जंगल और घनी झाड़ियों के बीच में गुम थी एक करबला, जब लोग पहुँचे तो हैरान हो गए | Muzaffar Ali Karbala
Вставка
- Опубліковано 10 лис 2024
- जंगल और घनी झाड़ियों के बीच में गुम थी एक करबला जब लोग पहुँचे तो हैरान हो गए | Muzaffar Ali Karbala
@HISTORICASIF
इस वीडियो में हम आज आपको लखनऊ जनपद के गोसाईगंज तहसील में अमेठी कस्बे की करबला दिखा रहे हैं यह करबला पिछले साल काफी चर्चा में बनी थी जो कि काफी घास फूस और पेड़ों से घिरी हुई थी अब यह जगह काफी अच्छी हो गई है अभी साफ सफाई और मरम्मत का काम किया गया है इस करबला को मुंशी मुजफ्फर अली की करबला के नाम से जाना जाता है इन्होंने ही इसका निर्माण कराया था ऐसा कहा जाता है कि मुंशी मुजफ्फर अली अवध के नवाब के वहाँ मुन्शी के पद पर तैनात थे और इस जगह की जमींदारी भी इनके पास थो यह करबला लखौरी ईंटों की बनी है जिसमे चुने के मसाले का इस्तेमाल किया गया है बेहद खूबसूरत और आकर्षक यह करबला है
#history #historicasif #facts #jamamasjidhistory #vlog #travel #historicalplaces #historicalmonuments #lucknowcity #lucknow
#karbala #karbalastatus #karbalawalk
Munshi mujaffar ali karbala
Munshi muzaffar ali karbala
Karbala lucknow
Karbala history
Karbala walk
Karbala walk 2024
Karbala amethi
Karbala amethi goshaiganj
Karbala full history
Karbala ka waqya
Karbala ka video
Labbaik Ya Rasulallah❤❤
Bht khoob shandaar
Labbaik ya Hussain a.s
Deene Islam Zindabad Zindabad Zindabad❤
Karbala( Iraq) me Maula Hussain a.s. ke Rauza e Mobark ke 10 drwaze hein...aur Rauza e Hussain a.s. ke trha hi yea Karbala bne huye hein...apko bohot bohot shukriya ziyart krwane ke liye
Excellent, I like this blog. Your hard work is appriciable. Thanks a lots for sharing this historical place.
Allaho Akbar❤❤
Wonderfull information.
Very good ❤
Aasif sb zindabad salamat rahen aameen khuda umr daraz kare aameen, aap iska old ricord nuzul se nikal wayen, wakf board etc, s,a, Ali Jabalpur MP jay hind jay Bharat
Bahut bahut shukriya naqvi bhai
Mashallah bhai
😂aapki mehnaton ko lakhon salam, Jabalpur Madhya Pradesh kabhi aayen to mujh se milen, add, Syed ale Ali,infont of shiea masjid xakir ali phootatal, mujjan bhai,
Bahot hi khu Surat he bhai
Masa allaha
Bas ya husain
Masha.allaha
Nice video ۔
शी ऑ को चाहिए इसे आबाद करे कोई अड़चन है तो उसे दूर करने के लिए।आगे आना चाहिए
Good 👍
Mai kashipur uk se
Bahut bahut shukriya Alam bhai
Ab to ache hogai hai es bar chehlum huaa hai
Wo toe thheek hai lakin itna bhi kar dena bahut badi baat hai.
Poora detail pata kar pana asaan nahin hai ,research karni pdti hai aur koi proper record nahin hai. Location ka detail jaroor bata dena
chahiye.
Poora historical video banane ke liye sadhan bhi chahiye jesai drone photography, history aue pehle se hi report aur commentry tayyiyar honi chahiye uske baad editing. Yahan toe akele hi hain saath mein aik camerman hoga, itna hi kafi hai , kum se kum introduce toe karwa hi diya.
Sarkar ko chahiye ke in imarato ki dekhbhal kare.. Waqf ki zimmedaran kya karte hai
Magar yaee shia bhee kaha chalay gaee..yaa mutwalli sahaban karbala kisi builders ko bech tho nahi dia.😢😢
First of all u should tell the place & district of the monument then proceed on details
Asif vloger Aap jab bhi kisi Imarat ke bare me bolte hain toh starting me uss jagha ki location place & baeck History detail batane ke bajaye aap hamesha imarat ki banawat aur usme istemal hone wale eint gara choona adi aur uski wastu kala ke bare me bolna zyada pasand karte hain iss se aiesa lagta hai ke apka sambandh paariwarik roop me kisi RAJGEER Mistri ya bhawan nirman mazdoor pariwar se raha hoga. Adhiktar aap Itihas batane se bachte hain aur jo batate bhi hain toh aadha adura hi batate hain.
Shayad aapko History ka kam gyan hota hai iss liye imarat ki banawat me dikhayi dene wali cheezon par aap charcha adhik kar ke apni jan chhuda lete hain.
Aap Tanda Ambedkar Nagar Uttar Pradesh ke h
Ji han Ham Tanda ke rahne wale hai and thanks for watching my videos and yours kind support
@@HISTORICASIF mujhe lag raha tha ki maine aap kahi dekha hai mera bhi ghar Tanda me h
Nice.beutifull
Location nahi bata te ho yeh bahut badi khami hai tumlogon ki .shuruat main hi jahan khade ho kar video shru wahin par batao main abhi falam Gao falan zila main khade hokar mazar masjid karbala ki imarat ki history bata raha hoon bolo
Good sir
Bahut bahut shukriya janab
कब्रिस्तान का क्या हुआ
Ismai kya khubsurti nazar aa rahi hai.?