Hum Par Tumhari Chah Ka Ilzam Hi To Hai | Faiz Ahmad Faiz Poetry | Sad Urdu Poetry

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 30 вер 2024
  • ham par tumhari chaah ka ilzam hi to hai
    dushnam to nahin hai ye ikram hi to hai
    karte hain jis pe taan koi jurm to nahin
    shauq-e-fuzul o ulfat-e-nakam hi to hai
    dil muddai ke harf-e-malamat se shaad hai
    ai jan-e-jan ye harf tira naam hi to hai
    dil na-umid to nahin nakam hi to hai
    lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
    dast-e-falak men gardish-e-taqdir to nahin
    dast-e-falak men gardish-e-ayyam hi to hai
    akhir to ek roz karegi nazar vafa
    vo yar-e-khush-khisal sar-e-bam hi to hai
    Faiz Ahmad Faiz Ghazal
    #UrduPoetrystudio
    #faizahmadfaizpoetry
    #Besturdupoetry
    Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    Background Music creadit goes to Respected Owner/
    Facebook. Facebook.com/urdupoetrystudio12

КОМЕНТАРІ • 7