Dekhiye i3s tabhi kaam karega jab engine warm hoga isliye engine warm ho raha hai aur yadi aapko koi problem lag rahi hai toh aap showroom se iske baare mein poochiye woh bhi yahi kahenge , Koi problem nahin hai aur hai bhi toh service ke time sab theek ho jayega .
Thanks for video brother . Can you ans. Below 2 queries of mine: 1) i3s on krke bike chalao sb thik kaam krti like band ho jati traffic signal pr and all.. but kya kabhi -kabhi apne aap binch me band ho jati .. like aap 2/3rd gear me ho and suddenly aapko lgega gadi to band ho gyi(like clutch lekr gaadi bdhte rhta us time) Am asking bcz ye chij maine i3s band karke chalaya aise koi dikkat n aayi.. but same happen in i3s Jab on rhti.. 2) trip A and trip B me jo b KM dikhege kya wo odometer me apne aap add hote jayege ? And for others: 1)Gear shifting is little hard in 2nd 3rd gear. Not like older splendor you will feel in this.... 2)Bluetooth connectivity is good but app consumes so much battery in Android as well in IOS.. to feature hokar b of no use.... 3)Usb works well.... Thanks ..
@@Greyhacky aap kabhi trip a or b ko reset kar bike ride karo aur odometer set karo ride ke baad aap trip a aur b dekhein dono mein same kilometres dikhayega jo ki aapne actually mein uss time par jitni kilometres bike se cover ki hai aur yahi kilometres odometer mein bhi read karta hai aur add hoti hai.
@@tarunkumarinfotechz8003 mene reset karke chalaya ese but trip a ki alag or trip b ki alag reading dikhani chaiye na sab add hoke same hi keyu dikhata ha
Contacted service centre and when they also checked of Trip A & B problem.. they also can't help.Need to check later with them , they said. Kisi ke Splendor Xtec ka Trip A select krke bike chala rha h & KM's Trip B me b add hoga which is defect.. This is how it is jo koi ni bta rha. This should be said. 2nd) sometimes bike in starting aap kuch dur chala lete ho and accelerate ni krte phir bi bike 10-15 ke Speed se accelerate hoti hai sometimes..I have experienced this and also listened so many people complaining the same in Splendor/Glamour .. and service centre said its bcz of RPM. So , aapke lie mere lie problem ho skti company k side se problem ni h :( & 3rd) Bike kabhi kabhi band hogi while changing gear. Just happening bcz of i3s button on.. Which is very risky ..be careful of that because bike can skid. So, bike me problem h kuch kuch jo koi jyada baat ni krta.. but i think you should know before featuring a bike video.....
Yes bhai maine bhi service centre par 2 service ke time par unse kaha ki yeh sahi hona chahiye par they can not help us. But your 3rd point, mujhe gear change karte time abhi tak i3s on hone par bhi koi problem nahin lagi hai, normally hi gear change hote hain , yadi aap speed aur clutch par control kiye bina yani bina sahi combination ke aisa karte ho toh bike band ho sakti hai .
@@Arshdeepsingh-qi8uu bhai aap apne papa ki baat sune kyonki woh unhein pasand hai aur platina bhi bahut acchi hai kyonki mere ghar mein bhi ek new platina bike hai . 👍
@@NirajGautam-lw8nw yeh link hai iss par click karein toh UA-cam par hamare channel ki video chalne lagegi jismein bataya hai ki ab naye tarike se Bluetooth kaise connect hogi 🤗👍 Link - ua-cam.com/video/9czpeEOh1Hg/v-deo.htmlsi=qrRl4KL9G_Oj2oVE
Bhai iski service toh baaki hongi uss time theek ho jayega lekin aap pahle hi showroom walon ko bata dein toh jyada sahi hai woh pahle hi dekh lenge kya problem hai.
Bhai , splendor xetc bike real mileage kitna deti hai iska video jald hi aapko dekhne ko milega kyonki first service ke baad hi iska actual mileage dikhega aisa showroom walon ka kahna hai main aapko comment se reply kar dunga .
Yes , yadi bike i3s ke karan warm hone par automatically band ho jaati hai toh bike self aur clutch dono se start ho sakti hai , lekin aapko clutch se hi start karni chahiye kyonki jo function hai wahi operate karna chahiye waise self se bhi start karne par koi problem nahi hogi mein yeh karke dekh chuka hoon .
Bhai ek baat aur bike ki tanki me 2liter patrol rakhna padta hai agr khatam ho gaya to bike ko problem to nhi hogi bhai mene bhi Leni h bike isliye puch raha hu Varna baad me koi problem na ho
Bhai dekhiye humne bike par kam apne area ki local shop par karwaya hai, wahin par yeh tape bhi lagi hai, yadi mein aapko online se koi link deta hoon toh pata nahin ki woh reflect karegi bhi ya nahin . lekin mein shop wale se baat karta hoon ki kya sabhi [ blue rim tape ] reflect karti hain ya nahin , ( iske baare mein aapko next videos mein starting mein hi bata diya jaayega ) .
Iske baare mein maine showroom walon se pucha tha ( petrol sensor ) hone ka karan bata rahe hain , showroom walon ne aur kya bataya yeh hum video se dekhenge.
Showroom walon ne kaha tha ki number plate monday tak aapko easily available ho jayegi dekhte hain kis tarah se number plate lagti hai ya toh main aapko comment se bata dunga nahin toh video mein dekhenge , waise 1 month ho gaya hai number plate lagne mein .
Bhai aap mode button ko meter on karne se pahle hi dabakar rakhein phir thodi der mein meter chalu karein lekin button ko dabakar rakhna hai , nahin toh aap service ke time check kara lena ya pahle hi showroom walon se pooch lein .
Kon Kon lene vala hai or kis kis ke pass hai ❤❤❤
Le li mene toh
@@shivathakur5124 congratulations bro
Meri taraf se bhi aapko new bike lene ki congratulations 👏🎉
Bhaiya is Diwali per Li hai Splendor xtec 93000₹ cash
Mene Li he 97000 pb
Bahut acha samjhaya Bhai jankari mujhe bhi chahiye thi thanks
Bhai bahut achche se samjhaya h aapne
Thank you very much
☺️
Bahut ache SE bataya aapne.
Thank you 😊
22 अक्टूबर 2024 को ही मेने सपलेंदर बाइक खरीदी है, बहुत अच्छी बाइक ह।
@@amitravan-ts9jd congratulations 👏🎉 bhai 💓
Bhai aap ne acchi tarike se samjhaya h good luck bhai
Thank you Bhai ❤️
1 hi video me ignition ki poori jankari good video.
Thank you Bhai 🤗
Very good information
Very very Thank you❤🌹🌹🙏
Thank you 😊
Maine pichle mahine hi li hai bahut badhiya bike hai bro
Congratulations Bhai for a new bike 👏🎉☺️
Bhai trip a aur trip b ye odometer me count hoti hai kya ?
@@rathudhibar8092 yes 👍
Bhai bahot Accha sb btaya Aapne thanks bhai ❤
🤗
Kal liya maine bhi achhi h bahut🤘
Congratulations Bhai 👏🎉
❤❤ thanks bhai for this valuable information
☺️
Hero Splendor xtec એન્જીન ગરમ હો રહા હૈ બોહત જાદા
Dekhiye i3s tabhi kaam karega jab engine warm hoga isliye engine warm ho raha hai aur yadi aapko koi problem lag rahi hai toh aap showroom se iske baare mein poochiye woh bhi yahi kahenge , Koi problem nahin hai aur hai bhi toh service ke time sab theek ho jayega .
@@tarunkumarinfotechz8003 thanks you
Mana aaj hi li ha❤
👌👌 मै भी लिया हु भाई
❤❤❤ache se samajaya aapne bhai❤❤❤
Thank you Bhai ☺️
17.11.2022.
Aaj mai bhi ye bike laya hu.
Ummeed hai aap iske har function or problem ka solution ki video upload krte rahoge. Thank you🙏🌹❤
Yes bro and thank you for the lovely comment ☺️
Kitne ki pdi
89000 on road
Bhai tumhe bike ka manual guide book mili hai kya mujhe kewal abhi insurance policy hi di hai paper kuch nhi diya.btao bhai tumhe Mila kya??
Thanks for video brother .
Can you ans. Below 2 queries of mine:
1) i3s on krke bike chalao sb thik kaam krti like band ho jati traffic signal pr and all.. but kya kabhi -kabhi apne aap binch me band ho jati .. like aap 2/3rd gear me ho and suddenly aapko lgega gadi to band ho gyi(like clutch lekr gaadi bdhte rhta us time)
Am asking bcz ye chij maine i3s band karke chalaya aise koi dikkat n aayi.. but same happen in i3s Jab on rhti..
2) trip A and trip B me jo b KM dikhege kya wo odometer me apne aap add hote jayege ?
And for others:
1)Gear shifting is little hard in 2nd 3rd gear. Not like older splendor you will feel in this....
2)Bluetooth connectivity is good but app consumes so much battery in Android as well in IOS.. to feature hokar b of no use....
3)Usb works well....
Thanks ..
Haan Bhai aisa maine bhi notice kiya hai apni bike main kabhi video mein dikhaunga Bhai aapke questions bahut acche hain. 🤗👍
@@tarunkumarinfotechz8003 Bhai ye btao trip A/trip B ki KM odometer me add hoti hai ya ni ?
@@Greyhacky aap kabhi trip a or b ko reset kar bike ride karo aur odometer set karo ride ke baad aap trip a aur b dekhein dono mein same kilometres dikhayega jo ki aapne actually mein uss time par jitni kilometres bike se cover ki hai aur yahi kilometres odometer mein bhi read karta hai aur add hoti hai.
@@tarunkumarinfotechz8003 mene reset karke chalaya ese but trip a ki alag or trip b ki alag reading dikhani chaiye na sab add hoke same hi keyu dikhata ha
@@vinaydhumal3614 Same issue with me.. Alag reading ni dikh rhi trip A and trip B ki..
Mene kal hi Li hai😃❤️❤️❤️😂
Congratulations 🎉☺️
@@tarunkumarinfotechz8003 thans bro💜
Humne check kar liya hai❤❤❤❤
Bhut ache se smjhaya bhai
Thank you Bhai ☺️
Main buy karne waala hun.। Kon sa colour badhiya rahega.।।।
Bhai jyada selling colour grey strip wala hai par mujhe toh blue wala hi jyada pasand hai.
Pearl white 🔥🔥
Contacted service centre and when they also checked of Trip A & B problem.. they also can't help.Need to check later with them , they said.
Kisi ke Splendor Xtec ka Trip A select krke bike chala rha h & KM's Trip B me b add hoga which is defect..
This is how it is jo koi ni bta rha. This should be said.
2nd) sometimes bike in starting aap kuch dur chala lete ho and accelerate ni krte phir bi bike 10-15 ke Speed se accelerate hoti hai sometimes..I have experienced this and also listened so many people complaining the same in Splendor/Glamour .. and service centre said its bcz of RPM. So , aapke lie mere lie problem ho skti company k side se problem ni h :(
& 3rd) Bike kabhi kabhi band hogi while changing gear. Just happening bcz of i3s button on.. Which is very risky ..be careful of that because bike can skid.
So, bike me problem h kuch kuch jo koi jyada baat ni krta.. but i think you should know before featuring a bike video.....
Yes bhai maine bhi service centre par 2 service ke time par unse kaha ki yeh sahi hona chahiye par they can not help us.
But your 3rd point, mujhe gear change karte time abhi tak i3s on hone par bhi koi problem nahin lagi hai, normally hi gear change hote hain , yadi aap speed aur clutch par control kiye bina yani bina sahi combination ke aisa karte ho toh bike band ho sakti hai .
I have this bike bhot acha abhi bhi
Bhai yeh batao ki long press krne pr gadi jitne bhi km.chali ho vah rahata hai kul k.m.hat jata hai batan bhai
@@narayanjat2924 No but kuch seconds tak agar aap long press karte hain toh trip A and B ko reset kar sakte hain 🤗
Mere pass he Xtec💙😍
👍
Kya aapke bhi meter ke upar visor me gap hai kya?
मेरा फेवरेट बाइक है स्प्लेडर
Mujhe bhi ☺️
Kaha se lagayi reflecting rim tape...kitne ki padi
@@RahulSharma-xn5dh modification shop par 👍
I own this bike ❤
Bro Jo AP light me cover Jo lgaye hai k ha se milta hai or Jo Reem Jo lagaye hai k ha PE milta hai
Abhi tak kaisi performance de rhi hai koi dikkat to nhi
Ye kitne ka mileage de deti hai sahi batana, Bhai
Connect karne ke liye hero ride hyde app download karni hogi
Thank you buddy ❤
Es bike k petrol k teen point aa rahe h esme kitna petrol h
Tq brother
@@pky2001 🤗💓
Thanks bro
☺️
❤❤😂🎉😢😮😅😅😊😊😊
वेरी वेरी वेरी नाइस
Bhai ye gadi mere pass bhi h yhi colour 💙
Mere pass bhi
Bhot badiya bike hai
mene leliya 😊❤
Chabi dene per charging kam Karega
Bhai radium tap kitna ka hai Bhai
Bike on hone per work Karta hai
Thanks
☺️
Me leliya hu bto❤❤
Bhai proper kitne ka milage deti hai plz rply mujhe bhi buy krna hai
Bhai aapko yeh bike 60 se 70 ki mileage aram se degi lekin proper kahein toh 60 toh degi hi .
Acha Bhai worthy toh hai na?
Asal me father platina lene ko keh rhe hai mera dil splendor pe hai isliye Bhai
Kal ko baap mujhe na maar de kisi galti ki vjah se
😂😂😂😂
@@Arshdeepsingh-qi8uu bhai aap apne papa ki baat sune kyonki woh unhein pasand hai aur platina bhi bahut acchi hai kyonki mere ghar mein bhi ek new platina bike hai . 👍
Sir ji kya isme temperature Bala sistom or time sistom bhi he kya please reply sir
No , bhai smein blutooth connectivity , speedometer or trip meter hai.
@@tarunkumarinfotechz8003 to bhai temperature or time sistom bhi hona chahiye please bhai is par video banaye dhanyawad please reply
Ji Bhai
Mai kal hi leke aaya ye bike
Congratulations 🎉👏
Bhai tumhari video badiya lagi.or harsh bada hee aagyakari ladka lag raha hai.tumhari har baat maanta hai.
Thank you , Bhai itne achhe comment ke liye ☺️
Mere pas bhi hai Bhai ye gadi
Bhai maine li 89500 me 8 August ko
Bhai sahi btao aap ne 89500 ki Li hai
Bhai Maine to 91000 ki Li hai
Xtec ke bare me jankari dete rahna
Mere Pass yahi bike hso
Kyon nahin bhai 👍☺️
Bhai seat cover change krao black colour lagvao
Bhai change ho chuka hai .
Mene kal hi yeh bike li hai
But ek illusion hai ki isme eco mode on kaise kre ❤
Bhai apko kya kya saman milatha gadi me plz bataye
Bhai sabhi saman video mein dikhaya gaya hai link par click kijiye youtube par hi dikh jayega ua-cam.com/video/PXvCUyN5xDA/v-deo.html
Bhai sahab is Diwali per Li hai Splendor xtec 93000₹ cash
Bhai mere ko 97000 ka de diya
@@newgaming2937same maine bhi 97000 me liya 5 din pehle
Ye digital miter waterproof hai kya???
Yes
Bhai Mai kal hi kharid ke laya hu
Congratulations to you and your family for your new bike 🎉🎉❤️
Bro muche neutral karne ma dikat ho rahi bhai is per ek cideo banakar explain kardo
Theek hai bhai par puri tarah se batayein ki kyon dikkat ho rahi hai neutral karne mein aapko kya problem aa rahi hai ☺️
Gadi ka pura petrol khatm huva to kya hoga. Vo chalu hogi ya nahi
Nahin chalegi bhai bike mein lagbhag 2 ltr. tak petrol hona chahiye .
Bhai ish me kami bata rahe aap batao kasi h
Bhai ye ring tep konsi wali h muje bhi lgwani h
Mere bhi yehi bike h sem
Bhai yeh blue colour reflective rim tape hai .
Bhai blutooth canect kaise karen
@@NirajGautam-lw8nw yeh link hai iss par click karein toh UA-cam par hamare channel ki video chalne lagegi jismein bataya hai ki ab naye tarike se Bluetooth kaise connect hogi 🤗👍
Link - ua-cam.com/video/9czpeEOh1Hg/v-deo.htmlsi=qrRl4KL9G_Oj2oVE
Bhai mane bhi yhi bike🚴 same color me liye h
Congratulations Bhai 👏🎉
Bhai trip A ka distance odometer ke distance me plus hoga ya nhi kyu 500 km pr 1st free service hoti hai.
Yes humein toh showroom walon ne kaha ki aap har 2 months mein service honi chahiye chahe 500 km ho ya nahin .
Trip A ko KM के लिएउसे करना और trip B ko engine oil के लिए उसे करना sabse best yahi rahega
Mera pass hai xtec splender
मेरे पास है अभी लाएं हैं 🎉🎉🎉
@@ParbhuLal-im9en congratulations 👏🎉
Odo meter galat thodi batata hai jitna chala hai utna hi batata hai kya mere bike me glt bta rha hai lagta hai 😢😢
Aur date kase aige
Numbar plet ke bare me video banao
Theek hai bhai
Engine start Rahega to charging hoga❤❤❤❤
Mere pass hai splendor+ xtec
Mene li h bhai
Bhai Meri display Mein light Nahin a rahi hai Hero Splendor excellent hai
Bhai iski service toh baaki hongi uss time theek ho jayega lekin aap pahle hi showroom walon ko bata dein toh jyada sahi hai woh pahle hi dekh lenge kya problem hai.
Nich bike❤
Bhai 1 video ride ka lekhe ao
Ok thanks for the comment 😊
good information 👌
Bhai kl mileage test ki video daalo reply back
Hamare pass bhi black tere
Bhai , splendor xetc bike real mileage kitna deti hai iska video jald hi aapko dekhne ko milega kyonki first service ke baad hi iska actual mileage dikhega aisa showroom walon ka kahna hai main aapko comment se reply kar dunga .
Abhi Kitna milage de rahi hai ?
Abhi toh 50 se 60 ka mileage dikha rahi hai .
Bhai agr i3s on ho aur bike 5 sec me band ho jati h to hum cluch se start krte h agr self start krde to kya ho skta h batana Bhai reply Msg
Yes
Mtlab i3s on hone pe self start kr skte h bike
Yes , yadi bike i3s ke karan warm hone par automatically band ho jaati hai toh bike self aur clutch dono se start ho sakti hai , lekin aapko clutch se hi start karni chahiye kyonki jo function hai wahi operate karna chahiye waise self se bhi start karne par koi problem nahi hogi mein yeh karke dekh chuka hoon .
Shukriya bhai
Bhai ek baat aur bike ki tanki me 2liter patrol rakhna padta hai agr khatam ho gaya to bike ko problem to nhi hogi bhai mene bhi Leni h bike isliye puch raha hu Varna baad me koi problem na ho
12 December ko le liya but name kaise dalte h digital meter m??
firstly congratulations 👏 🎉 Bhai aap hero ride guide app mein apni profile set karein and then connect to the Bluetooth.
❤❤
Ignition on hone par charging on work karta h ingine on karne ki jarurat nahi h
Bhai maine butten dabaya lekin trip a or b nahi aa raha hai 🥺
Showroom se check karwa lo abhi bike ki service toh hogi hi koi problem hoga shayad .
Okk bro❤️🔥
@Akhil Kumar bro battery problam ho skti h meri b same problem thi battery change karwai thi ab thik h
good
Thank you ☺️
Bhai ye tep ka link comment me dedo
Bhai dekhiye humne bike par kam apne area ki local shop par karwaya hai, wahin par yeh tape bhi lagi hai, yadi mein aapko online se koi link deta hoon toh pata nahin ki woh reflect karegi bhi ya nahin . lekin mein shop wale se baat karta hoon ki kya sabhi [ blue rim tape ] reflect karti hain ya nahin , ( iske baare mein aapko next videos mein starting mein hi bata diya jaayega ) .
Chabi Lagane se charge hone lagega mobile
Ha bhai
Bhai 1 litr...petrol. me Miter. Ki laen chalu band q hoti rahti hai 🤔
Iske baare mein maine showroom walon se pucha tha ( petrol sensor ) hone ka karan bata rahe hain , showroom walon ne aur kya bataya yeh hum video se dekhenge.
2.5litr rajko kam se kam
Yes , you are right .
Aaj Monday hai shayad aaj ap number plate lagalenge shayad hame bhi zaldi bata dena sir
Total kitne din Lage number plat aane me ye bhi batado
Showroom walon ne kaha tha ki number plate monday tak aapko easily available ho jayegi dekhte hain kis tarah se number plate lagti hai ya toh main aapko comment se bata dunga nahin toh video mein dekhenge , waise 1 month ho gaya hai number plate lagne mein .
Bhai apna naam kaise set kre meter pr
Channel par video hai so watch it
Mere paas h bhai splendor xtec
☺️
Odo miter ko kese Reset kare...
Mujhe btatane ka kast kre
Taikss
Bhai mere bike me nhi hota hai kya kare
Aapko ab service centre par check karwa leni chahiye.
Bhai mode option work nahi kar raha h kya kare
Bhai aap mode button ko meter on karne se pahle hi dabakar rakhein phir thodi der mein meter chalu karein lekin button ko dabakar rakhna hai , nahin toh aap service ke time check kara lena ya pahle hi showroom walon se pooch lein .
Bahi mene 3 litar petor dalke bhi digital metar mic -mic karta hai
Aage aane wali video yahi hai .
Name kese set Karate h isme
Bhai iske liye next videos mein bataya jayega. 🤗
Pata tha bhai