Baccho k sath sath parents ki bhi galti thi. Agar apne 3 bacche paida kiye h to unko sanskaar b dena apka kaam h. Or unka future set karna b apka kaam h, baccho k bade hone k baad sabko thoda thoda baant kar, apne pass kuchh rakhkar apne kartavy pura karna chahiye. Zindagi bhar agar property or paise ka sochenge to dharm or samaj k liye kaam kab karenge. Mera ek prashn h uska koi uttar dede. 1. agar koi baccha accha h or usne padhai karne k baad 10 saal tk maa baap ki seva ki or pure paise ghr par diye. 2. Jab wo 10 saal k baad shadi karta h or jis dukaan k liye usne thode paise diye the bas usko online chalane k liye mang karta h, joki uski maa uss k naam par lene wali thi but usne Manaa kar diya tha. Or ab wo dukaan bhi uske parents usko nahi de rhe the. 3. Or us ladke ne apne ghr ko banane k liye bhi paisa diya tha lakin shadi k baad jab usne bas ek kamre ki demand kr di to bhi uske maa baap ne usko nikal Jane k liye kahaa. Ab batayiye yahaa par kiski galti h us ladke ki jo maa baap k sath rahna chahta h lakin bachapan se ek sapna tha uska ki wo ek dukaan chalayega lakin uske maa baap dukaan dene k liye ready nahi h. Na hi ek kamra dene k liye ready h.
Good Morning Please respect parents because when you become parents you realise the value of parents so be careful about your future.....God bless all🙏❤❤❤
Just got home from work and you know that you are ❤❤❤❤
7:27 y
Nice lesson given to the children by parents for their misbehaviour
parents ka your respect karo ji please . nice story
sahi kaha aajkal bharoasa nai hai kisika bhi
Very nice message again 👏
The adopted good daughter reminded me of the beautiful actress Rameshwari. ❤
Achcha Kiya Anju ji aur Parminder ji ne, Preet ka mooh modna 6:23 me dikhata hain ki preet to bada Aasteen ka saamp hain
Baccho k sath sath parents ki bhi galti thi.
Agar apne 3 bacche paida kiye h to unko sanskaar b dena apka kaam h. Or unka future set karna b apka kaam h, baccho k bade hone k baad sabko thoda thoda baant kar, apne pass kuchh rakhkar apne kartavy pura karna chahiye. Zindagi bhar agar property or paise ka sochenge to dharm or samaj k liye kaam kab karenge.
Mera ek prashn h uska koi uttar dede.
1. agar koi baccha accha h or usne padhai karne k baad 10 saal tk maa baap ki seva ki or pure paise ghr par diye.
2. Jab wo 10 saal k baad shadi karta h or jis dukaan k liye usne thode paise diye the bas usko online chalane k liye mang karta h, joki uski maa uss k naam par lene wali thi but usne Manaa kar diya tha.
Or ab wo dukaan bhi uske parents usko nahi de rhe the.
3. Or us ladke ne apne ghr ko banane k liye bhi paisa diya tha lakin shadi k baad jab usne bas ek kamre ki demand kr di to bhi uske maa baap ne usko nikal Jane k liye kahaa.
Ab batayiye yahaa par kiski galti h us ladke ki jo maa baap k sath rahna chahta h lakin bachapan se ek sapna tha uska ki wo ek dukaan chalayega lakin uske maa baap dukaan dene k liye ready nahi h.
Na hi ek kamra dene k liye ready h.
The best episode
Good Morning Please respect parents because when you become parents you realise the value of parents so be careful about your future.....God bless all🙏❤❤❤
Very nice video.very nice decision parents have taken for the bad children's.
Very very very nice
Very very nice 😊
Good message
👌👌🙏🙏
👌💓👌🙏🌺🙏
Nice video
Ek baar aulad bigad jaye toh woh bigadte hi jate hain.
Make a video of corrupt ias officer
Brother please make a video of women discrimination
Imaandaari ki misaal - big cat
Apne ye 2 nd no beti dikhayi hai uski na to acchi acting hai sirf dikhti acchi hai
English subtitles please 🙏😢 Anandji, for us who don't understand Hindi properly. Respect 🙏 and thanks 😊🙏 from South Africa 🇿🇦❤️🙏
Pehle bachon ko sanskaar do nahin aur fir baith kar rote raho .