Mufti Zarwali Khan Damat barakutum ky kuch masail by Mufti Tariq Masood db

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 136

  • @shaikhofficial7672
    @shaikhofficial7672 8 місяців тому +1

    Mufti zar wali ki baat qabil e qubool hai

  • @mohdziauddin909
    @mohdziauddin909 6 років тому +12

    حضرت مفتی صاحب جہاں تک رمضان شریف کے ہدیہ کے مسئلہ کا تعلق ہے تو سنیےُ غور سے اس مسئلہ پر دارالعلوم دیو بند کے شیخ الحدیث حضرت مولانا سعید احمد صاحب نے بھی امریکہ کے ایک سفر پر اسکا جواب دیا ہے اور فرماتے ہیں کہ رمضان شریف میں قاری کو ضرور ہدیہ دینا چاہیےُ. اور آپ بھی یہی فرماتے ہیں کہ اس شخص نے آپ کی خدمت کی ہے آپ اسکی خدمت کریں - اور جہاں تک حرام کا تعلق ہے حضرت فرماتے ہیں کہ وہ جب ہے کہ جب قاری کو ہدیہ مسجد کے فنڈ سے دیا جاےُ اور اگر ایسا نہی ہے تو جائز ہے بلکہ حضرت نے بھی کافی زور دیکر فرمایا کہ دینا چاہےُ اور میں آپ سے درخواست کر تا ہوں کہ آپ مفتی زرولی صاحب کے مسا ئل کے چکر میں نا پڑیں تو بہتر ہو گا کیونکہ وہ شخص بھت اونچے پیمانے.کا عالم ہے اور جن اکابر کا یا انکی کتابوں کا آپ حوالہ دیں گے یہ پہلے سوچ لینا کہ ان کتابوں کو وہ شخص زمانہ پہلے چاٹ چکا ہے لہٰزا جو شخص بھی آپ سے مفتی زرولی صاحب کے مسا ئل کے بارے میں جواب طلب کرے آپ ان حضرات سے یہ فرما دیا کریں کہ بھئ ان کے مسئلہ کا جواب انہی سے طلب کرو - یہی بہتر ہو گا اور اگر آپ انکے مسائل کا جواب دیں گے تو آپ کا نقصان ہو گا. کیونکہ آپ مفتی صاحب ضرور ہیں مگر ان کے برابر نہی ہیں ان کے علم کے برابر آپ کا علم نہی ہے - فقط

    • @muktarhussain3926
      @muktarhussain3926 4 роки тому +1

      بھائ آپ نے دل خوش کر دیاجزاك اللّه‎‎ خيرًا مبارک علیکم شھر رمضان وتقبل اللہ صیامکم و قیامکم

    • @umarali-sg3ky
      @umarali-sg3ky 3 роки тому

      Aoa m mohd ziauddin bhai allah apko lambe umar ata kra apna bohat ache bt kahe ha allah hafiz

  • @hamzaiqbal2163
    @hamzaiqbal2163 8 років тому +8

    Theek hay men hazrat mufti tariq masood sahab aur mufti zarwali sahab donon ka buhat ziada shukar guzar hun.donon ulama e haq hen.Likin hazrat mufti zarwali sahab ka aik level aur maqam hay.Fiqah aur tafseer men hazrat mufti zarwali sahab is zamane ke buhat bare Aalim hen.Mufti tariq masood sahab ko chahiay ke mufti sahab se mil kar is Ikhtilaf ka khatma karlen.

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  8 років тому +5

      Bhai ap ki baat saheh hai lekin. ikhtilaaf to har doar main ummah k ulama main raha hai lihaza yeh koi bari baat nai bus hamain jamhoor ulama ko daikhana chahiay.

    • @ayazzkhan
      @ayazzkhan 6 років тому

      Tab to hind o pak sarae bade ulama ko mufti zar wali sahab se milkar ikhtelaf khatam karna padega qki sabki rae ek taraf hai aur mufti zarwali sahab ki ek taraf
      Isme koi do rae nahi k aaj k daur me unke darje ka faqeeh is barre sageer me shayad hi ek do ho
      Magar jin masail me unse ikhtelaf hai usme saare ulamae deoband maazi aur haal k ek taraf hain aur mufti zarwali ek taraf

    • @ayazzkhan
      @ayazzkhan 6 років тому

      Aur ye ijhtelaf to hamesha se raha hai
      Isme koi badi baat nahi hai
      Aur mufti tariq masood koi tanqeed nahi kar rahe hazrat par
      Wo apna aur deegar ulama ka mauqaf rakh rahe hain

  • @shabirahmad2496
    @shabirahmad2496 7 років тому +1

    allaho akbar allaho akbar molana sb allah ap ke jzaye kher de

  • @smarif4994
    @smarif4994 8 років тому +4

    jazakAllah

  • @sadafhussain2650
    @sadafhussain2650 7 років тому +2

    JazakAllah

  • @aashaash9061
    @aashaash9061 7 років тому +3

    salam mufti Sahab Allah apse razi hojae ameen

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Aash Aash Allah him Sab se razi ho jaiy.

    • @kadodislive3563
      @kadodislive3563 3 роки тому

      Baat kuch bi ho duniya Mufti zarwali ki baat maanti thi, aur adab ke darze me bi Mufti zarwali ka muqabala koi nahi kar sakta

  • @AmitSingh-hz4op
    @AmitSingh-hz4op 6 років тому +1

    ap ne thik kaha.

  • @pakis10e
    @pakis10e 6 років тому +1

    Bhai ager strawberry Zaqqom say resemblance key wajha say haram hai tou boiled egg bhi nahin khana chahiyay Q K garam pani tou Jahannum main gunahgar kayliyay hoga, Lihaza hamain garam pani bhi istaymaal nahin kerna chahiyay, gosht bhi kuchcha khana chahiyay Q K aag tou gunahgaron kay liyay hai

  • @javaidbhat8265
    @javaidbhat8265 7 років тому

    Masha Allah mufti sahab.zabardust

  • @AbdulAhad-ul8vm
    @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

    زرولی خان صاحب کے مقابلے میں علم کے لحاظ سے ابھی تک مفتی طارق مسعود صاحب پیدا نہیں ہوئے ہیں

  • @furqanmomin2566
    @furqanmomin2566 7 років тому +14

    ye baat sahi hai ke mufti zar wali Khan sahb ke kuch masail me tashaddud paya jaata hai
    lekin iska matlab ye nahi hai ke mufti tariq masood sahb UA-cam par unki burai bayan kare ulmaa ko ulmaa me aaps me baat karna chahiye awaam k saamne ulma ki buraayi na kare ye badzaan hone waLI baat hai

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому +7

      Mufti Tariq Masood sb ne kab un ki burai ki bal k video main to aksar un ki tareef ki or jis masly main ikhtilaaf tha wo bata dia .
      Na kisi ko un se badzan kia or na he un ki koi burai ki...
      AP ne puri video nai suni shayad

    • @MZAID-th3he
      @MZAID-th3he 6 років тому

      Malik Kamran AAP ne sahi kaha.balki behadh zaroori bayan tha is moke PR.kyunki AAP Ramzan Mai witr ke Baad tahajjud padne se mana farma rahe the

    • @royalpalace6478
      @royalpalace6478 6 років тому

      Salam. Mufti masood sahab ne koi burae bayan nahe ke rather har maqaam pe zarwali sahab ke izzat ko barqarar rakkha hay. Sirf HAQ baat ko wazih kya hay. Aap ne shayad puri video nahe dekhi.

    • @ayazzkhan
      @ayazzkhan 6 років тому

      Lagta hai aapne ye bayan suna hi nahi
      Mufti tariq masud mufti zarwali sahab ki burai nai kar rahe
      Yaha ye wazah kardu
      Mai khud mufti zar wali sahab ka aapse zada bada motaqid hu
      Magar iska mtlb ye nahi k unse ikhtelaf nahi kia jaa sakta

  • @saadikhan6694
    @saadikhan6694 7 років тому +1

    2no mufti kmal ka hna

  • @trauf5967
    @trauf5967 6 років тому +2

    انا للہ وانا الیہ راجعون! کاش کہ انھوں نے شیخ سدیس والے واقعے میں حضرت مفتی زر ولی خان دامت برکاتھم کے ساتھ انصاف کیا ہوتا! حضرت نے اپنے بیان میں فرمایا تھا کہ شیخ سدیس آپ کی بات سن کر رو پڑے تھے اور بعد میں اپنے بیان میں حرم میں ہی اس مسئلے کی تصحیح فرمائی تھی اور اپنے فتوی سے رجوع کر لیا تھا

  • @adil41514
    @adil41514 Рік тому

    Itna hi tha to khud chale jaate mufti zarwali sahab ke paas, aap bhi to karachi me hi rehte hai aur karte in masail par baat aur record karke daalte net par logo ke same phir sab ko samajh aata. Par ye tum se na hua, khair ab to hazrat chale gaye Allah unki magfirat farmaye , aur hame aur bakiyo ko hidayat se nawaze

    • @AhsanTv-f4i
      @AhsanTv-f4i 5 місяців тому

      Prime minister ke samne pesh ho jate magar Mufti Muhammad Zarwali khan sahab ke samne pesh nhi ho sakte.

  • @mohdfaisal3566
    @mohdfaisal3566 3 роки тому

    Hazrat unhon ne nafil parhna haram nahin kaha hai balki khelafe sunnat kaha hai

  • @ibadsidd9952
    @ibadsidd9952 4 роки тому +1

    Sirf inho ne nahi balki bahut sare ulama ne likha hai

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  4 роки тому

      Wo bht sary ulama baqi ulama k muqably main bht kam hain

  • @AbdulAhad-ul8vm
    @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

    مفتی صاحب معذرت کے ساتھ زرولی خان صاحب بہت بڑے درجے کے عالم تھے اپ شاید ان سے بہت زیادہ پیچھے ہیں

  • @AbdulAhad-ul8vm
    @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

    مفتی صاحب کو علومِ پر عبور نہیں ہے اور مفتی صاحب زرولی خان صاحب سے بہت بہت زیادہ پیچھے ہیں
    مفتی صاحب وہاں تک پہنچنے کا سوچ بھی سکتے۔

  • @anmol6851
    @anmol6851 6 років тому +4

    صرف دلائل کی بات ھو تو شیعہ اور مماتی بھی دلائل دیتے ھیں ۔جب دونوں طرف دلائل ھوں تو اکثریت اور مفتی بہ قول پہ عمل کرنا چاہئیے۔ھر کوئ اپنے کومتفرد کے بجاۓ متحقق اور متشرح ھی کہتا ھے۔شوال کےچھ روزے نفلی ھیں۔تراویح کے بعد کچھ لینا ناجائز ھے۔اسٹابری حلال ھے۔وتر عشاء کے ساتھ بہتر ھیں وغیرہ جمھور محقق اسی کے قائل ھیں۔لالچی حفاظ م زرولی ص کو ھی فالو کریں گے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

  • @cutiepie-wf4gq
    @cutiepie-wf4gq 8 років тому +7

    Bhai agar koi masla hy to munazra karlian mufti sahab say

    • @AhsanAli-nq9yg
      @AhsanAli-nq9yg 8 років тому +4

      Delwer d Ye kaisy munazara kr sakty hain, mufti zar wali ka level or in k level main zameen asman ka farq hai

    • @gauharanjum1584
      @gauharanjum1584 7 років тому

      Ahsan Ali

    • @noumanbashir8879
      @noumanbashir8879 7 років тому

      mohtram arz ye hai k ye ulma ka level hai apas k masail mai ikhtelaf jab dusry k pas daleel ho, awam ka kya haq k dusry alim ke bat par aeteraz uthaye awam ka kam tw mozrat k sath apni islah hai na k ulma k bato ko talk show banany ka .....jo jis alim ny kaha wo thek hai.....sahabae karam k dor mai apas mai ikhtelaf thy......mgr phr bhe wo hamary imam hain.

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому +3

      Bilkul Saheh kaha. Ulama main ikhtilaaf to hamesha raha hai , Is pe kisi aami admi ka dosry ulama ki tazheek o tanqeed karna jahilaana baat hai,

    • @MdnadimMdnadim-dm6zs
      @MdnadimMdnadim-dm6zs 7 років тому +1

      zatwali bast

  • @MsBuland
    @MsBuland 6 місяців тому

    طارق مسعود ڈانسر ہے اور اس کے لئے چ والا لفظ اس کا حق ہے جتنی زندگی کے دن اس نے گذارے ہیں اس اس بے شمار زیادہ تعداد میں حضرت مفتی زرولی خان صاحب رح نے کتب کا مطالعہ ہے...

  • @marufansari668
    @marufansari668 7 років тому +2

    buzrgo ne kaha hai malumat aur hai tehqiq aur hai
    jo ilm air malumat k liye hasil karta hai wo sirf buzrgo ke hawalt pesh karta hai aur jo alim malumat hasil karta hai wo tehqiq karta hai
    app ne sif hawlat diye hai na k tehqiqi baat ki hai hazrat maulana zar wali khan sahab tehqiq farma rahe hai

  • @huntermze
    @huntermze 6 років тому +1

    زرولی نے حدیث کو ضعیف نہیں کہا۔ بلکہ انہوں نے کہا ہے کہ حدیث صحیح ہونے کے ساتھ اس پر فقہا کا عمل بھی ہونا چاہیئے۔ طارق صاحب کے مفتی ہونے پر بھی مجھے شک ہونے لگا ہے۔

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  6 років тому

      hunter mze Janab Fuqaha ka amal hujjat nai hota . Hadees ka saheh hona or Sahaba ka amal hujjat hota hai... Baqi aj k 100% ulama ka is pe amal hai or koi bhi is shawal k rozoon ko ghalat nai kehta . Aik wahid mufti zar wali khan sahb he is k khilaaf bat karty hian jo un k muaqif ki kamzoori ki dalleel h

    • @ahmadzamanofficial3220
      @ahmadzamanofficial3220 6 років тому

      hunter mze زرولی کون ۔؟

    • @deeniyatsikhe7382
      @deeniyatsikhe7382 6 років тому

      آنکھیں گر ہو بند تو پھردن بھی رات ہے

    • @deeniyatsikhe7382
      @deeniyatsikhe7382 6 років тому

      آپکے شک سے انکے ذات پر کوئ فرق بھی پڑتاہے کیا؟

    • @muhammadrehan7668
      @muhammadrehan7668 5 років тому

      Ap aqeedat me ghuluv ki waja se esa bol rhe hen

  • @awaisahmed7677
    @awaisahmed7677 7 років тому

    mufti zar wali khan sahb ka ilm or ehmiyat mufti tariq masood se behad ziyada h.
    wo ustad-ul-ulma h, bht aalim unse lesson lete h,
    lihaza mufti tariq masood ko chahye k mufti zarwali khan sahb ki har bat me chupi hikmat ko pehle jan le, usk bad us me comment karn

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Bhai bila shuba mufti zar wali bary hain buzurg hain hamary . Lekin ijmaa e ummat k khilaaf masail battany main bhala kia hikmat ho gi.

  • @shaikhofficial7672
    @shaikhofficial7672 8 місяців тому

    Aap us qabil nahi abhi

  • @haroonrauf5841
    @haroonrauf5841 8 років тому +4

    salaam mufti tariq sb bot achi bayaanat awr alim hai lakin mufti zar wali sb to is waqat dunya ka bara faqih hai fiqah ka imam hai aiysay kitab nahi hogi jisko isney mutaalia nahi kia ,maolana sarfaraz khan sb safadar ra farmaatey te ki is waqat dunya mai mufti zarwali sb ka ilmi mutalia sab sey ziada hai, dr sherali shah sb ra farmatey te puri dunya mai deoband ka sab sey bara alimedeen hai......awr suna hai ki us keeliya har saal saudi ki hukomat special atar awr shugha deyta hai jo daaya baaya par ho uski marzi ka bana huwa.....to mufti tariq about kehtey hai is bayaan mai ki uski masaail na suna to yi boot duk ki baat hai ..awr walahu alam

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  8 років тому +4

      ap ki tamam batain Saheh hain . lekin bat yeh hai k kia kisi bary aalim se ghalti nai ho sakti kia??? Ummat k bary bary ulama se masail me ghalltiaan hoi hain . Mufti Zarwali khan sahab ko tamam batain un k adab un ki maqam sir ankhoon pe lekin yeh 3,4 masail hain jis me Mufti Zarwali Khan sahab pory deoband maslak or ahnaf se hat kr bat karty hain to ulama ki zimadari hoti hai k awaam ko in masail se agah kia jaiy.

  • @mustufakhan3169
    @mustufakhan3169 4 роки тому +1

    Hazrat mufti tariq masood sahab bilkul aapki Baat sahi hai lekin Shia kafir ke baare me aapka kiya khayal hai poori duniya ke Muttafika aqida hai Shia kafir hai

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  4 роки тому

      Mufti shb bhi in ko kafir he manty hain.
      Lekin barmala bayan karnay k liay jhangvi o azam jesa jigar bhi chahiay

  • @shafiqueahamed8587
    @shafiqueahamed8587 6 років тому +1

    you tube se sudharenge kya mufti sahab ko

  • @Ninjagaming-sn7ir
    @Ninjagaming-sn7ir 6 років тому

    Koi tashkeel daker set nahi kerta bahi.....app na sunni hove baat agga kerdi ghalat hain 6.00 mnts per jo app na baat ki Quran ki ayat ha jiss ka mafhoom hain"sunni hove baat agga nahi kero pahla tahqeeq kerlio"

  • @Ninjagaming-sn7ir
    @Ninjagaming-sn7ir 6 років тому

    Yahoodio bhi halal gosht kahtah hain kosher ka name sa usa canada main....abhi new research hove ha yahodi alim jiss ko rabbi kahtah ha..unki research ha strawberry ka under insects paye jata hain....youtube per search kerlain mljaye ga

  • @libaba2250
    @libaba2250 8 років тому +3

    mazaaq mat udaao bhaai..
    akhri 2 sec aap k liye bhi...
    aameen...

  • @waqarkayani7627
    @waqarkayani7627 6 років тому +1

    Mufti zar wali sy ja Kar bat Karo pata Chala gye GA aur so ghalat Huey Tu rujoo Kar lain Gy inshallah

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  6 років тому

      Bayan ka maqsad un sy rujoo karwana nai hai bal k in masail main jamhoor ki raiy batana hai...
      Baqi Mufti Zar Wali Khan Shb apny lihaaz sy saheh keh rahy hon gy lekin jamhoor ulama ki raiy is k bar khilaaf h

  • @mustahabshah7386
    @mustahabshah7386 7 років тому +4

    mulana tariq masood sab ne belkul theak kahan hai mulana sab khabi khabi kuch baatin ayse kar tay jo un ko nahi karni chayen .

  • @ibrahimsiddiqi9097
    @ibrahimsiddiqi9097 3 роки тому

    Badtameez Badon Ki Galti Kyon nikalta Hai

  • @marufansari668
    @marufansari668 7 років тому +1

    bhai maulana ne jo kaha wo agr fiqh aur dalil say kehtey to thik tha sirf ulam k ijma ka lafz thik nahi lagta app maulana ne zar wali khan sahab ki puri baat nahi suni shayad app maulana ne tehqiqan storberry ko zakun khaha hai usme shabhat milti hai islye yeh ehtiyat hai bahi

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Maruf Ansari short clip k bayan main mufti zar wali khan SB bhi dalail nai dairy bas masla btaty hain.

    • @marufansari668
      @marufansari668 7 років тому +1

      Malik Kamran unki book dekho

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Maruf Ansari ap bhi Muftitariqmasood SHB k bayan sunk dalail mil jaiyn gy Insha'Allah

  • @nomeekhan2303
    @nomeekhan2303 7 років тому +1

    Naraz mat hona mofti saab chote mou bari baat .aghar aap ko pahr b lagh Jaye tab b aap mofti zarwali khan k phaon k khakh barabar nahi

    • @AmitSingh-hz4op
      @AmitSingh-hz4op 6 років тому

      mufti tariq sb bhi achhe aalim hain.

    • @muhammadrehan7668
      @muhammadrehan7668 5 років тому

      To jahil admi mufti sahab ne kab kaha hai k woh unse bady hen

  • @NoorMuhammad-yp6rt
    @NoorMuhammad-yp6rt 4 роки тому

    پہلی بات یہ ہے کہ طارق معسود نے چار سالہ کورس کیا ہے جامعہ الرشید سے۔۔۔اور ان جیسے بہت لوگوں نے کیا ہے انکی تحقیق اور مطالعہ اتنا نہیں ہوتا ہے اور دوسری بات یہ کہ مولانا طارق معسود خامخوا ہر چیز میں حصہ لیتا ہے صرف اپنے رینکنگ بڑھانے کے لیے

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  4 роки тому

      دوسری بات یہ ہے کہ آپکو یہ کس نے کہا کہ مفتی طارق مسعود نے چار سالہ کورس کیا ہے؟؟
      مفتی صاحب کو چھوڑیں اپکی مفتی صاحب کے متعلق تحقیق انتہاریہ ناقص ہے۔
      اور یہاں مفتی صاحب خود مفتی زر ولی خان صاحب سے اختلاف نہیں کر رہے بلکہ بڑے علماء کا مؤقف بتا رہے ہیں۔

  • @marufansari668
    @marufansari668 7 років тому +2

    Maaf kare bhai Magr Masil to Mufti Zar wali khan sahab k hai
    raha maulan tariq masood sahab ka wo kaise alim hai pata nahi
    islahi ya fiqh bato say Mashaallah ache alim hai magr fiqh k nahi
    ek hota hai masla tehqiq karna aur ek hota hai sirf samjh na aur bayan karna
    bade bade hote hai maulana tariq masood sahab
    phele app sahi masla bayan kare apne bado ke sahi masail phir point out kare app ne to imaam sahab say bhi kuch masla lene say inkar kar diya
    thik hai phir app kis buniyado par fiqha ka masala bayan karte hai
    app ki fiqha kon si hai

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Maruf Ansari yeh mufti Tariq Masood SHB k he nai bal k ummat k ijtimai masail hain jin pe ulama e deoband ka ijma hai Jb k mufti zar wali SHB in k khilaf hain.
      hum in ki raiy ki qadar karty hain lekin jamhoor ulama ko nai chor sakty

    • @marufansari668
      @marufansari668 7 років тому +1

      Malik Kamran masla paka hona chahiye bhai mufti sb ki raye ki qadar mat karo Q ki jamhoor o khilaf hai apne masle par qayam rahe mazbuti k sath samjeh
      agr mufti sb ko haq wazhy ho ga to aap say naraz nahi honge aur dua denge aap ko
      InshaAllah

    • @abdulsamad9488
      @abdulsamad9488 7 років тому +2

      Malik Kamran mufti Tariq masood sahab ki masjid kaha hy

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому +1

      Abdul Samad North Nazimabad pe hai masjid al-falahia.

  • @smtouheed3863
    @smtouheed3863 5 років тому +1

    Mufti Zar wali andhe Muqallid hayn imam Abu Hanifa ke. Mufti Tariq Masood andhe Muqallid nahi hayn.

  • @nomaninshallahkhan5552
    @nomaninshallahkhan5552 2 роки тому

    Ap ko ulma ke khilaf bolane ke elawa koi oar kam be he ya nahe

  • @alquranofficial411
    @alquranofficial411 5 років тому +1

    مفتی طارق صاحب آپ آج کل پیداوار ہے بڑوں پر کلام مت کیا کجیے

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  5 років тому

      اول تو مفتی صاحب بھی اج کی پیداوار نہیں ہیں ۔ دوسرا یہ کہ بڑے جب اپنے بڑوں کے خلاف بولتے ہیں تو کسی حد تک بولنا پڑتا ہے۔

  • @marufansari668
    @marufansari668 7 років тому

    wirt k baare main tafisl batye fir rozo k bare main fir zakun k bare main is k liye tafsili jawab darkar hai na k sari sari taor par fast
    app ne jaldbaazi say kaam liya hai
    pura tasil bayan kare
    app say hum chote hai magr ekhtelaf dalil say mufassal bayan kare app

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Maruf Ansari yeh short clip hai ap Muftitariqmasood. com/bayans pe jaiyn tafseeli bayan mojood hain.

  • @umairkhan-bn7iu
    @umairkhan-bn7iu 6 років тому +1

    Itni tang narze to nhn islam m jitni zarwali khan sahab byan krte hain abhi tak pathar k. Dor m. Jee rahe hain

  • @mudassirrasheedofficial6081
    @mudassirrasheedofficial6081 6 місяців тому

    Mufti Tariq masood sahab Viloger hai 😂

    • @AhsanTv-f4i
      @AhsanTv-f4i 5 місяців тому +1

      Vloger of the century.
      By madaris

  • @shafiqueahamed8587
    @shafiqueahamed8587 6 років тому +1

    geebat kr rahe hain

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  6 років тому

      Gheebat ki taareef kisi sy maloom kar lo bhai

    • @shafiqueahamed8587
      @shafiqueahamed8587 6 років тому

      +Malik Kamran mufti tarique masood sahab unki tareef nhi burai kr rahe hain
      aur kisi k peeth peeche burai karna geebat hi kehlati hai

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  6 років тому

      Saheh farmaya ap ny....
      Bas kisi sy gheebat ki tareef poch k mujhy bata daina ap ko to sab pata h...

    • @shafiqueahamed8587
      @shafiqueahamed8587 6 років тому

      +Malik Kamran aap hi bata do mufti sahab

    • @muhammadrehan7668
      @muhammadrehan7668 5 років тому

      @@shafiqueahamed8587 mifti zarwali khan sahab bhi ikhtilaf krte hen or bht sakht lafzob me karty hen phir woh kya karte hen??

  • @islamicfactz1873
    @islamicfactz1873 4 роки тому +2

    طارق مسعود زرولی کے سامنے علم میں بچہ ہے

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  4 роки тому

      بہرحال اختلاف کا حق مفتی طارق مسعود کو حاصل ہے۔

    • @AbdulAhad-ul8vm
      @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому +1

      بالکل بلکہ زرولی خان صاحب کے سامنے علم میں یہ ابھی تک پیدا نہیں ہوئے ہیں

    • @AbdulAhad-ul8vm
      @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

      ​@@MalikKamran000بہر حال مفتی صاحب اپنی حیثیت کے مطابق بات کرے

  • @mudassirrasheedofficial6081
    @mudassirrasheedofficial6081 6 місяців тому

    Delete kroo is bayaan ko

  • @abuhuzaifaabuhuzaifa3409
    @abuhuzaifaabuhuzaifa3409 3 роки тому

    مفتی زرولی خان تک آپکا علم پھنچ بھی نھیں سکتا ....پھلے انکے دلائل سنے پھر رد کریں ..

    • @abuhuzaifaabuhuzaifa3409
      @abuhuzaifaabuhuzaifa3409 3 роки тому

      الحمد اللہ ھم ..انکے دلائل سے مطمئن ھے ...انکے دلائل زیادہ مضبوط ھے ....ھم انکو ھی فالوں کر تے ھیں ..انکو سترہ سال سے سن رھے ھیں اور آپکو بھی سنتے ھیں ...کوئ مقابلہ نھیں آپکا انکے علم کیساتھ ..وہ بحر بیکراں ھیں ......

    • @AbdulAhad-ul8vm
      @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

      زرولی خان صاحب کی جگہے تک پہنچنا ان کی سوچ سے بھی آگے ہیں

  • @ansarihaamid6142
    @ansarihaamid6142 6 років тому +3

    سارے اشکالات غلط ہیں مفتی زرولی خان صاحب نے نا تو وتر کو حرام کہا بلکہ خلاف سنت کہا ہے نا ہی اسٹروبیری کو حرام کہا ہے بلکہ نام کے مشابہت پر کہا ہے کہ زقوم جہنم کا خوراک ہے نام کے مشابہت کی وجہ نہ کھاے تو بہتر ہے اور ستہ شوال پر تو پوری کتاب لکھی ہے ۔لہذا اعتراض کرنے والے نے مفتی صاحب کا بیان سنا نہیں اسلیےُ یہ تہمت ہے

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  6 років тому

      # Witar ko akhri namaz banana mustahab hai or Mufti Sahab jitna zoar witar pe daity hain itna kisi mustahab amal pe daina samaj sy bahar hai....
      # stawbery --- Naam k mushabahat sy hukum sabit nai hota or ijmaa k khilaaf hai yeh bat
      # Shawal k rozy --- mufti sahab ny kitab bhi rozon k rad pe likhi h jab k muslim shareef ki saheh hadees is pe hai or ijmaa hai ulama e ahnaaf ka is masly pe

  • @salmanbaloch2208
    @salmanbaloch2208 6 років тому

    طارق صاحب مفتی نهے ہے

  • @Memon1992
    @Memon1992 5 років тому +2

    لا حول ولا قوة الا بالله
    انا لله و انا اليه راجعون
    قرآن کی تفسیر، بخاری شریف اور اکابر علماء حق کے بر خلاف من گھڑت بیان بازی۔۔۔
    اللہ تعالی ایسی کم عقلی اور کج فہمی سے امت کی حفاظت فرمائے

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  5 років тому

      is bayan main mufti shb ny akabir ka he maslak bataya hai jis k khilaaf mufti zar wali khan shb amal kr rhy hain /
      yaqeenan ap k comment bayan suny baghair howa hai

    • @Memon1992
      @Memon1992 5 років тому

      @@MalikKamran000 Dono baate aap ne apni taraf se kahi, galat hai bhai, aap kuch waqt dekar pehle baat samajh lijiye

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  5 років тому

      @@Memon1992 bhai main ny jo samjha wahi bola hai ab ap he asal samjha dejiay

  • @aashiqfaisal2203
    @aashiqfaisal2203 6 років тому +1

    Tariq masood ki bat jamhoriyat jaisi byZar wali khan sb 1 hi hai par Haq par hain Saare gadhe mante hain is liye o nai mane

  • @mdmujahid4329
    @mdmujahid4329 3 роки тому

    مفتی زرولی خان صاحب رحمۃ اللہ علیہ نے جو مسائل بیان کئے ہیں انہوں نے دلیل پیش کی ہے
    آ پ انکا ہمیشہ مسئلہ ردکرتے ہیں
    آ پ اگر واقعی مفتی ہیں تو آ پ انکا مسئلہ دلائل سے ردکر یں مہربانی ہوگی

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  3 роки тому

      اگر آپ بیان دوبارہ سنیں تو مفتی صاحب نے دلائل پیش کیے ہیں ۔
      اجماع بذات خود ایک دلیل ہوتی ہے۔

    • @mdmujahid4329
      @mdmujahid4329 3 роки тому

      ہمارا کہنا ہے کہ مفتی زرولی خان صاحب رحمۃ اللہ علیہ نے جو دلائل دیے ہیں پہلے انکو رد کر ے پہر اپنے دلائل پیش کریں
      حضرت مفتی زرولی خان صاحب کا بھی یہی کہنا تھا

    • @AbdulAhad-ul8vm
      @AbdulAhad-ul8vm 2 місяці тому

      زرولی خان صاحب ان کے سوچ سے بہت آگے ہیں

  • @loveforeveryonelove6341
    @loveforeveryonelove6341 7 років тому

    agar tum bahot barry alim ho tu torra imat kar or jaki munazira karlo

    • @MalikKamran000
      @MalikKamran000  7 років тому

      Bhai is main munazray ki kia baat hai or Aj tak koi aisa munazra howa hai jis main kisi fareeq ny apni haar man li ho,
      Hamara nuqta sirf yeh hai k yeh kuch masail main mufti zar wali sahab hamary nazdeek jamhoor ulama k khilaaf hain.
      Baqi Mufti Zar wali khan shb ki azmat or ilme deen ki khidmaat ko ham bhi manty hain