Mahabharat | ep 143 part 1 | Duryodhan tries to commit suicide | Pakistani Reaction

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 90

  • @spyjod07
    @spyjod07 Рік тому +29

    Dwar khul gye mahabharat ka😢

  • @gungungungun909
    @gungungungun909 Рік тому +11

    Devi draupadi ki koi galti nhi or Duryodhan ne bahut galtiya ki hai toh ye toh hona hi tha and real Mahabharat mai bhi dekha Jaye toh Devi draupadi is innocent or kya hua agar Devi draupadi ne thoda smile kar Diya toh duryodhana ne bhi bahut apman kiya hai pandavo ka or draupadi ji ka

  • @Random_user7948
    @Random_user7948 Рік тому +13

    Mujhe to samajh nahi aata ki agar inko itna hi apmaan laga tha to tabhi yuddh karne nikal jaate par inme itni strength hi nahi thi bas chhal karna aata tha inhe

    • @vinirjaydebta8086
      @vinirjaydebta8086 Рік тому +3

      Bhai tu pagal hei kya U really think Kauravas are weak , I mean how? They got massive support from all over aryabrath

    • @subir476
      @subir476 Рік тому +5

      ​@@vinirjaydebta8086to yudh kue nhi kiya?? Dut kue khele?

    • @srp3840
      @srp3840 Рік тому +6

      Sirf unko(pandava's) parajit nehi, unko insult karna'bhi chatithi kourav's ne;

    • @vinirjaydebta8086
      @vinirjaydebta8086 Рік тому +1

      @@subir476 they want to insult them I think that's why

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 Рік тому +4

      Koi nhi bolta bhai reality me use lalach aajata aur use bas indraprastha chahiye tha aur draupadi ke sath ye karne ka koi Motive nhi tha ek tym pe jab pandav sb kuch har jate to duryodhan indraprastha me khush ho jata aur game rokne ke liye bol deta but shakuni force krta aur majboor krta yudhisthir ko fir vo sbko daw pe lga deta aur agar mauka aata to duryodhan mauka kbhi ni chhodta pandavo ko insult krne me aur usne vo kra bhi tha

  • @rachit676
    @rachit676 Рік тому +3

    1:20 abey ye kaise has raha munh kholke😂😂😂

  • @rachit676
    @rachit676 Рік тому +10

    Andhe ka putra andha, ye bat yaha kisine nahi boli thi. Aur devi draupadi yaha maujood hi nahi thi jab duryodhan gira. Kuch log isi scene ko wajah batate hai us chiz ka jo aage ane wale ep me hone wala hai jo ki bht hi galat hai. Par kam se kam yaha is serial me devi draupadi ko ye bolte hue nahi dikhaye, ye dekhkar acha laga. Baki wo hasi bhi nahi thi kyunki unka nature aisa nahi tha bilkul bhi.

    • @SshivamKhopkar
      @SshivamKhopkar Рік тому

      chup re

    • @aham_and_shaheer_myfavourite
      @aham_and_shaheer_myfavourite Рік тому +2

      Draupadi was really a chaste woman and respectful.
      . She never said, " Andhe ka putra Andha" is correct.Draupadi was present at that scenario according to Duryodhana's narration of Sabha Parva and She laughed.(Sabha Parva, Section 27, chapter 271)
      If Duryodhana is lying to his father, then Draupadi was not present.
      Actually, laughing is not a guilt ( If Draupadi did so) . It is Duryodhana who is insecure and arrogant. That's why, he considers everything his humiliation.
      So, if Draupadi laughed according to that narration of Sabha Parva, it's not a guilt actually. It's natural. When we see someone falling, naturally we laugh.

    • @aham_and_shaheer_myfavourite
      @aham_and_shaheer_myfavourite Рік тому +2

      ​@@SshivamKhopkar Tum chup karo 😡. Pata nahi kahan se bhikhari log aa jata hai 😑

    • @aham_and_shaheer_myfavourite
      @aham_and_shaheer_myfavourite Рік тому

      @@harikrishnank1996 Hmm. My intention is to say that laughing is not a sin when someone is falling. Why everyone highlights it to defame Draupadi is my question. It's not a great sin. ( I am not saying Draupadi actually laughed)

    • @rajparihar2815
      @rajparihar2815 8 місяців тому

      Tu bhai dusri Mahabharat likh de 😂😂

  • @ayushpratapsingh1980
    @ayushpratapsingh1980 Рік тому +10

    Yahi se shuru Hoga mahabharat 🔥🔥🏹

    • @Anilkoli55
      @Anilkoli55 Рік тому +1

      Actual m yah drupati ne h kaha hota h isme dikhaya nhi gya ande ka Putra andha

    • @harikrishnank1996
      @harikrishnank1996 Рік тому +3

      ​@@Anilkoli55​​ 14th century ka ek Tamil author Villiputhuroor ne ye incident mem Draupadi ko pahla include kiya aur uske baad anek folklores aur novelists, aur uske baad 1965 ka ek movie "Mahabharat" mem bhi Draupadi ko include kiya. Aur uske baad BR Chopra bhi folklores aur 1965 movie "Mahabharat" ko follow karke ye trend ko dikha. Lekin log ye sabko sach man raha hai

  • @rachit676
    @rachit676 Рік тому +3

    Aur jo log bol rahe hai ki has dia islye galat hua unke sath to bhai kya tumne kabhi dusre par nahi hasa tha kya? Wo bhi us insan par jo tumhe pasand na ho kabhi, mujhe pata hai ki devi draupadi ka nature aisa nahi tha lekin fir bhi agar ek minute keliye serial wala sach man le to ye kaha se kaha ja sakta hai ki has dia islye duryodhan jaise adharmi ko rasta mil gaya unka apman karne ka🙄

  • @ajaypanchal9365
    @ajaypanchal9365 Рік тому +13

    Karn play significant role in mahabharat i love karn

    • @kuchbhirakhlebhai6834
      @kuchbhirakhlebhai6834 Рік тому +5

      Every character plays a significant role😅

    • @akhil8037
      @akhil8037 Рік тому +2

      If karn and Shakuni are not with duryodhan he may become a good person 👍👍👍

    • @Iconigamer69
      @Iconigamer69 Рік тому +1

      ​@@akhil8037only sakuni not karn

  • @shrawaniwalupante7824
    @shrawaniwalupante7824 Рік тому +14

    Pratishod lena hi tha to akramand kar lete , Draupadi ka itna bada apman karne ki kya avashakta thi??!!!!!

  • @sovanvlogs4810
    @sovanvlogs4810 Рік тому +2

    Isliye kaha jaata hai ki shabdon ka chayan soch samajhke karni chahiye, chahe Draupadi ke dwara Andhe ka putra andha kehna ho ya phir Karn ka Draupadi ko Veshya kehna ho, baad mein ye shabd aapke jeevan mein angaar bhar degi. Mein ye nahi kehta hoon ki Draupadi ke saath ho hua wo uski layak hai, Draupadi ke saath jo bhi hua ekdum galat aur adharm tha. Lekin hum khud adharm kare ya humaare saath adharm ho, saara prasang apne karm ke anusar hota hai.

    • @harikrishnank1996
      @harikrishnank1996 Рік тому +4

      Waham sirf Bheem, Arjun, Nakul, Sahdev aur daas aur daasiyom ne hasa. Draupadi waham nahi tha. Aur koi unko "Andhe ka puthr andha" nahi kaha. Ye kaam folklores aur novelists 14th century se shuru kiya. Lekin Duryodhan ne Dhritarashtra se jakar Draupadi ka naam janbhujkar include kar diya. Kyonki unke pitashri dyutkhle ko virodh nahi karega. Tho unko kyom log ne arop kar raha hai. Sirf folklores aur serils ke karan

    • @rachit676
      @rachit676 Рік тому +3

      Devi Draupadi ne kabhi andhe ka putra andha nhi kaha, unka koi lena dena hi nahi tha insab chizo se fir bhi duryodhan ne asa kis kyunki wo pandavo ko nuksan pahuchana chahta tha, aur iske pehle duryodhan ne already itne adharm kiye hai jo ki anginath hai uska kya bhai

    • @stranger_edits2780
      @stranger_edits2780 10 місяців тому +2

      Kbhi nhi bola tha vo vha nhi thi

  • @marutibandgar8621
    @marutibandgar8621 Рік тому +2

    Very good morning and most welcome cute beautiful masum gudiya sehar

  • @nandan6985
    @nandan6985 Рік тому +2

    Karn bohot bat kar raha hay, jasa kuch kar payaga😂

  • @namanyadav8386
    @namanyadav8386 Рік тому +2

    Ab sabko apni aukaat pta chal jaegi dyut sabha me🤫

  • @srp3840
    @srp3840 Рік тому +11

    Ye scene 100% sehi he, old Mahabharat' me galat dikhaya tha' ki Draupadi bolti he; ye chut tha, aisa kahi mentioned nehi he, ye mentioned he' ki uski servent boltihe aur Duryodhan' ko lagtahe ki Drupadi ne bola;

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 Рік тому +3

      Koi nhi bolta bhai reality me use lalach aajata aur use bas indraprastha chahiye tha aur draupadi ke sath ye karne ka koi Motive nhi tha ek tym pe jab pandav sb kuch har jate to duryodhan indraprastha me khush ho jata aur game rokne ke liye bol deta but shakuni force krta aur majboor krta yudhisthir ko fir vo sbko daw pe lga deta aur agar mauka aata to duryodhan mauka kbhi ni chhodta pandavo ko insult krne me aur usne vo kra bhi tha

    • @harikrishnank1996
      @harikrishnank1996 Рік тому +7

      ​@@harshrawat962 Lekin yaham anek Duryodhan bhakth bhi hai bhai. Wo ye incident mem janbhujthe Draupadi ko include karenge. 14th century ka ek Tamil author Villiputhuroor ne ye incident mem Draupadi ko pahla include kiya aur uske baad anek folklores aur novelists, aur uske baad 1965 ka ek movie "Mahabharat" mem bhi Draupadi ko include kiya. Lekin log ye sabko sach man raha hai

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 Рік тому +2

      @@harikrishnank1996 na yar agar bhai dashi upar muh me bhi ji dekhti thi hastinapur ke yuvraj ko sach me bolti ye sab aur draupadi to bahut simple si thi jab usko rajyasabha me laye tb bhi vo sabse simplistic way me hi bat kr rhi thi hn old mahabharat me ye bhut glt way me dikhaya hai matlab kisi ko bhi gussa aa jayega jis way me vo bola gya

    • @harikrishnank1996
      @harikrishnank1996 Рік тому +2

      ​@@harshrawat962 Waham sirf Bheem, Arjun, Nakul, Sahdev aur daas aur daasiyom ne hasa. Draupadi waham nahi tha. Tho unko kyom log ne arop kar raha hai. Sirf folklores aur serils ke karan

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 Рік тому +1

      @@harikrishnank1996 Brother, earlier everyone used to believe in it, nowadays almost everyone has read Mahabharata, so they know about it. There must be some great people who don't know about this but 80% people know that Draupadi did not say anything to Duryodhana about that And Duryodhana also troubled Draupadi because she was the wife of the Pandavas and Duryodhana and Karna enjoyed troubling the Pandavas from the beginning and Pandavas enjoyed troubling them too but Pandavas never do this with their wives.

  • @Maatarini-f5v
    @Maatarini-f5v Рік тому +3

    Duryodhan ko sirf bahane chahiye ladai karne keliye.
    Aj tak wo jo kar raha ta pandavon ne kitna saha kabhi gusse mein koi step liye??
    Log sirf is ghatana ko doss dete hai. Per kya ye asla waja tha... To pehele duryodhan ne jo kiya tha kis baje se kiya tha??
    Fir v pandovo ne is bar bhi maf kare ni ki proposal diye the yudh talne keliye.
    Kaurav ko mauka chahiye ladai jhagada karne keliye. Or karn ki to budhi bichara sahi nehi hai ajata hai aga mein gee dalne

  • @rajsharmasharma5282
    @rajsharmasharma5282 Рік тому

    Jai shire krashna

  • @Maatarini-f5v
    @Maatarini-f5v Рік тому +1

    Duryodhan aj tak jo kiya tha. Pandav ne koi step liya tha. Or ye karna ko dikhayi nehi raha tah

  • @ggautamr4677
    @ggautamr4677 Рік тому

    Jai SriKrishna

  • @KaaLBhairav999
    @KaaLBhairav999 Рік тому +6

    krishnaG's deep expression on draupadi's unwanted comment said it all🕵😷.
    arrogant lady should not have said that line✌👎period!!

  • @ajaychatterjee6780
    @ajaychatterjee6780 Рік тому

    Are pandov ne koi bar kurov ka apaman kiya th ,,n dropadi bohot hi ghamandi aurat th .
    Wo sab ka apaman kiya th ,
    Kuch lok natak failaata hai ki dropadi innocent hai 😇😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅

  • @tarunsoni5764
    @tarunsoni5764 Рік тому

    Aage bahut bura hoga dropadi k saat sab Beth k dekhege

  • @ggautamr4677
    @ggautamr4677 Рік тому

    1:21 Trigger point for War

  • @nicknealasphalt3d206
    @nicknealasphalt3d206 Рік тому +4

    Yeh Dropadi ne hi Bola tha Actully , chahe toh B,r.,chopra ke Mahabharat main bhi Dekh lo tum log , bataa nahi is Director ne is main aisa kyon kiya hai na jaane🤔❓

    • @Proud_sanatani1712
      @Proud_sanatani1712 Рік тому +12

      Serial dekh ke kuch bhi mat bolo mahabharat me kahi bhi ye 'andhe ka Putra andha' nhi h

    • @Maatarini-f5v
      @Maatarini-f5v Рік тому +9

      Galat information mat do plz. Originally kisine nehi bola tha

    • @subir476
      @subir476 Рік тому +4

      Druopodi ne nhi bola.
      Thik se janke aaw

    • @bhawananagori9862
      @bhawananagori9862 Рік тому +6

      Draupadi ne kuch nhi bola tha esa vedvyas mahabharat me kuch nhi h... B. R chopra me bol diya iska matlab ye nhi k wahi sb sach h... Galat dikhaya h usme

    • @aagrijokes5524
      @aagrijokes5524 Рік тому +2

      ​@@bhawananagori9862Waah re waah😀, ab kya hi kahe tum logo ko , matlab jab baat pandvo ya phir draupadi pe Aaye toh, B.r. chopra ki mahabharat bhi inhe galat si lagti hai ine 😂 , Aa jate hai vedvhyas ki baate karne parr jab wahi baat karn ya phir kisi anya adharmi ki kehlaaani ki ho , toh yahi woh log hote hai jo B.r. chopra ki mahabharat ka example dete hai hamesha😁👍, doglapan koi tum logo se sikhe sach main 😅......

  • @CleverTricks
    @CleverTricks Рік тому +2

    Adharmi karn pratisodh ki baat karta hai bo bhi ek baar hue duryodhana ke apmaan keliye, pandav ka kitna apmaan hua hai bina bajay, unko kitni baar marne ki saazish ki gayi chal se jisme yeh adharmi karn bhi shaamil tha lekin pandav phir bhi pratisodh ke bare me nahin soche. Yeh hota hai difference between Dharm and Adharm.
    Dusri baat Karn bas bolta hai badi badi baaten but arjun ke age har baar harta hai bo, chahe book Mahabharat ho ya old Mahabharat ho.

    • @pallabichall7052
      @pallabichall7052 Рік тому +2

      Lekin fir bhi log us adharmi karn ko idol bana kar baithe hai
      Sach mein kalyug hai bhai

    • @Suraj-j7u
      @Suraj-j7u Рік тому +1

      Woh idol hi hai

    • @Suraj-j7u
      @Suraj-j7u Рік тому +1

      Mahabharat ka sabse important hai karn se mahabharat adhuri hain

    • @CleverTricks
      @CleverTricks Рік тому

      @@Suraj-j7u ghanta.

  • @BadBoy-jd2ii
    @BadBoy-jd2ii Рік тому +1

    Draupadi ne hi bola tha andhe ka putra andha is serial main nahi dikhaya gaya❤❤❤❤

    • @Maatarini-f5v
      @Maatarini-f5v Рік тому +6

      Book padho. Galat information mat do serial dekh kar. Draupadi ne to kya kisi dasi ne bhi nehi bolatha. Sirf 4pandavo ne hasa tha us per

    • @srp3840
      @srp3840 Рік тому +6

      Draupadi don't speak anything;

    • @spyjod07
      @spyjod07 Рік тому

      ​@@Maatarini-f5vreference do

    • @rachit676
      @rachit676 Рік тому +3

      Panchali ne kabhi nahi kaha tha, serial wala gyan mat do

    • @namanyadav8386
      @namanyadav8386 Рік тому

      ​@@rachit676Tu pichle janm me draupadi ki dasi wagera tha kya?