Wago no. 34 ,35 Pump 1 ki TOP ke wago hote hain 34 se supply TOP me jati hain aur 35 se lotkar controller me jati hain. Usi prakar se pump 2 ke liye 29 aur 30 wago hain
Sir ko1 and ko2 coil supply ke bare mein thoda details mein video banayenge,aur bohot Sara company hain jaise bcs,abb Schneider etc sabhi ka ho sake toh accha hota
Pump controller mein kabhi kabhi HI aa jata hai aur controller kaam nahi karta hai, dc disconnect kar k wapas lagane se fir thodi der Kam karta hai aur fir HI Marta hai, loop karne se toh pump chal jata hai, but ye HI Marne ka reason kya hai, ye please thoda explain kar dijiye.
Yes, bilkul karunga jaldi hi me aapko iske bare me bataunga ya us par video banaunga. Thanks for your query. Mujhe isi prakar ki queries ki jarurat hai taki me aapke liye behtar jankari aapko de pau. Thanks
Thank you sir, very nice information 🙏🙏🙏🙏
Welcome
Bahut hi kamal pdhaye h sir g❤❤❤❤
Vrey very fine video sir🙏
Very useful video sir for us thanks ji
Thanks
Super sir🙏
Thanks for valuable upload 👍. Keep updating
Maza aa gya
Thanks
Good 👍
Thanks
very good sir
Nice sir ji 👌
Nice sir ji
Thanks sir ji
❤❤❤❤❤
Wonderfool 👍sir but sir,apne ye nhi btaya ki drowing diagram mai wago 34- 35 ke bare nhi btaye o kis kam ke liye pump motor ko indicate krta ky ???
Wago no. 34 ,35 Pump 1 ki TOP ke wago hote hain 34 se supply TOP me jati hain aur 35 se lotkar controller me jati hain. Usi prakar se pump 2 ke liye 29 aur 30 wago hain
Enroute failure pe aur trouble shooting pe bhi video banaiye
Or sir pannel ka bhi digram banake samjhaiye sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐
Compressor condenser blower controller pe bhi banaiye sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏
सर EBC और RBC की भी VIDEO बनिए
Bilkul banayenge.
Compressor condensor blower controll par banaeye sir jee please
Sir ko1 and ko2 coil supply ke bare mein thoda details mein video banayenge,aur bohot Sara company hain jaise bcs,abb Schneider etc sabhi ka ho sake toh accha hota
Ok
Sir MPCB 21&22 ke input me kis wago se supply aate h please sir help me
Supply wago se nahi direct AC bus bar se hi MPCBs ko supply di gayi hain jaise AC plant ki mpcbs ko di gayi hain
Pump controller mein kabhi kabhi HI aa jata hai aur controller kaam nahi karta hai, dc disconnect kar k wapas lagane se fir thodi der Kam karta hai aur fir HI Marta hai, loop karne se toh pump chal jata hai, but ye HI Marne ka reason kya hai, ye please thoda explain kar dijiye.
Yes, bilkul karunga jaldi hi me aapko iske bare me bataunga ya us par video banaunga. Thanks for your query. Mujhe isi prakar ki queries ki jarurat hai taki me aapke liye behtar jankari aapko de pau. Thanks
Thanks sir jee
WRA MPCB bar bar trip kyo hota h
Pump jaam ho sakta, winding short ho sakti hain ya kahi eath leakage ho raha hain, isliye trip ho rahi hain
Good morning sir please solv the Practice Set all divisions for AC TECH-III
Aapke pass ho koi set to bhejiye jarur solve karenge.
Sir ye controller kharidna haikha mile
Ye baazaar me nahi milta jo company railway ko supply karti hain usko order dena padta haun.
@@RAILWAYELECTRIC sir mujhe railway me supply karna hai, or uska moter bhi please contact no ho to dijiy
❤❤❤❤❤❤❤