Leaves brown hone k 2 vajah ho sakti , 1 root thik se cover na hui ho to or mitti daal kr thik se cover kr de , 2 vajah ho sakti hai over watering,to plant ko jyada Pani na de ,sirf itna Pani de ki nami rahe bs , Plant repot hone k belpatra ki growth ruk si jati h hai,but fikr na kre ,2-3 month me normal ho jayega, plant ki mitti me haldi powder mix kre
Winter me belpatra pattiya gira deta h ya pattiya pilli pd jati hai, ye normal hai, March k baad thik ho jayega, Bs ab plant me jyada Pani nahi dena jb jaruri ho tabhi Pani dena , nahi to plant mr sakta hai
Bel patr bahut long to ho gaya but side me branches nhi h bus ek hi branch h choti... Or bel patr ke patte sukhe or khrab h kha jate h paate insect...paate ache nhi h Kya kare please help.... Natural khaad aati h kya online milti h kya... Khaad humes isiliye nhi li market se kahi kharab na kre khaad
अभी आपका व्हिडिओ देखा,मेरे घर में मिट्टी में लगा या बडा पेंड है पर अभी उसकी पत्तिया टूट टूट के गिर रही है,पेंड सुख रहा है,क्या करू समझ नहीं आ रहा😢 please बताईए🙏
Mujhe Khushi hogi agar me aap ki help kr pau , to pehle is season me belpatra bht sunder or harabhara hona chahiye! Agar nahi hai to root problem ho sakti h aap check kre ki plant ka pani ruk to nahi raha , agar esa h to pot ko change kr de ,nahi kr sakte to pot me or 🕳️ holes kr de ,ki aani ruke nahi
Pehle aapko wajah pta karni hogi kyu sukh Raha hai,thik se Pani nahi mil pa Raha hai ya koi or problem hai। Jyada jad me problem hoti hai, Pani km mil Raha hai ya jyada,iske liye aapko ek baar jad ko khod kar chack karna chahiye
Mene abhi 4 5 month phle bel ka podha liya ta wo sukh gaya fir new leaves ayi sari thoda bara hua fir ab growth ruk gai h leaves purani ho gyi h new bhi nahi arahi
Plant lgane k baad 1se 2 mahine tk plant apni jado ko mitti explore karte hai fir terzi se badte hai, Lekin belpatra ki growth winter me bht jyada slow ho jati hai, season change hote। H grow karga
Belpatra k podhe mai makode lag gye hai bohot sare aur wo neem oil k spray se bhi nhi ja rhe hai ...aur pure plant per white white & black spot kr diye hai ... please koi remedy btaye..gowth ruk gyi h
Aapko daily plant ko dhone ki jarurat hai, or Jo makode h un ko aap kisi kapde ki help se nikal sakte ho to nikal do , plant ko dhone se makode nahi lg pate / kide ht jayege to growth bhi start ho jayegi
@@Jayantisinnghvlogs madam lekin plant bahar jamin mai lgaya hai aur makode jameen mai ho gye hai uske niche roots mai bill bana liye hai...aur roj dho deta hu fir bhi nhi hat rhe hai makode...
@@bhaskarparashar2933 Aap neem ki pattiya ubal kar ,Pani thanda kar le is Pani ko mitti me daale, Raakh (Ash) mil Jaye to mitti k upar chhidaka kre Andhe k chhilko ko dhow kar uska pauder bna kr mitti me Milla de , Aapko thodi mehnat to karni padegi agar chahti h plant thik ho Jaye,
Depends karta hai kitni jad tuti hai per fir bhi use kisi bhi pot me lga de , over watering na hone de,km se km 1 month me result kisne lagega, Mene belpatra ko buri se buri halat me bhi thik hote dekha hai, Belpatra bht strong plant hai or lucky bhi😊
Cutting se lgaya belpatra 3-4 saal me fruiting shuru karta h,or beej se uga hua belpatra bht jyada time le leta h ,agar aapka ped beej se uga hai or 9 saal ho Gaye hai to time ho Gaya hai fruiting ka। Aap khaad ache se de or gobar khaad daale
good my dear doughter very informatve video your unkale
Ek chamach kali mirch ka powder dalna mahine me ek baar..sara video dekhne ki jarurat nai ha...😂
Thanks didi, ye batane ke liye
Thank you didi aap ne bataya mene bahut saare videos deke sab video me ye khad dalo lekin Kali mirchi ka video bahut accha laga
Bahut achacha laga didi
Kya uriya khad dal skte h kya
Ak bat ko tin bar kahne ki jarurt nhi ak hi bar samjha Aa jata jaankari ke liye dhaybad🙏🌺🌹🙏🌺🌹jay sire kursna radhe radhe
Waah beti Kamal kar diya
यह वीडियो बहुत छोटा है, कम से कम 5से 6घंटे का तो होना ही चाहिए।
😂😂😂
Kaun Kaun se plant me dal skte h kali mirch k pawder
Sabhi plant k liye acha hai ye
Videl summary 6:09
काली मिर्च को कूटकर थोड़ा सा पाउडर डालना है 😀😀😁
Your suggestion very short and sweet
Thank bata
Video ki summary: “ Kali mirch ka powder dalne ko bola hai ek spoon “
बहुत अच्छा लगा आपका विडियो आई लाइक इट 👍👌🙏🌹🙏♥️
Bhut Vdiya
❤ nice
Nice 👍👍👍👍
Mast mam &
5:32 ❤
Om namah shivaya
Ma'am bailpatti ki jad se kya kya kar sakte
❤❤❤
Y kali mircha ka powder sab plants mi dal sakte hi
Ha ,ye plant k liye bht acha hai fungus lgne se bachata hai plant ko growth deta h
Very good
Can we keep plant in sun or shade?
I have baby plant that you have on side very small like you have on side with 1 leave
Belpatra love sun but this time ho sake to shade me rakh de kyuki dup bht jyada hai
Kay shami k pudha m v kam karyga
Ha ,krega
Aapane sach hi kaha aur 6 7 ghantye ka hona hi chahiye.. 😂
2.30 ghante ki film honi chahiye thi
Maine belva patra ka plant ground me lagaya hai par 15days ke after plant ki niche ki leaves brown ho rahi hai pls reply
Leaves brown hone k 2 vajah ho sakti , 1 root thik se cover na hui ho to or mitti daal kr thik se cover kr de ,
2 vajah ho sakti hai over watering,to plant ko jyada Pani na de ,sirf itna Pani de ki nami rahe bs ,
Plant repot hone k belpatra ki growth ruk si jati h hai,but fikr na kre ,2-3 month me normal ho jayega, plant ki mitti me haldi powder mix kre
नमस्ते
क्या क़ाली मिर्च सभी पौधों में डाल सकते हैं, तुलसी में भी?
Ha 1 tsp
Ji haan kali merch se kide nhi hote
Mam agar ped bhut jada bada jaaye to kya hum ise phir zameen mei laga saktey hai
jayanti ji thank u. jo kali mirch gol hoti hain usi ko mixture mein pis kar ek chamach daalna hain na .once in a month
Yes , very effective
@@Jayantisinnghvlogs thanks
Mera balpatra plant mein root hai magar koi growth nahi ,plant sukha dal hai.kali mirch powder 2 times dala
Sunlight bhi multi hai, reply
Plant ground mein hai, reply
क्या गर्मियो मे भी यह पाउडर डाल सकते हैं पौधेको नुकसान तो नहीं होगा
Yes , koi nuksan nahi hai ye plant ko bust deta h , fungus se bachata h in dino 1 tsp haldi powder bhi add kr do
@@VikasKumar-bb7jl ye kisi bhi nursery me aasani se mil jayega, chota hoga to single leave honge or bada hoga to ek sath 3 leaves hote h
Mere Ghar ka Bel Patra bhot chota h kya usme daal skte hai?
Ha month me ek baar jarur daale
Cutting Ke baad Usman doosra Tana nahin aaya Kya Kare?
Growth March k baad dikhegi
Mere bel ptra ke ped ke patte kide khana shuru kr diye hain.....kali mirch powder iska problem solve kr skta hai kya
Plz reply
Kali mirch soil problem ko thik karta h,insect problem k liye neem oil use karna chahiye or us area ko kaat kr alg kr sakte h
@@Jayantisinnghvlogs Madam ji Woh plant ABI 3 feet Ka hai.....
Neem oil Uske upper chidkana Hoga
Kya ? Pls reply
Aur uski tehniyan kaatna mushkil Hoga kyunki ped bahut kmjor hai
👌
Nice
Mera belpatra prui trhe se shuk gya hai kya use shi ho jye plzzz reply me mdm😢
Pehle tane ko kharoche or dekhe green hai ya nahi , fir sukha kyu hai ye bataye, over watering se ya koi or problem Hui hai ye bataye
Mera gana nahin hai ek bhi Na Hara hai
9:07 9:08
Nahi ❤❤❤
Thanks❤
Bas itna sa kaam tha lekin itne se kaam k liye itna lamba bhasan de dala
Itna nagetive hona thik nahi aapke liye
नये पते नही आर, रहे खाद, डालने के बाद भी कोई गोथ 0:58 नहीं हो रही
बेलपत्र का पौधा गति नही पकड रहा है पौधा जमीन मे लगा है
😂😂😂😂😂😂
😂😂
Bal ptre hra to h pr murja rha h please help
Winter me belpatra pattiya gira deta h ya pattiya pilli pd jati hai, ye normal hai, March k baad thik ho jayega,
Bs ab plant me jyada Pani nahi dena jb jaruri ho tabhi Pani dena , nahi to plant mr sakta hai
Moral of the story kali mirch ka powder dal doe every month one spoon
इतनी छोटी बात को कितना लंबा खिचा लोग पागल लगते है क्या लाईक करणे के लिये 😡😡
इतना सा काली मिरी का पावडर डालणे केलिए लंबा चौडा भाषण
Bel patr bahut long to ho gaya but side me branches nhi h bus ek hi branch h choti...
Or bel patr ke patte sukhe or khrab h kha jate h paate insect...paate ache nhi h
Kya kare please help....
Natural khaad aati h kya online milti h kya...
Khaad humes isiliye nhi li market se kahi kharab na kre khaad
Cutting karna chahiye aapko ,cutting karne se nai branch aane lgegi,mitti me haldi mix kre
@@Jayantisinnghvlogs top pe se cut krdu and saare kharab leaves remove kru hna?
Medam thoda jaldi bataya karo video bahut lamba ho jata hai
Mera plant to puri sardi de stress me h or abhi tak koi growth nahi h but stemp green h
Bht jldi thik ho jayega
Kalimirch bolne ke liye 10 minute lag gaye
अभी आपका व्हिडिओ देखा,मेरे घर में मिट्टी में लगा या बडा पेंड है पर अभी उसकी पत्तिया टूट टूट के गिर रही है,पेंड सुख रहा है,क्या करू समझ नहीं आ रहा😢 please बताईए🙏
Mujhe Khushi hogi agar me aap ki help kr pau , to pehle is season me belpatra bht sunder or harabhara hona chahiye! Agar nahi hai to root problem ho sakti h aap check kre ki plant ka pani ruk to nahi raha , agar esa h to pot ko change kr de ,nahi kr sakte to pot me or 🕳️ holes kr de ,ki aani ruke nahi
Bil ka bada pad sukh Raha hai kya kare
Is season me purani pattiya pili pad kar girne lgti hai, baad me new growth hone lgegi
Sare pate kire ne kha liye hai iske liye kya kare
Neem oil spray kre
Mera belpatri ka ped sukh rha kya Karu jisse hra bhara ho jaye
Aajkal dhup bht jyada tez ho Rahi hai to subha or shaam dono time! Pani de mitti me nami bnaye rakhe haldi ko mitti me daale
M nursery se belpatra ka podha laai thi or vo bdh nhi rha to m kya kru??
Nursery se laye paudhe ko repot karna chahiye or kuch time like 2-3 month me growth shuru ho jati h
નહી
❤
Mera belpatra ka plant Gro nahin kar raha hai pattiyan Bimari Hui Sukhi a rahi hai
Pattiya sukhi nahi aati,tane ko khurach k dekhe green h to wo thik h
Hamara podha bijse lgahuva hai salbhr hogya lekin badh nhi raha kya kare
Belpatra ki growth bht slow hoti hai par jb ye badta h to bht tezi se growth leta hai, pot ka size bada kr de kuch time baad result dekhe
@@Jayantisinnghvlogs ok
Bel patr ka pedh Pura sukh gya h kya krna chahiy plz btaaye
Aapko kyu lgta hai ki ped sukh gaya hai,kya aapne tehniya check ki,ek baar nail se khurach k dekhe fir bataye🥰
Hamare belpatra ka paudha Chhota hai aur barish ka pani use per Jyada Gir raha hai isliye usmein kya dale
Use kahi or rakh do ya use kisi chiz se cover kr do
Belptra kab khilta hai, December me lagayi hu
March me
Leaf m keeda lag jata hai
Neem oil ya neem ka pani chhidke
Mera bel par ka phodha suk gya h us kese thik kare
घटिया स्टेट्स है भगवान बचाये।
Daliya nahin a rahi hai
Kb lgaya or kitna bada h
Lemon grass ke crafting bare me bataye
Hamara ghar ke samne 7fit ka bel ka ped suk raha he to ky karna chyi aa
Pehle aapko wajah pta karni hogi kyu sukh Raha hai,thik se Pani nahi mil pa Raha hai ya koi or problem hai।
Jyada jad me problem hoti hai, Pani km mil Raha hai ya jyada,iske liye aapko ek baar jad ko khod kar chack karna chahiye
Ise sukhne na de BHT hi khas or lucky ped hai ye
Belpatra ke pate white huye hai kya upay hai?
Agar kide hai to neem oil spray kre
किया करे
Mere belpatra ki leaves ko kide kha jate hai uske liye kuch btaye
Jarur ,check my new video
बेल पत्र जैसा नर्सिंरी से खरीद लगाया but साल भर बाद भी बिल्कुल ग्रोथ हुई है. क्या करें?
Nursery plant ko Ghar lane k baad repot karna chahiye, repotting k baad 2-4 month lgte h plant ko groth lene me
Unnecessary long video, should have been not more than 2 minutes. In short, add black pepper powder once a month.
Nahi
टाईम पास खूप करतात
Maine 6 mahine Pahle belpatra Ka paudha Lagaya Tha lekin uska Ek bhi Patta Nahin futa
Kitna bada hai, height kya hogi plant ki
2 minutes ki video 10 minutes main baya
Mene abhi 4 5 month phle bel ka podha liya ta wo sukh gaya fir new leaves ayi sari thoda bara hua fir ab growth ruk gai h leaves purani ho gyi h new bhi nahi arahi
Belpatra ki growth slow hoti hai time do , belpatra ko space chahiye hota hai bada pot doge to height lega
मेरा बेलपत्र मनी प्लांट 1 महीने से लगाए हुए हैं लेकिन विकास नहीं कर रहा है एक दो महीने से उसकी वजह बताइए उसको
Plant lgane k baad 1se 2 mahine tk plant apni jado ko mitti explore karte hai fir terzi se badte hai,
Lekin belpatra ki growth winter me bht jyada slow ho jati hai, season change hote। H grow karga
Ager bal patra bada ho kiya kare
30 second video thi mgr hai 4.00 min ki
नाही
Belpatra k podhe mai makode lag gye hai bohot sare aur wo neem oil k spray se bhi nhi ja rhe hai ...aur pure plant per white white & black spot kr diye hai ... please koi remedy btaye..gowth ruk gyi h
Aapko daily plant ko dhone ki jarurat hai, or Jo makode h un ko aap kisi kapde ki help se nikal sakte ho to nikal do , plant ko dhone se makode nahi lg pate / kide ht jayege to growth bhi start ho jayegi
@@Jayantisinnghvlogs madam lekin plant bahar jamin mai lgaya hai aur makode jameen mai ho gye hai uske niche roots mai bill bana liye hai...aur roj dho deta hu fir bhi nhi hat rhe hai makode...
@@bhaskarparashar2933
Aap neem ki pattiya ubal kar ,Pani thanda kar le is Pani ko mitti me daale,
Raakh (Ash) mil Jaye to mitti k upar chhidaka kre
Andhe k chhilko ko dhow kar uska pauder bna kr mitti me Milla de ,
Aapko thodi mehnat to karni padegi agar chahti h plant thik ho Jaye,
@@Jayantisinnghvlogs Thanks for reply 🙏
Main mujhe bataiye mere Maine pyar mein abhi naya naya paudha usmein kide lag Gaye kya Karen
Mene is pr video daali h ,aap dekh sakte ho help milegi
Branch nahi aa rahi hai
Plant chota hai to intzar kre dheere dheere growth karenge, agr 4-5 feet h to pinching kre
खा रहे हैं
Shardiyo me belpatra podhe ki care kese kare?
Shardiyo me belpatra ko jyada Pani nahi chahiye hota to week me ek ya do baar Pani de or dhup me rakhe
क्या बेलपत्र के पौधे की जड़ टूट जाने पर किसी दूसरी जगह लग सकता है mam
Depends karta hai kitni jad tuti hai per fir bhi use kisi bhi pot me lga de , over watering na hone de,km se km 1 month me result kisne lagega,
Mene belpatra ko buri se buri halat me bhi thik hote dekha hai,
Belpatra bht strong plant hai or lucky bhi😊
Ek chutki kaali mirch ki kimat tum kyaa jaano ( itnaa lmbaa video jo bnaya 😅)
Mera, belapatr, kaped, sookh, raha, hai, use, kaise, bachayayen
Bs thik se pani de overwatering na kre,march tk thik ho jayega
Sidha bata deti kitna time lagaya itna sa batane me madam
नमः शिवाय हमारे पौधे में बारबार कीडा़ लग जाता है
और डाल बहुत बड़ी है
Kido k liye neem oil spray kre or plant ki cutting karte rahe Ghana hoga
Katig kesi kare
Hamare plant ki growth Nahin Hui Hai To Kya Karna chahie
Wait for mar apr
Mera belpatra plant abhi bohat chota hai kiya mujhe uski cutting karni chahie
Nahi
Mera belpatra ka poudha 9 sal ka ho gaya phir bhi belphal nahi aa rahe .phal aaye uska upay batao.
Cutting se lgaya belpatra 3-4 saal me fruiting shuru karta h,or beej se uga hua belpatra bht jyada time le leta h ,agar aapka ped beej se uga hai or 9 saal ho Gaye hai to time ho Gaya hai fruiting ka।
Aap khaad ache se de or gobar khaad daale
Thank u 😊
Soil Potting mix ky h
50% soil + 30% sand + 20% compost
Tulsidas, jasudna .planta nakhi samay. Ghro mate.
Hiiiii