Maira baita 10 sal ka usay class main aik bachay nay bataya k bad touch say banda enjoy karta ha usnay aa k mjy bataya. Mainay school complaint ki. Unhon nay bas parenta k bula k warninv day di. Ab main kaya karon. Mid or the year nikal b nai sakti
Sir I don't agree..... Aulaad b aazmaish ha. Or mostly yahan joint family main yehi hota ha k agar aapki apni tarbiyat Achi ha toa aap apnay Bachon ko nafrat Nahi sikha saktay. Chahay samnay wala Aapka Kitna e bara dushman ho. Magar aap khud apnay Bachon ki tarbiyat krnay main na-kaam e rehtay Hain, kyon k agar unko Kisi ghalat BAAT py mana Kia aap NY toa doosray Iska poora faida uthatay Hain or aapko apnay e Bachon ki nazar main villain Bana k paish krty Hain. Or aap isi gumaan main maray jatay Hain k aapki aulaad ha, aapki qurbanio KO Yaad rakhay gi or waqt aany Py Sab samajh jyen gi. Lekin aisa Nahi hota. Or jab aapki apni aulaad aap sy Bura salook krti ha toa WO aapkay Dil sy utar jati ha. Or aik waqt aisa Aata ha k aap b unko avoid krty Hain unki bad-zabani sy bachnay k liye.
زبردست جواب دیا اللہ اپ کو لمبی زندگی نصیب کرے امین
SubhanAllah!!
I cannot agree more.
I always pray k ya Allah hmain sahi aur ghalat ki pehchan aur sahi chunnay ki taufeeq ata farmaain. Ameen.
بہت اچھے اور مناسب انداز میں سوال کا جواب دیا ہے آپ نے۔
جزاک اللہ خیرا کثیرا
Jazak Allah
جزاک اللہ خیر آمین
بہترین باتیں ❤
Good answer
Sir bachy bewakoof nhi hota but log bohot makkar hoty hain.
Aj families k jo mamlat hain bachy bohot confuse ho jaty hain.
Ap ki duao ka bohot shukria
Assalam o alaikum JazakALLAH MashaALLAH
اچھی تربیت کے لیے توجہ اور وقت کی ضرورت ہوتی ہے اور اس دور کے ماں باپ نے بچے کو اسی سے محروم رکھا ہوا ہے ۔
Aameen summa aameen 🤲🤲
Maira baita 10 sal ka usay class main aik bachay nay bataya k bad touch say banda enjoy karta ha usnay aa k mjy bataya. Mainay school complaint ki. Unhon nay bas parenta k bula k warninv day di. Ab main kaya karon. Mid or the year nikal b nai sakti
Plz help aisay joint family system main aonay bacho ko kia sub se door rakhay kia karay plz help
❤❤❤
Quran with meanings ki konsi kitab aap ne jis se maani padha
Sir I want to ask a few questions regarding my 3.5 year old daughter's behavior. How could I contact you?
❤
Sir I don't agree..... Aulaad b aazmaish ha. Or mostly yahan joint family main yehi hota ha k agar aapki apni tarbiyat Achi ha toa aap apnay Bachon ko nafrat Nahi sikha saktay. Chahay samnay wala Aapka Kitna e bara dushman ho. Magar aap khud apnay Bachon ki tarbiyat krnay main na-kaam e rehtay Hain, kyon k agar unko Kisi ghalat BAAT py mana Kia aap NY toa doosray Iska poora faida uthatay Hain or aapko apnay e Bachon ki nazar main villain Bana k paish krty Hain. Or aap isi gumaan main maray jatay Hain k aapki aulaad ha, aapki qurbanio KO Yaad rakhay gi or waqt aany Py Sab samajh jyen gi. Lekin aisa Nahi hota. Or jab aapki apni aulaad aap sy Bura salook krti ha toa WO aapkay Dil sy utar jati ha. Or aik waqt aisa Aata ha k aap b unko avoid krty Hain unki bad-zabani sy bachnay k liye.
بچے کو ذہنی تجزیاتی صلاحیت کا حامل بنائیں۔
MashaAllah
Shar ka matlab kya hota hai?
Burai ya nuqsaan
Evil
❤❤❤