Це відео не доступне.
Перепрошуємо.
Kabootar Ke Lakwe Ka ilaj ।। कबूतर के लकवे का ईलाज 100% ll by tikamgarh pigeons
Вставка
- Опубліковано 19 кві 2024
- Kabootar Ke Lakwe Ka ilaj ।। कबूतर के लकवे का ईलाज 100% by tikamgarh pigeons
dosto hamne aapko is video me btaya hai ki kaise aap apne lakwa kabutar ya fir kabutar ki gardan tedi ho jaaye to kese aap use thik kar skte hai bahut hi aasani se vo bhi Kam peso me agar aapko video achi laggi ho to like kare or agar aap hamare channel pe pehli baar aaye hai to subscribe karna na bhule...
thanks for watching
your queries
kabootar ke lakwe ka ilaj
kabutar ke lakwa ka ilaj
kabutar ke lakshan
kabutar ke lakwa ki davai
kabutar ka lakwa ki medicine
kabutar ke lakwe ki goli
kabutar ka lakwa ki bimari ka ilaj
kabutar ka lakwa ka injection
kabutar ke lakwa ki Desi dawai
kabutar ke lakwa ka best ilaj
#kabutar_ke_lakwa_ka_ilaj
#kabutar_ki_gardan_tedi
#kabootar_ka_lakwa_ki_bimari_ka_ilaj
فل واچ کے ساتھ 👍
Thank you so.much 🎉
આ ટેબલેટ મળશે ક્યાં મળશે
Medical store
Sir mere kabutar ek pair uthata rehta hai to kya kare ?
Ok Bhai video Banna dunga is par
Bhai yai aapne jo video banaya hai same aise hi mera kabuter kar raha but bro jo aap medicine batye hai video main kay yai medincine hard to nahi hogi kyon ek time nahi wo bhi dono time bataye aapne
Agar chotta baccha hai to AAP nerubion ki aadhi goli de skte ho evion ek time subhe ka subhe
❤❤❤❤
Sahi.
મેડિકલમાં મલી જશે❤
Yes bro
Nerobin ebieon 400
Agar kbutar mar rhe hai to turant loft change kr do Phle wala loft puri trah se hta do
Good
Bhai m kabutar paalta nhi hu
But ek kbutar mere ghr ke bgiche m aa gya tha vo ud nhi pa rha tha na dana pani kha rha tha
Fir mene dheere dheere usko dana pani khilana suru kiya 2 tablets di or thik hua
But ab uski garden tedi ho gyi h
Vo ud nhi pata
Gir jata h
Dana m khilata hu to thoda sa khata h or thoda sa pani peeta h
Kese usko thik kru kitna dana khilau kitna pani pilau
Konsi dwai kese deni h
Pls meri help krein🙏🥺
Video puri dekh lo medicine 💊 pta chal jaayegi or dhyan rakhna uska
@@tikamgarhpigeons ha bhai m uska dyan rkh rha hu
But suddenly uski esi halat hui usse bhut preshan hu🥺
Isko chana bhigoke saabut khila dena h?
Nigal jayega na ye?
Or in tablets se kitne din m shi ho jayega ye?
Bhai time time pe dete rehna 1 week me thik ho jayega
@@tikamgarhpigeons bhai mene 20 chane khilaye or pani bhi pilaya 15 ml
But 1-2 hour baad isne 5-6 chne ugal diye
Or dwai dene ke baad se yellow or pani wali poty kr rha h
Phle nhi kr rha tha
Ab kya kru bhai?
Electoral powder le aao paani me ghol kar vo do
Bhai ji kabutar ke baccho ko Dana nikla hai aur muhh ke andar bhi Dana hai aur khana nahi kha raha hai koi madicine name bataye
Kitne din ka baccha hai
Bhai app do din yeh medicine dekar dekho thik ho jaye ga muh mai safaid Dane ho ya gala pak Jane
Only ek hi dawa
Metrogel
भाई मुझे दो कबूतर दे दो प्लीज😢🙏
Aa jaao
Isme thik nehi hota
❤❤❤❤❤❤
Bhai mere pass 60+kabuter the abb bs 7 reh gye mar rhe hai yrr kuch kha pee nhi rhe sust hai or ankhe bnd ker ke baithe hai or gardan patli se ho gye hai chala bhi nhi ja rha tetracycline powder bhi Diya medicine bhi koi ilaz btso
LOFT kesa banaya hai agar LOFT me saaf sarai rakhte ho to bimaari bahut Kam aati hai to please aap saafsafai ka dhyan rakhe or jo jo problem hai me un par video Banna dunga
@@tikamgarhpigeons loft tu me 2 din bad he saff kerta hu
Mere ko aap Instagram pe followe and massage karo
Bhai mere sath bhi yahi hua tah pr Maine half kabuter bacha liye teh .
Ceplox khilaaoo
આ ટેબલેટ મળશે ક્યાં મળશે