Hi, I tried your instructions and the noise got completely stopped. Just by using 2.2 ohms and 470mf /16 V capacitor as your instructions. Though i cant read orwrite or speak hindi but can understand little. By your detailed instructions iam able to stop that noise. Great job. Once again I thank you bhaiya.
Great info. I will try. International forum they said to have different power source to avoid humming but you practically proving. Indians are very intelligent and problem solving in nature. Good work. Jaihind.
Mene Gold AP55 board liya hai, Amplifier inbuilt he. Module me bluetooth range ka issue aa raha hai. Phone ko board ke nazdik rakhne par hi Bluetooth kaam kar raha hai. Mene Bluetooth antenna pe extra wire bhi laga kar try kiya but same result he. Capasitor se problem solve hogi ya kuch aur karne ki zarurat hai?
Bhai mere Bluetooth module me supply dene par --Hi-- likha aa raha hai bas... orr module baar baar restart ho raha hai chalu nahi ho raha... bhai solution bata do...
Sir mere paas two 5w ka speaker hai. Main ek non-amplifier Bluetooth module ke sath speaker aur amplifier jod ke Bluetooth speaker banana chata hu. 5w+5w speakers ka load kya pam8403 le payegi? Kyunki amazon pe dikha raha hai yeh 3w+3w amplifier board hai. Aur main ise 5v ke charger se chalana chata hu. Isliiye kya mujhe capacitor ka use karna parega? Aur agar karna padhe to uska connection kaise karu sir? Please reply.
Sir ek problem or aati he. Esme Echo diya huva rehta he, jab ham mic lagayenge to echo sound aata he likin 5 secend mehi mic ki aavaj dhire dhire bandh ho jati he. Fir bandh kare ke chalu karenge to mic chalu ho jayega likin fir 5 secend me aavaj chali jati he
Bhaiya aap jo ground short kiye wo to short rehta hai.. Agar hum grund ko le ke audio signal out wala ground ke sath short kar de tab pura noise khatam ho jata hai... Plz aap ek bar check kar lijiye..and reply kijiye
Sir ager possible ho saky tu mery sawal ka jawab Dena me ne ye process Kiya hy AP ne Jo is video me bataya hy lekin USB lagta hon tu sound phata hy Bluetooth me Thora Kam phata hy
Mere Bluetooth amplifier card mein amplifier inbuilt hai aur awaaz atakti hai to Maine ek capacitor Laga Diya 10 volt 470 UF ka to bhi awaaz aTak Rahi hai kya Karen please koi solution batao sar😢😢
Jab mobile bluetooth se connect karta hoon toh module ka volume full rakta hoon taki mobile se volume control kar saku par jab mobile se volume increase ya decrease karne ka try karta hoon toh volume direct 50 se 16 par ah jata hai iska koi ilaj hai kiya module ka sat pam8403 with 2 speaker 5w 4ohm connected hai
सर इस मॉड्यूल के जो साउंड आउटपुट के टर्मिनल है वहा मुझसे गलती से 1 या 2 रेजिस्टेंस निकल गई है अब आवाज बोहोत पतली आ रही है बेस खतम हो गया है इस समस्या का उपाय बताइए मॉड्यूल pen non company ka hai
मेरे मॉडुल में सोंग की sound 8D मे आ रही। क्लीयर sound नही है। सिंगर की आवाज बहुत दबी आ रही।सिंगर की आवाज कम ,धुन ज्यादा आने लगी अपने आप। जो bolta है mode सेलेक्ट करने पर वो नहीं आ रहा। क्या खराब हो सकता है।
Hi, I tried your instructions and the noise got completely stopped. Just by using 2.2 ohms and 470mf /16 V capacitor as your instructions. Though i cant read orwrite or speak hindi but can understand little. By your detailed instructions iam able to stop that noise. Great job. Once again I thank you bhaiya.
Just use a phone battery charger having 5 volts output.
bahut badiya electrical solution for USB Bluetooth module
Great info. I will try. International forum they said to have different power source to avoid humming but you practically proving. Indians are very intelligent and problem solving in nature. Good work. Jaihind.
Bhai jumper lagana jaruri hai kya ?
Wo to GROUND hi hai na ?
Janab kya is card main micro usb ki jage c type charging port laga sakte hain ya nahi plz jawab dijiye thanks
Hmm
Bhai is connection karne par agar 5v ke jagah 5.7v aye to vi koi problem nahin hoga?
Ye Bhaut acha solution hai bhai Thanks for your love and support💪 Great job
ये आपने अच्छा किया बहुत अच्छा लगा धन्यवाद आपका
Thankyou.. What about mp 5..bluetooth module.. Nice.. Big problem solve.. Good.
बहुत ही आराम से समजते हो बादशाह
Teaching is very good sir thanks giving my son a very good knowledge i appreciate your generous mind thankyou
DHANYAWAAD SIR AAPNE BAHUT ACHI JAANKAARI DI.
Very nice.
हरीश जी आपके कहने का मतलब है कि ब्लूटूथ पैनल में कोई भी दिक्कत हो बस यह जो आपने बताया है वैसे कर लो प्रॉब्लम ठीक हो जाएगा यही कहने का मतलब है आपका
बहुत वडिया विडिओ 👍🏻👍🏻👍🏻
Mene Gold AP55 board liya hai, Amplifier inbuilt he.
Module me bluetooth range ka issue aa raha hai. Phone ko board ke nazdik rakhne par hi Bluetooth kaam kar raha hai.
Mene Bluetooth antenna pe extra wire bhi laga kar try kiya but same result he.
Capasitor se problem solve hogi ya kuch aur karne ki zarurat hai?
2 amplifier circuit Pam 8403 + 8610 ke out put joint ho or muje bari bari chalana hoto to kya kare
Bhai mere Bluetooth module me supply dene par --Hi-- likha aa raha hai bas... orr module baar baar restart ho raha hai chalu nahi ho raha... bhai solution bata do...
Bhai 5v suply pe 4700uf 25v ka capacitor laga do aur suply kamse kam 500mah ka rakho awaj bhi badiya ayega
Bhai 7805 ic ke bajuwala bada resistor kharab ho gya hoga tera ek bar check kr
Normal bluetooth module ka display change kar ke big display kaise lagya?
Battry ko charge kase kae aur gaddi me isee kis trah lagaye darect baattry se yabattry se aye sweech me
sir I have such a pannel I also attach a long antana also tuning but no fm station playing what have to done for play well.
25 volt capacitor k sathe kitna ohm resistance aga sakte hai
Resistor ka yahan pe kaam kya hai? Please reply
Nice tips 🥰🌹🙏🙏
Thanks for giving me this information I love you videos
jumper kyu lgaya wha toh gnd tha pehle hi
My try kartha hu agar e sahi hogaya tho bahut dhanyavad
Very good information sar jay hind Jai Shri Ram sar Asha group banavo jo aapako online paisha bhi mile or hame hamare javab ka answer bhi mile pz...
Nice video.Maine galti se 12 v ka charger use kar diya aur iske baad ye device chalna band ho gaya, isme ab light bhi nahi aa rhi. Iska kya upay hoga.
Kuch nahi .aab uska kuch nahi ho sakta
Sir mere paas two 5w ka speaker hai. Main ek non-amplifier Bluetooth module ke sath speaker aur amplifier jod ke Bluetooth speaker banana chata hu. 5w+5w speakers ka load kya pam8403 le payegi? Kyunki amazon pe dikha raha hai yeh 3w+3w amplifier board hai. Aur main ise 5v ke charger se chalana chata hu. Isliiye kya mujhe capacitor ka use karna parega? Aur agar karna padhe to uska connection kaise karu sir? Please reply.
Hum ko ek piece hona App ke pass ready bluetooth panel hai tho is ka price bathado
Mic me haming aa raha hai thik ho jayega ki nii
Sir ek problem or aati he.
Esme Echo diya huva rehta he, jab ham mic lagayenge to echo sound aata he likin 5 secend mehi mic ki aavaj dhire dhire bandh ho jati he.
Fir bandh kare ke chalu karenge to mic chalu ho jayega likin fir 5 secend me aavaj chali jati he
Ohhh ... .. .
thanks 4 replay
Bhaiya aap jo ground short kiye wo to short rehta hai..
Agar hum grund ko le ke audio signal out wala ground ke sath short kar de tab pura noise khatam ho jata hai...
Plz aap ek bar check kar lijiye..and reply kijiye
Hi sir bohot knowledge ful hai aapki video, lekin mere bluetooth card me ek channel se kharab aavaj aati hai
Bhai 2.2 ohm ka kitna watt ka Lena hain resistance?
1 watt
Thank-you very much Bhai..you are beat..🙏🙏
Sir isme bohot distortion mil rha h clear awaaz nhi aarahi 50% volume me bhi
Kya kru
Sir ager possible ho saky tu mery sawal ka jawab Dena me ne ye process Kiya hy AP ne Jo is video me bataya hy lekin USB lagta hon tu sound phata hy Bluetooth me Thora Kam phata hy
bhi ap ke power supply kam Amper ke ha
us ko change kra
Bhai Bluetooth kit me fm fekvanci problem he kise solv karne ka
Sir HI atahi lakin botom dabanesa scan hota hi iska poblem kaya hai
I will try this with my karab bluetooth panel if it works it will be very helpful
Bhai mara module awaj deta ha par mobile sa connect nahi hota please सोल्युजन निकालो भाई
Bhai same module h battery full h on krne pr low battery bolke bnd ho ja rha h kya krun 😮
Jab song play karta hu tab noise aati hai song stop karne pe chali jati hai solution batao
Mere Bluetooth amplifier card mein amplifier inbuilt hai aur awaaz atakti hai to Maine ek capacitor Laga Diya 10 volt 470 UF ka to bhi awaaz aTak Rahi hai kya Karen please koi solution batao sar😢😢
Jab mobile bluetooth se connect karta hoon toh module ka volume full rakta hoon taki mobile se volume control kar saku par jab mobile se volume increase ya decrease karne ka try karta hoon toh volume direct 50 se 16 par ah jata hai iska koi ilaj hai kiya module ka sat pam8403 with 2 speaker 5w 4ohm connected hai
Iska koi video hai toh link dena
ecco BT module main mic laganesai awaj comeaarahi hai
Is kardme fm nahi bajata kya problem hai
sir, if i increase my phone volume the blue tooth module is off what have to do.
Pf lagane se chale ga
Good one bro
Sir ye lagaya kyu jata hai isko bhi detail se samjhaye aap
Kyun amplifier oyagatho resistor nahi lagana
सर इस मॉड्यूल के जो साउंड आउटपुट के टर्मिनल है वहा मुझसे गलती से 1 या 2 रेजिस्टेंस निकल गई है अब आवाज बोहोत पतली आ रही है बेस खतम हो गया है इस समस्या का उपाय बताइए
मॉड्यूल pen non company ka hai
आपने जुगाड़ तो बताया पर उसका Technical कारण नहीं बताया। दर्शकों को ये तो बताते कि आपने ऐसा क्यों किया? उससे technically क्या फर्क पड़ा?
Very nice 💜 💙
Thank you sir
मेरे मॉडुल में सोंग की sound 8D मे आ रही। क्लीयर sound नही है। सिंगर की आवाज बहुत दबी आ रही।सिंगर की आवाज कम ,धुन ज्यादा आने लगी अपने आप। जो bolta है mode सेलेक्ट करने पर वो नहीं आ रहा। क्या खराब हो सकता है।
Bluetooth module on ho raha hai par sound speakers me output nahi ho raha hai
👌👌👌👌👌👌👌👌
कंपनी वाले यह सब करके क्यों नहीं देते
Hii ser
470uf na ho to ?
220uf 16v
অডিও আইটফুট ভোট বেশিকরার জনি কি করা ছারকিট4440ইউনিটচালানো
kam aaj aa raha hain
In this module there is a led flash light in three colours which makes noise in amplifier how to disconnect it, how to stop the noise. Thank you.
कुछ भी। battery से on क्यो किया? Transformer से supply क्यो नही दिया? Problem transformer supply के साथ आती है
Bakwas