Bhai ye batao , yaar jab unit running hoti hai ye sanyo wali , tab kitna pressure hona chaiye r32 gas ka??? Aap 170psi bata rahe ho meter main, mere ac main vo banda 150psi hi charge karke gaya hai, bola ki 130-140 normal hoti hai. Can you confirm it please
Bahot badiya video banaya sirji bahot hi badiya
Badhia
Nice video bro
Bhai vaikum to kar diye hote
Self vaikum o bat nhi hoti h jo
Vaikum pamp se Karne me hoti h ....
Bhai bat rahe hoto sahi gyan bato bhai
Yes vacuum kr dya video long ho gya is lya nahi add kya ok thanks
@@A1KNOWLEDGEWORLD Ok bhai lge rahe ho
Gud jop
Good jio
Bhaijaan video me aapna pac keya tha vol sy agar vacum kart tu ya nhai karna padata bhai
sir vaccum is very important
Sirji same video 410 a ka bhi banaiye old pls
Bai, plz pumb down inverter ac must after select the ac "safe running mode/service mode"
Pumpdown se pehle manifold hose se air bahar nikalna tha.
Yes
Vacum bohat zaroori hai 32 aur 410mein ok
R22 nhai jo kart hojaya VACUM BHT ZAROORI HAI
Bhai swajing to kiye nhi pipe me jo ki sahi tarika hota h
No vacuum?
Sir inverter ac ko pump down karna hai
Room temperature 10 degree hai
Kaise hoga koi tips dijiye
10 degree kesa ho gya 16 se necha
@@A1KNOWLEDGEWORLD
Ac ka 16 se niche nahi aayega
Thandi ke mosam hai room temperature 10 hai
Kaise pump down karna hoga
Indoor me se sensor ko taping kardo ho jayga
Sir mera ac godrej 1.5 ton ka h or mjhe ac ki pipeline ki fitting change krani h toh kya hum apni r32 ki gas rok skte h koi khtra to nhi h
Rok skte ho
@@A1KNOWLEDGEWORLD Ha rok di thi kam b successfully ho gya Thanks bro
Bhai ye batao , yaar jab unit running hoti hai ye sanyo wali , tab kitna pressure hona chaiye r32 gas ka??? Aap 170psi bata rahe ho meter main, mere ac main vo banda 150psi hi charge karke gaya hai, bola ki 130-140 normal hoti hai. Can you confirm it please
130 sy 140 hota GASS
भाई R32 और R410A का प्रेशर मौसम के हिसाब से कम या ज्यादा होता रहता है
No vacuum
Ur doing not correct method to installation of of ac with R32A refrigerant
Why
Do you know what a vacuum procedure is?
I can't understand what he's saying
Open Outdoor Units
Vacuum to nahi Kiya vacuum ka jajuri nahi parta he
Kr dya tha video me nahi add kya
hm elerctrici8asn hai job hai kya b.tech eee ka 1 year exprience 9934542800