NOTE 📌: Your bike warranty will not void or expired if you change engine oil brand if you use the company recommended grade it will be ok to use another brand. SORRY FOR THE WRONG INFORMATION 😞
Bro thodi der high speed me chalane k baad me engine ki sound hi change ho jati h kut kut si aawaj aati h aapki me aati h kya dusri bike h mere frnd ki jisme smooth aawaj aati h batao kya karu
Bhaiya mere n160 mein hitting bohut zada ho rahi hain or uske chakkar mein engine check light aa rahi hain or second gear mein chadhane se ek noise aawaz aa rahi hain lekin mera bike warrenty mein hain kiya karu daalu motul ka engine oil yeah dtsi wala hi sahi rahega please reply
@@mrbeen8638 just do what I did buy 2 bottle of 1 ltr and use 250m of 2nd bottle it will also help you as you can use rest 750ml oil as top up after 2,500km
@@Vivek-pandey nahi diya bhai company ne ab high rpm per engine se smell aata hai 2 sevice ho gaya hai fir bhi aisa lagta hai ki Apache usd model ke liye wait kar liya hota to aaj problem nahi hota
Vai mera ns 160 ka first service 650 km pe kiya hu.. and second service 4500 km pe hoga.. mere bike ne total 2985 km complete kiya hein.. kya mujhe second service ke pehle engine oil change karna chahiye...
Bajaj wale bhaiya apna hai bole ki dal denge koi dikkat nahin Hai ham manage kar lenge warranty Tum dalva sakte ho ab kya bolate ho aap...? Or ha 10w50 ya 20w50 kon sa dalvana achcha hoga
Bhai d250 chala tha hu bas april peh hi lia tha aur jyaadatar city peh hi chalta hai,,highway 3,4 mahine meh hota hai,, i know d250 city ke liye nahi hai phirbhi bajaj ka oil shayad suit nahi hua environment se kyuki gaari itna jaldi garam hota hai aur baar baar band hota hai chalte chalte halaki slow speed peh hi band hota hai,, aur milage tho bolo hi maat,, kahi peh jaane se pehle pura sochna parta hai,, abhi ye wala engine oil dalne ka soch raha hu,,,
How to purchase motul engine oil (mere Panipat district me iski shop nhi. Hain .). Toh kha se purchase kree. Amazon ,flipkart pe toh fake miltta hain ..
Castrol gives you serious acceleration smooth gear shift every think that motul gives you but the only drawback is if you use castrol bike sound became rough but with motul there is no drawback
NOTE 📌: Your bike warranty will not void or expired if you change engine oil brand if you use the company recommended grade it will be ok to use another brand.
SORRY FOR THE WRONG INFORMATION 😞
Bhaiyaa yeee engine oil dale kee minimum kitna km chala sakte haiii? Bolo naaa mera peeee 160 4v apache mei 3100 dalta huuu 20w50 wala
Abhi toh first time dala hai bro with 250ml top up at least 5000km toh chalna chaiye
Bro thodi der high speed me chalane k baad me engine ki sound hi change ho jati h kut kut si aawaj aati h aapki me aati h kya dusri bike h mere frnd ki jisme smooth aawaj aati h batao kya karu
Bhai chain ki awaj hogi
Ring pisten
Bhaiya mere n160 mein hitting bohut zada ho rahi hain or uske chakkar mein engine check light aa rahi hain or second gear mein chadhane se ek noise aawaz aa rahi hain lekin mera bike warrenty mein hain kiya karu daalu motul ka engine oil yeah dtsi wala hi sahi rahega please reply
bhai agara heating issue and engine zyada aa rahi hai toh eek bar check kara log uske baad bhi agar wahi problem rahegi toh 10W-50 wala dalwa lo bhai
I have ns 160 can i use motul 7100 20w 50
Yes you can use bro 😉
@Vivek-pandey but I have one doubt 🧐 motul 7100 20w50 comes with 1L and ns 160 need 1.2L what should I do now 🥲
@@mrbeen8638 just do what I did buy 2 bottle of 1 ltr and use 250m of 2nd bottle it will also help you as you can use rest 750ml oil as top up after 2,500km
@@Vivek-pandey ok bro and Thank you for understanding me so well! I subscribed ur channel ❤️ mantion ur insta id
Bhai Mera n 160 Air cool hai
kya mai isme oil cool lagwa sakta hu
Company fitted jyada sahi retha hai bro
@@Vivek-pandey nahi diya bhai company ne ab high rpm per engine se smell aata hai 2 sevice ho gaya hai fir bhi aisa lagta hai ki Apache usd model ke liye wait kar liya hota to aaj problem nahi hota
@@Vivek-pandey service experience wrost hai Bajaj ka
@@ShivamSingh-0001 bhai service toh bekar hai bhai ye toh mei bhi accept karta hu
@@Vivek-pandey ab le liya hai to jhelna padega
Bhai apache bs6 160 2v me 7100 10 w 40 dalwa lu sahi rahega ki 10w 50 dalwau.
10w-50 sahi rahega agar agar jyada chalte ho toh ya phir normal riding hai to 10w-40 le lo
Bro yar ye batao aap ki n160 10w50 sahi h ya 20w50
Kr bro top speed increase hui kya is se 😮
10w-50 sahi rahga summer season mei 20w-50 dalwa lena top speed pei jyada farak nahi ayega bu engine zyada smooth ho jayega
Baki 250 ml kiska dala motul ka to 250 ml pack to nahi ata
bhai 1 ltr ki do bottle leni padegi
Vai mera ns 160 ka first service 650 km pe kiya hu.. and second service 4500 km pe hoga.. mere bike ne total 2985 km complete kiya hein.. kya mujhe second service ke pehle engine oil change karna chahiye...
Bhai depend karta hai agar koi problem nahi aa rahi engine sahi hai toh maat dalwao agar koi issue aa raha hai jaise overheating toh dalwa sakte ho
@@Vivek-pandey showroom wale kuch bolenge toh nahi na
Mera n160 ka 1 st sarvise ho chuka hai kya main motul ka engine oil dal shakta hun kya....
Nahi maat dalwao abhi 5th ya 6th service ke baad dalwao verma warranty cancel ho jayegi
Bajaj wale bhaiya apna hai bole ki dal denge koi dikkat nahin Hai ham manage kar lenge warranty Tum dalva sakte ho ab kya bolate ho aap...? Or ha 10w50 ya 20w50 kon sa dalvana achcha hoga
Bhai d250 chala tha hu bas april peh hi lia tha aur jyaadatar city peh hi chalta hai,,highway 3,4 mahine meh hota hai,, i know d250 city ke liye nahi hai phirbhi bajaj ka oil shayad suit nahi hua environment se kyuki gaari itna jaldi garam hota hai aur baar baar band hota hai chalte chalte halaki slow speed peh hi band hota hai,, aur milage tho bolo hi maat,, kahi peh jaane se pehle pura sochna parta hai,, abhi ye wala engine oil dalne ka soch raha hu,,,
Ha bhai dalwa sakte hai perfect suit karega lekin summer mei 20w-50 use karna
@Vivek-pandey thanks bhai 🙏
Bhai kuch improvement hua aapke d250 mai ?@@bharjinbrahma2519
Bhai motul ka 20w -50 oil dalwake mera pulsar 150 ka top speed 135+ ho gaya hai
Castrol ka kesa hai?
wo bhi sahi hai lekin motul zyada better rahega
How to purchase motul engine oil (mere Panipat district me iski shop nhi. Hain .). Toh kha se purchase kree.
Amazon ,flipkart pe toh fake miltta hain ..
Aisa nahi hai bro Amazon pei seller check kar Lena motul hoga toh le lena manie bhi online ho liya hai
@@Vivek-pandey ok 👌 thanks .nyc content 👍👍
Pulsar 125cc ke liye motul ka konsa grade best rhegga
@@riteshsharma9468 10w-40 sahi rahega jyada bada engine nahi hai isiliye
koto ml engine oil den
??
Bhai apki warranty kese gayi
Bhai pinned comment check kar lo 📌
Bhai Castrol pawar1 ultimate 20w50 vs motul 7100 20w50
Apache RTR 180
Motul better rahega bro
Castrol gives you serious acceleration smooth gear shift every think that motul gives you but the only drawback is if you use castrol bike sound became rough but with motul there is no drawback
@@voltage8846 Correct bro 💯
Castrol itna smooth nehi hai after 2000/2500 km motul 7100 far better
bajaj now recommend for n160 20w50
Ha bhai logo ne kafi complaint ki thi ki engine jaldi patla ho jata hai isiliye unhone ne change kar diya
@@Vivek-pandey mei v use krrha hu 20w50 atcha hy grade
Engine oil ka link do 😊
Bhai shop se liya tha manie
@@Vivek-pandey okay 👍
Bhai Pulsar 150 Standard Ke Liye Best Engine Oil Batao For Winters
10w-50 sahi rahega bro motul ka 7100
Good video 👍🏻👍🏻👍🏻
Thanks 👍
Me kya n160 m 20w50 dalwa skta hu
10W-50 better rahega bro waise bhi winter aa raha hai tih 20W thoda thin ho jayega
Kiu ?😂 kyuki ham bana sakte hai 😂😂😂
🤣🤣
Bhai mere n150 hai dalwa du 10-50 wala
Dal sakte ho bhai koi dikkat nahi hai
Bhaiya pehchan rahe ho
Apko kasie bhul sakta buddy insta pei baat Hui thi hamari
N160 me toh 1.2 litres dalta hai
Bhai isiliye 2 ltr wali bottle Leni padegi
@@Vivek-pandey 1.5L ka leni padegi