New fod cart b nahi gas b nahi bill .
Assalamualikum gulbarga wale ko milega kya sir please bataiye please
3:43
New ration card kab se website kholra
Mujhe bhi ration card Ki bhout ziyada zarooth Hai bhaiya
15 jan 25 hosakta
Assalamwalekum sir,abhi only site haitho 5lakhs deneka haina.Abhi sab ko nahi kareh ? My site with construction chaahiye.Mere ko site nahi.Aate ya nahi?
Super khabar bhai
Shukriya bhai
New ration card kab se banare
If plot available to applicant in any other district.
Maximum plot area any limit
100 sqd available applicants eligible for loan
Agar present dusre division pay hay toh kaisa karna pahlay ek division pay thay ab dusre division pay rahray
Assalam walekum bhai mere pass ration card nahin hai main rent ke ghar per hun kya FIR mere ko milega Ghar bolo bhai
Surveyor ko bolo
Assalamualaikum bhai malakpet race course road area me abitak survey k liye koe b nahi aye kya karna kaha ja k bolna
Assalamualaikum bhai surye tu hua lekin ghar ke liye call nahi. Aya tu indraamma illu ke liye alag se. Submit karna hai kya please reply de
Mateen bhai.indrsmma illu jo rent pe hai unk liye b hai bolre na.abhi sirf jiski zamin hai unka servey hora
Thinku Sar ap having nichar hai
Assalam walekum main ghar ko apply karke 15 sal kuchh abhi tak ho gai hai Ghar nahin ay Raha
Asslamu alaykum warahmatullah wabarakatahu Khyriyat sir hum bhe prajapalna me tik karre the Lakin mujhe Abhi tk call nhi aaya
Sir hamre ku ghr aaya bolker photo utar ke gye lekin mere pass rashaion card nahi hai kya karna please boliye my boht pareshan hu
Inshaallah ajata
@@hyderabadvoiceapkiawaaz4899 rashan card nahi hai na kya karna sir please boliye
@hyderabadvoiceapkiawaaz4899 bina rashan card ke bhi milta ghr bolo sir please
Asalamualaikum mateen bhai agar dabal bed room gents ke name se aya tho kuch bhi nahi hota na bhai zara bataye na bhai please
Humaku leader bastike tick karne nai diye par hamareku zaroorath hy gharki meku ghar neehy 30 saal se kiraya bharre hum
Hum ko nai milta
👏👏👏👍
Assalamualaikum bhai
Sai baba nagar jeedimetla me abhi tak koi information nhi aaya sir yeha
Koi bhi sir nahi aare verification karne k liye
Kab aate ki yaha par
Dahod basti mein kab aaenge
Dilit.option.hai.kya.
Same here
Sir mbnr me howa kya.abhi tk yahan nahi aye.
Asalam walikum bhai double bedroom ka hai ka ya
Nahi only indramma houses
Assaalamualikum bhi
Walekum assalam
Jiske pass land niyye wo survey bhi 16 dec to 31 dec kay bich may hoga kya sir
Hamare kan abhi tak nahi aye nampally mai double bed room ki inkori ke liye kya karna sar 23 12 24 hai aaj
Ration card pe aur naam kab chadaye
Prajapalana ke jiske forms online nahi howe unke liye kya hai
Aslkm mateen bhai jo bewa hue ab unki pension nhi hue hai new pension k bare m kuch boliye bhai
Super🇮🇳 yes
Assalamu alaikum bhai
Walekum assalam
Assalamualaikum sir mein Nacharam area mein rehetun survey ke liye aye the hum rent house mein rehte vo bolra ke yeh toh tumhare own house dekhra bolkar not eligible bolkar liker chalegaya sir vo caste feeling karke Gaya aur hum log owner ka electricity bill bhi bataye ous ko bhi kya karna phir aap thoda instruction dijiyega
Sir electricity ka address deferent our adhar ka address alg hona sa kuch hota
Sir parja palana mai ghr k liye tic ni kare to sir ghr ni milta kya ab ni maloom tha na sir ghr ka hai bolke form tic ni kare sir usme
Assalamualaikum
Ratio card nai hai so walo ka kaisa Phir,
New ration card ka bhi application lagaye vo bhi nai aya
Double bedroom ghar kab dekhte
Assalamualekum bhaiya rent pe haitou nahi dere ghar Sirf zameen hai so walo ko paise dere hamare pass zameen nahi hai
Aslkm sir mi 2018 mi ghar ke liye dali thi mi jo ghar mi thi ab us mi ni ho aur mara phone no bhi band hogia please please please 🙏🙏 mari kuch madad kijiye mare husband bhi nahi hai please 🙏
Assalamu alaikum Jiske pass kuch nhi hai only rent ka ghar hai unko ghar dere kya bateye na
Mateen Bhai nobody had come for survey here how should I apply for indramma house
Reply plz
Kya indramma illu ke liye aap download ker sahi hai kya
Nizambad me kab hota survey
Assalamualaikum bhai hamari zamin hai jispe khali salb dala hua hai 165 ghas pe hai toh dete 5 lakh pls reply me
Ha dete surveyor ko batau
Sir maene parjapalana me form flup karaya raseed bhi hai mere pass lekin sarve me adhaar check krne par nahi bata raha hai 12 yrs se mae rent pe hoon sir plz kuch batayi hum kya kare
Humko 2bhk nhi mila apply karne par bhi
Praja palana me bhi apply Kiya pata nhi kab denge...
Jo mustahaq hai unhe pahle Dena
Wait karo, surveyors ane wale
Assalamualikum mateen bhai hum rent k ghar me rahte hai aur hamare pas zameen nahin hai na koi own house hai humare kaise survey hute plz boliye hum praja palana me application deye aur humko phone me msg aaya 9 months hure kya wo officer ko batana kya
Ok surveyor apko call karte agar ap indramma ke liye tik kare tho apko call ata
@hyderabadvoiceapkiawaaz4899 haan kare duble bed room k liye Shukriya aapka
@@shaheenshaheen6687
Aslkm apko call land land se aaya ya cell phne se boliye na
Mara house no sahi hai par name sab galat hai tho ab mai ko nahi milta kai sir please reply me
Indramma houses ke application kese Dale please reply me
Sir ration card walo ko hi milra jiske pass ration card nhi hai unlog ka ky pahlee ration card ki website kholo bolo zyda log ke pass ration card nhi hai
❤🎉 1:17
assalam walekum mateen Sahab jisko jameen nahin hai Jo handicap hai unko kis tarah se Diya ja raha hai ghar ek video banakar daliye
Next jis ko Ghar nahi hai wo logon ko dene wali hai
Hyderabad me kab aate service karne
Ration card nai hai
Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa barakatuhu sir jazakallah khair sir
Jazakallahu khaira
Hum log ko kaise maloom hona. Call karte wo log ya hum log jaana
Rent ka ghar hai hum waha se Khali kardiye ab dusri jagha par hai kya karna
Praja palan ka form humne Sanath Nagar mein bhare the abhi filhal Ham Daud basti mein Hai to fir vah kahan per aaenge
Hi
New pension Kab tak start hoge
Assalam walekum bhai meri shadiyon ke 22 sal aur aage 4 bacche abhi tak nahin diya mere ko ghar kab dete aakhir
Sir sewing machine ke bare mein aur loan ke bare me batey bhai