Jisney bhi purani filmey dekhi hai. Usmay aisa koi nahi hoga. Jo jubilee kumar ki filmey dekh k naa roya ho. Inki filmey family emotions vaali hoti thi. Yeh zyadatar tragedy role kartey thay. Par end main khusi mil jaati thi. Face aur avaaz dekh k lagta tha ki inka hriday komal hai. Inki koi film jo dekhi main nahi bhuli ho. Jo royi hu inki filmey voh meena kumari sahib biwi aur gulaam k alawa kabhi nahi royi hu. Inki biography aayi hai voh inkey fans zarur padhey.
Anjana Ayi milan ki bela Geet Lalkar Mother india Jhuk gya asman Ap aye bahar ayi Arzoo Ganv hamara shahar tumhara My most favrat film rajendee is the best acoter bolwood
Aarzoo. Sangam.gora aur Kala. Aap Aaye bahar Aaye. Dil ek Mandir. Mother India. Toofan aur Diya. Kanoon. Gharana. Mere mehboob. Aaye Milan ki Bela. Saathi. My fevrot movies. First time watching.2019 all movies.
Video dekhne ke liye aur Comment ke liye Dil se bahut bahut dhanyawaad raju Kote bhai. Ye jaankar behad khushi hoti hai ki aap lagbhag sabhi best movies dekhe huye hote hain.thank you so much bro
SUNIL DUTT.SHAMMI KAPOOR. SHASHI KAPOOR. SANJEEV KUMAR. RANDHIR KAPOOR. SHATRUGAN SINHA.RAJEEV KAPOOR VINOD MEHRA AND NASEERUDDIN SHAHs FILMS LIST PLEASE. FROM MUSCAT
Gora Aur Kala gawar Kanoon Sangam Vachan geet Anjana Arzoo Zindagi Dil Ek Mandir Gharana Mere Mehboob aaj ka Panchi Ye Pyar Ka Sagar Suraj talaq Talaash gawar Saajan Ki Saheli Mother India Diya Aur Toofan
Mere Mehboob,Aayee Milan ki Bela,Dil Ek Mandir,Mother India, Talaash, Hamrahi,Sasural Zindagi,Gharana,Aas Ka Panchhi,Goonj Uthi Shehnai,Aarzoo,Goes aur kala Chirag Kaha Roshni kahan,Sangam ++++++
Sir yadi meharbaani karke ye bhi bataa de ki kaha par in filmo ko hit bataaya gaya hai to main bhi jaakar dekhun,kyonki jin source par puri industry bharosha karti hai waha khoj khoj kar thak gaya waha to in filmo ko hit nahi bataaya jaa raha.aap to cinema ke expert lag rahe hain mujhe aur bhi videos banaane hain aap ek ek karke sabke verdict bataate rahenge to meri Videos achchi banegi
Geet Preform Well In Some territory But Overall It was An Average Fare, And Lalkar was Not Hit This High Budgeted Multi starer Was Not even in The Top 25 List of The Highest Grossing Movies List Of 1972.
Aap bol rahe the ki inki jyadatar film silver zubli ya golden zubli manati thi 60's me isliye inko zubli Kumar kahte the lekin do ya char film ko chhodkar Aapne to koi bhi film Nahi batayi Jo super hit hi ho phir kaise inko zubli Kumar kahte the but Rajendra Kumar was good actor
Rajiv Singh Bhai Silver Jubliee Ka matlab Sirf ye filmo ka hit hona hi nahi hota.kai Average filme bhi silver Jubliee rahi hai.silver Jubliee ka matlab kya jaise kisi ek sahar ke cinema ghar me film 25 Hafto tak chali lekin ek cinema ghar me 25 Hafto Tak chalke to film hit nahi ho sakti.us samay fimo ko ek state se duare state me lagne me saal bhar lag jaata tha us hisaab se filme chalti rahti thi lagataar.us samay ke film magazine aur media ne chijo ko bahut manuplate kiya hai mujhe aisa mere Research me pata chalta hai.lekin aapne qakhir me bilkul sahi baat kahi,Rajendra kumar ji great Actor hain.video dekhne ke liye aur Comment ke liye Dil se dhanyawaad Bhai
Aapki sabhi jaankariyaan bakwas hain Jubli filmein kahan hain jinke kaaran inka naam jublie kumar pada? Jhuk gaya Aasmaan geet anjana ganwar ko aap average ya flop bata rahe hain jo galat jaankari ka saboot hai
Pahli Baat Aap Bahut Achchi tarah se jaan le ki 1960 Se 1970 Ke darmiyaan ki rajendra kumar ji ki kai Filme avrage se hit superhit Blockbuster tak huyi hain.Ye wahi filme hain jo Silver Jublee bhi hua karti thi.sabse pahle to apni jaankaari sahi kar lo ki silver Jubliee hone se koi film hit nahi ho jaati.ab jaise kalkatta ya mumbai ke ek Talkies me film silver Jubliee ho gayi to kya pure film ka budget nikal jaayega.alag alag territory me uss samay filme saal saal bhar baad laga karti thi.kai buri se buri filme bhi kuch small Centre me hafto hafto tak chalti thi to silver Jubliee hone ki wajah se use hit maan le kya ?? Mr. Chopra Fruits kaafi samay se aap mere Viewers Hain us wajah se bahut Respect karta hoon aap bhi Respect ke daayre me rehkar Comment kare to behtaf hoga.kyonki main yaha kisi ki personal pasand ke hisaab se verdict nahi bataata.jo database me available hai wahi bataata hoon
@@KforKARTAVYA kuchh baaton par khud bhi gaur kar lena chahiye sir, kya aapko lagta hai k geet anjana jhuk gaya Aasmaan ganwar yeh movies average ya flop ho sakti hain ? Maine toh kayi tv programs aur vividh bharti par bhi suna hua k yeh movies super hit ya jublie thin Aur aap kya chaahte hain jo aap kehdenge wahi sach hoga? Mere shabad bilkul sahi थे Maine aapko aap hi likha tha agar fir bhi aapko mera tokna boora laga toh sorry
Sabki apni Choice hoti Hai Sir,Yadi aapko lagta hai ki aapne jo suna wo sach hai to use maaniye main jis chij pe yakeen karta hoon use main maanta hoon,Har Producer Director Apni Film Ko Hit Bataata hai.60's 70's 80's Ke Daur Ki Filmo ke Collections aur Verdicts ko bahut Manuplate kiya gaya hai jaise kisi ko Rajendra Kumar pasand to unki sab filme hit kisi ko rajesh Khanna pasand to kisi ko Amitabh Bachchan.khair main jin sources par yakeen karta hoon wahi se Collections bataata hoon.jaise aap meri baat par sahmat nahi waise hi main bhi aapki baat se sahmat nahi,itna hi fark hai.aur waise bhi hit film ko flop batakar mujhe kuch milne wala hai nahi,Main wohi bataata hoon jo mujhe Research karne par milta hai.Aur Net me sab Available hai thodi mehnat aur Research karenge aapko bhi saare Verdict mil jaayenge
@@KforKARTAVYA Rajender Kumar ki gawaaar hit movie hai aur jhuk gaya asmaan hit movie hai mene dusre review me hit dekha hai apke review me average kya
First superstar in bollywood actor Rajendra Kumar ji
Great actor of hindi cinema his jubilee records are unbroken
Great indian actor having highest no of jubilee films
Jisney bhi purani filmey dekhi hai. Usmay aisa koi nahi hoga. Jo jubilee kumar ki filmey dekh k naa roya ho. Inki filmey family emotions vaali hoti thi.
Yeh zyadatar tragedy role kartey thay. Par end main khusi mil jaati thi.
Face aur avaaz dekh k lagta tha ki inka hriday komal hai.
Inki koi film jo dekhi main nahi bhuli ho. Jo royi hu inki filmey voh meena kumari sahib biwi aur gulaam k alawa kabhi nahi royi hu.
Inki biography aayi hai voh inkey fans zarur padhey.
Awesome video bhai.meri favorite movie mere mehboob hai
Video dekhne ke liye aur aapke khubsurat Comment ke liye Dil se bahut bahut Shukriya QJ Khan Bhai🌱
MOST HANDSOME HEROES OF HINDUSTAN DHARMENDRA RAJESH KHANNA RAJENDRA KUMAR SHASHI KAPOOR SHAMMI KAPOOR FEROZ KHAN AND ACTING TOP CLASS
Very nice l like Sangam Jindagi Suraj Dil ek mandir.
SAIRA BANU WAS MADLY IN LOVE WITH RAJENDRA KUMAR
Jobli satr rajeedra kumar ki mere mehboob suraj sathi jukh gaya aasman aarzoo Best movie mere mehboob aur aarzoo my fevarit
Anjana
Ayi milan ki bela
Geet
Lalkar
Mother india
Jhuk gya asman
Ap aye bahar ayi
Arzoo
Ganv hamara shahar tumhara
My most favrat film rajendee is the best acoter bolwood
Very nice video kartvya bhai ji.
Dil Se bahut bahut dhanyawaad Dwarika Bhai Ji
Aapke Comments ka badi besabri se intezaar rahta hai mujhe,har baar Dil khush kar dete ho aap bhai ji🌱
Aarzoo. Sangam.gora aur Kala. Aap Aaye bahar Aaye. Dil ek Mandir. Mother India. Toofan aur Diya. Kanoon. Gharana. Mere mehboob. Aaye Milan ki Bela. Saathi. My fevrot movies. First time watching.2019 all movies.
Video dekhne ke liye aur Comment ke liye Dil se bahut bahut dhanyawaad raju Kote bhai.
Ye jaankar behad khushi hoti hai ki aap lagbhag sabhi best movies dekhe huye hote hain.thank you so much bro
Good
Dhool ka phool aur mother india aur aarju aur mere mahboob aur talash aur bhi bohat sari
Rajendra kumar ji old actor me best lagte hai.
Top 5 costar.1 vaijyanti mala 2.meena kumari 3 mala sinha .4 saira.banu.5sadhana.
SUNIL DUTT.SHAMMI KAPOOR. SHASHI KAPOOR. SANJEEV KUMAR. RANDHIR KAPOOR. SHATRUGAN SINHA.RAJEEV KAPOOR VINOD MEHRA AND NASEERUDDIN SHAHs FILMS LIST PLEASE. FROM MUSCAT
Rajendra Kumar was superb. Bu5 the film industry ignored him
Super star Rajender Kumar
Sirji.joy mukharji &sanjay khan ka career analysis kijiye please.
Thanks for uploading,
Ab sirf shammi kapoor ka hi analysis rah gaya.
AAPKO DIL SE THANKS
Mere mehboob,
Mother India
Video dekhne aur Comment karne ke liye Dil se bahut bahut dhanyawaad Bhai ji
shammi Kapoor ji par jald hi Video laane ki Koshish karunga🌱
@@KforKARTAVYA
Thanks for reply
Nice
Thank you so much for Watching And for your Comment And Appreciation Payel Dey Ji🌱
Rajinder kumar ke sabi film acchi . Aanjana film bhut asshi hi.
👌👌👌
Thank you so much for Watching And for your Comment And Appreciation Sir
Gora Aur Kala gawar Kanoon Sangam Vachan geet Anjana Arzoo Zindagi Dil Ek Mandir Gharana Mere Mehboob aaj ka Panchi Ye Pyar Ka Sagar Suraj talaq Talaash gawar Saajan Ki Saheli Mother India Diya Aur Toofan
Aarju
Mere Mehboob,Aayee Milan ki Bela,Dil Ek Mandir,Mother India, Talaash, Hamrahi,Sasural Zindagi,Gharana,Aas Ka Panchhi,Goonj Uthi Shehnai,Aarzoo,Goes aur kala Chirag Kaha Roshni kahan,Sangam ++++++
ALL Movies Staring TheBestActor RAJINDER KUMAR are The Best
👍
👍👍👍👍👏👏👏👏
Inki adhiktar filme achchhi hain
Top 5 costar.1 vaijyanti mala.2.mala sinha.3.meena kumari.4.sadhna.5,Sahara banu.
क्लीप अच्छी है.सुरज और आरजू ये दो फिल्मे बेहद पसंद है
Rajendra kumar ji 👌👌👌👌
Gaanwar best film
Thank you so much for Watching And for your Comment Rupam Bhai Ji🌱
Vinod Mehra hit and flop movies list with box offic
My hero jubli kumar
70s80s90s ki bagat aur kaneshen 20 20
Sir aap ki jankaari galat hai. Jhuk gaya aasman, Anjana, Aap aye bahar aai ye Hit film hai
Thik hai sir apni iss jaankaari ke sath khush Rahiye.All The Best
Gora aur kala directed by Naresh kuma not raj kumar kohli
varsha usgaonkar ki vdo banayea
Ghuk gaya asmaan hit movie hai
suraj movie
Mother India.sangam.suraj.gawar.geet.aarzoo.anjana.kanoon. lalkar.jhook gaya asman.phool,love story.aai Milan ki bela.aman. dil ek mandir.
Sunil dutt psr video banaso
Bahi jeetendar ki movie ka bi Bata Dena sukriya
Video dekhne ke liye aur Comment karne ke liye Dil se bahut bahut Shukriya Ashiq Mughal Bhai🌱
Galt jankari mat do Talash, Geet,Lalkar bhi hit movies hai sir aapko kuch nahi pata hai
Sir yadi meharbaani karke ye bhi bataa de ki kaha par in filmo ko hit bataaya gaya hai to main bhi jaakar dekhun,kyonki jin source par puri industry bharosha karti hai waha khoj khoj kar thak gaya waha to in filmo ko hit nahi bataaya jaa raha.aap to cinema ke expert lag rahe hain mujhe aur bhi videos banaane hain aap ek ek karke sabke verdict bataate rahenge to meri Videos achchi banegi
@@KforKARTAVYA geet film is hit
Sunil Datt ka analysis career bnao
Pl. Vachan film super hot thi
Lalkar and Geet were hits
Geet Preform Well In Some territory But Overall It was An Average Fare, And Lalkar was Not Hit This High Budgeted Multi starer Was Not even in The Top 25 List of The Highest Grossing Movies List Of 1972.
Dabangg series
Bishwajee
आई मिलन की बेला का नाम नहीं लिया
Sunil Datt ki film
Aman picture
Aap bol rahe the ki inki jyadatar film silver zubli ya golden zubli manati thi 60's me isliye inko zubli Kumar kahte the lekin do ya char film ko chhodkar Aapne to koi bhi film Nahi batayi Jo super hit hi ho phir kaise inko zubli Kumar kahte the but Rajendra Kumar was good actor
Rajiv Singh Bhai Silver Jubliee Ka matlab Sirf ye filmo ka hit hona hi nahi hota.kai Average filme bhi silver Jubliee rahi hai.silver Jubliee ka matlab kya jaise kisi ek sahar ke cinema ghar me film 25 Hafto tak chali lekin ek cinema ghar me 25 Hafto Tak chalke to film hit nahi ho sakti.us samay fimo ko ek state se duare state me lagne me saal bhar lag jaata tha us hisaab se filme chalti rahti thi lagataar.us samay ke film magazine aur media ne chijo ko bahut manuplate kiya hai mujhe aisa mere Research me pata chalta hai.lekin aapne qakhir me bilkul sahi baat kahi,Rajendra kumar ji great Actor hain.video dekhne ke liye aur Comment ke liye Dil se dhanyawaad Bhai
Lalkar
Arzoo movie mast lgi
Aapki sabhi jaankariyaan bakwas hain
Jubli filmein kahan hain jinke kaaran inka naam jublie kumar pada? Jhuk gaya Aasmaan geet anjana ganwar ko aap average ya flop bata rahe hain jo galat jaankari ka saboot hai
Pahli Baat Aap Bahut Achchi tarah se jaan le ki 1960 Se 1970 Ke darmiyaan ki rajendra kumar ji ki kai Filme avrage se hit superhit Blockbuster tak huyi hain.Ye wahi filme hain jo Silver Jublee bhi hua karti thi.sabse pahle to apni jaankaari sahi kar lo ki silver Jubliee hone se koi film hit nahi ho jaati.ab jaise kalkatta ya mumbai ke ek Talkies me film silver Jubliee ho gayi to kya pure film ka budget nikal jaayega.alag alag territory me uss samay filme saal saal bhar baad laga karti thi.kai buri se buri filme bhi kuch small Centre me hafto hafto tak chalti thi to silver Jubliee hone ki wajah se use hit maan le kya ?? Mr. Chopra Fruits kaafi samay se aap mere Viewers Hain us wajah se bahut Respect karta hoon aap bhi Respect ke daayre me rehkar Comment kare to behtaf hoga.kyonki main yaha kisi ki personal pasand ke hisaab se verdict nahi bataata.jo database me available hai wahi bataata hoon
@@KforKARTAVYA kuchh baaton par khud bhi gaur kar lena chahiye sir, kya aapko lagta hai k geet anjana jhuk gaya Aasmaan ganwar yeh movies average ya flop ho sakti hain ? Maine toh kayi tv programs aur vividh bharti par bhi suna hua k yeh movies super hit ya jublie thin
Aur aap kya chaahte hain jo aap kehdenge wahi sach hoga? Mere shabad bilkul sahi थे Maine aapko aap hi likha tha agar fir bhi aapko mera tokna boora laga toh sorry
Sabki apni Choice hoti Hai Sir,Yadi aapko lagta hai ki aapne jo suna wo sach hai to use maaniye main jis chij pe yakeen karta hoon use main maanta hoon,Har Producer Director Apni Film Ko Hit Bataata hai.60's 70's 80's Ke Daur Ki Filmo ke Collections aur Verdicts ko bahut Manuplate kiya gaya hai jaise kisi ko Rajendra Kumar pasand to unki sab filme hit kisi ko rajesh Khanna pasand to kisi ko Amitabh Bachchan.khair main jin sources par yakeen karta hoon wahi se Collections bataata hoon.jaise aap meri baat par sahmat nahi waise hi main bhi aapki baat se sahmat nahi,itna hi fark hai.aur waise bhi hit film ko flop batakar mujhe kuch milne wala hai nahi,Main wohi bataata hoon jo mujhe Research karne par milta hai.Aur Net me sab Available hai thodi mehnat aur Research karenge aapko bhi saare Verdict mil jaayenge
Black Panther 1955-1972 tak unka stardom tha Rajender Kumar ka
@@KforKARTAVYA Rajender Kumar ki gawaaar hit movie hai aur jhuk gaya asmaan hit movie hai mene dusre review me hit dekha hai apke review me average kya
Hit this not hot