Sir, please share some references of instrumental music. Jo aap hamesha mention krte hain k hume try krna chahiye to relax ourselves. Ye music reference k liye ek alag se small video bhi bana skte hain toh bahut help hogi sab sadhako ki...
Gurbani mein Anhad nad ke bahut references milte hai, jase, Anhad naad banaya baja, Anhad bani Gurshabad jani, Kabir sahib ka shabad hai Tere dusre dhun sehaj ki mathe mere dagai, even jis ko Naam kehte hai vo bhi Anhad nadd hai, Guru ke shabad ya fir parmatma ke kisi bhi gunatmak naam ka jaap karne se Anhad Nad activate ho jata hai, tnx
आप पतंजलि योग सूत्र पर सुंदर व्याखान दीजिए ध्यान की प्राचीन तकनीक पर आपके शब्द इसको सरल बना देंगे धन्यवाद । यदि ध्यान एवं धरना के टॉपिक पर आप कुछ ध्यान की तकनीक भी बता देंगे तो बड़ी कृपया होगी।
patanjali ji ki technique unke ilye suitable hai jo IDEAL ENVIRONMENT mein ( sansaar ki pakad se door ) keval DHYAN ker raha hai....Hamare liye VIPASSANA jyada practical hai ( yadi SATIPATTHAN SUTTA ke anusar abhyas kila jaye)...
Adi mantra hai AUM Satat mantra hai AUM Sashwat mantra hai AUM Pratham mantra hai AUM Satya mantra hai AUM Gyan mantra hai AUM Bkakti mantra hai AUM Shakti mantra hai AUM Prem manta hai AUM Samridhi mantra hai AUM Shanti mantra hai AUM Saral mantra hai AUM PRABHU pradat mantra hai AUM so Karke sunne wala hai AUM aur Bina kare sunne wala bhi hai AUM
AUMityekaksharam BRAHM Vyaharan mam anusmaran kaha SRIKRISN ne Arjun se kyon hi wo jante haen ki AUM(Anahat Naad) itni jaldi subko n sunai parega lakin bol sub sakte haen Bacche ke saman Adi mant
Sir, please share some references of instrumental music. Jo aap hamesha mention krte hain k hume try krna chahiye to relax ourselves.
Ye music reference k liye ek alag se small video bhi bana skte hain toh bahut help hogi sab sadhako ki...
Just beautiful! 🙏🏻❤️
Kitna aasani se samja diya🙏🙏
ये धुन है धुर लोक अधर की ,कोई पकड़े संत सिपाही -स्वामी जी महाराज राधास्वामी सत्संग ब्यास 🕉️🙏🏼
Gurbani mein Anhad nad ke bahut references milte hai, jase, Anhad naad banaya baja, Anhad bani Gurshabad jani, Kabir sahib ka shabad hai Tere dusre dhun sehaj ki mathe mere dagai, even jis ko Naam kehte hai vo bhi Anhad nadd hai, Guru ke shabad ya fir parmatma ke kisi bhi gunatmak naam ka jaap karne se Anhad Nad activate ho jata hai, tnx
dhanyavad !
Anhad naad hi antim Satya hai kya?
Pranam guruji
Sir Mool Mantra 'Ek omkaar' ki samajh par aap ek video banaiyega 🙏
Dhanyawad
Pranam sir ji,
Mujhe jhingur ki awaj sunai deti hai..
To kya mujhe apna awareness iss sound pr lgana chahiye ya apne body aur saso pr ya dono pr🙏
shareer or sans per
Anhad naad hi antim satya hai kya guruji?
satya ki awaaj hai.....
@@AnandDwivedi369 dnyavad
🙏🙏सादर चरण स्पर्श गुरु जी backround mai mera hometown आ rha है
surprising !
Wow app kitni achhi jagh par ho ek dam natural
Uttarakhand me aisa hi h
Sor aap konse phone se video record karte ho?
vivo
@@AnandDwivedi369 नमस्ते सर जी, मैं उत्तराखंड के पिथौरागढ़ जिले से हु!❤️💐
बहुत सुंदर महात्मा जी 🙏
Sir ascension of earth pe b video bnaye plz
koshish karoonga
आप पतंजलि योग सूत्र पर सुंदर व्याखान दीजिए ध्यान की प्राचीन तकनीक पर आपके शब्द इसको सरल बना देंगे धन्यवाद । यदि ध्यान एवं धरना के टॉपिक पर आप कुछ ध्यान की तकनीक भी बता देंगे तो बड़ी कृपया होगी।
patanjali ji ki technique unke ilye suitable hai jo IDEAL ENVIRONMENT mein ( sansaar ki pakad se door ) keval DHYAN ker raha hai....Hamare liye VIPASSANA jyada practical hai ( yadi SATIPATTHAN SUTTA ke anusar abhyas kila jaye)...
achha koshish karoonga
Thank you for sharing!
Thanks for reply😊😊
प्रणाम गुरुदेव💐 🙏
Tehri dam aakpe ghr se kitni dur h
30 km
गुरुजी कम उम्र में बालों की झरने की समस्या है, इसके लिए कोई योग है जो लाभकारी हो
Aritha use karo
Doctor ke pas jao yaha kyu puch rha h bhai 😂
Gudu ji dhayan m body jhoomne lagti h apne ap jese koi pendulam hilta h fir y speed thodi bd jati h .y kya h guru ji plz bataye
kuch samaya baad theek ho jayega.....ghabrana nahin..
@@AnandDwivedi369 guru ji parnaam.... apke shree charno m koti koti naman...🙏🙏🙏🙏
Adi mantra hai AUM
Satat mantra hai AUM
Sashwat mantra hai AUM
Pratham mantra hai AUM
Satya mantra hai AUM
Gyan mantra hai AUM
Bkakti mantra hai AUM
Shakti mantra hai AUM
Prem manta hai AUM
Samridhi mantra hai AUM
Shanti mantra hai AUM
Saral mantra hai AUM
PRABHU pradat mantra hai AUM
so
Karke sunne wala hai AUM
aur
Bina kare sunne wala bhi hai AUM
thanksalot !
❤
अनहद शुद्ध संस्कृत का शब्द , वहीं हद शब्द उर्दू फारसी का😂😂😂
😊👍👍😊
AUMityekaksharam
BRAHM Vyaharan mam anusmaran kaha SRIKRISN ne Arjun se
kyon hi wo jante haen ki AUM(Anahat Naad) itni jaldi subko n sunai parega lakin bol sub sakte haen Bacche ke saman
Adi mant
🙌✨🙏
Can you explain where is god?
you are God as well as everybody and everything .....
Koi creater hai hamara apka kya experience hai
yes
Shraddha naman gurudev. Jhingur jaisa awaj ati hai.
Brahmanand ji sidh sant hain.
❤️💐
🌸🙏🌸
🌹🙏❤
Kai bar lagta h mere vichar jyda hi khule hai jisse mai galatfahmi ho jati hai logo ko
koi baat nahin....spasht hona achha hai...
@@AnandDwivedi369ji
❤