Thanks bhai jo jo. Mene app se questions kiye app ne gentlemen genuine reviews diye... App ne humare liye bahut hard work kara app ka teh dil se sukriya.... God bless you. Mere pas bhi same x1 h mene Amazon se liya tha but i m satisfied & Thanks again for your hardworking video. God bless you Bro Regards Jitender Haldwani Uttrakhand
I have this same scooter but different brand (flycon grove) with lithium ion battery , mujhe 75 thousand ki padi aur top speed 50 ki hai range 70 -80 mil jata hai aaram se single me , uske speedometer me top speed 50 tak show hota hai non rto hone ke baad bhi , maine use 18 oct 2024 ko liya tha ,aur 0 to 100 3 to 3.5 hr me ho jata hai , aur mere me cruise control bhi hai , mere me front disc hai aur rear drum brake hai
Before 1 month maine kharida komaki X1 komaki website se Rs 35999 main 75 kilometres milage mil raha hai grafin battery model hai highest speed hai 65 kilometre
Now is the time for iPhone 15 unboxing because I have been following you for 2 years and I also told you that please unbox iPhone 15 when it costs 155k
Agar x1 base model third gears per 50kms ki average de rahi h woh bhi continue ride with full accelerated toh 1& 2nd mein toh 60-70kms average jayega iss hisaab se toh..... Trusted brand h after using. Moreover mene online mangwaya 35000rs ka pada with accessories aur komaki ka full support bhi mila aur rahi service ki baat pehli baat service ki itni Mujhe koi khas jaroorat nhi padi aur agar padegi bhi toh komaki support se meri scooty ki service arranged ki jayegi meri city mein jaha pe isska dealer showroom hoga. Meri baat hui thi company mein toh unone yeh sab kaha mujhe. Mera toh 4-5 hazar bacha online kharid ke aur kya chaiye.Transportation mein mere ghar tak aya & koi bhi tut fut nhi hui. Good komaki.
@techmesh Agar koi wait kar sakta hai Patients hain ki agar 30days se uper bhi ho jata delivery ke liye toh jo uss chiz ko jhel sakta h wait kar sakte hai toh komaki se direct bhi le lo aur komaki Customer care se contact rakehin & Payment direct komaki company ke Account mein dalein company ka account komaki customer service wale hi de dete hain uss me dalein woh mere hisaab se save baki appki kudh ki jimmedaari se kaarein mein toh woh bata raha hu jo. Mere sath experience hua. But lagatar customer service se connect rahein komaki company ki website se order karne ke baad. Mere experience se Komaki mujhe toh fraud company nhi laggi bus todha delivery mein todha jayeda time laga dete but Bhej jaroor dete bcs inke dealers ki demand bahut rehti iss liye todha direct order wale ko todha late bhejte h.
Website se mangvai hai ya fir Amazon pe mujhe bhi mangvani hai bhai par Amazon me to out of stock hai par website pe kya trust kar sakte hai full payment ke sath ?
Bhai kuch log online Komaki ki website se toh manga chuke hai, aaya bhi hai. Par bahut time lag jata hai. Kisi aur brand ka le lo same model, jiska showroom saamne ho, kyuki sab made in china hota hai and assemble karke apna apna bech rahe hain. Varna amazon pe stock aane ka intezar Karo.
Bhai mujhe to 60,000 ki padi. Aur average bhi 30 ka hi de rahi hai. Aisi ghatiya scooty maine aaj tak nahi dekhi. Jo log single seat daily gadi chalaenge our jo log city me chalaenge unke liye hi ye best hai. Ham gaon valo ko nahi . Aur bhai 3 mahine bad ye scooter apna asli roop dekha degi .
First mode per 65 to 75 ke bich milega abhi scooty nai hai or break shoo naye hone se bhi firk padta hai 3 month bar real world range miljayega 80 bhi tach ho sakta hai highway per second mode speed 28
Thoda se bhi knowledge hai bhai iss scooter ke baare mein??? Baki videos dekhte toh jante, jao ja ke top speed test video dekh ke aao phir comment karna
@@techmesh bhai thoda respectfully reply Karo koi new ata h na channel me to aise baat nahi karna chahiye bura lagta hai 🥺 ha bhai mujhe nahi pata hai to isliye to puch raha hu na pata hi hota to puchta kyu😔😮💨
Bro what is price of komaki X1 model with 48 Volt Lead acid graphene battery model sir Pl reply So u get 50KM millage? Your top speed is 41 KM per hour Is sny other scooter company gives better speed but still no Licence required Does Amphire has any such scooters n if so what is its top speed n what is its Range n what is its price n what is charging time required
Mene bhi x1 prime li hai but 41 ki speed hi mil rahi hai and range only 45 km, but full charge sirf 53.3 volt tk hi ho rahi hai jabki 58 volt tk charge hona chahiye , or battery indicator bhi 3 cell hi dikhata hai after full charge
@techmesh charger pe 3no light blink karna band kardeti h Tb hatata hu charging se or 55v tak display m dikha raha h Company wale keh rahe h 3.4 baar battery khatm karke charge karo range bad jayegi
Bhaiya ji Mane bhi komaki x one purchase Kiya hoon but battery ke BMS me koi issue a gaya hai jiske waja se Delhi gayi hai battery. Mera battery variant 1.75 lithium hai company Claim karti hai 85+ kitna milega mujhe milega please suggest me
@@arvind2754 bhai 50 ki li hai but rto insurance abhi nhi hua hai , inhone temporary number b nhi diya jisse registration, insurance hoga, or chal hi nhi rai hai sahi to kya kru samajh nhi a ra, apka whats app number milega kya pls?
Bakwas hai komai x one Maine 60v29h liya hai Company claim 85+ dealer claim 80+ Lakein chalti hai only 65 km in full charge, maine 2 bar charge kar check kiya hu Esliye mat lo ye bike kisi aur company ka lo
Bhai aapka video dekha bahut acha laga, dil se khusi hoti hai jab koi apne jharkhand ki tarif karta hai. Aapki scooty bahut achi hai mujhe achi lagi, mere pass bhi ek electric scooty hai Belning Falcon 2020 model 4 saal ho gaya abhi tak koi dikkat nahi aayi mast chalti hai, Highway par abhi bhi 60-65 ki range de deti hai double savari par. Thanx ua-cam.com/video/omeYVXDkr0U/v-deo.html
Bhai Manta hu ki tumne Tarzan le liya hai toh ab justify karne ki poori kosish karoge ki vahi sabse best hai, balki kahi na kahi tumhe bhi lgta hoga ki bekar hy liya, Komaki hy le leta. Kyuki isme aur Tarzan mein poore ₹21000 ka farq hai!!!! Ho sakta hai yeh tumhare liye koi badi baat nahi hai, but bhut se aise log hai jinke liye yeh bahut hy bada amount hai, and vo itna extra Paisa nhi laga sakte. Komaki ka bhi build quality ekdum mast hai, aur agar kisi ko range zyada chahiye toh vo ₹55000 vala model le sakta hai, jo Tarzan se toh zyada hy mileage dega.
Thanks bhai jo jo. Mene app se questions kiye app ne gentlemen genuine reviews diye... App ne humare liye bahut hard work kara app ka teh dil se sukriya.... God bless you. Mere pas bhi same x1 h mene Amazon se liya tha but i m satisfied & Thanks again for your hardworking video. God bless you Bro
Regards
Jitender
Haldwani
Uttrakhand
My pleasure bro ❤️
graphene battery or lithium battry wali scooter के price मे कितने रुपये का फर्क हैं?
Please check website.
thankyou bhai ap bohot mhenat karte ho ap jaldi tarakki karoge all tha best👍
Thanks bhai ♥️
Thank you sir Vedio banane k liye... Kafi help Mila aapke vedio se mujhe v lena h sir..... Pls suggest ❤❤
You're welcome bro, go ahead...buy without a second thought.
Absolutely amazing ev 🔥
I have this same scooter but different brand (flycon grove) with lithium ion battery , mujhe 75 thousand ki padi aur top speed 50 ki hai range 70 -80 mil jata hai aaram se single me , uske speedometer me top speed 50 tak show hota hai non rto hone ke baad bhi , maine use 18 oct 2024 ko liya tha ,aur 0 to 100 3 to 3.5 hr me ho jata hai , aur mere me cruise control bhi hai , mere me front disc hai aur rear drum brake hai
Nice 🔥
आपकी मेहनत को सलाम 🙏🤗 , अब मुझे तसल्ली मिली , वीडियो लाइक्ड , ओर subscribed
बहुत बहुत shukriya 🙏
Before 1 month maine kharida komaki X1 komaki website se Rs 35999 main 75 kilometres milage mil raha hai grafin battery model hai highest speed hai 65 kilometre
Apka weight kitna hai 40 kilo?
Kuch bhi
@@parthobhattacharjee main stand pe khadi krke b chalayega to bhi ye speed or range nhi milegi
Now is the time for iPhone 15 unboxing because I have been following you for 2 years and I also told you that please unbox iPhone 15 when it costs 155k
Thanks man nice work❤️🔥
Thanks 😊
Agar x1 base model third gears per 50kms ki average de rahi h woh bhi continue ride with full accelerated toh 1& 2nd mein toh 60-70kms average jayega iss hisaab se toh..... Trusted brand h after using. Moreover mene online mangwaya 35000rs ka pada with accessories aur komaki ka full support bhi mila aur rahi service ki baat pehli baat service ki itni Mujhe koi khas jaroorat nhi padi aur agar padegi bhi toh komaki support se meri scooty ki service arranged ki jayegi meri city mein jaha pe isska dealer showroom hoga. Meri baat hui thi company mein toh unone yeh sab kaha mujhe. Mera toh 4-5 hazar bacha online kharid ke aur kya chaiye.Transportation mein mere ghar tak aya & koi bhi tut fut nhi hui. Good komaki.
Bilkul bhai.
Amazon se lene se bahut fayda hai, credit card offer lga ke 35000 mein mil jata hai. Par sala hamesha out of stock rehta hai.
@techmesh Agar koi wait kar sakta hai Patients hain ki agar 30days se uper bhi ho jata delivery ke liye toh jo uss chiz ko jhel sakta h wait kar sakte hai toh komaki se direct bhi le lo aur komaki Customer care se contact rakehin & Payment direct komaki company ke Account mein dalein company ka account komaki customer service wale hi de dete hain uss me dalein woh mere hisaab se save baki appki kudh ki jimmedaari se kaarein mein toh woh bata raha hu jo. Mere sath experience hua. But lagatar customer service se connect rahein komaki company ki website se order karne ke baad. Mere experience se Komaki mujhe toh fraud company nhi laggi bus todha delivery mein todha jayeda time laga dete but Bhej jaroor dete bcs inke dealers ki demand bahut rehti iss liye todha direct order wale ko todha late bhejte h.
Website se mangvai hai ya fir Amazon pe mujhe bhi mangvani hai bhai par Amazon me to out of stock hai par website pe kya trust kar sakte hai full payment ke sath ?
90+km range model requires RTO registration?
Top 2 models of X1 requires registration.
11:28 main khud 80 kilo ka hun😅. By the way love your videos❤❤
Nice bro, thanks for watching ❤️
Website se mangvana trustable hoga bhai ?
Trustable toh hoga, par offline le lo bhai showroom se, 3-4 hazar zyada pade toh pade.
Atleast baad mein service toh milega.
@@techmesh koi showroom nahi hai Bhai komaki ka 250km dur hai company me call Kiya tha to
@@techmesh Full paymant k sath ho raha hai website pe to kya full payment karna sahi hoga ?
Bhai kuch log online Komaki ki website se toh manga chuke hai, aaya bhi hai. Par bahut time lag jata hai.
Kisi aur brand ka le lo same model, jiska showroom saamne ho, kyuki sab made in china hota hai and assemble karke apna apna bech rahe hain.
Varna amazon pe stock aane ka intezar Karo.
@@techmesh thanks Bhai but komaki x1 affordable price me hai isliye
Bhai mujhe to 60,000 ki padi. Aur average bhi 30 ka hi de rahi hai. Aisi ghatiya scooty maine aaj tak nahi dekhi. Jo log single seat daily gadi chalaenge our jo log city me chalaenge unke liye hi ye best hai. Ham gaon valo ko nahi . Aur bhai 3 mahine bad ye scooter apna asli roop dekha degi .
Thanks for sharing your experience.
To kyon lete ho lead acid wali chinese😂
Ok test its battery after 3 month again@@techmesh
Indian konsi hai bhai sari chinese hai or komaki lithium wali hogi ye@@VishalSingh-yv6sk
Super.. Genuine Review - Really Appreciate, Great work.
Thanks for the appreciation! 😊
Aap ki video x1 ki dekh kar 1week me hi jake gadi khareed li mi ne
Bohot badhiya, gaadi kaisi lagi aapko?
Apka kaisa experience hai.
First mode per 65 to 75 ke bich milega abhi scooty nai hai or break shoo naye hone se bhi firk padta hai 3 month bar real world range miljayega 80 bhi tach ho sakta hai highway per second mode speed 28
Thanks for sharing this bro... 3 months baad review banaunga, usme bnaunga agar badhta hai toh.
Bhaiya t900 smart watch ka time automatically change ho jata hai kya kare usko thik karnd ke liye
😂 bhai kya bolu 🐢🐌🦥 40km me chalao aur fir range batana😅
Utne mein hy chalaya hai!!!!!
20:39 toh 25 kyo dikha Raha hai itne der se😅@@techmesh
Thoda se bhi knowledge hai bhai iss scooter ke baare mein???
Baki videos dekhte toh jante, jao ja ke top speed test video dekh ke aao phir comment karna
@@techmesh bhai thoda respectfully reply Karo koi new ata h na channel me to aise baat nahi karna chahiye bura lagta hai 🥺 ha bhai mujhe nahi pata hai to isliye to puch raha hu na pata hi hota to puchta kyu😔😮💨
@@GWEcstasy2.0 sry bro, dnt mind.
Thanks sir k,apka. Battery kon sa hai aur kab buy kiye the scooty
Welcome.
29 October,2024 ko kharida hun.
Graphene Gel Battery Model.
Bhai mujhe lena hai kaha se lu
❤love 26:32
Thanks
Bhai charging time kitna hai ??
Video dekho bna rakha hai bhai
Bro what is price of komaki X1 model with 48 Volt Lead acid graphene battery model sir
Pl reply
So u get 50KM millage?
Your top speed is 41 KM per hour
Is sny other scooter company gives better speed but still no Licence required
Does Amphire has any such scooters n if so what is its top speed n what is its Range n what is its price n what is charging time required
Price for this model is around ₹35,999 online.
Offline 40-42 thousand.
Pahle jab gadi new hoge tub acha average degi after 3 mahine me ye apna asli rup dikha degi
Thanks for sharing your experience, I will make my 3 months usage review.
Meri scooty achi chal rahai h 51V ki lithium battery single bande par 70Km. Average ❤ brand local h lekin scooty same h
Nice bro
Good job👍
Thanks
bhaiya sri tech e-co ki scooter try kariye 55000 me 55 se 80 km range deti he 4 saal battery warranty please try kariye
Okay
Komaki में lithium बॅटरी के स्कूटर है क्या ?
Han bilkul hai
Bhaiye ye jo meter pe battery ka logo se mere to same esa hi rehta hai top pe H and bottom pe C likha hai
Acha
Nice video brother
Thanks
Bhai online kaise buy karoo
Komaki ki website se ya phir Amazon se.
Par amazon par available nhi hai filhal.
Hello bhai ❤
Hi
Mene bhi x1 prime li hai but 41 ki speed hi mil rahi hai and range only 45 km, but full charge sirf 53.3 volt tk hi ho rahi hai jabki 58 volt tk charge hona chahiye , or battery indicator bhi 3 cell hi dikhata hai after full charge
Battery charging test video dekh lijiye
Thank you brother
Welcome bro ❤️
Max- sped kitni hai bhai❤
Real speed test vala video dekho bhai
@@techmesh 👍👍❤
Sir mene online mngaya tha battery 30ah ka diya h jbki site m 32 ah graphene show krta h
Top speed m 35-40km range hi de rha h
Website se mangvai hai ya fir Amazon se?
@vishvpatel10 komaki site se
@@Lallu326 advance payment Kiya tha bhai? Aur kitne din me aayi thi ?
@@vishvpatel10 advance payment krna pda 57 din m gadi aayi
Bahut paresan hua hu
3-4 baar charge Karo bilkul down karke, mileage badhega
कितने दिन पुरानी गाड़ी है
29/10/2024 ko liya tha.
❤love
Komaki ke all variant par ak video banao bhai
Kosish karunga bhai.
Mene parso liya h 1st pe 35 se zyada de hi nhi raha or
Kal mene 3rd mode mix karke chalaya
To 24 ka hi reh gya
Sahi se full charge karte ho?
@techmesh charger pe 3no light blink karna band kardeti h
Tb hatata hu charging se or 55v tak display m dikha raha h
Company wale keh rahe h 3.4 baar battery khatm karke charge karo range bad jayegi
6 - 7 Baar Charge Discharge Kro Ho Jayegi
Same maine bhi face kiya full charge karne par 27km ki range jisme se 5 battery vala model liya hai maine @@techmesh
@@ahsanraza5749kuch farak aaya ??
Hi friend ye company kaha ki hai? Indian hai ya babar ki? Plz tell me Jay hind vande mataram. Jay shree ram thanks.
Company toh bhai bahar ki hai.
Japanese company hai, but parts mainly made in china hote hain, assembled in india.
Company kyon bekar hain bhai aisa kyon bol rahe hain
Good
Thanks
Mera Redmi 4A Chori ho gya tha bro ye Tumare pass kha se aaya😂
Maine toh chor bazar se kharida bhai... 🤣🤣
@techmesh Ab To Tu Gya 💀
Bhaiya ji Mane bhi komaki x one purchase Kiya hoon but battery ke BMS me koi issue a gaya hai jiske waja se Delhi gayi hai battery.
Mera battery variant 1.75 lithium hai company Claim karti hai 85+ kitna milega mujhe milega please suggest me
Milna chahiye bhai
Nhi milega mujhe to only 51 mil ra hai x1 prime li hai lithium wali.
Or speed only 41 mil rahi hai
@@entertainmentviaindia5418 kitne ki Li he aur rto insurance bhi kiya he kya
@@arvind2754 bhai 50 ki li hai but rto insurance abhi nhi hua hai , inhone temporary number b nhi diya jisse registration, insurance hoga, or chal hi nhi rai hai sahi to kya kru samajh nhi a ra, apka whats app number milega kya pls?
Apki battery ka kya hua or?
Bhai inka trip meter false show karta hai 😂 700M me bhi 1 km court karta hai
Acha
High slope pr chadake dikhao na bhai please
Ok bro
Slow and study wins tha race
Thanks for watching ❤️
Bakwas hai komai x one
Maine 60v29h liya hai
Company claim 85+ dealer claim 80+
Lakein chalti hai only 65 km in full charge, maine 2 bar charge kar check kiya hu
Esliye mat lo ye bike kisi aur company ka lo
Pehle 5-6 charge cycle complete Karo, mileage badh jayega
Moj aa ggyi baddua video banaya
Thanks for watching ❤️
Jab battray purani ho jaygi milage or kam ho jayega
Yeh toh prakriti ka niyam hai bhai....
Mujhe bhi lena hei
Le lo
Bahi mere wazan 85 se zada hai
Maximum load 200kgs ka hai, koi tension nhin
Ye Chinese scooter hote hai aur bahut ghatiya quality ke hote hai
Thanks for sharing your feedback.
Accha
बेकार है komaki company after sell sarvice नहीं देते, बेचा और काम खत्म 3 साल बेकार
Thanks for sharing your feedback.
Accha
Bhai aapka video dekha bahut acha laga, dil se khusi hoti hai jab koi apne jharkhand ki tarif karta hai. Aapki scooty bahut achi hai mujhe achi lagi, mere pass bhi ek electric scooty hai Belning Falcon 2020 model 4 saal ho gaya abhi tak koi dikkat nahi aayi mast chalti hai, Highway par abhi bhi 60-65 ki range de deti hai double savari par. Thanx ua-cam.com/video/omeYVXDkr0U/v-deo.html
Thanks for watching.❤️
Apki scooty mein bht zyada stylish looks hai...😍🔥
@@techmesh thanks bhai
Isse achi to yukie Tarzan hai 58k price build quality ekdam mast hai range 60/65 hai mast brand big seat big tyre 72v 🔋 battery
Bhai Manta hu ki tumne Tarzan le liya hai toh ab justify karne ki poori kosish karoge ki vahi sabse best hai, balki kahi na kahi tumhe bhi lgta hoga ki bekar hy liya, Komaki hy le leta.
Kyuki isme aur Tarzan mein poore ₹21000 ka farq hai!!!!
Ho sakta hai yeh tumhare liye koi badi baat nahi hai, but bhut se aise log hai jinke liye yeh bahut hy bada amount hai, and vo itna extra Paisa nhi laga sakte.
Komaki ka bhi build quality ekdum mast hai, aur agar kisi ko range zyada chahiye toh vo ₹55000 vala model le sakta hai, jo Tarzan se toh zyada hy mileage dega.
❤love