Fir se RFID card ki jankari. Ab tak to RFID card ki jankari kayi baar aap de chuke hain ye apke dedication to dikhata hai. Tha ks for this info again. Jai Mata di ❤🙏🏻
Jai mata di. Jis date ki registration ki hai usi din milega bhaiya rfid card? Aur ye rfid card kha pe check hota hai? Date ka next bhavan par darshan kar sakte hai?
Jai Mata Di agr humne yatra parchi online le li aur hum RFID counter per gye to wha kya online parchi walo k liye har center par alg line hai ya hume b bhid wali line me lg kr RFID card prapt krna pdega
Ayush sir, I've a query that if ---hum yatra ragistration mai ek saath 4 person ko register karte hai ,toh kya sabhi ko RFID card lene line me lagna padega ,ya phir pdf ke through kisi 1 ko hi sabhi ke (4)RFID de diye jayenge.
Jay Mata Di ... please reply me Mere Ghar Ke Ham Aaj Panch members Mata Rani ke Darbar Mein Ja Rahe Hain To Sar registration karte hue Yatra parchi Mein Ek Sath five candidates 5 tik Karen ya only 1 Registration to sabka alag alag kar liya hai
Bro. Ab ye app play store me aata nahi hai to konsa hor app hai wo bata sakte ho Dec ki ticket book hai. Maine bahut try kiya ab ye app nahi play store me aata hai
Jai Mata di.!! Bhaiya hum RFID collect karne k kitne time k bhitar yatra shuru karna h?? Aur agar Hume early morning 3-4 baje k bich me yatra shuru karna rahega to kab aur kaha se RFID le?? Because Yatra Registration Counter to 5am to 10pm Tak hi open h.. Kriyapa sahayata Karen .. Jai Mata Di
Bhai as per shrine board rule, appko apni Yatra start karne ke 6 hours pehle apna RFID Card Lena hota hai. So agar appne apni Yatra 3-4 baje start karni hai then firstly make sure jis date mein app yatra kar rahe hain ussi exact date ki registration karayein online aur app easily Banganga checkpost se apna RFID Card collect kar sakte hain because abb vahan par ekk dedicated counter hai Jo sirif online registration walon ke liye hii hai aur uski validity 24 hours ki hoti hai, app Banganga checkpost pe jayiyega vo counter open hii hoga. Jai Mata Di 🙏🏻
Jai mata di. Bhaiya ji online karne k baad bhi sabhi ko line me lagna hoga RFID card lene k liye,ya koi ek membar card lene ja sakta hai sabhi logo ka card...Btaye jarur
Jai mata di. Maaf karna bhaiya ji, Kahna ye h ki agar reply k liye waqt nahi nikalta apke liye to comment section band karde ji plz,kyu ki kisiko reply k liye etne din intzar krana thik nahi.🙏
Jai Mata di 🙏🏻. Need a clarification on Helicopter booking. I am planning to visit Mata Vaishno devi on 7th Feb 2024. When will the booking starts for this date?
Arush bhai maine apni I'd se ek bari me 5 logo ka ragistration kiya h to kya ab ragistration slip ke sath bhi hum 5 logo ko physically waha pe line me lagna hoga RFID card ke liye ya koi single person bhi sabka card le sakta h line me lag kar please confirm??
Nahi Bhai, Paper wali jo Yatra Parchi pehle milti thi vo abb permanently band ho chuki hai. Abb RFID Card milta hai appko, in short appki yatri parchi appka RFID Card hii hai. Jai Mata Di 🙏🏻
Jay matadi bhaia hamari ek request he jo ho sake to saineboard ko karo to bahut achha lagega jo ki ardhkumari me gharbhgufa ka bhi on line slot ho sakta he to jo senior helicopter me ate he wah log bhi darsan kar payege.
Haanji Sir shrine board ne to iski validity 6 hours hii rakkhi hai offline walon ke liye, par jo loog registration karake ayyenge unke liye benefit ye hai ki vo 24 hours mein kabhi bhi apna RFID Card le sakte hain. Jai Mata Di 🙏🏻
@@ashokpaliwal4945 Ye to appki baat ekdam sahi hai Bhai, par online registration walon ke liye jo Banganga checkpost pe jo counter hai vo open rehta hai so online registration wale vahan se apna RFID Card 24 hours mein kabhi bhi le sakte hain, kyunki vo counter online walon ke liye hii hai sirif. Jai Mata Di 🙏🏻
Bhai koi fyda nahi h online book krne ka aap besak isko kr lo line m apko jab bhe lagna padega wo apne camera se photo lenge to iska kooi fyda nahi hai online book krne k lie. 😂😂😂
Bhai par ekk faiyda zarur hai iska, vo hai appko 'TIME' ka faiyda, app 24 hours mein kabhi bhi jaake RFID Card le sakte hain, offline walon ko iss cheez ka faiyda nahi hai. Ye unke liye faiydemand hai jo 10 baje ke baad Katra pahonchte hain aur jinke registration already hua hota hai so unko subheh 5 baje ka wait karne ki koi zarurat nahi hai RFID Card counter par. Jai Mata Di 🙏🏻
Thanks for this information😊, we are going on 25 june
जय माँ वैष्णो देवी जी 🙏🏻🙏🏻🌹♥️ जय बाबा भैरव जी 🙏🏻🙏🏻🌹♥️
*🔱जय मातादी🔱*
*जय माता*
*🙏वैष्णो देवी🙏*
Nice.. video ☺️
Fir se RFID card ki jankari. Ab tak to RFID card ki jankari kayi baar aap de chuke hain ye apke dedication to dikhata hai. Tha ks for this info again. Jai Mata di ❤🙏🏻
Very useful video bhai. Jai Mata Di
जय माता दि 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏जय बाबा भेरोव कि जय 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jai Mata Di 🙏🙏
Bhut Acche Drsn kray h Ghr Bethe
Thanks bro for whole parchi information 🙏🏻🙏🏻🤗
Jay Ho Mata Rani maa Vaishno Devi ji ki Jay
Bhai rfid card k liye online registration yatra se 24 hrs pehle krna padta h ya hum 15-20 din pehle bhi online registration krke rfid card le sakte h
Jai maa vaishno devi ji 🙏
Jaimatadi
Jai mata di 🙏🙏👍👍🚩🚩🌷🌷🌹🌹
🙏 Jai ❤️ mata 🙏 di 🙏❤️
Jai mata di 🙏
Ayush bhai ye jo back ground mai song chal re hai muje bta do kya name hai ya fir link bhej do muje mil ni re hai
Jai Mata di....!!!❤🙏
On line का fayeda kaya jab counters pe line lagani pade fir waise hi le sakte h
Jai mata di ayeshji
Jai mata di 🙏💐
Jai mata di...☺️☺️
🙏🙏🌹🌹Jai mata di🌹🌹🙏🙏
Aayush ji new bebsaid Mata Vaishno Devi se registration parchi kaise download hogi book karne ke bad
Very nice jai mata di
*Jai Mata Di*
Jai mata di.
Jis date ki registration ki hai usi din milega bhaiya rfid card? Aur ye rfid card kha pe check hota hai? Date ka next bhavan par darshan kar sakte hai?
Agr do bndhe jaa re hai toh kya dono k liye alg alg register krna pdega?
🙏🙏 जय माता दी 🙏🙏
Jai maa vaishno devi 🙏🙏
Jai Mata Di 🙏
Jai Mata di 🙏 jai maa vaishno devi ki jai ho 🙏
जय माता दी 🪔🙏🛐
Sir raat 10 Baja ka baad me ve yatra
Parchi mela ge online karna sa
Jai Mata Di agr humne yatra parchi online le li aur hum RFID counter per gye to wha kya online parchi walo k liye har center par alg line hai ya hume b bhid wali line me lg kr RFID card prapt krna pdega
🙏 Jai 🙏 Mata 🙏 Di 🙏
जय माता दी🙏
❤ जय माता दी ❤
Ayush sir, I've a query that if ---hum yatra ragistration mai ek saath 4 person ko register karte hai ,toh kya sabhi ko RFID card lene line me lagna padega ,ya phir pdf ke through kisi 1 ko hi sabhi ke (4)RFID de diye jayenge.
Sabh ko line me lag kr photo khicwakr hi RFID card prapt kr paayenge !!
*Jai Mata Di*
@@gopalmajumdar7245adhar card mobile me hi dikha skte hai ya physical adhar card dikhan pdega ???
Hi,
Can i take just photocopy of adharcard?
Jai mata di sir
Agar ham online rfid card bnate h to counter se lena padega
Jay Mata Di ... please reply me Mere Ghar Ke Ham Aaj Panch members Mata Rani ke Darbar Mein Ja Rahe Hain To Sar registration karte hue Yatra parchi Mein Ek Sath five candidates 5 tik Karen ya only 1
Registration to sabka alag alag kar liya hai
Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di
Online and offline me best Kon Sa he. And Online se Kiya benefits he.please reply 🙏🙏🙏
😊😊😊😊😊😊
Kya ek online yatra parchi kafi hai for get 4 person RFID card??
❤❤❤❤❤❤❤❤
Yatra parchi not available show ho rha kya kare?
Kids ka b rfid card lena hoga kya
❤Jai mata di 🙏☺️
Bro. Ab ye app play store me aata nahi hai to konsa hor app hai wo bata sakte ho Dec ki ticket book hai. Maine bahut try kiya ab ye app nahi play store me aata hai
Rfid card lene ke kitne ghante baad tak yatra ker sakte hai please batiye.
Bhaiya government id card ma addhar Card number fill karna h kya please batao
Haa
Dost, Banganga check post ke additional counter ke bare mein bataiye, please.
Ji banganga gate pe ek counter banaya Gaya Jahan se aap RFID card le skate hai 24 hr
We are 6 members so we can register online for yatra ?
Jai Mata di.!!
Bhaiya hum RFID collect karne k kitne time k bhitar yatra shuru karna h?? Aur agar Hume early morning 3-4 baje k bich me yatra shuru karna rahega to kab aur kaha se RFID le?? Because Yatra Registration Counter to 5am to 10pm Tak hi open h..
Kriyapa sahayata Karen ..
Jai Mata Di
Jai mata di 🙏
Mera bhi yehi same question hai plz help kare?
Bhai as per shrine board rule, appko apni Yatra start karne ke 6 hours pehle apna RFID Card Lena hota hai. So agar appne apni Yatra 3-4 baje start karni hai then firstly make sure jis date mein app yatra kar rahe hain ussi exact date ki registration karayein online aur app easily Banganga checkpost se apna RFID Card collect kar sakte hain because abb vahan par ekk dedicated counter hai Jo sirif online registration walon ke liye hii hai aur uski validity 24 hours ki hoti hai, app Banganga checkpost pe jayiyega vo counter open hii hoga. Jai Mata Di 🙏🏻
@@sampaghosh5655 Ma'am ekk baar app bhi comment read karlijiyega. Jai Mata Di 🙏🏻
@@Rish_95 Thank you jai mata di 🙏
@@sampaghosh5655 Your welcome, Jai Mata Di 🙏🏻
bhai mere mummy ke aadhar pe wife of likha he lekin booking me fathers name pooch raha kya karu
Mera travel agency hay.. Main kaise 20 devotee's ka yatra parchi kar paunga??
Bhai kya jinhone online registration karaya hua hai unki alag se line lagti hai RFID Card ke liye
Ayush ji pahle jab RFId shuru hua tha tab to 6Hour ke under banganga pahuchana hona tha ab kiya time bd gya h
Abhi bhi vohi timings hain, 6 hours ke andar appko Banganga checkpost cross karna hota hai. Jai Mata Di 🙏🏻
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Saturday Podcast?????
Kitne din phle krna prta hai
Can we return rfid card at railway station??
Registration 1 month pehle b kar skte hai ya 24hrs pehle hi hoga?
24 hours from? the date of registration? ya date of visit jo daali hai?
date of visite daali jaati hai bhai
Bhaiya Prasad booking kya hai??? Batao
Jai mata di.
Bhaiya ji online karne k baad bhi sabhi ko line me lagna hoga RFID card lene k liye,ya koi ek membar card lene ja sakta hai sabhi logo ka card...Btaye jarur
Jai mata di.
Maaf karna bhaiya ji,
Kahna ye h ki agar reply k liye waqt nahi nikalta apke liye to comment section band karde ji plz,kyu ki kisiko reply k liye etne din intzar krana thik nahi.🙏
Jai Mata di 🙏🏻. Need a clarification on Helicopter booking. I am planning to visit Mata Vaishno devi on 7th Feb 2024. When will the booking starts for this date?
Abhi sirf jan kaa open huya hai jab feb kaa open hoga to video me infomation mil jayega
🙏 Hey 🙏 maa 🙏 vaishno 🙏 devi 🙏 apna 🙏 pyar 🙏 Aashirwad 🙏 sadaiv 🙏 banane 🙏 rakhna 🙏 maa 🙏🙏
Arush bhai maine apni I'd se ek bari me 5 logo ka ragistration kiya h to kya ab ragistration slip ke sath bhi hum 5 logo ko physically waha pe line me lagna hoga RFID card ke liye ya koi single person bhi sabka card le sakta h line me lag kar please confirm??
Sabko ek ek karke line mein lag ke RFID card Lena padega
Sir, agar 5 se jyada log ho toh ?
Bhaiya yatra parchi ab hoti hai ki nahi
Nahi Bhai, Paper wali jo Yatra Parchi pehle milti thi vo abb permanently band ho chuki hai. Abb RFID Card milta hai appko, in short appki yatri parchi appka RFID Card hii hai. Jai Mata Di 🙏🏻
Aadhaar card chal jayega kya
Do I need to carry RTPCR corona negative report?
No
Website open kyu nhi ho rha 2-3 dino se...
ऑनलाइन registrain जरूरी h kya या वही से कर सकते h
Yaha pr aaker bhi aapko counter se yatra k liye RFID card prapt ho jayega
*Jai Mata Di*
Sabko line me q lagna online parchi se koi ek ja kr le sakta hai RFID card??
Sabko ek ek karke line mein lag ke RFID card Lena padega
Mera pass aadhar card h bus to ussa ho jayaga
Haa ho jayega Jai Mata Di
Jay matadi bhaia hamari ek request he jo ho sake to saineboard ko karo to bahut achha lagega jo ki ardhkumari me gharbhgufa ka bhi on line slot ho sakta he to jo senior helicopter me ate he wah log bhi darsan kar payege.
Mere ho hi nhi rha hai
RFID card lene ki timing kya hoti hai
Not registered bta rha hai
Sir agar 5 se jyda book karni h to???
Ek slip pe 5 ki hogi FIR aap agale slip pe 5 ki kar lijiye
@@TRAINRAIDER kya vaishno devi me roller coaster hai bhawan tak
Rfid card kahan return hota h
एक साथ दो लोगों का भी रजिस्ट्रेशन कर सकते हैं क्या
Sir app ekk account se 5 loogon ki registration kar sakte hain. Jai Mata Di 🙏🏻
Bhai children kaa bhai karna hai kya?
Agar aap ka baccha 5 sal se upar ka hai to
@@TRAINRAIDER sir, katra se ardhkuvari pedal jaane main kitna time lagta hai?
Booking ko cancel kaise kare
Jab online RFID book nahi ho sakti hai to ye video?
Id banti hii nahin
Bhid kitni hi ji
आरएफआईडी कार्ड क्या 6 घंटे के लिए ही मान्य होता है
Haanji Sir shrine board ne to iski validity 6 hours hii rakkhi hai offline walon ke liye, par jo loog registration karake ayyenge unke liye benefit ye hai ki vo 24 hours mein kabhi bhi apna RFID Card le sakte hain. Jai Mata Di 🙏🏻
@@Rish_95 लेकिन आई आर आई डी कार्ड तो सुबह 5:00 बजे से रात 10:00 बजे तक मिलता है
@@ashokpaliwal4945 Ye to appki baat ekdam sahi hai Bhai, par online registration walon ke liye jo Banganga checkpost pe jo counter hai vo open rehta hai so online registration wale vahan se apna RFID Card 24 hours mein kabhi bhi le sakte hain, kyunki vo counter online walon ke liye hii hai sirif. Jai Mata Di 🙏🏻
@@ashokpaliwal4945 So online walon ke liye Banganga checkpost ka faiyda haina Sir. Maa Bhagwati appki yatra mangalmay banaye! Jai Mata Di 🙏🏻
@@Rish_95 how do you know, I called the shrine board helpline and they such no such counter has been set up
Bhai koi fyda nahi h online book krne ka aap besak isko kr lo line m apko jab bhe lagna padega wo apne camera se photo lenge to iska kooi fyda nahi hai online book krne k lie. 😂😂😂
Bhai par ekk faiyda zarur hai iska, vo hai appko 'TIME' ka faiyda, app 24 hours mein kabhi bhi jaake RFID Card le sakte hain, offline walon ko iss cheez ka faiyda nahi hai. Ye unke liye faiydemand hai jo 10 baje ke baad Katra pahonchte hain aur jinke registration already hua hota hai so unko subheh 5 baje ka wait karne ki koi zarurat nahi hai RFID Card counter par. Jai Mata Di 🙏🏻
जय माता दी❤
Jai mata di
Jai Mata Di🙏🙏
Jai mata di 🌷🙏
Rfid card lene ke kitne ghante baad tak yatra ker sakte hai please batiye.
Jai mata di ji ki 🙏❤🙏
Jai mata di
Jai Mata di 🙏🏻