@@techjaliya ha Kya aap usko kese chalana hai us par vedio bana dijiye actually hum Delhi mein rehte hai aur vo gao mein to unhe abhi iske use ka nahi pata to aap pls bana diniye Taki mein unhe aapki vedio bhej saku😃😃
Thanks so much.Sir Ye Aur Batao ki Banner printing ke liye Kis formate me bhejna hai Aur Kis Formate me Bhejna Sahi Rahega.As-PDF,JPEG ya Other Plz Batao.Fir me Banner Printing ke liye bhejunga.
Your graphic designer videos are very helpful for making career . But Sir aap iske liye ye batay ki iska marketing knowledge kaise le yani ki party se kaise deal karein. Iske liye aap ek video banaye Sir please. It is request.
you probably dont give a shit but if you guys are stoned like me atm you can watch pretty much all the latest series on instaflixxer. Been streaming with my brother for the last few months xD
Sir mai jo size corel draw me banata hu vo me banata hu feet mai lekin jab mai ise proper export kar leta hu or jab print karta hu to vo uski actually size me nhi nikalta or uske dono side bhi marzin sahi se nhi rahta please sir battayiye mene abhi abhi ye kam chalu kiya hai
Bhaia Mera ups lagaga 1pice or backup 1ghonta r app bolheya ji price kitni ha r konsi company acha hoga may Kolkata sa bolraha may naya machine leya ha Konica 512
@@techjaliya sir Mai Ayodhya Faizabad se hoon muje bhi flex printing machine lene hai to Mai kaha se loo aur konica512 ya Konica 512 i .sir konica512 me bahut Sara model search karne par aa Raha hai isme se Koon sa loo full detail model ke bataye
bhot he acha sar vido mrra man me aya bat chal rahaat tha
bhaieya boht acha smjhate hai aap♥️
Thank you jai bhai
V nice vedeo and your work...
very nice a knowledgeable video thanks
Shukriya bhai
Gjv yar
Shandaar bhaiya
Thank you very much
Achhi lagi video
Thank you sir
Sabse best machine kaunsi hoti h flex printing ke liye?
Vk enterprize ka
Neptune
Sir ye kitne ki machine hai
8 lac
Poster तैयार करने के लिए कौन सी software का use करते है, comment में हमे बताओ।
Coreldraw
Thank you
Is machine se vinily print bhi hota hai kya
Ji
good
pahelibar dekha thx
Thank you sir
Print ke liye konsa paper use hota hai pls name batao
Ye to mere chacha ji ki machine jaisi hai bilkul😁😁😁
Ha hogi zarur kai logo k pass hai
@@techjaliya ha Kya aap usko kese chalana hai us par vedio bana dijiye actually hum Delhi mein rehte hai aur vo gao mein to unhe abhi iske use ka nahi pata to aap pls bana diniye Taki mein unhe aapki vedio bhej saku😃😃
@@techjaliya aur isme designing ke bare mein bhi batayega
Ji maine aur bhi video banai hai ispar aap dekhiye. Waise bahraich me kaha par lagi hai mahine aapke chacha ki
@@techjaliya behraich mein chatra mod hai jaha balbhadra college hai vahi par 😃😃
Sir, 4 color printer suggest nahi kiya aapne production purpose ke liye.... Jisme hum color labels wagera nikaal sake ....
Sir hadleberg ki aati
Sir
Xerox fsma better hoga ya ......
Khud hi separately Liya achha hoga
Sir fsma best rahega company service karegi ink degi wo sahi rahega
Mast hai Bhai...
Thank you very much sir
Thanks so much.Sir Ye Aur Batao ki Banner printing ke liye Kis formate me bhejna hai Aur Kis Formate me Bhejna Sahi Rahega.As-PDF,JPEG ya Other Plz Batao.Fir me Banner Printing ke liye bhejunga.
Sir aap kisi jagah se print nikalwate ho to aap sirf design cdr file de dena baki wo sab kar lega
Price kiya hai machine ka
क्या मोबाइल से बनाया हुआ पोस्टर बैनर प्रिन्ट हो जायेगा
Hum flex printing machine lagvane ka plan kar rahe he to low budget me Konica ki kaunsi machine sahi rahegi...
Sir konica 512 7 lakh k kareeb hai but abhi na le pahle halat sahi ho jaye tab le
Sir poster ko Ghar ki diwal par kaise chipkay please bataona
Ok
सर ये Konica menolta 512 चाइना है या इंडियन प्लीज़ गाइड कौन सी सही रहेगी
Ji sir ye chaina ki hai. But sir ye best hai
Sir maine pixellab me flex Banaya hai kya mai phone se print ho sakta hai
Bhai ji ismein hamein design ke liye kaunsa software lena hoga?
Sir corel draw
Sir, yeh machine konsi company ka he? Konica 512 bolega to iska model, body brand konsa he ..(allwin , colorjet, blue print ......)
Lotus, conika 512
प्रिंट मशीन से प्रिंट निकालने का कितना स्क्वायर फिट चार्ज होता है फ्लैक्स या कोई भी डिज़ाइन करने का प्राइस छोड़कर ?
Sir 8 rupye 9 rupye 10 rupye 12 rupye jaisa aapko sahi lage itne me se koi bhi charge kar sakte ho
@@techjaliya Thanks fir reply sir ....
Your graphic designer videos are very helpful for making career . But Sir aap iske liye ye batay ki iska marketing knowledge kaise le yani ki party se kaise deal karein. Iske liye aap ek video banaye Sir please. It is request.
Sir iske liye aapko do char mahine kisi printing press par kaam karna padega
you probably dont give a shit but if you guys are stoned like me atm you can watch pretty much all the latest series on instaflixxer. Been streaming with my brother for the last few months xD
@Cory Cade Yup, I have been watching on Instaflixxer for months myself :)
Kisi ko bhi agr second hand machine chahiye to muhje contact kare jiski price 300000 hai....
Sir mai jo size corel draw me banata hu vo me banata hu feet mai lekin jab mai ise proper export kar leta hu or jab print karta hu to vo uski actually size me nhi nikalta or uske dono side bhi marzin sahi se nhi rahta please sir battayiye mene abhi abhi ye kam chalu kiya hai
Bade bhai per square feet painting pe kitni lagat aati Hai or second star media pe
Sir 8 se 10
Mera sirf offset machine he, kya me flex machine chala pau??
Ink ka adjustment kaise karte he? Plz bataye..
Sir jab aap purchase karenge to engeenior sab batayega ha agar aapke city me iska kaam zyada ho to
@@techjaliya iske matlab, chalana asaan hai??
@@soifali1422 yess bahut
Iske liye Konsa computer course karna hoga
Dtp
Bhai aap kaha se ho
Ji bataiye kya help kar sakta hu
बहुत ही शानदार प्रस्तुति सर जी
Shukriya aaseen bhai
Bahot achha video hai bhaiya
Shukriya bhai
Great 👍 bhai
Thank you bhai
Ser aap banner banane ke liye page ki size kitna liye hain
Sir feet me lete hai waise inc. Me bhi le sakte
कौन सा सॉफ्टवेयर से डिजाइन करते है सर
Bhai aap se kuchh puchhna tha plz reply me bhai please
Thank🌹 you
Bhai u have all printing machine it's nice
Bhayya jii shandar ek baat ponchni thi aap jab machine kharidne par operate karna batate heina
Ji sir
Yes 3 days engineer training
Bainar par kon sa pen use kre jisse likhne me aasani ho
Very Nice vedio
Thank you sir
Sir konika ya Xerox Naya konsa lelu
Xerox
Nice 👌👌👌
Ryp kaise krte hai - ULTRA PRINT SE 🔥🙏
Sir printing ke liye tif file bhejte hai na ki jpg
Sir tif aur jpeg dono bana sakte hai
Sir mujhe ye kam seekhana he apse kese samprk karu
Ji bataiye
Vaiya mujhe ye batao ye new machine ketne ka lega.
Sir 8 lakh ki aati hai
धन निरंकार जी
Very nice bro
Thank you sir
👌👌👌👌👌👌👌
Nice
Thank you
@@techjaliya kiya ya may seek sakta hon
Sir tum monthly kitna kama lete ho is mai 🙏
20 bhi 30 bhi 50 bhi
Good
Good information
Bhaia Mera ups lagaga 1pice or backup 1ghonta r app bolheya ji price kitni ha r konsi company acha hoga may Kolkata sa bolraha may naya machine leya ha Konica 512
Sir ups iske sath me kaun sa diya tha
3 kv is perfect for 1 hour backup....price aprox 55000
Flax bod ke size ke bare me bataiye ki kon kon size me bana sakate hai or hight or wight Kitna le sakate hai
Ok sir
Bhai shikhana h sikhao ge
Sir Mai bahut confuse ki kaun se company ki machine loo . please help me .
Sir konica 512
Konica 512i lo per hour 1000 sq feet nikalegi
Thanks for sharing🙏🙏.
Very good
Thank you sir
Sir flex printing pe kitni lagat ati hai apni machine se
Second star or FL media use karne par per square feet ki
Sir 4 rupye
Media + ink+ labour+ light = 2.50 rs per sqft
is job pane ke liya kya karna padega sir
Nice sr
Hamare pass bhi achi machinehe avigna rtr he solvent or uv he
Sir. This machine s mantanance ka video bana y header&full machine
Ok sir koshish karta hu
Boss kharcha kitna aata h 10 feet ka
1 inch mota benar konsa hota h hard wala
BL
Kya hum mobile phone par banaya hua banner print kar sakte he
Ager clear aur HD hoga to print ho jayega
Bhai.... Kya rate me print hota price bataiye sir ji pls
Sir 8 se 14 rupye squre feet k hisab se rate chalta hai
@@techjaliya thanks bhai
Esme profit kitne percent hai?
Sir rate par depend karta hai jaise rate laga le
Bhai Kam thoda slow he aaap ka thoda fast karoo
Ok sir
@@techjaliya Aap ke number send karo
Sir e pura sikhne ke liye kya kar sakte he
Sir mujhe ye machine chahiye for work kha se kharidna he please btaya
Ser visiting card ko bhi jpg file main save karna hota hai
Nahi sir
Thank you ser batane ke liye
Sasti wali ni milti hai kya
Work sahi se nahi karegi
सर आपने बीड़ी के बारे में नहीं बताया बीड़ी का कागज कहां छपता है और किस रेट में छपता है सर इसकी जानकारी दीजिए
Sir pata kar raha hu usi kagaz k bare me
@@techjaliya OK sir
Rexine Printing isme hi hoti hai? Bhai details chahiye..🙏
Nahi sir
Poster ya banar design konsa software me hota iski upar video full tarika se deka do plz.
Sir corel draw me banta hai
Is machine ke bare me kaise aapse contact karu sir?
Sir main sale nahi karta aap is machine ko Google Search kariye aapko dealer ka no mil jayega
Smart sir.
Main top software h
Rip file wala
Thank you sir
Welcome sir
👍👍🙏🙏
Pata he kaam kiya he bhai mene
Muze jankari do 7066269281
Kya
@@gufranaziz8391 machine ki
Sir kya machine emi par milti hai
Sir ye dealer batayega
Sir mujhai apni brand Ka print karwana hai led jhalar Ka kot Ka dabba mai
Sir aap kaha se ho
Sir pura kharcha kitana lagta hi
Sir 8 lakh
ok
Ap kaha se sikhana h
Sir ye printing mashin konse company ka hai
Sir konica 512
Konica512.. head aata h...but fullset Ka brand kya h..
Bhai ap Ka mbr sahia
मुझे भी प्रिंट करना है मै प्रिंट करने के लिए कहा भेजे
Sir aapke city me to hoga
Sir मुझे नही पता है की मेरे city me kha है मै अभी अभी एक दुकान खोल हु (छ.ग) रायगढ खरसिया
Isme kitne size ka flex print kar sakte hai
10×20
Banner champ dijyega
file format kon sa Lena Hai?
Tiff file ya jpeg
Bhai traning kha dogau
Agr digital khole to kitana kharcha lagata he
Banar or poster banana hai order kause de
Video banauga
Sir mujhe bhi same machine lene hai please help kare aur kha se le
Ji bataiye
@@techjaliya sir Mai Ayodhya Faizabad se hoon muje bhi flex printing machine lene hai to Mai kaha se loo aur konica512 ya Konica 512 i .sir konica512 me bahut Sara model search karne par aa Raha hai isme se Koon sa loo full detail model ke bataye