@@civilengineergyanbaba1794 thanx sir ek baat or puchhni thi coal tar daalne ke baad plastic panni daalni jaruri hoti ha ya only mitti hi daal de uske upar
Sir dono best h but chaat ke liye soft tarcol best h or wall ke liye dono mix hoke lgte h. Bas ye h hard tarcol ko melt krne m jyda time lgta h or isme grades bhi aate h.
Bhai mera roof 1600 sqft ka hai aur usko mujhe sirf tarcoal se hi krna hai... Upar tile lgane ka mera budget nhi hai.... Roof mera leak ho rha hai... Konse grade ka tarcoal lu??? Aur kitne saal chalega?
Bhai mera slab leakage ho rha hai aur mujhe tar coal lgana hai... Bhai mera ghat ka slab 1500sqft hai mujhe ek baat puchni thi kya sirf tar coal lgane se baarish ke 4 months slab bach jaayega leakage se???? Tile lgane ka mera budget nhi hai... Mujhe sirf tar coal se kaam chalana hai.... Chahe har saal tar coal lgana padhe.... Mujhe aap itna bta do ki kitne months yeh tar coal chalega open weather me plz rply
Sir j lagane ke baad hatho or pairo main chipcta hai hai kiya or j lagane k baad j do din ho gaya hai bhir bhi naram hai hath main lag raha hai kiya j tail milawat hai kiya
Meri chaat me cracks h bahut jada or pani bhi aata hai, to kya tarcoal se ruk jayega, to tarcoal ka use cracks me kaise kaise Plzz bataye main bahut paresaan hu
@@civilengineergyanbaba1794 sir mujhe ye kehna chahti hu, ki agr tarcoal ke Pollythin daal ke fr concreat pe finishing de do kaisa rahega, qki tiles mere baught me ni h, tarcol se cracks band kr fr masala daal de
Tarcoal ke upar direct, masala daal de to, koi problem to ni hogi, jada paise Ni h mere pass, or meri puri chhat me cracks se pani aa raha h, kya karu, plzzz, jawab lena aapki meharwani hogi
@@civilengineergyanbaba1794 polythin pe concreat chipak jayega, qki niche mitti bhi ni chipkegi pollothin se, to kaise, Bhai bahut tension me hu rat OK nind bhi ni aati job barish ka pani sabhi room girta h, koi Achha camical bata jisse cracks band ho jaye, fr jb paisa hoga, tiles lagwa lungi
Melt to tab hogi na jab uss par dhoop padegi chaat par koi dikkat nhi hogi kyuki chaat par tile lag jati h isliye balki tarcoal se chaat ki life jyda ho jati h.
Hard or soft m bas ye antar h ki hard vala melt hone time lgta h soft vale m melt hone time kam lgta h terrace ke liye soft vala best rhta h baki inme grade m bhi aate h.
Sir dono best h but chaat ke liye soft tarcol best h or wall ke liye dono mix hoke lgte h. Bas ye h hard tarcol ko melt krne m jyda time lgta h or isme grades bhi aate h.
Thank you for informing me
Sirji pls. Bteye meri chat ki tile se pani lekage ho raha h, kya joint me tarcol dalnee se ye pani ruk jayega kya,??? Pls humble request. Pls
tar coal k ooper marble install ho sakta hai?
Nhi sir har cheej ka process hota h
Can we use plastic sheet
Best information thanks
Tiles ke joint me tarcoal daal saktehe kya sir?
Nhi sir bilkul nhi white cement lgta h vha ya Grout
Badarpur kya hota h
Bhai room mein sealen ati h to kya tiles lgane se pehle ye coal tar dakskte h uske baad tiles. Btayea pls
Bhai ek puchhni thi plzz jawab jarur djiye, agr tarcoal ko chhat ke cracks me bhar de to wo, garmi me pighal ke niche niklega to ni plzz bataye
Are nhi sir aise nhi niklega kyuki tarcoal lagne ke baad aap uss par mati daloge fir tile lgao kuch nhi hoga
Badarpur kya he
Black colour will increase room temperature.
You can white paint on it later
No issue, you can do protection screed above.
Thankyou Bhai ji hume bhi karana tha
Sir mene 20 ltr ka drum liya h usme tarkol bahut hi jyada hard h to usko patla krne ke liye kya krna pdega sir please batana jarur
Sir vo apko jyda lag rha h lekin jab vo melt hoga tab kam hojya kyuki vo liquid form m ho jyga patla krne ke liye heat Krna padega vo labour krlegi
@@civilengineergyanbaba1794 sir me khud hi daalunga apni chhat pr isliye puchha apse
Acha heat krne se vo melt ho jyga video dekho
@@civilengineergyanbaba1794 thanx sir ek baat or puchhni thi coal tar daalne ke baad plastic panni daalni jaruri hoti ha ya only mitti hi daal de uske upar
Ni sir plastic panni mat dalna coal tar he roof ki life achi kr deta h.
Tarkol krnane se phle chhat ko pani se dho skte hai bhai
Baat aapki bilkul sahi bole bhai
Mistri ka no do jo tarcol ka kaam kar sakte h
Sir please message me in instagram I will give number
Instagram kaha per h
Channel m jake about sabse neche Instagram likha h
Follow kar diya h instagram per number do yaar
Bhai 1 bar hard tarkol ko best bol rahe ho.....2 bar soft tarkol ko best bol raha ho... To kon sa best hai...
Sir dono best h but chaat ke liye soft tarcol best h or wall ke liye dono mix hoke lgte h. Bas ye h hard tarcol ko melt krne m jyda time lgta h or isme grades bhi aate h.
Bhai tar coal ko use krny ky liye is ko jab heat karty hn tu us main kuch add tu bhi karty direct hi use karty hn
Humme tarcol karake chat par panni bichayi hai uske uper kya lagaye
Dust dal do thoda thoda us se pta lag jyga tarcol alsi ya nakli red vala dust daal do tarcol ke uper thoda thoda..
Pani mat lgao abhi red vala dust aata hna vo daal do bas balu jise khte h..
Tar coal ke baad tarpal daalkar brick tile LA gay I hai kya uske baad moisture aata hai walls par
Message in my insta page.
@nidhinijhawan7676 please message me in Instagram.
1600 sqf Artie me kitna use hota hai tarkol
chatt grm b bohat hogi grmiyo mai ?
Bhai tarcol kaha se milta h shop ka number do please new bus adda per koi shop nhi h waha tarcol nhi milta h
Milta h bhai market h Guru daware ke pass shop h..
@@civilengineergyanbaba1794 shop owner ka mobile no h kya no de do bhai
Instagram par message kro de deta hu
@@civilengineergyanbaba1794 mai instagram nhi use karta chalata nhi hu
Mail I'd bta do m uss par krdeta hu
धन्यवाद
Ye tarcoal paani rokne me kaam karega
Haji sir tarcol krva lo ya ghol.krva lo waterproofing cement se..
Bhai mera roof 1600 sqft ka hai aur usko mujhe sirf tarcoal se hi krna hai... Upar tile lgane ka mera budget nhi hai.... Roof mera leak ho rha hai... Konse grade ka tarcoal lu??? Aur kitne saal chalega?
Bhai mera slab leakage ho rha hai aur mujhe tar coal lgana hai... Bhai mera ghat ka slab 1500sqft hai mujhe ek baat puchni thi kya sirf tar coal lgane se baarish ke 4 months slab bach jaayega leakage se???? Tile lgane ka mera budget nhi hai... Mujhe sirf tar coal se kaam chalana hai.... Chahe har saal tar coal lgana padhe.... Mujhe aap itna bta do ki kitne months yeh tar coal chalega open weather me plz rply
Bhai ,iska rate btaiye ,aur roof pr lgwane Ke liye labour se contact krwa dejiye ,
Message krdo Instagram par m apko send krdunga labour ka number.
Hard wala acha hai pehle yeh bola. Bad me bola soft wala acha hai
Hisar, haryana me koi तारकोल करने वाला है क्या, कृपया अपना कॉन्टैक्ट नंबर सांझा करे
bhai hard wala lagana hai ya soft wala....
How many bitumen in one sqm
Sir koi h chat par lagane wala to btaye mujhe bhi krvani h chat 800sq ft area h kharcha bhi btana sir 🙏
Kha rhte ho 2rs per square fit hota rate
Mandawali delhi 110092
Ye tarcoal chhat pe cracks me dale to, ye garmi me cracks se niche to ni tapk ke niklega, qki meri chhat ke cracks chhat me paar dekhte h
Bhai chat kesi chal raging an ?
Bhai lenter Thanda rahega Kol tar Lagane se
Ha sir lenter ki life or jyda ho jati h
@@civilengineergyanbaba1794 sawal garam or thande ka kiya hai.
Life to badhegi hi wo to sahi hai
But thande garam ka kya??
Sir seftik tank me laga sakte hi
Haji bilkul
Thank you sir sir kabi life me koi problem to nahi aayegi
Nhi Bhai
Online tar col milta hi sir
Sir j lagane ke baad hatho or pairo main chipcta hai hai kiya or j lagane k baad j do din ho gaya hai bhir bhi naram hai hath main lag raha hai kiya j tail milawat hai kiya
Hello
Bhai humare chat par se paani aajata hai sealing me
कहां मिलेगा ये तारकोल
Meri chaat me cracks h bahut jada or pani bhi aata hai, to kya tarcoal se ruk jayega, to tarcoal ka use cracks me kaise kaise Plzz bataye main bahut paresaan hu
Ha tarcoal krva lo chaat par uss se chaat ki strength or bad jygi
@@civilengineergyanbaba1794 sir mujhe ye kehna chahti hu, ki agr tarcoal ke Pollythin daal ke fr concreat pe finishing de do kaisa rahega, qki tiles mere baught me ni h, tarcol se cracks band kr fr masala daal de
Tarcoal ke upar direct, masala daal de to, koi problem to ni hogi, jada paise Ni h mere pass, or meri puri chhat me cracks se pani aa raha h, kya karu, plzzz, jawab lena aapki meharwani hogi
Tarcoal ke upper aap matti daldo fir ek level krke fir polythene dalke fir concrete ka krna uss se shi rahega
@@civilengineergyanbaba1794 polythin pe concreat chipak jayega, qki niche mitti bhi ni chipkegi pollothin se, to kaise, Bhai bahut tension me hu rat OK nind bhi ni aati job barish ka pani sabhi room girta h, koi Achha camical bata jisse cracks band ho jaye, fr jb paisa hoga, tiles lagwa lungi
Bhai ye lagane ke baad chat pe directly ghaas lagwa sakte hai kya?
Are ni bhai dust daal dena thoda thoda .
@@civilengineergyanbaba1794 thanks bhai👍
Lagane ke bad kitne time me hard hota hai?
Aur garmi me phigle ga ya nahi pighle ga
Lagane ke baad 10-15 min m hard hojata h....garmi m Piglega
Lagane ke bad flooring (tiles) kr sakte hai kya
क्या छत का फर्श लगने के बाद फर्श पर तारकोल गिरवा सकते हैं ? बारिश में छत टपकती है?
Nhi sir kyuki farsh ke upper lgaoge to weather tarcaol ko papdi bna dega..
@@civilengineergyanbaba1794 तो सर छत टपकने से बचाने का और कोई उपाय?
Chat par tarcol lgva lo vo chaat ki life jyda kar deta h or waterproofing chemical aata h vo le ana vo cement ke ghol m mila dena
Thekedar Keh raha hai ki coal tar thode Saal baad andar melt ho jati hai n fir paani ki problem aa jati hai.. Is dis true?
Melt to tab hogi na jab uss par dhoop padegi chaat par koi dikkat nhi hogi kyuki chaat par tile lag jati h isliye balki tarcoal se chaat ki life jyda ho jati h.
Thanks you so much sir for information
Thank you ❤️ keep supporting bhai 🙏your response motivate a lot ❤️🙏
Mbl no lever walo ka
Thanda rahega lenter tarcol Lagane se
इसको ओर पतला करने के लिए क्या करे यदि app membrane lagwan ho to
Sirf tarcol lagain aur us per tile na lagain tu kitny saal chal sakta hy?
About 6 months kyuki weather ka effect uss par padega tarcol papdi ki trah bhar ane lagega.
Tarcoal price ??
900 per 20kg
Lagane ke baad fool raha hai roof par tarcol
Dust daal deta sir thoda uss par...apne soil ni dala kta
Yaar hard wala ya soft wala torcol Terrence ke liye ye clear karo pehle
Hard or soft m bas ye antar h ki hard vala melt hone time lgta h soft vale m melt hone time kam lgta h terrace ke liye soft vala best rhta h baki inme grade m bhi aate h.
@@civilengineergyanbaba1794 itni jaldi reply mogambo khush hua
Bhai kabhi bolte ho chhat ke liye hard wala achha hota hai or kabhi bolte ho soft wala achha hota hai bolte ho yaar
Sir dono best h but chaat ke liye soft tarcol best h or wall ke liye dono mix hoke lgte h. Bas ye h hard tarcol ko melt krne m jyda time lgta h or isme grades bhi aate h.
Bhai apne tarcol Karaya he chat pe abhi tak thik he 1 sal hogya
Maine suna hai do teen saal me ye powder form me nikalna shuru ho jaata hai
Sunna m or hone m fark h sir ji aisa nhi h wall par bekar h baaki roof par best h sir
@@civilengineergyanbaba1794 बाहर की दीवारों पे भी बेकार है?
Direct charcoal ki baat kar raha hoon bina kisi me mix kiye
Sir ye tarcoal kha milega
Delhi gate Ghaziabad new Bus adda metro station ke pass shops h
Sir lane me koi police ka masla to nhi hoga ghaziabad se
Sir mujhe apni chhat par karvana h please contact no. dena
Please contact me in instagram
I will give you number there in instagram page
👍👌
Ok
Bhai 1000 sq feet mein kitna col taar lagega
40 kg lagega
Please arrange to provide mobile number for enquiries
no Dedo Bhai apna
Sir message me in instagram please
Bitumen toh lagya hi nahi ??
apna number dena sir.