Qaza e umri kaise padhe ? ll कजा़ ए उमरी कैसे पढे़ ?ll Qaza e Umri k masail ll

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 14 жов 2024
  • second channel
    / @amqasmi

КОМЕНТАРІ • 4,4 тис.

  • @Muftiamqasmi
    @Muftiamqasmi  5 років тому +599

    Is clip k bad b agar koi confusion ho...to ap bhaiyo behno se request h k befkr hokr apne sawaal comment m kriye....
    Qaza e umri ka topic fully clear krna meri zimmedari h ....
    Ap sabka bhai A.M.Qasmi.....

    • @hafsaanjum2657
      @hafsaanjum2657 5 років тому +21

      As salaam u alai kum salaam wa rahmathullahi wa barakatahu bhai jaan kya qaza namaaz baith kar padsakti hai

    • @erfatali352
      @erfatali352 5 років тому +11

      Gud

    • @haniyakhan8318
      @haniyakhan8318 5 років тому +53

      @@amirHUSSAINchowdhury kiya churaya tumhara deobndi ne Allah ka khof kro kuch bhi bol dete ho hamare muslman bhai log ko

    • @amirHUSSAINchowdhury
      @amirHUSSAINchowdhury 5 років тому +3

      @@haniyakhan8318 inka to kam hi hain logo ka iman churana jaise ki ap ka v isne churalia😅

    • @haniyakhan8318
      @haniyakhan8318 5 років тому +47

      @@amirHUSSAINchowdhury ye tumhari soch hai deen ki bate churayi nhi jati blki felayi jati hai Mohbbate bato Nafrate to pehle hi bat chuki hai

  • @tahrunnisha8858
    @tahrunnisha8858 2 роки тому +226

    मुफ्ती साहब आपके समझाने का तरीका बहुत ही आसान है हम कजा उमरी नमाज शुरू कर दिए हैईनशा अललाह जब तक जिन्दगी है कोई नमाज नहीं छुटेगी अललाह आपको सलामत रखे

    • @mdafrozafroz2269
      @mdafrozafroz2269 Рік тому +5

      Allah aapko shradhan Mustakim se chalne ki Taufik Ada farmae

    • @mdajmal5961
      @mdajmal5961 Рік тому +4

      Mashaallah

    • @zoyabano2631
      @zoyabano2631 Рік тому +2

      Kaise niyat ki hume bhi bataiye bahen hum paresan h ki niyat kaise kare 7 saal ki kaza namaz ki kaise Aada kare kya Mufti sahab jo bataye hi niyat ka tarika wahi pure kaza me padha jayega pura kaza namaz me wahi niyat jo sab se phele chuti h yahi sab me bolna h

    • @aasif_wri8sx
      @aasif_wri8sx Рік тому

      Ye hadish se sabit nahi h

    • @shifakhan2520
      @shifakhan2520 Рік тому

      mashaallah😍

  • @taufiqusmani6806
    @taufiqusmani6806 2 роки тому +80

    My favorite Islamic masail adviser mufti a m qasmi sahab

    • @imranimran4529
      @imranimran4529 2 роки тому

      Aapko call Kari thi aapane phone nahin uthaya Ham yah kah Rahe Hain ki kaza sab ek sath padh sakte hain कैसे-कैसे padhani hai paanchon waqt ki ek waqt mein padh sakte hain ya nahin yah कौन-कौन se bhakt Hain Jo ki jismein Ham cousin awaaz nahin padh sakte humne aapko phone kara aapane phone nahin

    • @mohammadshahid3913
      @mohammadshahid3913 8 місяців тому

      ​@@imranimran4529Har namaz ke baad ke baad us waqt ki qaza namaz padh sakti hai
      1.Aur Suraj ke tulu hone se pahle pahle 2.aur Suraj se doobne se pahle
      3. Ek dopahar me

  • @akg4133
    @akg4133 3 роки тому +47

    Allah apko sehat de ap bohot sari madad kar rahe hai hum gunah garo ki😭😭😭😭

  • @nagmakhan....3632
    @nagmakhan....3632 2 роки тому +74

    Allah ham sab ko sunne se ziyada amal karne ki tofiq de aamen summa aameen

  • @faiqakhan7936
    @faiqakhan7936 4 роки тому +65

    Hmne bhot sari namaz aap se sikhi mashAllah

    • @rehmatkhan6261
      @rehmatkhan6261 2 роки тому

      Mufti sahb umri kjae nmaj johr padna he to kya hr rkat me kja ki niyt hogi kya ya fir phli rkat me hi kja bolna he

    • @roshanishaikh9747
      @roshanishaikh9747 Рік тому

      Mufti Sahab my convert hu namaz miss hui hy kaise niyt kru

    • @sokinansari1219
      @sokinansari1219 7 місяців тому

      Dekhiye sunnat or nafil ki qaza nahi hoti aapko sirf har namaz ke farz padhne h or uski niyat aise karni hai ke me apni jo sabse pehli fazar Ho ya zohar ho ya asar ho uski niyat aapko aise karni hai ke me apni jo sabse pehli fazar ki namaz qaza huyi hai vo ada karti hu ya karta hu muh mera kaabe sharif ki taraf Allah hu Akbar ek baat or isha me aapko qaza namaz ke vitar bhi padhne hai

  • @shahrukhshaikh3579
    @shahrukhshaikh3579 5 років тому +166

    Allah paak humse sabko puri umer bhar namaj padhne ke taufeek Ata farma

  • @Nanhe-hu4oe
    @Nanhe-hu4oe 4 місяці тому +4

    Mashallah sab ko namaj padhne ki tofik ata farmaye ameen ❤❤❤❤❤❤

  • @ZeenatParween-z4k
    @ZeenatParween-z4k 6 місяців тому +1

    Mein ittni khus hoon ...yeh video deakh kar..meri bht din ki namaz chhuti hui hai . .aur aaj uska tarika mujhe pata chal gaya ... shukriya mufti saheb❤

  • @MiththuSana
    @MiththuSana Рік тому +9

    Mufti sahab sayad khuda ne aapko hum jaise gunahgaro k ley hi bheja h allah aapko sehat de

  • @mohdsarfaraz5036
    @mohdsarfaraz5036 5 років тому +184

    Bahut acchi tarhan aapne samjhaya aap ko Allah pak salamat rakkhe

  • @mdwahidkhan5792
    @mdwahidkhan5792 4 роки тому +68

    Masah Allah Bahot accha Allah aap ko salamat rahe acchi taleem ke liye. ❤️❤️❤️❤️❤️

  • @kohinoorislam-ty2fu
    @kohinoorislam-ty2fu 6 місяців тому +1

    Makha Allah ap bahot behetarin andaj se bayan karte hai allah hame dini masleko apse malumat karne ki taofiq atta farmaye aur apko hamesha har muskil se dur rakhkhe AMIN

  • @sabir1516
    @sabir1516 4 роки тому +19

    Sahi Tarika batane ke liye Shukriya bhai ..
    Allah aapko Nek Amal karne ki Taufeeq Ata Farma..🤲😊

  • @khaleelahmad5649
    @khaleelahmad5649 4 роки тому +49

    Masha Allah aap kitna achchhe samjhaya ya allaha aapko taleem dene ko tofiq ata farmay ameen

  • @MoinKhan-ni6ve
    @MoinKhan-ni6ve 7 місяців тому +90

    Kon 25/02/24 me dekh rha he

  • @saifashaikh9557
    @saifashaikh9557 2 місяці тому

    Walekumassalam Janaab Shukriya ALLAH TAALA APKO ACHA RAKHE AMEEN GOOD EXPLANATION 👍

  • @MaasfaKashifkamal
    @MaasfaKashifkamal Рік тому +3

    Mashallah.....ap k video se bht achi knowledge mile mujhe. ...... allhumdullilah.......

  • @mahjabeenhashni6812
    @mahjabeenhashni6812 2 роки тому +5

    Allah hamsab ko puri umar namaz padhne ki taufik ata farmaye aap ka bahot bahot sukriya aap ki vajah se hamari paresani dur hogaye hai hame samajh me aagya hai allah aap ko sehat de aap ki puri faimli ko har parisani se dur rakhe alla hafiz

  • @sktvindia9018
    @sktvindia9018 4 роки тому +8

    Bahut bahut shukriya Mufti Sahab. Aapne meri bahut badi pareshani hal kar di. Allah aapko duniya wa aakhirat donon jaghon pe kaamyaab kare.

    • @shahistabegum2137
      @shahistabegum2137 2 роки тому +1

      Assalamu Alaikum Jo Insan sugar ka marij hai vah Kis Tarah Se Roja Ada Karen aap thoda sa khulasa dijiye

  • @naziyakhan397
    @naziyakhan397 4 місяці тому

    Mashallah mai bhi bahut pareshan thi thankyou Hazrat mere samajh me aagaya❤ inshallah mai aaj se padungi kaja mere liye dua karna meri himmat na toote

  • @mdirshadraza5099
    @mdirshadraza5099 4 роки тому +13

    سبحان اللہ بہت خوب جناب

  • @farheensiddiqui4679
    @farheensiddiqui4679 Рік тому +8

    Bhut ache se samjhaya apne ...in shaa allah aaj se hi shuru krungi namaz allah apko hmesha salamat rakhe...

  • @yunuskhan1589
    @yunuskhan1589 2 роки тому +21

    ماشا اللہ بہت اچھا سمجھایا اللہ آپ کو جزاء خیر دے

  • @bushraashraf7249
    @bushraashraf7249 7 місяців тому +2

    Assalam alaikum ap bahut achcha samjhate h

  • @pavendewan6808
    @pavendewan6808 4 роки тому +10

    Mashallah bhai jaan aap kitne acche tarike a se Namaz ke bare mein samjhe Tay Hain ham Log acche tarike se a samajh Jaate Hain aur Allah Ke Fazal Karam se Jarur Koshish Karenge Inshallah Allah Hafiz

  • @ShahinaCreations
    @ShahinaCreations 5 років тому +103

    Sukriya mufti Sahab..
    Kaji umri ke hawale se Jo confusion thi
    Aaj door ho gyi
    Allah ..hame kaja umri padne ki tofiq aata farmay 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲

  • @afiyasayyed9899
    @afiyasayyed9899 3 роки тому +29

    Allah aapki sehat or Umar me Barkat ata farma ameen summa ameen

    • @raniparween2803
      @raniparween2803 3 роки тому

      Kaun se 3 waqt ki baat kar rahe ke usme qaza nahi padh sakte please someone explain me

    • @SKGAMERYT07
      @SKGAMERYT07 2 роки тому +1

      @@raniparween2803 suraj nikalne ke waqt dubte waqt aur zuwal ke wagt

  • @n.schannel6846
    @n.schannel6846 8 місяців тому +3

    अस्सलामु अलेकूमं रहमतुल्लाहि बरकातुहु।आपके बयानं से अल्लाह ताला ने हमारि आंखें खोलंदिया।शुकुर अल्लाह।मेरिट जिनदगि में छूटि हुईं नमाज़ को जिते दिनों में आपकि दुआ से कजा करदूंगा। अल्लाह मालिक

  • @mannankhan2353
    @mannankhan2353 4 роки тому +42

    Itna ahem msla bataya aur log dislike krty h😠😠😠

  • @aelikhan9567
    @aelikhan9567 4 роки тому +8

    Waalaikumasslam bhaijan bht bht shukriya mere pyare bhai itne acche s kaza namaz k bare m explain karne j liye😘😘😘

    • @bushranaushad789
      @bushranaushad789 3 роки тому

      Assalamualaikum bhai kyaa har namaz mai pehle kaza padhenge phr roz ka padhenge aisa karna thkk h

  • @khairoonunissa1286
    @khairoonunissa1286 3 роки тому +8

    Bohat bohat Sukriya mufti sahab Alhamdulillah.

  • @alishanshaikh5076
    @alishanshaikh5076 Рік тому +2

    अंसलाम वालयकुम वरहेमतुंलहा व बरकातू हापीसहाब आपका समझाने का तरी का बहोत सही है

  • @norinkhan3405
    @norinkhan3405 Рік тому +8

    JazakALLAH khair for sharing this important information 🤲🏻📿✨

  • @KayumShaikh-uh9jx
    @KayumShaikh-uh9jx Рік тому +4

    Ya Allah mufti sahab ko hayat aur tndrusti atta farma

  • @saidullahansari780
    @saidullahansari780 3 роки тому +8

    Subhan Allah subhan Allah bht hi asan,tarike se apne samjhya, alhamdulillah

  • @saniyakhatoon1068
    @saniyakhatoon1068 Рік тому +2

    सलाम वालेकुम मुफ्ती साहब बहुत अच्छा तरीका से समझाएं हैं समझ में आ गया है

  • @molanatariqjameelofficial6155
    @molanatariqjameelofficial6155 5 років тому +563

    *Sab Ko Meri taraf say EID Mubarak* ❤

    • @heenafrhan1687
      @heenafrhan1687 5 років тому +10

      Molana Tariq Jameel Official hume molana tariq jameel sahab ka contect no chayye

    • @moeen8283
      @moeen8283 5 років тому +4

      Kya ye sach me official channel hi

    • @AbdulRaheem-fi5xu
      @AbdulRaheem-fi5xu 4 роки тому +3

      Assalamu walekum

    • @mohammedrashad8518
      @mohammedrashad8518 4 роки тому +2

      Assalamu Alikum hamare liye duwa kijiye please

    • @afsanajahan172
      @afsanajahan172 4 роки тому

      I want to contact with you. Humble request hai plz contact me. 9034559493

  • @sm-qu1og
    @sm-qu1og 3 роки тому +5

    bahut bahut shukriya. inshaallah Mia apni kaza ko puri karne ki koshish jarur karungi.. miane apne pair ke dard ke wajha se namaz ko chor diya tha. Allah pak hame maf kare ameen apka bahut bahut shukriya....

  • @shabinaperween2487
    @shabinaperween2487 2 роки тому +6

    Mashallah subhanallh bahut acche se samjh aya Allah aapko hamesha salamat rakhna ammen 🤲

  • @rubinaakhtar4815
    @rubinaakhtar4815 7 місяців тому +2

    Hafiz sahab apka bahot bahot shukriya apki wajah se hm sbki bahot badi mushkil aasan ho gai Allah paq apko hmesha khush rakkhe ❤❤❤

  • @h.a.rarsid409
    @h.a.rarsid409 2 роки тому +5

    Assalamu alaikum wa rahmatullahi barakatuh
    🥀 Hme jannat ki rasta dikhane ke liye lakh lakh sukriya apka 🥀

  • @shaziyaansari7223
    @shaziyaansari7223 Рік тому +13

    Allah ham sab ko namaz padhne ki taufeeq de ameen

  • @aliarman2098
    @aliarman2098 2 роки тому +4

    Masha Allah apne bahut Acha samjhaya.....

  • @babulal-it6ly
    @babulal-it6ly 7 місяців тому +1

    Jajakallah mufti sahab apka tarika bhot achha tha samzane ka

  • @RehanKhan-yt3qg
    @RehanKhan-yt3qg 4 роки тому +4

    Bhot ache se smkhaya apne bhai Allah apko khus rkhe 😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤👌👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍

  • @निलोफरअंसारी
    @निलोफरअंसारी 5 років тому +14

    Sukriya bhut bhut aapka. Allah Hume vqt pr nmaz pdhne ki tofic ata frmae

  • @indiama4478
    @indiama4478 5 років тому +38

    Subhanallah jazakallah khair Allah apko sehat ata kare bht time se iske liye pareshan thi aaj sahi tariqa pata chal gaya bht bht shukriya

  • @sufiyanshah5493
    @sufiyanshah5493 Рік тому

    Mufti sahab aapne meri muskil aasan kar diya aaj se hi mai apni kaza ada karungi

  • @saniyasheikh7187
    @saniyasheikh7187 5 років тому +4

    Shukriya apki wjha se confusion dur hogai apka bhot bhot shukriya 😊

  • @danishahmad6843
    @danishahmad6843 5 років тому +7

    bahot hum is cij ke liye paresan the aap ka bahot bahot sukriya

  • @rezinaahmed8421
    @rezinaahmed8421 3 роки тому +15

    Yaah allah meri dua qabool karo ameen

  • @jauharjauharali4456
    @jauharjauharali4456 Рік тому +2

    MASA ALLAH aap ke vajah se mera qaja pura karungi INSHALLAH Sukriya aap ka

  • @ZoyaKhan-td1yj
    @ZoyaKhan-td1yj Рік тому +3

    Allah ji ham sabko puri jindagi namaz padhne ki tofeeq ata farmaye ameen summa ameen mere malik ham sabko tera khof ho jaye hame tujhse esi mohabbat farma

  • @shanakhan7753
    @shanakhan7753 3 роки тому +16

    Aslam wallekum o rahmtullahi o barkathu... shukhriya...🤲🤲

  • @yasminss6241
    @yasminss6241 4 роки тому +13

    Assalam o alaikum,aap ne bahut clear se method bataye hain,mager aap ne 3 waqt me namaz nahi parhna kahe,bt o 3 waqt konse uss ka zikr nahi kiye,ager aap o jald bataden to aap ki bari mehrbani hogi,n bht bht shukriya,..

    • @mdtanveer9311
      @mdtanveer9311 4 роки тому +2

      Aap jald btaiye 3waqt ko kon sha jab kaza namaj nhi hoti

    • @kaynaatkannu9200
      @kaynaatkannu9200 4 роки тому +1

      1 waqt Aftab ka mtlab jbb fazir ke Baad aleaan hota h 20min tkk koi namaz na pade uss me nhi pdni
      2 waqt jawal kaa jbb 12 bjj rhe ho
      3 gurubb ka jbb asar or magrib ke beech ka waqt ho Suraj dhaal reha ho

    • @kaynaatkannu9200
      @kaynaatkannu9200 4 роки тому +1

      Inn 3 way namaz nhi pdni cahiye

    • @rubeenabeg8552
      @rubeenabeg8552 3 роки тому

      @@kaynaatkannu9200 kya ham ek hi time pai jaise fazar mai 5 waqt ki kaze umri namaz padh sakte hai?? jaise fazar ke waqt johar ki kaza asar ki kaza aise hi pure 5 waqt ki namz fazr ke waqt hi padh sakte hai?

    • @goodentertainmentchannel6181
      @goodentertainmentchannel6181 3 роки тому

      @@rubeenabeg8552 ye hi mera bhi sawal h

  • @shaheala8190
    @shaheala8190 Рік тому +1

    Sukriya hafiz ji ... aj se Mai bhi kajaye namaj pdti hun

  • @SKGAMERYT07
    @SKGAMERYT07 2 роки тому +5

    MashaAllah bahot accha explain kiya

  • @drshahidanjum8249
    @drshahidanjum8249 Рік тому +4

    Assalamu Alaikum wa Rahmatullahe wa Barakatuhu . Aap ne Namaz Qaza e Umri ko ADA karne ki Behtareen Sharayi Information dee hai ,, JazakAllah . Mera sawal >> kya aaj ki Namaze Fajr aur Aser ko Waqt per ada karne ke Turant baad bhi Qaza e Umri Namaz padh sakte hain ?

  • @simrankhan8545
    @simrankhan8545 Рік тому +10

    Mashallah apka samjhane ka tarika bhut accha hai Allah apko hamesha khus rakhe ameen 🤲

  • @abusufiyant2700
    @abusufiyant2700 Рік тому +1

    Jazakallah mufti sahab

  • @fatimazunaira8413
    @fatimazunaira8413 2 роки тому +3

    Masha Allah boht khoob smjhaya apne ... Allah always bless you .

  • @Animal_Janwar
    @Animal_Janwar 4 роки тому +27

    Wow ma sha allah bahot asaan tarike se bahot asaan tarika bata diya .allah apko jannaul firdos me jagah ata farmayega in sha allah

  • @zishansheikh4066
    @zishansheikh4066 5 років тому +14

    Allah apko salamt khus rakhe amin

    • @abbasgazi4576
      @abbasgazi4576 4 роки тому

      Teen waqt ese kon se h jisme hm kaza e umri namaz nhi pd sakte

  • @AfajKhan-y9p
    @AfajKhan-y9p 6 місяців тому

    Maine aapki video Dekhkar bahut Kuchh Sikha hai iske liye bahut bahut Shukriya

  • @pavendewan6808
    @pavendewan6808 4 роки тому +4

    Bhai jaan Ham apke Har clip dekhte hain aur acche tarike se a samajh Jaate Hain Mashallah Allah aapko Salamat Rakhe aur aap ham log sab ke liye Ye Dua kariye Allah Hafiz

  • @Sameer-ci7hc
    @Sameer-ci7hc 4 роки тому +8

    Masaallah
    Hazrat Apne to meri fikar ko asan kardiya
    Allah apki Umar me tarqqi ata kre

  • @Vlogby_Aalima
    @Vlogby_Aalima 6 місяців тому +4

    Kon kon Ramadan 2024 me dkh rha h 🎉❤❤

  • @raunaqueparvej2874
    @raunaqueparvej2874 6 місяців тому

    Ameen summa ameen
    Allah paak hm sbko gunaho se bachaiye

  • @naushadshaikh1575
    @naushadshaikh1575 3 роки тому +10

    بہت سہل طریقے سے سمجھائے ، جزاک اللہ خیر

  • @Shahnawaz-ti5wc
    @Shahnawaz-ti5wc 4 роки тому +4

    Mashaallah bahut acchi jan kari di ap ne

  • @mdmsgamer8691
    @mdmsgamer8691 5 років тому +4

    Subhanallah. Nice video

  • @officialnahid15
    @officialnahid15 2 роки тому +1

    Shukriya bhaijan apne bohat achhi hidayat di hai apko Allah khush rakhe hmesha... Jazakallah ❤️❤️

    • @heenaaarifrangrej9291
      @heenaaarifrangrej9291 2 роки тому

      Hazrat mein fajar ki gaja namaz padh rahi hun usmein kitni Surat padu

  • @kallukallu4375
    @kallukallu4375 4 роки тому +7

    Thnku so much ye to clear hua inshaallah hm apni qaza namaze ada kreng bt pls ye btaiye Kon se teen wqt me ni pdhni hai namaz

  • @umairkhan_official
    @umairkhan_official 4 роки тому +4

    Jazak'Allah 😊❤

  • @tahsinseikh2641
    @tahsinseikh2641 4 роки тому +62

    तीन वक्त ऐसे कोंन से है जिसमें हम उम्री कजा नमाज नहीं पढ़ सकते है ???? Plss answer me

    • @sameerkhankhan6677
      @sameerkhankhan6677 4 роки тому +3

      Hazrat muje bi jaanna hai btaa diji e

    • @adifaaman2381
      @adifaaman2381 4 роки тому +4

      Mujhe v janni h wo teen waqt kon kon se h

    • @mohseenshaikh7613
      @mohseenshaikh7613 4 роки тому +16

      Ajki date me sunrise tym 6:5 am ka h
      To ap fazr k akhiri 20 min or bad k b 20min total 40min me koi qaza e umri namaz na padhe
      Agr ap kisi vajah aj ki fazr ki namaz na pad pay to sirf ye namaz ap fazr ki akhri 20 me pad skte h baki qaza e umri namaz na pade...thik asr ka b aisa hi h
      Ajki date me asr last tym 7:5 kuch h...to ap qaza e umri namaz 6:45 tk pad skte h uske bad na pade agr ajki asr namaz na pade ho to wo akhri 20min me pad skte h....3rd zawal ka waqt hota h us waqt b namaz na pade...wo ap apne calandr me dekh le uska kya period tym h...jazak Allah

    • @mohseenshaikh7613
      @mohseenshaikh7613 4 роки тому +5

      @@adifaaman2381
      Rply kiya hu dekhle
      Har namaz k bad kam se ek qaza e umri namaz padho..jaise fazr k waqt fazr ki qaza namaz b padha kro...lekln fazr or asr k namaz padte waqt qaza e umri namaz k liye ek bat ka dhyan rakhe wo akhri 20 min nhi hona chaiye...ajki date me fazr ka last tym 6:5 h to ap 5:45 tk qaza e umri namaz pad skte h agr ap namaz k liye late ho gyi jaise ap fazr k liye 5:45 ko khade aise me ap ajki fazr ki namaz Ada kre qaza e umri na ada wo fir bad me sunrise k 20min bad pade..ok

    • @adifaaman2381
      @adifaaman2381 4 роки тому +4

      @@mohseenshaikh7613 bahot bahot shukirya

  • @atiquekhan5205
    @atiquekhan5205 2 роки тому

    Meri to pdhaiye k chk m chute h but Ab m namaz suru krna chte hu .... ap ne itni behtaren se btya h ....

  • @Quran.recite.together786
    @Quran.recite.together786 3 роки тому +27

    Thank you so much sir for giving your review about qaza namaz 😃😃😃😃😃

    • @danishkhan8301
      @danishkhan8301 Рік тому

      3 want Kon sa hi would jab ham namaj nahi prr sakty

    • @zeeshanahmad3438
      @zeeshanahmad3438 Рік тому

      @@danishkhan8301 tulua zawal ghuroob ke waqt namaz padhna mana hai

    • @aarifaquraishi1344
      @aarifaquraishi1344 9 місяців тому

      @@danishkhan8301( 1)Suraj nikalte wakt(2) jawal ke wakt yani Suraj bilkul bich me ho khade honge to apna chhav najar ni aayegaa(3)Suraj dubte wakt namaz nahi padhna chahiye

  • @MdSufiyanQureshi-ch7vx
    @MdSufiyanQureshi-ch7vx 5 місяців тому +21

    Kon 21\4\24 me dekh rahe hai...attendance

  • @sgareefkhan5468
    @sgareefkhan5468 5 років тому +9

    Subhan Allah good informeshion

  • @kanzenki5031
    @kanzenki5031 Рік тому

    Assalamualaikum
    Aapne hamari BHT sari galtiyon ko sahi Kiya hai Allah aapko zajaykhair den..

  • @RehanaKhan-i6k
    @RehanaKhan-i6k 7 місяців тому +3

    Assalamualaikum mufti sahab mujhe yaad nahi ki meri kitni namazen chooti hai maine bahut gour kiya hai fir bhi kuch samagh nahi aata yahan tak ki meri paidaish bhi mujhe nahi yaad hai andaza lagakar 2004 se jodi hun to agar 12 sal me balig huyi to mai isi mahine se namaz shuru ki hun or ab nahi chodna chahti or kazaye umri bhi ada karna chahti hun is hisab se mera 10 11 sal ho gaya mujhe koi aasan tareeka btayen jis se meri qaza namaz jaldi ada ho jaye plz mai bahut pareshan hun mere is sawal par ek clip or bnayen or mere sawalon ka jawab den plz

  • @nigarsultana1519
    @nigarsultana1519 3 роки тому +10

    Assalamualaikum mere liye mere ammi papa behan bhai aur mere sohar k liye dua kre molana sahab hm log bht pareshan h

  • @naaz319
    @naaz319 3 роки тому +6

    Assalamu alaikum...agar hum qaza e umri padhna shuru kare...toh kya hum nawafil namaz jaise k tahajjud, ishraq, chast aur awabeen bhi padh skte hai ya pehle jo hamare zimme Qaza namaze hai bus wahi ada kii jaye...kya humey nawafil ka sawab nahi milega agar hamare zimme bhot saalo ki Qaza namaz baki h...pls rply

  • @dilkhushbikepoint
    @dilkhushbikepoint 7 місяців тому +1

    Masha Allah ❤

  • @xgaming4485
    @xgaming4485 4 роки тому +9

    Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh wo kaun se teen waqt hai jismein Umar e kza Nahin padh Sakte Aur shabe Raat ke din magrif ke baad isha se pahle kya padhe

  • @muskanparveen8943
    @muskanparveen8943 5 років тому +35

    Assalamu alaylum.
    Aapne kaha k 3 time me nahi padh sakte Kaja namaz to wo konse 3 time he please clear kijiyega.
    Thank you and God bless you.

    • @nisarani6458
      @nisarani6458 5 років тому +3

      wakt.e.tallo.
      zawal ka wkt.
      wkt e gharoob .

    • @SameerKhan-lk7jv
      @SameerKhan-lk7jv 5 років тому +2

      G shi puche hain

    • @shah713
      @shah713 5 років тому

      Fazar ki namaz ki farz namaz k baad, asar ki farz k baad aur tisra pata nhi.

    • @irfankhan-kf2vh
      @irfankhan-kf2vh 4 роки тому

      wo Kon se 3 waqt hai jab nahi padh sakte plz clear kijiye....?

    • @BhagwaTrapAwarenessUZMA
      @BhagwaTrapAwarenessUZMA 4 роки тому

      @@irfankhan-kf2vh jawal ka waqt, maghrib namaz se 3-4 minute pehle, fajr k baad

  • @iqbalahmed941
    @iqbalahmed941 5 років тому +14

    Mufti sahab what is difference between sadqa,fitra,zakat and how much to be given.
    Q2)How do I know whether i am on right path?

    • @pinkvink4343
      @pinkvink4343 4 роки тому +1

      Hum apni jan bachane k liye jese bimar ho tab hum jo paise dete hai use SADKA kehte hai

    • @pinkvink4343
      @pinkvink4343 4 роки тому +1

      Khuda ne hume jitni dolat propaty ya sona chandi jo bhi diya ho us ka 40ma hissa kisi ko dete hai to use JAKAT KEHTE HAI

    • @pinkvink4343
      @pinkvink4343 4 роки тому +1

      Or jo hum hibadat karte hai roja namaj quran ki tilavat karte hai us k hissa k jo paisa dete hai use fitra kehte hai

  • @mubarikhussain8107
    @mubarikhussain8107 Місяць тому

    Allah ka sukr h Meri sirf 150 din ki namaz kaza h

  • @sajidtamboli1970
    @sajidtamboli1970 3 роки тому +4

    Mashallah Subhanallah

  • @saleenab7818
    @saleenab7818 4 роки тому +5

    Muje Yeh Janna ke sabbe baraat ke raat me Ager namaaz kaza ho to nafil pad sakte hain ya nhi

  • @MOINKHAN-ir5qg
    @MOINKHAN-ir5qg 5 років тому +4

    Assalamualaikum
    Masha Allah, aap bahot achha kaam karrahe Hain ,
    Shortest tarika kaza namaz padne ka bhi Bata dijiye
    Jazak Allah khair

  • @ACService-q6u
    @ACService-q6u 7 місяців тому

    Assalamualaikum Mufti sahab aapke baat samajh me aagya Mufti sahab ❤❤❤

  • @skrajuudinahammadahammad8773
    @skrajuudinahammadahammad8773 Рік тому +4

    Assalam walekum Mai Khatun bol rahi hoon Mai pahle Namaz Nahin padati thi abhi padhna Shuru Kiya Hai Tu Meri Ek Chhoti bacchi hai Jo Mein Waqt par Namaz Ada hi nahin kar paati To Kya Gunah hai Jo Namaz Chhod Jaati Hai use padhne ki koshish Karti hun par Mein Jab Namaz padhne ke liye badhti Hui to meri bacchi bahut Roti hai Mai apni bacchi ko Sula kar padhne Aati Hun To Do Char rakat padora Karte padhati Hun To Karo Ne Lagti Hai To Kya Gunah hai Mere Ghar per Koi Nahin rahata Mere Pati kaam par Chale Jaate Hain To shaam ko 10 baje Ghar Aati Hai

  • @hindicartoonstory5484
    @hindicartoonstory5484 5 років тому +10

    Assalamo aikum mughko napaki wale din ki namaz-e-kaza q nhi padh sakte iske bare me janna h

  • @saimamanzoor6359
    @saimamanzoor6359 3 роки тому +21

    Beautiful ❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @gajalaparween3822
    @gajalaparween3822 9 місяців тому +1

    Masha Allah Bhai aap bahut achche se samjhate hain

  • @deeniislamic9574
    @deeniislamic9574 5 років тому +5

    33 33 martaba subhanallah alhamdulilah Allah hu akhbar hr namaz k bd prhte h atalkursi bhi prhte h farz namaz k bd prhte h imam sahab namaz k foran bd dua krte h pehle imam sahab k sath dua kre ya pehle hm ye sb prhe ya ye sb sunatto k bd prhe pls btaye m confuse hu mjhe ye sb to pta h ki ye prhna chaiye but farz namaz k bd prhu ya puri namaz s farig hone k bd prhu imam k sath dua kru ya bd m

  • @tughmakhanam720
    @tughmakhanam720 4 роки тому +4

    Asallam walikum
    Qazaie umari namaz kis sahabi ne padhi hai? baraye meharbaani hadish ki refrence bataye

  • @naziyanaaz2501
    @naziyanaaz2501 2 роки тому +2

    Shubhan Allah ❤️

    • @ayshasultana1078
      @ayshasultana1078 2 роки тому

      Asr ki farz se pehle qaza e asr pdhi ja sakti h