R134a ka oil z premium oil hota hai jise poliyaster oil ke naam se bhi jante hain R600 ka oil markit me available nahi hai to agar kabhi 600 ke compressor men oil change karna pade to 134a ka oil dalkar r600 wale compressor me 134a gas dal denge ok
@@kareemtechnicalmind8172 Mere pass enough money heni hai sikhne ke liye but apka video se kuch to sikh paunga so thanks a lot I'm so grateful to you 🙂 ❤️
Super video bhaiya 🙏🙏🥰
Good 👍
Sir ac ke blower fan motor ki hwa Apne aap up down Kyun Hoti hai es pr bhi jroor koi video bna Dena
sir 134A me kon sa oil charj karte
Sair hum ek r600 mecine me zed plus oil de sakte kya pls bataye
Nahi kyun ki isspe likha hota hai only R22 Z premium daliye
Sair r600 oil ki jayge par r134 oil de sakte keya
Ha de sakte hain aur gas bhi R134 dalenge
Deep fridge me fridge ki filter laganese Kam karega Kya sir
350 leter se kam hai to fridge ka filter hi lagaya jata hai
400 ya 500 leter ka hai to bada wala filter hi lagayenge
Sir kya Hamm frize ki moter se purana oil nikaalne ke Baad CTC se bhi moter Ko Ander se wash kr sakte hain ya oil se hi wash krna chaiye
Sirf oil se saaf karenge
@@kareemtechnicalmind8172 sir Agr frize ki gas charg kren or frize ke Ander thodi bohat CTC reh jaye to kya kya problem ho Sakti hai
Compressor ke liye harmful ho sakta hai
sir oil ka name bata do 134a ka or R600 ka
R134a ka oil z premium oil hota hai jise poliyaster oil ke naam se bhi jante hain
R600 ka oil markit me available nahi hai to agar kabhi 600 ke compressor men oil change karna pade to 134a ka oil dalkar r600 wale compressor me 134a gas dal denge ok
sir , ac ka pura kam sikhna hai kase sikhu ?
Kuchh maheene men institute kholne wale hain batayenge aap ko
@@kareemtechnicalmind8172 apka video nehi hai ac sikhne ke liye ?
Ac ka poora corse hai chainal pe play list me jake dekh lo
@@kareemtechnicalmind8172
Mere pass enough money heni hai sikhne ke liye but apka video se kuch to sikh paunga so thanks a lot I'm so grateful to you 🙂 ❤️