Mera matric marksheet aur panjiyan me name galat h. Board ja kar thak gaya. Lekin nahi sudhar ho paya av tak. Koi upay h to bataiye. Jaan pahchan ho to. Bahut paresaan hu mai. Please reply
mere document m naam galat h mai ise sahii krwaana chata hun mera region purnea h ... ky mai ise patna m sahii krwa skta hu....... Q kii purnea m bahoot dikkat kr raha h....
Sir please advice dijiye. 12 th registration me mother name NILAM DEVI hai aur b.ed and ctet me NEELAM DEVI hai. Isse koi problem bhi aa sakti hai teacher job me.
Inter ka special exam diye the 2019 mein uska moolcertificate abhi tak nahi aaya hai . Aur board office mein record bhi nahi batata hai kya karein aapke pass koi solution hai sir
Hello sir🙏🙏 mai Bihar se 2008 me 10th ka exam diya tha mere registration me mere name me space nahi hai or father name me space hai or jab marsheet or original certificate aaya to mere name me space hai or father name me space nahi hai or 12th or graduation me dono ke name me space hai .....10th ke registration or mark sheet, original me candidate name ,father Name me space karna chahta hu kaise hoga plz batayi🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
उमेश भाई कब तक के डॉक्यूमेंट्स को सही करवा सकते हैं मेरा भी नाम गलत कर दिया गया है बोर्ड के दवारा मैने 2013 में ही परीक्षा दिया था अब क्या सही हो सकता है
Board office Jake pata kare rasid diya hoga na. Aur kya aap mujhe pura process bata sakte hain sudhar karwane ka please main bahut presan hun help kijiye 🙏 mujhe bhi 10th ka sabhi documents me father name thik karana hai
सर मुझे मैट्रिक के रजिस्ट्रेशन, मार्कशीट, प्रोविजनल सर्टिफिकेट सब में डेट ऑफ बर्थ चेंज करवाना है तो एक ही फॉर्म फॉरवर्ड करने से हो जाएगा ना और फॉर्म में कैसे भरेंगे ये बता देंगे प्लीज
Meri pahchan ka to I'd bana liye hai hum par ek user id aur passward dalne Pe khul jata tha par ab nahi khul Raha hai ragister likh raha hai ab ration ka id login nahi ho rahai hai sir
Sir mera 2020 me hi चालान कट गया हैं और अभी तक फोटो सुधार नहीं हुआ हैं 2022 me new rule ke अनुसार res-ummit bhi karaye uske bad bhi ye log hamko दौरा रहे हैं और बोलते हैं लोग सुधार हो जाएगा पटना मे फसा हुआ हैं। हम छपरा क्षेत्रीय कार्यालय मे जमा किए थे ।please Mera help kijia sir ham kya kare. Please reply
Sir me 2015 me metric pass kiye h lekin mere papa ke nam me Ray ke jagah Roy kar diya h pura document me kya mera pura document change karna parega kya iske liye kya karna hoga sabse pehle sir
सुधार करने के बाद कितने दिन बाद ओरिजिनल सर्टिफिकेट कितना दिन बाद आता है
Mera matric marksheet aur panjiyan me name galat h. Board ja kar thak gaya. Lekin nahi sudhar ho paya av tak. Koi upay h to bataiye. Jaan pahchan ho to. Bahut paresaan hu mai. Please reply
sir 10 or 12 ka marksheet nikalna hai to do, affidavit lgega ya ek
sir plz btaye
Form download nahi ho raha hai aap PDF description me dal dijiye
Documents sudhar ho jane ke bad, Documents ko kaise prapt kr skte ya receive krne ka process kya kya h ??
मेरा 10 और 12 पूरा document ही खो गया है कैसे निकले गा क्या प्रोसेस है
😅😅😢😢😢
हमको मार्कशीट और मूल प्रमाणपत्र में गलत हैं दोनो को एक साथ सुधारने के लिए 1 ही आवेदन में होगा या दोनो का अलग अलग आवेदन + येपीत डेबिट करना होगा
Sir Maine intermediate 2018 me passout huyi or 12th ka marksheet correction 2023 me karwayi to mera passing year kya hona chahiye. 2018 ya 2023
Marksheet dusra niklwane me kitna time lgta h plzz bta digiye sir
Sir 2015 me matric aur 2017 me inter 2020 me graduation to fir sir sab me change ho jayega
Bihar Intermediate education council, Patna se 1995 me i.sc. Kiya tha . Mera collage jharkhand me hai to Mera riginal office Kahan hai batayen ?
2014 me matric pass h lekin marksheet me English me marks thik karwana tha kaise hoga
Kya EK baar mein hi Inter aur matric Certificate correction Kar sakte hain
Nahi
Pahle metric ka hoga FIR bad mein inter ka hoga
Sir online aply karna hai ya off lin
Affidavit jo karwayenge wo alag se yaa yahi jo affidavit download krenge usi paper me ho jayega
mere document m naam galat h mai ise sahii krwaana chata hun mera region purnea h ...
ky mai ise patna m sahii krwa skta hu.......
Q kii purnea m bahoot dikkat kr raha h....
Good morning sir
Sir ye kitne dino me correct hokr aa jayega
Sir 2003 ka matric cirtificate mein minor correction karana ha fathers name mein spelling sudharna hai abhi 2024 mein correction ho payega kya
भाई कोई बतायेगा क्या ki certificate sudharwane ke bad issue date badal jata h ki nahi please
Mujhe bhi pta karna hai ye
@@bihar.uppcsmaker4895ji badal jata h
Badal jata h
Competition ka from bharne me bhi problem hota h purana wala hi bhrna pdta h
Important Information Umesh Ji
Sir please advice dijiye. 12 th registration me mother name NILAM DEVI hai aur b.ed and ctet me NEELAM DEVI hai. Isse koi problem bhi aa sakti hai teacher job me.
माता के नाम से कोई दिकत नही है बस पिता का नाम सही होना चाहिए
Kitna din me nikal jayega
Mere inter ke original certificate me father ka name ka edit nahi kya father ka name edit ho jayega
Sir affidavit m pahle wala hi name likhenge kya Jo marksheet m hai abhi
Sir kitne dino me correction ho jayega?
Original aur duplicate marksheet same hota hai ya unme koi antar bhi rahta hai
Affidavit me kahi ke bhi Judge se sign krwa skte hai kya?
Certificate issue karvane Mein Kitna cost lagega aur affidavit kitne rupaye ka Banega
Mai Buxar distric se hu. mai inter pass out 2012 se hu. mere admit card, marksheet, certificate me college name galat hai. kya 3 form bharna padega
Ho jayega sahi
Sir in dono documents ke sath or kya lagana padega.
Sir mera certificate ur marksheet kya chrome se download kar sakti hu kya
1 month hogya sms nahi aaya hai to kya kare plz reply me
Mera inter correction ka rasid kat gya h ab online kaise track kre ki parman patra taiyar hua ya nhi
Inter ka special exam diye the 2019 mein uska moolcertificate abhi tak nahi aaya hai . Aur board office mein record bhi nahi batata hai kya karein aapke pass koi solution hai sir
Father's Name me spelling correction ke liye 2-2 affidavit mang Raha h muzaffarpur me, ek apna ek father ke nam se
hmko bhi thik karwana hai bhai kuch puchna tha btaoge mera bhi muzaffarpur hi h hmko 10th me fathers name me spelling correction karana hai
Kasturba gandhi school wala form fill up kare. 👍👍
मेरा मूल प्रमाण पत्र पर फादर का नाम गलत है क्या सही हो जायेगा 2011 मे पास हुए
Mera regional office se resid bhi cat gaya our online status kase chek kare regional office bahut dur hai sudhar karwaya tha 10th ka
सर मेरा मेट्रिक इंटर B A iti का ओरिजिनल certificate चोरी हो गया है आप हेल्प कर सकते है
Form download nahi ho raha h.solution kya hoga
Hme name bhi sudhar karwana hai
Aur document bhi nikalwana hai keya kare
Mera matric me Ank patra and mul praman patra me nam sudhar karna to ek hi aplication se hoga.
Mera is saal ka inter ka marksheet m father's name main minor mistake hogya h woh kb shi hoga?
Sir kiya correction form ka print rangin nikalna hoga kii sada se v kaam chal sakta h
Mere intermediate certificate me rollno. Ka print dhundhla hai . Mera collage jhumritilaiya (jharkhand) me hai.
Nice information sir
Form download nhi ho rha h
Hm affadebit kra k rkhe hai sudhar k liye to wo use kr skte hai
ya phir se hmko niklwa k isme advocate ka signature krwana pdega?????
मेरा matric और inter दोनो का doc खो गया है और मुझे उसमे सुधार भी कराना है मैं पहले कौन सा काम करु plz बताए
Matrik
First viwe first like
Jo bihar ka student hai ve bhi sahi nahi karwa sakta hai kya bhai reply me🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir document ka pdf download nhi ho raha ek bar pdf ka video
Very good sir
Original jitana Kam karega duplicate wala sir
Sir koi form download nhi ho paa raha h plzz form ka pdf drive link de dijiyeh
Hello sir🙏🙏 mai Bihar se 2008 me 10th ka exam diya tha mere registration me mere name me space nahi hai or father name me space hai or jab marsheet or original certificate aaya to mere name me space hai or father name me space nahi hai or 12th or graduation me dono ke name me space hai .....10th ke registration or mark sheet, original me candidate name ,father Name me space karna chahta hu kaise hoga plz batayi🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
मेरा इंटर का करेक्शन सर्टिफिकेट का रसीद कट गया है लेकिन हम ऑनलाइन चेक करना चाहते हैं कि अभी सुधार हुआ या नहीं तो कैसे कर सकते hai
Bhaiya aap ka ho gya kya correction please btaiye
Mera v karana hai
2022 ka 12th ka document me correction karan ahai
Sir mujhe migration certificate banwana hai
Kaun sa document lagega
Plz reply??????
उमेश भाई कब तक के डॉक्यूमेंट्स को सही करवा सकते हैं मेरा भी नाम गलत कर दिया गया है बोर्ड के दवारा मैने 2013 में ही परीक्षा दिया था अब क्या सही हो सकता है
Ji ho gayega
@@shyamsunderkumar3068 Hloo suniye na plz mera mai chalan katwa li hu aur marksheet mil bhi gya hai aur docement kaise milega please thoda batiye na
Bihar board me Matric ka all document sudhar ke liye diye h
Sudhar hua ya nahin online kaise pata karenge aap kuchh
iske bare me bataiye
Aur khud se kaise download karenge marksheet
2022 me exam diye the
Board office Jake pata kare rasid diya hoga na. Aur kya aap mujhe pura process bata sakte hain sudhar karwane ka please main bahut presan hun help kijiye 🙏 mujhe bhi 10th ka sabhi documents me father name thik karana hai
Good morning Bhaiya big fan 🙏🙏🙏
Bhaiya kya document le ke jna hoga mera certificate me glt h please reply bhaiya
Thanks sir 🙏🙏 Love you so much video ♥️♥️♥️
बोर्ड ऑफिस से completed Reguest का मैसेज आ गया है मूल प्रमाण बनने दिये थे अव क्या करे
Kitna din bad complete ka message aaya tha
Sir kitne dino me sudhar ho jayega?
Lagbhag ek mahina
मार्कशीट में फोटो नही है, 2012 ईयर का, किस प्रकार होगा उमेश जी। Plz इनफॉर्म में
Ji ho gayega
Bhai mera na parents name me exachange h.। To kya ye sudhar skta h.।। Pplz rply🙏
Surname change ho jayega???
Sir jee formate download nahi hota hai
Nice thanks ❤sir
सर मुझे मैट्रिक के रजिस्ट्रेशन, मार्कशीट, प्रोविजनल सर्टिफिकेट सब में डेट ऑफ बर्थ चेंज करवाना है तो एक ही फॉर्म फॉरवर्ड करने से हो जाएगा ना और फॉर्म में कैसे भरेंगे ये बता देंगे प्लीज
Ho gay apka sudhar please batiye
Good morning
Hlo sir hm 2012 martic pass kiye h..mera marksheet gum ho gya h.kaise milega....😢😢😢😢😢
Sir ji ration card ka login id pahle wala jaisa same login nahi ho raha hai fir se register karne ke liye likh raha hai
Meri pahchan ka to I'd bana liye hai hum par ek user id aur passward dalne Pe khul jata tha par ab nahi khul Raha hai ragister likh raha hai ab ration ka id login nahi ho rahai hai sir
Man lijiye sir ji jo hum apply kar chuke hai ration card wo wala user id aur password se khulna chahiye hum yehi
sir bahut accha video high maybe ek youtube channel banaya home
Sir download nahi ho raha hai
Sir pdf format download nahi ho raha hai
12th ka certificate kaise milega sir 1996
Or abhi jharkhand me rahte h sir
To kaise certificate milega sir
Please Help me Sir
sir, correction formate download Nahi ho raha hai
Sir mera 2020 me hi चालान कट गया हैं और अभी तक फोटो सुधार नहीं हुआ हैं 2022 me new rule ke अनुसार res-ummit bhi karaye uske bad bhi ye log hamko दौरा रहे हैं और बोलते हैं लोग सुधार हो जाएगा पटना मे फसा हुआ हैं। हम छपरा क्षेत्रीय कार्यालय मे जमा किए थे ।please Mera help kijia sir ham kya kare. Please reply
2023 ka correction kab tak ho ga sir
Sir, how do I collect my documents after applied for correction?
Sir Mera intermediate aur graduation donon mein ek later ko aur add karna hoga name mein to yahi process hoga kya ismein bhi
Ji ho gayega
Kitna din me sudhar ho jayega sir
BSEB d.el.ed karne ke baad migration kaise le
Sir from download nhi ho rha hai
Mera matric ka photo nhi aya hai marksheet pe
Kab pass kiye hai
Bhai ye to jharkhand se jo bihar board kiya hai uska hai
Formet download nahi ho raha hai bahi
Matik experience nahi diya hai uska rijatkai se aayga
Sir me 2015 me metric pass kiye h lekin mere papa ke nam me Ray ke jagah Roy kar diya h pura document me kya mera pura document change karna parega kya iske liye kya karna hoga sabse pehle sir
Aapka sahi hua name
mera v same situation hai
Sudhar kitna din me hota hai
Matric all Documents me pahle se name hai kya All me sudhar ho sakta hai
Ji ho jayega
@@shyamsunderkumar3068 process bataiye please
Kiya glat hai
Aap khon se zila se hai
@@shyamsunderkumar3068 name change karna hai
Muzaffarpur se hai
Nice
♥️
sir dono form downlode nhi ho rha h soo
kaise kree downlode
Sir gazzete notification ke behalf par education documents me change hojayega
Hello please reply? Aapne kya sahi karwaya aur kaise?
मेरा मैट्रिक वाला पंजीयन कार्ड में bc1 हो गया जो कि होना चाहिए bc2 क्या या सुधरेगा सर जी
Kis year ka hai
Sir mera 10th ka mark sheet gum ho gaya kese nikale ga 2021 ka
sir 1991 ka marksheet kaise download kare
12 market sheet me gender galat hai