Washington sahmati ek arthik sudhar sambandhit sahmati h jo 1980 ke dasak me samane aai. is sahmati ko IMF,IBRD OR USA KE TRAJORY VIVHAG ka samarthan prapt tha .iske antargat das sujhaw diye gaye .jiske antargat kar sudhar ,vitiya anusasan ,byaz udarikaran,byapar udarikaran ,pratispardhaourn vinimay dar aata h
Santiyao sahmati ek arthik sudhar sahmati h jise washington sahmati ke vikalp ke roop me dekha jata j .is sahmati ko biswa bank samuh ke wartman adyakch jems wolfensone ne santiyago sahar me prastut kiya tha .is sahmati ko santiyago sahar me prastut kiye jane ke karan ise santiyago sahmati ke nam se jante h.yah prastaw vikasil arthvyawastha ke liye sujhaya gaya tha .iska mul udesya samawesan tha jo arthik ke sath samajik chetra me bhi sunischit ho
Kya shaandaar padhate hai sir 😍👍🏻🙏🏻🥰
Sar daily class Lijiye please

Sir ap kaha the