How to Publish Gazette Notification for Name Change or Correction || Gazette of India.

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 31 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 2,3 тис.

  • @akshitrajsingh
    @akshitrajsingh  Рік тому +16

    Guys aagar aapko futher assistance chahiye ya gazette ke paper ready karvane hai toh aap merse contact kar sakte hai Haan uske charges honge
    Instagram id - akshitraj_s

    • @englishwithkrishnaescnirma2467
      @englishwithkrishnaescnirma2467 Рік тому +2

      Sir mujhe karwane hai...

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +2

      @@englishwithkrishnaescnirma2467 INSTAGRAM pe contact karo

    • @parasrana1240
      @parasrana1240 Рік тому

      Bhai mere documents me father ke naam me surname nahi hai sirf naam hai single. but unke aadhar card me unke naam me surname hai, to kya mujhe bhi surname add karvana hoga apne documents me jese adhar card me,pls batayiye

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      @@parasrana1240 haan

    • @biswajitdeka7812
      @biswajitdeka7812 Рік тому

      Ok

  • @RahulSingh-of8tg
    @RahulSingh-of8tg 6 місяців тому +7

    Bhai Maine bahut videos dekhe hn..but bhai tumne jiss tarah se explain Kiya hai... hat's off to you bro..
    I'll recommend this video to everyone who wants to change their name..😃👍

  • @sidharthtripathi6457
    @sidharthtripathi6457 Рік тому +7

    seriously bro, this video is gem on youtube.
    you explained it sooo welll...........

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Thank you

    • @krishangopalpandey7237
      @krishangopalpandey7237 Рік тому

      ​@@akshitrajsingh bhai saree documents me name chnge hone me kitna time lagega aur mai delhi me rehta huu nahi mai gorakhpur me rehta huu toh kaise karu

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      @@krishangopalpandey7237 video dekh lo phele puri phir sab samaj aajaega sab kuch btaya hai aadhi video mat dekho

  • @sandeep9316
    @sandeep9316 Рік тому +4

    अक्षित जी,
    आपको कोटि-कोटि धन्यवाद आपने यूट्यूब पर बहुत अच्छा गाइडेंस दिया है पूरे स्टेप को बड़ी ही खूबसूरती से समझाया हैl
    और आज तक यूट्यूब पर किसी ने इतने बढ़िया से नहीं बताया आपने पूरी ए टू जेड प्रोसेस बहुत ही बढ़िया से बताया है इसके लिए मैं आपको बहुत-बहुत धन्यवाद देता हूं आप इसी तरह वीडियोस बनाते रहे l
    धन्यवादl

  • @Shin-Shooter
    @Shin-Shooter Місяць тому +1

    Love you bhai..
    You told in very positive manner unlike some lawyer, they say like it is like cutting a mountain

  • @sandujasaab
    @sandujasaab 3 місяці тому

    Bhai itni detailed video to professional bhi ni bna paate jinka roj ka kaam hai hats off

  • @vivekkumarmeena7552
    @vivekkumarmeena7552 6 місяців тому +4

    I SEND IT BY POST AND IT'S DONE EXACTLY IN ONE MONTH TIME. THANK YOU SO MUCH FOR THE HELP!

  • @mehndiagarwal320
    @mehndiagarwal320 Рік тому +3

    This is one of the best videos expaining the process...very informative. Thank you!! But I had a doubt regarding the public notice. The guidelines on the website mentions that the "prescribed performa in duplicate with signatures" is needed. So do we need to attach a xerox copy of the public notice with the other documents, or the original one like you showed in the video?

  • @ranasharma95
    @ranasharma95 Рік тому +8

    Bro, after watching your video, my work was done at once visit, thank you very much.

    • @ranasharma95
      @ranasharma95 Рік тому +1

      mera gazette mein name published ho gya hai thanks bro

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      Ha

    • @dilpreetsingh3362
      @dilpreetsingh3362 Рік тому

      ​@@ranasharma95 thanks for sharing your experience. Just want to know something can you please share you number

    • @shubhmstyle
      @shubhmstyle Рік тому

      ​@@akshitrajsingh , please mujhe pura process bataiye Mera Mummy aur daddy ka name correction karna hai

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      @@shubhmstyle same process hai joh video mein btaya hai dono ka gazette banva lo

  • @sarvjotsingh1101
    @sarvjotsingh1101 Рік тому +2

    Thank you for making this video you have saved me so much hassle. You explained everything very neatly.

  • @rajeshkumarsharma5592
    @rajeshkumarsharma5592 Рік тому +1

    Sirji, saare undertaking, Affidavit ki yadi aap format upload karte to aapki bahot kripa hoti....thanks for making this video....

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Sir mere pass aab toh nahi hai aap video se hi Screenshot le sakte ho aur video mein format vali Website btai hai i think 9 min par hoga woh

  • @monikasehrawat8024
    @monikasehrawat8024 Рік тому +12

    With the help of your extreme informative video I have prepared all my documents. Tons of thanks to you😊. There is one more thing that I want to know.....ki kya kisi din dept. Of publication ka office band bhi rehta h kya or uske timings kya h? Please ye bhi bata do.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +2

      Monday to Friday 10am to 4pm

    • @apoorwsingh8217
      @apoorwsingh8217 Рік тому +1

      @@akshitrajsingh brother wo jo deed h kya wo sirf central government employees ke liye h ya psu employees par bhi applicable h ?
      kya job( central gov/psu) me hone ke baad bhi name change karwa sakte h ,kyuki phir kafi jagah name correct karwana padega like your department etc.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      @@apoorwsingh8217 deed central govt employee ke liye hai

    • @futuredoctor4653
      @futuredoctor4653 Рік тому

      @@akshitrajsingh Sir aapse itna puchna tha ki jaise log UA-cam par batate hai and jaha tak sahi bhi hai gazette Jo ki indian government ke help se Banta hai uske ban jane ke baad aapka name change ho jata hai aap kahi bhi purane document ke saath usko laga kar naye naam se Jane ja sakte ho to sir yahi puchna tha ki jaise mai abhi gazette banwa lu to meri jo 12 th ki marksheet hai wah agle years aayengi to sit wah 12th ki marksheet new mani jayengi guzett publication date se bhi to mai uske saath guzett notification lagaunga to guzett notification ko priority di jayengi ya 12,th marksheet ko

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      @@futuredoctor4653 bhai tumhari 10th class Marksheet ko priority di jaegi. Gazette notification se public documents mein name change hota hai academic documents mein nahi uske liye pura aalag Process hai tumhe School mein Application deni hogi Gazette bhi lagana hoga aur jitne bhi old documents hai usme bhi name change karvana hoga phir jakar 10th 12th Marksheet mein name change hoga warna College mein admission logo most probably aapka 10th class hi name consider karege

  • @rahulgathania219
    @rahulgathania219 Рік тому +4

    This is the best video, with all the relevant steps .. Big thanks

  • @harshitshorts4538
    @harshitshorts4538 2 роки тому +7

    Hi Akshit. Can u please share the details required if issuing a gazette for Father surname change in marksheet.

    • @harshitshorts4538
      @harshitshorts4538 2 роки тому +1

      correction- Father surname ADD in cbse marksheet.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому +1

      Same procedure has to be adopted for issuing gazette then with the help of gazette change your father's name in aadhar card pan card then apply for cbse through school

    • @harshitshorts4538
      @harshitshorts4538 2 роки тому +1

      @@akshitrajsingh what if i have fathers surname in aadhar card & pancard do I still need gazette for adding father name in marksheet?

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому +1

      No, you can directly contact school

    • @ruqayyakhan5340
      @ruqayyakhan5340 Рік тому +1

      @@akshitrajsingh cyber cafe to 2 3k le rahe hain

  • @guruvbc
    @guruvbc 11 місяців тому +1

    Sir mujhe apne naam k saath sur name add karana hai aur mere father name me Father ka jo sur name hai vohi surname lagana hai different surname nhi lagana to mujhe kiske sign karvane hoge affidavit par

  • @rishav5419
    @rishav5419 26 днів тому

    Hi Akshit. Beautiful explanation. Thank You so much. I faced minimal issues at the Gazette Office, and successfully got my gazette notification without hribing any staff or hiring any agent, unlike the other people there who had to spend 3-4k on agents only for arranging the documents. I cant believe i arranged everything correctly and completely, thanks to you and your video.
    Best wishes for you 🙏

    • @ashokgokak2302
      @ashokgokak2302 15 днів тому

      Hi rishav i have question kindly share ur insta id or email id where I can ask doubt

  • @Mark-nv9sg
    @Mark-nv9sg Рік тому +6

    Bro we have the following documents fully prepared :-
    1. Affidavit with Notary + IAS attested
    2. Newspaper publication
    3. Public Notice (2 witnesses)
    4. CD Certificate
    5. CD with soft copies without signature
    6. Request Letter
    7. Passport sized pics Aadhar
    We watched your video before preparing my friend's documents. Every document is similar to yours.
    If there is anything else we are required to carry then let me know.
    Also can they refuse to change name even after all documents are complete?? Because my friend wants to change his name & surname from Hindu to Christian name & surname.
    Thanks & Cheers 👍🏻

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      No they can’t refuse.

    • @mousomidutta9123
      @mousomidutta9123 Рік тому +2

      Konse newspaper me publish krna sahi rahega? I am from Assam.. Hindustan times ya mere shehar k local newspaper me?😊

    • @Mark-nv9sg
      @Mark-nv9sg Рік тому +3

      @@mousomidutta9123 any national newspaper.. Times of India is ok.. it will only cost around 300 rupees.
      I went to the department of publication on Monday 20th of March and my name in gazette was published in 6 days

    • @anshulmourya
      @anshulmourya Рік тому

      ​@@Mark-nv9sg Hlo Bhai
      Affidavit me kisi officer ke sign hona jaruri hai for only spelling mistake correction

    • @anshulmourya
      @anshulmourya Рік тому

      ​@@mousomidutta9123
      Hlo apne newspaper me add kaise diya please batay 🙏

  • @AJAYVARMA-ds8kp
    @AJAYVARMA-ds8kp Рік тому +6

    भाई मैने by post भेजा था एक महीने आ गया था तीन चार महीने नही लगते अगर मिस्टेक होती हैं। तो आपके adress par by post later आता है उसमे जो भी कमी वो फिर से by post भेज दो

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Thanks btane ke liye but kabhi kabhi thoda zayada time lag jaata hai.

    • @bepositive3752
      @bepositive3752 11 місяців тому

      Bhai kaha se ho aap

    • @bepositive3752
      @bepositive3752 11 місяців тому

      Mujhe bhi krvana hai help chahiye aapki

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  11 місяців тому

      @@bepositive3752 haan bolo

    • @bepositive3752
      @bepositive3752 11 місяців тому

      ​@@akshitrajsinghBhai me Rajasthan se hu or centre gazette niklvana hai to konse newspaper me advt.. dena padega or kitne newspaper me advt..dena chahiye

  • @62916291ful
    @62916291ful 2 роки тому +4

    Best way to watch on 1.75x as video maker is slow speaking guy

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому

      Will work on that in future thanks for the advice

    • @sandeep9316
      @sandeep9316 Рік тому +1

      This is the best video in youtube no need to spead correction.
      it is best way for understanding the following steps.
      Thankyou Sir.

    • @sandeep9316
      @sandeep9316 Рік тому

      @@akshitrajsingh Best video thankyou so much Sir.

    • @Nirajkumar-qj8ts
      @Nirajkumar-qj8ts Рік тому

      Slow speaking bhalay hai lakin samjhaya hai bahut aacha

  • @realworld9282
    @realworld9282 4 дні тому

    Sir newspaper me jab print k piye dena hai toh kya sirf ek city k liye de sakte hai ya zyada city me dena hog, jaise mujhe rashtriya Sahara me dena hai toh uske dehradun city me circulate wale me doo ya zyada city me publish hone wale me.

  • @kuldeepbanwala123
    @kuldeepbanwala123 Рік тому

    MN khus huya jo aap ne achhe se bataya dhanyawad Bhai ji🙏🙏

  • @satishyadav8715
    @satishyadav8715 2 роки тому +3

    Sir please help me

  • @reetkaur560
    @reetkaur560 2 місяці тому

    Mene apna affidavit bnva liya magistrate k sign bhi krva liye or stamp bhi lgva li or news paper me name bhi aa gya....lekin mene ab dekha ki affidavit me hunhone kaithal tk hi likha usse aage haryana or pin code nhi dala

  • @uditkaushik9222
    @uditkaushik9222 2 роки тому +1

    Thanks broo this was very informative...i watched alot of videos but none of them explained like this!! really helpfulllll!!!

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому

      Glad you liked it!

    • @satishyadav8715
      @satishyadav8715 2 роки тому

      @@akshitrajsingh sir mujhe bhi name change krwana hai

    • @satishyadav8715
      @satishyadav8715 2 роки тому

      Apni sister ka Mai up Mai rehata hu

    • @deepanshukaler940
      @deepanshukaler940 10 місяців тому

      ​@@akshitrajsinghhello sir .....plz help me...name change matter.....

  • @shishirchaudhary11
    @shishirchaudhary11 Рік тому

    Thank you bro your video is very helpful after watching your video ...my. Gazzete work done on my first visit 👍👍👍

  • @rrpatel4402
    @rrpatel4402 Рік тому

    Thnkuh so much akshit bro..
    With your guidance my gazette has been published at just one visit ..

  • @DevMandal-0
    @DevMandal-0 8 місяців тому

    Thank you bhai apne jesa jesa bola me wese hi karke name change ho gaya koi extra pese bhi nhi diya or asani se ho gaya 15 din 20din m.. bohot bohot sukriya..

  • @mousomidutta9123
    @mousomidutta9123 Рік тому +2

    Thankyou Akshit Ji🙏 Mera Gazette me naam publish ho Gaya 😊

  • @Raahi244
    @Raahi244 5 місяців тому

    Bhut saandaar jaankari bhaya👍👌👌👏👏

  • @shubham2190
    @shubham2190 8 місяців тому

    Thanks Akshit for guiding us, really informative video.

  • @isha3516
    @isha3516 Рік тому +1

    Loved your vedio..it was very helpful..
    But i have a query..Agar courier se send karenge to 10th ka original marksheet send karna hoga.? Or kya wo waps milega?

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Nahi bhai courier se kuch original nahi bhejna sirf affidavit aur newspaper cutting original jaegi aadhar card marksheet ki photocopy bhejni hai

  • @all-rounder-q7p
    @all-rounder-q7p 18 днів тому

    Sir mera beta abhi 15 saal ka hai. Bete ka name school me "Amit Alex Kispotta" chal raha hai. Yahi real name hai. Lekin Aadhar card me "Aleks Kispota" ho gaya hai. Hame Aadhar card me bhi "Amit Alex Kispotta" karwana hai. To iske liye kya kya document chahiye hoga?

  • @vijivijay2447
    @vijivijay2447 2 місяці тому

    hi akshit ur video has helpful information. i want to know few things is it required to change in marks sheet as well bcz only id proofs are asked everywhere so what is the necessity of marks sheet in this case?

  • @devmalik754
    @devmalik754 Рік тому +2

    this is the best video
    thank you so much bro...

  • @AmanVishwakarma-xv7fx
    @AmanVishwakarma-xv7fx 10 днів тому

    bhiyya meri class 12 aur 10 ki marksheet me father aur mother name me spelling error hai aur mujhey 5 saal se upper ho gya ahai to mujhey bhi yahi process kerna hoga

  • @rajvikas04
    @rajvikas04 Рік тому

    Thank you sir mene apka video dekha and file teyar ki thi mera name 15 din me published ho gya hai 🙏

  • @Sociallife1234
    @Sociallife1234 Рік тому

    Thanks Akshit I have changed my name with help of your video. Thank you so much.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Glad it helped

    • @AamirAliLs
      @AamirAliLs 11 місяців тому +1

      You did yourself?

    • @Banarasboy
      @Banarasboy 9 місяців тому +1

      Mujhe bhi pura name change karne hai please help me

    • @eee4z
      @eee4z 8 місяців тому

      ​@@BanarasboyYou are there on every comment. will you give me your telegram/ig?

    • @eee4z
      @eee4z 8 місяців тому

      ​@@AamirAliLsI am

  • @ezajhossain
    @ezajhossain 5 днів тому

    Post me Newspaper pura dena hai ya only published page cutting send karna hai

  • @pragatitomar90
    @pragatitomar90 Рік тому

    ek point aur add krdo ki witness waale form 2 lagte hai ek application k liye ek cd ke liye

  • @dhananjaikandari2808
    @dhananjaikandari2808 Місяць тому

    🎉sir roorki uttrakhand m kon se din gezzet prakashit hota h j

  • @udaymandal3724
    @udaymandal3724 9 місяців тому +1

    Bhai mene witness form me do witness ka signature to karwa liya , par mene signature nahi kiya jaha signature likha hua tha waha name type karke likha tha.. isse koi dikkat to nahi hoga or by post bheja par do witness ka koi bhi i'd nahi bheja koi dikkat hoga isse batao pls .

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  9 місяців тому

      haan aapka type name hi aaega sign nahi karne the aapko

  • @AmarjeetKaur-vc8bo
    @AmarjeetKaur-vc8bo Рік тому +2

    Sir ,i have changed my name in all documnets but in 10,12 graduatiin marksheet old name is ther.and now i want to apply for govt. Exam .what should i do now.will they reject me

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +2

      You don't need to worry if you have a gazette.

  • @srijalkumar6887
    @srijalkumar6887 10 місяців тому +1

    Hello Akshit Bhaiya, kya affidavit sirf apne permanent address wale court se hi banta hai ya phir kisi aur jagah se bhi ban sakta hai? Actually mein apne permanent address par rehta nahi hu. Aur kya newspaper bhi mein apne current residence wala city pe chapwa sakta hu?
    Please clear my doubt cause i didn't stay at my permanent address.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  10 місяців тому +1

      Dekho safe side ke liye affidavit aur newspaper mein ad ussi jagah se karvao jaha tumhara aadhar card ka address mentioned ho

    • @srijalkumar6887
      @srijalkumar6887 10 місяців тому +1

      @@akshitrajsingh thank you bhaiya! Ek doubt aur hai ki "dandadhikari" first class magistrate ke under aata hai kya? Kyuki Maine apne affidavit unhi se banwaya hai aur mera affidavit Feb 2021 ka hi bana hai to ussi ke through newspaper mein ad dalwa du ya phir naya affidavit banwau?

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  10 місяців тому +1

      @@srijalkumar6887 Bhai yeh toh pata nahi 1st class magistrate hote hai ya nahi but affidavit 6 months tak valid rehta hai

  • @mohdowais9479
    @mohdowais9479 Рік тому +1

    Akshit bhai
    Mai abhi minor hu class 12th me just enter kiya hu aur mere class 10th ke Marksheet me mere father mother me father me to spelling error hai lekin mother me surname error hai aur mai abhi minor hu.
    Maine department of publication ki website se jitne bhi format nikale usme y to father rah sakte hai y mother to mujhe Public notice, Affidavit,CD certificate, Aur Newspaper kya aur kaise likhwana hai.
    Ya fr mother aur father ke do alag alag gazette publish honge y fr koi aur bhi format hai
    Please bta dijiye ❤️

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Bhai aagar name error hai toh Gazette mat banvao mummy papa ka aadhar card aur ekk Application likh kar school valo ko submit karo maine cbse mein name change kaise karte hai uspar video banai hai video ke Description mein hai dekh lo

  • @addisajwan6850
    @addisajwan6850 Рік тому +1

    Mera naam aadhar card me jo hai wahi bank account me krna hai...iske liye b gazatte notifiaction krna pdega kya???
    Plzz tell...

  • @guruvbc
    @guruvbc 11 місяців тому

    Sir jo aapne affidavit par sdm k sign karye hai uske lia sdm sir ne sidha sign kar dia ya fir pehle tehsildar se sign karvane ko bola kyoki mne jab sdm sir ko bola sign krne k lia to unhone to sign karne se mna kr dia aur bola phele tehsildar aur ward member ke sign karvoy fir dekhege please reply bro🙏

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  11 місяців тому

      sign toh karvne honge court ke judge se bhi karva sakte ho

  • @Srikanth245
    @Srikanth245 Місяць тому

    Sir , witness form mai applicant signn karna ki nahi
    Witness forms kitna bejna
    Major kelia kitna fee barna
    Pls reply sir

  • @jaypahadi
    @jaypahadi Рік тому

    Thank you akshit really informative video

  • @ruchikagupta1954
    @ruchikagupta1954 Рік тому

    Best video for details on changing name.

  • @rosemusic768
    @rosemusic768 Місяць тому

    You saved me. Thank you so much

  • @Savuiiii
    @Savuiiii 9 місяців тому

    9:17 Sir, cd me sirf ek CD material hi rakhna hota hai phir aapne aisa kyon bola ki dusra jo cd ke ander dalna hota hai?????

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  9 місяців тому

      Yeh joh dalna hai woh cd ke ander docx format mein dalna hota hai maine uski pdf dikhai hai kya dalna hota hai

    • @Savuiiii
      @Savuiiii 9 місяців тому

      @@akshitrajsingh Thank you sir

  • @guddubharati9436
    @guddubharati9436 2 місяці тому

    Hi sir
    Maine apna name correction gazzate maharashtra se banaya hai kya mai hai gazzate other state me use kar sakta hu

  • @Savuiiii
    @Savuiiii 9 місяців тому

    Aapne kaha ki 10$ wale stamp paper me bhi affidavit banva sakte hain par shop wale kehte hain ki office me jao yahan nahi banta hai????

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  9 місяців тому +1

      Haan 10-20rs vale pe bhi banva sakte ho warna woh zabaradasti bolte hai 100rs vala stamp paper lagao

  • @MASALAFACTS008
    @MASALAFACTS008 2 роки тому +1

    Sir mujhe name change karwana hai mai 10th mai hu or mera registration mai
    Mene mera purana name likh diya ab regret jo rha hai sir mujhe naam pasand
    Nhi hai ab mai name kese change karao
    Cbse mai plz 🙏😭 help

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому +1

      Joh joh iss video mein btaya hai woh follow karo aur pasand ka naam hai woh karva lo uske baad aadhar card pan card jaise documents mein name change karvao gazette ke basis par phir maine cbse ki videk ka link description mein diya hai ki usme kaise name change karte hai toh sab dekh lo ho jaega sab

  • @Adil.Sheikh
    @Adil.Sheikh 11 місяців тому +1

    Akshit bhai Please reply.. gazette se surname add karwane me sirf Aadhar card dene se kaam ho jayega ya koi second I'd proof bhi dena hoga?

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  11 місяців тому

      Birth certificate ya 10th ki marksheet dono mein se koi ekk id proof aur dena hoga aapko

    • @Adil.Sheikh
      @Adil.Sheikh 11 місяців тому

      @@akshitrajsingh Pan card dene se hoga? kyuki birth certificate or marksheet dono me father name me error hai but aadhar me maine thik karwa liya hai isliye pahle mai apne surname ka gazette banwaunga fir father ke correction ka

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  11 місяців тому

      @@Adil.Sheikhhaan kar sakte ho pan card bhi

    • @Adil.Sheikh
      @Adil.Sheikh 11 місяців тому

      @@akshitrajsingh ok thanks Bhai

  • @vikram5546
    @vikram5546 3 місяці тому

    Sir newspaper kitna old hona chayie Jaise monday ko newspaper mein ad di or Wednesday tak document submit karne delhi ja sakte hai kya plzzz reply

  • @devenderchauhan3469
    @devenderchauhan3469 13 днів тому

    Akshit Sir meri 5 years ki Beti hai or uske Birth Certificate mai name ki spelling galat ho gayi hai Or meri beti ka adhar card bhi nahi bana hua hai or nà hi koi i'd hai mujhe name ki spelling theek karwani hai to iske liye bhi kya gazztte apply karna hoga Sir plz help me mai bahut problem mai hu meri beti ka addmission nahi ho pa raha hai koi court jane k liye kehta hai to koi MCG office to koi kuch plz help me sir 🙏

    • @asadansari6798
      @asadansari6798 4 дні тому

      app apni municipal office jaao wahan bolo birth certificate me spelling change karna hai to notery lagegi air affidavit lagega fir name spelling birthme change ho jaiga maine karaya tha apna

  • @sagarchaudhary9234
    @sagarchaudhary9234 Рік тому

    Bhai gazette aane ke baad passport me change krne ke Liye passport office visit karna pdega? Ya kaise change hota hain gazette ke baad sab documents me name ispe bhi video short brief explanation dedo

  • @shivamagarwal2974
    @shivamagarwal2974 2 роки тому +1

    Thankyou bhai
    Tumne sun li meri😁👌

  • @storm3363
    @storm3363 19 днів тому

    Mera name surname or relegion change karwana hain to mujhe konse konse file banwana hoga?

  • @Nihalkapasia
    @Nihalkapasia Рік тому

    bro mujhe surname change Karwana hai father ka surname alag hai to kaha jana hai notary ke alawa junk sign chaheye uska adress nhi bataya apne

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Sdm ke sign chahiye aur aapne ghar ke pass ke tehsil se karvane honge

  • @RahulSinha-vd7zk
    @RahulSinha-vd7zk 3 місяці тому

    Brother aadhar card pr naam roushan kumar h aur 10th 12th graduation me rohit kumar sinha h aadhar card me naam badalna h roushan kumar se Rohit Kumar Sinha karna h btao bhai thora process pls bhai

  • @futuredoctor4653
    @futuredoctor4653 Рік тому

    Sir aapse itna puchna tha ki jaise log UA-cam par batate hai and jaha tak sahi bhi hai gazette Jo ki indian government ke help se Banta hai uske ban jane ke baad aapka name change ho jata hai aap kahi bhi purane document ke saath usko laga kar naye naam se Jane ja sakte ho to sir yahi puchna tha ki jaise mai abhi gazette banwa lu to meri jo 12 th ki marksheet hai wah agle years aayengi to sit wah 12th ki marksheet new mani jayengi guzett publication date se bhi to mai uske saath guzett notification lagaunga to guzett notification ko priority di jayengi ya 12,th marksheet ko

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      bhai marksheet mein name change karne ka aalag process hai

  • @parikshit1310
    @parikshit1310 2 місяці тому

    Bhaiya kisse sign karwane ha hame affidavit me...
    DM/SDM/Tehsildar...
    kya Tehsildar ke sign chalenge...plz jldi bataye?🙏

  • @Rose-ho8gb
    @Rose-ho8gb Рік тому

    Thank you sir for making this video. Sir, from where did you publish the ad in the newspaper? Is there any reliable website or have you visited their office? and also sir, ad in one of the local leading newspapers is required?

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Only one newspaper is enough also i personally use releaseMyad website

    • @Rose-ho8gb
      @Rose-ho8gb Рік тому

      @@akshitrajsingh Thankyou sir😊

  • @Specialavi
    @Specialavi Рік тому +1

    Sir, name change kaun c city ka du mere district ka option hi nhi aa rha, plz help. Lekin sir mere district ke pass kanpur h wha ka option aa rha hai. Agrr mai kanpur me add publish krr du toh sir, gazette office me acceptable hoga ???

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Bhai isse aacha central gazette hi publish karva lo

    • @Specialavi
      @Specialavi Рік тому

      @@akshitrajsingh Central gazette hi publish krrwana hai usske liye toh ad Dena padega na, aur mere district ka option nhi aa rha toh ad kaha ka du

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому +1

      @@Specialavi bhai phir kahi offline local newspaper mein ad dilva do

    • @Specialavi
      @Specialavi Рік тому

      Local newspaper ka ad acceptable hoga rule toh national level ad ka h. 2 local newspaper me ad Dena ya 1.

  • @ritiksinghlodhi9688
    @ritiksinghlodhi9688 Рік тому +1

    Hello bro mene apna name gazette notification me chnage krva lia hai... Or aadhar m bhi .. lekin central gazette notification se cast certificate me correction nhi kr rhe hai .. phle 10 marksheet correction ke lie bol rhe hai

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Ho hi nahi sakta drame kar rahe hai maine bhi tehsil jakar caste certificate mein name change karvaya tha 30-45 din lage the but ho gaya tha unhone ekk application mangi caste certificate mein name change karne ki newspaper cutting original, aadhar card pan card ki photo copy laga dena jisme name change karva liya aur Gazette ki photo copy laga dena aur bol dena Marksheet mein Name Change Optional hota hai usne na bhi karyae tab bhi dikkat nahi hai. Mere case mein bhi bola tha 10th marksheet mein Name Change karva ke lau magar mein sidha bola tehsildar se baat karvao tehsildar se baat hui unhe documents btaye aur ho gaya sidha main bande se contact karo inko itna nahi pata hota issi liye bolte hai yeh 10th ki marksheet mein Name Change karvao

    • @ritiksinghlodhi9688
      @ritiksinghlodhi9688 Рік тому

      @@akshitrajsingh ha bhai shi kha kya aap ka mobile number mil skta hai isi ke bare me mujhe kuch jankari leni hai ya insta me ho to I'd bta do

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      akshitraj_s

  • @BipulKannaujiya
    @BipulKannaujiya 2 місяці тому

    bhaiya i want to change my father name randhir kannaujiya to randhir kumar aur mujhe apne name badalwana hai bipul kumar kannaujiya karwana hai to gazzate lagegea affdavit kaise banega bata dijye pleses pelse

  • @vintibind999
    @vintibind999 2 роки тому

    Start knha se kren phle knha jaye document me propr name ho jaye life time ke liye

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  2 роки тому

      Video mein btaya hai affidavit banvao aur newspaper mein ad nikalvao phir saare documents joh btaye hai wahi chahiye

  • @pinkymalviya3190
    @pinkymalviya3190 3 місяці тому

    Hello sir mera surname 10th and 12th me alag h aur 12 th ke bad change kiya tha papa ke supporting document ke through aur 5 saal shadi le bad jo husband ka surname h vo mere change hue surname dono same h... To gazette bnane ke liye kunse documents use kru... Plz help me out sir...

  • @mahaveerrayka2126
    @mahaveerrayka2126 Рік тому +1

    Thank you sir you are very kind
    Sir mera name change mere all documents educational old name k sath hey and running new k sath sir abroad jaane k liye koi issue aa skta hey kiya
    I m really looking forward to hearing you sir thank you

  • @motorgaddi
    @motorgaddi Рік тому +1

    Tittle change karne se age koyi dikkat nehi hoga? Ap ka family ka tittle and ap ka tittle same nehi hai. To ap family se bahar ho jaoge to.

  • @RohitSingh-lz6rm
    @RohitSingh-lz6rm Рік тому

    Sir mene saare chize Uttarakhand me tyar krliye hai affidavit aur dainik jaagran , amar ujala newspaper to kya me delhi le jaa sakta hu ya Delhi ka resident hona jaruri hai uske liye ..

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Arey aaram se aao delhi aur submit karo uske liye delhi ka resident hona zaruri nahi

  • @Savuiiii
    @Savuiiii 8 місяців тому

    Akshit bhaiya Hindustan Times ka official website to mila hi nahi ad ke liye.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  8 місяців тому +1

      Third party agency karti hai yeh sab

    • @Savuiiii
      @Savuiiii 8 місяців тому

      @@akshitrajsingh Aapne bhi third party se Ad publish karaya????

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  8 місяців тому +1

      @@SavuiiiiHaan ji

  • @vk7663
    @vk7663 2 місяці тому

    Witness id card is required or only a signature is enough

  • @mohitsinghthakur7644
    @mohitsinghthakur7644 Рік тому

    Sir newspaper mai ad. Ek local newspaper mai publish karwane se ho jaayega ?? ya fir dusre national newspaper mai bhi karwani padegi

  • @raunitmaths8770
    @raunitmaths8770 Рік тому +1

    Bhai mera 10 th marksheet me fathers name me RAKESH KR SINHA Ho gya hai.....
    Jb ki baki sare doxument pe jaise 12 ,graduation ka document , RAKESH KUMAR SINHA Hai jo ki original hai ......
    Father k v sare document pe v RAKESH KUMAR SINHA hi hai.
    Toh ab hum id proof k tor pe kya denge......
    Father ka aadhar aur pan de sakte hai....
    Father k

    • @raunitmaths8770
      @raunitmaths8770 Рік тому

      Jisme sahi nam rakesh kumar sinha hi likha hua hai

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Nahi aapko iss case mein gazette banvana hoga warna aage jakar dikkat aaegi

  • @thatartsylove
    @thatartsylove Рік тому +1

    Hi akshit, To send the newspaper ad through courier should the whole newspaper be sent in the post?
    Btw best video so far I have watched ,very detailed and informative.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      No, just send the ad page with your name on it.

  • @champalal-jangid
    @champalal-jangid Рік тому +1

    Hi Akshit,
    Very friendly and helpful video. You have explained each step very well.
    I have a query -
    I have a change in my surname so if I take the signature from SDM is that fine or I have to take from the IAS officer or both.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Bhai SDM hi IAS hote hai IAS ki post hoti hai SDM (sub district magistrate)

    • @indiacraft8871
      @indiacraft8871 Рік тому

      ​@@akshitrajsingh😂😂😂😂😂

  • @truth6460
    @truth6460 11 місяців тому

    Hello bhai jab aapne college me admission liya tha to apko koi problem nhi aayi thi document verification ki wajah se .aisa to nhi hoga na ki college admission na le kyuki aapka bhi to college admission ho gya tha . 10 ki marksheet me jo h wo consider kremge na wo 12 me mera naam me sir name missing h

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  11 місяців тому +1

      haan normally 10th marksheet name hi consider hoga

    • @truth6460
      @truth6460 11 місяців тому

      @@akshitrajsingh thanks bhai❤️❤️

  • @ProphetsWay
    @ProphetsWay Рік тому +1

    Hi askhit bhai
    I want to talk to you
    Mera class Nursery Se class 10th tk sbhi result me name error to kya wo shi hoga ab
    Please bta dijiye

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Haan toh name change mein aaega woh case bachpan se joh name tha aab aapko sahi name chahiye toh name change mein new name mein aaega

    • @ProphetsWay
      @ProphetsWay Рік тому

      @@akshitrajsingh mujhe sirf mere father aur mother name me correction karana hai jo mere class Nursery se chla aa rha hai galat spelling wo correct ho jayga naa??

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      @@ProphetsWay haan ho jaegi aap Gazette publish karva lo dono ka jisse kabhi aage dikkat nahi aaegi

    • @ProphetsWay
      @ProphetsWay Рік тому +2

      @@akshitrajsingh ok thank you bhaiya ☺️

    • @ProphetsWay
      @ProphetsWay Рік тому +1

      Acha bhaiya jo aapne sb document bnway hai wo aapne sb apne se banway hai yaa fir kisi advocate se karwaya tha ?

  • @ruchirathore5854
    @ruchirathore5854 Рік тому

    Hii akshit... Mere father's name 10th , aadhar and pan me jitendra rathore likha hua h baki 12th , graduation and masters me jitendra singh rathore likha hua h father's name change karne ke liye papa ke bhi koi document lgane padenge ya sirf apne documents se kam chal jayega?

  • @MANASWINI224
    @MANASWINI224 Рік тому

    bhai hum toh lucknow mein rehte toh delhi aake kaise karwanenge .gazette mein publish

  • @tradersid369
    @tradersid369 10 місяців тому

    @akshitrajsingh Documents courier karne ke time newspaper complete courier karna hai yaa bas jo page pe ad hai woh karenge toh chalega

  • @madhuspal
    @madhuspal 14 днів тому

    Kya video bnaya sir very helpfull

  • @mansari1865
    @mansari1865 Місяць тому

    Bhai mai agar apne papa ka kar raha hu mere papa signature nahi karte ha thum impressed karte hai to koi problem nahi hoga na

  • @muzammil7688
    @muzammil7688 Рік тому

    Sir mujhe apna middle or last name add karwana hai tu keya mai ek saath sare documents mai ek saath name change karwa sakta hu.

  • @sumit_mishra80
    @sumit_mishra80 Рік тому

    Bhai screen recording ke liye kon sa software use krte ho?
    Pls reply..

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Nvidia ke graphic card mein inbuilt function hai

  • @at_rajkapoor
    @at_rajkapoor Рік тому

    Sir aap ne newspaper me publish kaise Karaya, mai news paper walo se contact kaise karu , third party wale website jyada paisa maang rahe hai

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Online website pe check karlo warna ghar par joh newspaper aata hai ussi bande bol do ki ad dalvana hai

  • @Rabbu-su8qb
    @Rabbu-su8qb 4 місяці тому

    Sir meri 10th 2018 m aur 12th respectively 2020 m hui thy but mujhe bhot late realise hua k papa k naam m 1 letter extra h so almost 6 years to ho he gye kya m b yahi process follow krr sakti hun, plz reply dijiye gaa, intezar rhe gaa...

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  4 місяці тому

      Haan yahi procedure hai follow kar sakte ho aur school vale supportive rahe toh aaram se ho jaega

  • @anjalisharma9875
    @anjalisharma9875 2 місяці тому

    Sir my fathers name is wrong in all my educational documents..surname is additonal...do we have to make a gazette for the same....then documents of my father will be uploaded or mine?

  • @SD-dc2lx-i2e
    @SD-dc2lx-i2e Рік тому

    Bhai School bale name change karne ke liye mn kar rahe hen ki hum apki koi help nhi kae sakte. Mene abhi 12 ke exam diye hen or mughe surname add karana he

  • @navisingh2053
    @navisingh2053 Рік тому

    Hello sir 🙏 Deepak kumar se Kumar deepak krvana hai .uske liye bhi ye sab docoment legega??

  • @sanmarine123
    @sanmarine123 Рік тому

    bhai , koi bhi agar india ke doosre end pe reheta hai, wo sirf iske liye delhi jayga kya ? courier se kaise karna hai , aur kaise bharat kosh se payment karna hai , ye sab to aap ne bataya hi nahi

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Bhai woh log online fees bhar sakte hai aap youtube le bharkosh name change fees search kar sakte ho baki delhi mein jaha document courier karvane hai woh address maine description mein diya hai

  • @fearfulgameryt
    @fearfulgameryt Рік тому

    Sir itna bi btao ki yeh sab kha se verify krwana h fess kha deni h signature kisse kewana h thoda easy ho jayega humko plz sir

  • @sandujasaab
    @sandujasaab 3 місяці тому

    bhai sabhi ki pdf kha se milegi ya mujhe dekh ke ms word pe khud type krna pdega

  • @swarnapravasahoo5360
    @swarnapravasahoo5360 3 місяці тому

    Halo sir aap kahase ho
    Mera am change hoga kese karu

  • @ankurvarun8024
    @ankurvarun8024 Рік тому +1

    very helpful video sir. thank you very much.

  • @relationyapa
    @relationyapa Рік тому

    Bhai ye batao ki AP jis CD ki bat kar rahe ho koi software ya mujhe ek blank CD buy karni hogi market se.

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Ekk blank CD buy karni hai usme data dalna hai docx format mein

  • @rahulhansdah6639
    @rahulhansdah6639 Рік тому

    Sir me ek bar kiya tha...affidavit aur news paper me ad sab procces karke bheja tha par mere pas koi letter nahi aya

    • @akshitrajsingh
      @akshitrajsingh  Рік тому

      Koi letter nahi aata tumhe online kudh check karte rehna hota hai