I used to have very big problem in my blog when Unicode was not there. Unicode has solved many problems relating to Hindi font. I think it is the same with other Indian languages.
I had some doubts. You have clarified them well. Tell me this also: Can I make my own script? If I make a new sign or character, can I give it a Unicode number? If not today, these facilities will be available when Unicode's new versions come out?💓
Dear friend, Iska uttar thoda complicated hai, kyonki alag alag tarah ke program character bits ko alag tarah se handle karte hain. Samanyatah Unicode UTF-8 ya UTF-16 tarah ke hote hain (Ye 'Unicode standard' kahlate hain). Pahle wala purane ASCII ki tarah ke character hi banata hai jabki UTF-16 se 65000 character ban sakte hain aur ek aur 'extension' lagakar ismen 1,000,000 tarah ke characters ko code kiya ja saktaa hai. In standards ke bhi variations hain. UTF-8 8, 16, 24 ya 32 bits ka use karta hai, UTF-16 16 ya 32 bits use karta hai.
Bhut accha samjhaye ho sir per typing krain kaise wahi Nahi pta to histry ka kya krain Unicode ke font daal diya hu computer me per typing samajh nhi aata kaise kru
Main aapko guide karne ki koshish karoonga. Kya aap typist hain/ banana chahti hain, ya phir lekh, social media aadi ke liye hindi me likhna chahti hain?
unki notice ko dekhkar lagta hai ki aap Inscript layout use kar sakte hain. Kyonki unhone keval font ke baare me bataya hai, islie ho sakta hai GAIL men unicode me type karne kee vyavastha bhi ho. Lekin Inscript par kaam karna achchha rahega.
Is video ko ant tak dekhenge to layout, font, keyboard, script, Unicode jaise kayi concepts clear ho jayenge: ua-cam.com/video/oR0Q9M_LfPE/v-deo.html Phir bhi samajh nahin aaye to bataiyega.
All email providers work with Unicode only. So, if you compose an email within GMail or Yahoo! Mail, whatever you type in whatever script is Unicode compliant.
ubuntu पर मैंने बहुत काम नहीं किया है। लेकिन उसमें भी युनिकोड फॉन्ट सही काम करता है। libre office लगभग ms word जैसा है। समयाभाव के कारण अभी उसपर विडिओ बनाना मुश्किल है। क्षमा करें।
क्या आपका मतलब है कि आप अपनी स्क्रिप्ट बना रहे हैं? मैंने बहुत पहले ऐसा प्रयोग किया था, लेकिन बाद में मुझे लगा कि जब TDIL/ C0DAC, ITF जैसे संस्थान जिनके पास सैकड़ों गुना अच्छे संसाधन हैं, फॉन्ट, स्क्रिप्ट व लेआउट बना रहे हैं तो अपनी स्क्रिप्ट का क्या फायदा। अगर आप अपने फॉन्ट secret लिपि के लिए बना रहे हैं तो भी वो नार्मल कीबोर्ड से ही map होंगे इसलिए उनका पता लग जाएगा. अगर आपका प्रश्न कुछ और है तो बताएं।
Various glyphs and decorations on letters and digits can be achieved with Unicode. For example, the first letter given in the given sample, Ą, is placed at 0104 in the Unicode table.
Shree Lipi ek purani script hai, jo Unicode nahin hai, lekin ab ismen Unicode ki tarah typing ki suvidha bhi hai. Ye ek software ka hissa hai jise kharidna padta hai. Agar Shree Lipi men kuchh likha hai lekin ye software nahin hai to ise convert karne ke liye online converter uplabdh hain. Aapko Shree Lipi se Unicode ya Unicode se Shree Lipi men convert karna hai to Google me ye dhoondhkar convert kar lijiye.
unicode: unicode hindi me | unicode kya hota hai - On this topic, if you have any confusion, please make a comment. 👍
Unicode m Kruti Dev 010 hota h ky
Sir plz reply Krudev toh Unicode nahi h na
@@nishadkhan5087 Krutidev Unicode font nahi hai.
@@computerbabachannelhindi thank u sir
@@nishadkhan5087 Khush rahen!
aap ki aavaaj bahut acchhi hai
Thank you Mohit ji. Hope you also liked the information.
Kya deep knowledge di gayi or vo bhi itne achhe tarike se
Thank you so much Dheeraj ji!
बहुत ही शानदार सर, वाकई आपके समझने का तरीका सर्वोत्तम है 👌🏻
Thank you Vinod ji. Dekhte rahie. Koi suggestion ho to bataiega.
I used to have very big problem in my blog when Unicode was not there. Unicode has solved many problems relating to Hindi font. I think it is the same with other Indian languages.
Yes. Unicode has solved many problems associated with writing in Indian languages.
@@computerbabachannelhindi Krudev non Unicode font h?????
@@nishadkhan5087 Yes. Krutidev Unicode font nahin hai.
I had some doubts. You have clarified them well. Tell me this also:
Can I make my own script?
If I make a new sign or character, can I give it a Unicode number?
If not today, these facilities will be available when Unicode's new versions come out?💓
Dada ki babut acha bataya apna 😊sab samajh ma aa gaya🙏Tq
Thank you. Agar auron se bantenge to unka bhi bhala hoga.
Very Helpful Video Sir Ji
Thank you Krishna Kumar ji !
very very well explained sir!😀
So many thanks!
धन्यवाद🎉🎉
Thanks for watching and commenting.
Best video on this subject, Baba!!!!!!!!!!
Thank you so so much!
Sirj very very nice thanks you sirj
Thank you, Vishnu ji.
Salute sir ji
So many thanks for this comment. Keep watching!
Unicode encoding k liye kitne bit ka use krta hai?
Dear friend,
Iska uttar thoda complicated hai, kyonki alag alag tarah ke program character bits ko alag tarah se handle karte hain.
Samanyatah Unicode UTF-8 ya UTF-16 tarah ke hote hain (Ye 'Unicode standard' kahlate hain). Pahle wala purane ASCII ki tarah ke character hi banata hai jabki UTF-16 se 65000 character ban sakte hain aur ek aur 'extension' lagakar ismen 1,000,000 tarah ke characters ko code kiya ja saktaa hai.
In standards ke bhi variations hain. UTF-8 8, 16, 24 ya 32 bits ka use karta hai, UTF-16 16 ya 32 bits use karta hai.
Best sir🤗🤗
Thank you Prachi ji.
Sir unicode compliant hindi inscript same h ya nhi
Inscript type karne kee ek paddhati hai jo UNOCODE compliant hai.
Bhut accha samjhaye ho sir per typing krain kaise wahi Nahi pta to histry ka kya krain
Unicode ke font daal diya hu computer me per typing samajh nhi aata kaise kru
Main aapko guide karne ki koshish karoonga.
Kya aap typist hain/ banana chahti hain, ya phir lekh, social media aadi ke liye hindi me likhna chahti hain?
Sir rajsthan vidansbha reporter m mangal unicode manga h to unicode m inscript pr taiping hogi y gail pr plz btaya
unki notice ko dekhkar lagta hai ki aap Inscript layout use kar sakte hain. Kyonki unhone keval font ke baare me bataya hai, islie ho sakta hai GAIL men unicode me type karne kee vyavastha bhi ho. Lekin Inscript par kaam karna achchha rahega.
Sir apsa contact krna h plz apna no digiya
@@SajidAli-cx5zi Is email par baat kar sakte hain: saralkumarbaba@gmail.com
Unicode inscript hindi typing means which type of typing ?
Replied in response to your earlier question.
Sir naya script adopt kaise hota hai Unicode me
Is video ko ant tak dekhenge to layout, font, keyboard, script, Unicode jaise kayi concepts clear ho jayenge: ua-cam.com/video/oR0Q9M_LfPE/v-deo.html
Phir bhi samajh nahin aaye to bataiyega.
How to compose an email in unicode by a mobile?
All email providers work with Unicode only. So, if you compose an email within GMail or Yahoo! Mail, whatever you type in whatever script is Unicode compliant.
Sir apna likha hua unicode mein kaise bheje??
Apke doosre prashn ka utter de diya hai. "HIndi Font Problems" wala video dekhie.
सर आप मुझे उबंटू ओपन सोर्स ऑपरेटिंग सिस्टम के लिब्रे ऑफिस की जानकारी दें
ubuntu पर मैंने बहुत काम नहीं किया है। लेकिन उसमें भी युनिकोड फॉन्ट सही काम करता है। libre office लगभग ms word जैसा है। समयाभाव के कारण अभी उसपर विडिओ बनाना मुश्किल है। क्षमा करें।
सर जी एक नये फाॅन्ट स्क्रिप्ट से hindi bhasha के लिये कम्प्यूटर key board बनाने के लिये कौन सा साफ्टवेयर उपयोग करना पड़ेगा ?? pls guide करें... 💐💐💐💐💐🙏
क्या आपका मतलब है कि आप अपनी स्क्रिप्ट बना रहे हैं? मैंने बहुत पहले ऐसा प्रयोग किया था, लेकिन बाद में मुझे लगा कि जब TDIL/ C0DAC, ITF जैसे संस्थान जिनके पास सैकड़ों गुना अच्छे संसाधन हैं, फॉन्ट, स्क्रिप्ट व लेआउट बना रहे हैं तो अपनी स्क्रिप्ट का क्या फायदा। अगर आप अपने फॉन्ट secret लिपि के लिए बना रहे हैं तो भी वो नार्मल कीबोर्ड से ही map होंगे इसलिए उनका पता लग जाएगा. अगर आपका प्रश्न कुछ और है तो बताएं।
Unicode ka mahatva aur aavshyakta bata dijiye na plz
Koshish to is video me bhi ki hai. In videos ko bhi dekhen:
ua-cam.com/video/oR0Q9M_LfPE/v-deo.html
ua-cam.com/video/O6LFB916lhQ/v-deo.html
Ąñüshkä Šįñgh is this Comes in Unicode
Various glyphs and decorations on letters and digits can be achieved with Unicode.
For example, the first letter given in the given sample, Ą, is placed at 0104 in the Unicode table.
सर श्री लिपी मे unicode चाहीये
Shree Lipi ek purani script hai, jo Unicode nahin hai, lekin ab ismen Unicode ki tarah typing ki suvidha bhi hai. Ye ek software ka hissa hai jise kharidna padta hai. Agar Shree Lipi men kuchh likha hai lekin ye software nahin hai to ise convert karne ke liye online converter uplabdh hain. Aapko Shree Lipi se Unicode ya Unicode se Shree Lipi men convert karna hai to Google me ye dhoondhkar convert kar lijiye.
aap ki aavaaj bahut acchhi hai
So nice of you for the appreciation.