Bhai jan kisi dosray mulk se wo b visit visa par kaisey spko visa dangay wo b usa or uk ka.wo kehtay hay apkay mulk ma usa or uk ki embasies mojood ha waPis ja kar waha se apply karo😢😢😢
Bhai ap kahun se bhi kisi bhi country ky visa ky liye apply kar sakte hain. But ager ap ny UK ya USA jana hai to documents putehon or reason Authentic ho to Pakistan se bhi visa lag jaye ga.
Ap ko visa category change karwani hogi uske liye kuch options hain 1: Marriage Marriage kar lete hain to TRC nil jaye gi. 2: Business visa Iske liye apko ak handsome amount udar invest karni hogi. 3: Work visa It depends on company jo ap ko hire kare gi.
Oo Bhai trousit visa py kesay apply karyein
Bhai MN b manila houn kindly mjye guide karyein k agy Nikal skta houn
Bhai apka bht bht shukriya apne meri visa k documents tyar krna my help ki ❤
Allah apka safar Asan farmaye! Ameen
Bhai trousit visa py koi kesay apply Kar skta ha mjye b batyein MN yahan hi houn manila MN
Ap apna visa extend karwa len. Uske bad apke pas kafi time hoga kisi bhi company se offer letter lene ky kiye.
@The_beardman can you plz share your number or Facebook brother
@The_beardman company ap K nazar MN Hai koi brother
Bhai apne bank statement and police certificate mofa se kaisy attested karwya ha?Tcs waly kehty ap khud Lahore ja k karwa lo
Me ny bhai khud karwaya hai lahore se. Ap bhi khud jain bhai.
@@The_beardman ok . 9.5lc bnk statmnt chl jy ge
@@3HLS chale gi bhai
@@The_beardman shukryia Bhai
@@The_beardman Bhai passport aur id card ki copy colour ho ya black n white?
MRS AUR FRC ORIGINAL LE K JANA HO GA YA COPIES?
Bhai bank statemnt aur police certificate ko mofa sy simple attestation krwa or apostille..
G bhai Jan bank statement or police character certificate original plus copy ly kar MOFA chale jain wo Attest kar den gy.
if pakistani going philipine what they need thank u for answer sir
COVID vaccine certificate necessary
Yeah, you are right brother.
Bhai cover letter aur travel plan ka sample dy do pdf my please
Thik hai ap mere insta me aa jain channel par link hai.
Assalamalikum @@The_beardman
Bai mujy be cover letter our plan ka sample day do
Bhai employment or business letter kay bina nahi hosakta mein trading karta hu to meray liya kiya best hai
Apne business ki detail sath Attach kar dijye ga.
Direct embasy jayen ya appointment hogi uski?
Appointment leni hogi.
@@The_beardman to bhai kahan se lengy ye bhi to btao . Ap keh rhy ho direct embasy jao. Link de den
Good bro nice one good information 👍❤
💖
Agar agent se lgway visa to kitna khacha ay ga
Agent ny bhi yehi documents follow karne ko bolna or phir embassy apko hi jana hoga isliye Khud ye sab kariye to best hai.
Bht achi video apki❤
Shukriya Bhai
Great job ❤
💖
Main Indonesia main hoon 3 saal se. Yahan se agar visa lagaon to same documents? Contact email bhi mention karden UA-cam par apni
Kahin se apply karen documents same hi hon gy.
Instagram ID: jawadvlogs2024
Nice information keep it up
Thank you so much
Aur agr udhr ja k visa pkka krway to us k kitne paise lge ge
Kia aap ny apply kia hy UK ka visa ?
Mujy wahan jaa kar pata chala ager mere pass file hoti to zaror karta.
Bhai jan kisi dosray mulk se wo b visit visa par kaisey spko visa dangay wo b usa or uk ka.wo kehtay hay apkay mulk ma usa or uk ki embasies mojood ha waPis ja kar waha se apply karo😢😢😢
Bhai ap kahun se bhi kisi bhi country ky visa ky liye apply kar sakte hain. But ager ap ny UK ya USA jana hai to documents putehon or reason Authentic ho to Pakistan se bhi visa lag jaye ga.
❤
💖
But mr bean ny toh ap k accordingly pic ni li apny id card ki😅😅😅😅
Wo Pakistani national nahi hai na. That's a demo
Aur agr udhr ja k visa pkka krway to us k kitne paise lge ge
Aur agr udhr ja k visa pkka krway to us k kitne paise lge ge
Aur agr udhr ja k visa pkka krway to us k kitne paise lge ge
Ap ko visa category change karwani hogi uske liye kuch options hain
1: Marriage
Marriage kar lete hain to TRC nil jaye gi.
2: Business visa
Iske liye apko ak handsome amount udar invest karni hogi.
3: Work visa
It depends on company jo ap ko hire kare gi.
@@The_beardman.what pakistani need ducument if he go philipine for married?