Mar Gaya Baap Magar Maanti Nahi Zainab (Salam by Syed Ali Zaidi)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 жов 2024
  • Recited by Syed Ali Zaidi @ IEC Husaini Chicago, USA on 3/29/2024

КОМЕНТАРІ • 24

  • @Skybird1994
    @Skybird1994 6 місяців тому +10

    Maar gaya baap magar manati nahi zainab Churane se bhi kafan chorti nahi zainab
    1. Kabhi wo baba ke galon pe gaal rakhti hai
    Kabhi wo shane hilati hai matha choomti hai
    Yateemi kiya hai abhi jaan ti nhi zainab
    2. Kareeb ake kabhi chehra dekhte hai hussain
    Behen ki sason ki awaaz sunrahe hai hussain
    Pidar se lipti hai kuch bolti nahi zainab
    3. Ye pehla gaam hai abhi rok le behen asu Kaha hussain ne zainab ke chumkar bazu
    Ye tera kufe mai gham akhiri nhi zaianb
    4. Gire jawan ke lashe pe jistarha koi
    Giri thi baap ki mayat pe ustarha beti
    Hassan utha te rahe par uthi nahi zainab
    5. Ye roke fiza se kehne lage hussain o hassan
    Wo zakhm dekh rahi hai hata hata ke kafan
    Shikasta baap ka sar bhool thi nahi zainab
    6. Nishani baba ki seene se jab lagaye gi
    Use amama se baba ki khushboo ayegi
    Lahu laga hai magar pochti nahi zainab
    7. Madad ko aye baqaiya se fatema zahra
    Wo dekh dekh ke roti hai baap ka chehra
    Abhi kisi ki taraf dekh ti nahi zainab
    8. Tumhari aas pe jeelegi ab behen abbas
    Qareeb ake churado tumhi kafan abbas
    Tumhara kehna kabhi taal ti nahi zainab
    9. Qareeb aye jo ghazi behen ne chora kafan
    To bole gahzi se zeeshan or raza ye hassan
    Tumhara chehra agar dekhti nahi zainab

    • @Bulb466
      @Bulb466  6 місяців тому +1

      Jazakallah ❤🙏

  • @sanobarfatima6371
    @sanobarfatima6371 6 місяців тому +3

    Main apki hi awaz se sikhti hu har sozo Salam maula salamat rhkhe apko❤

  • @sayyadghulam3084
    @sayyadghulam3084 2 місяці тому

    Mashallah maula apko salamat rakhe ❤

  • @AlishaZaidi-wb8cr
    @AlishaZaidi-wb8cr 2 місяці тому +1

    Mashaallah apki awaz bahot achhi hai meri duae apke liye hai ,, Mai apke kalam padhti hu please kuch roqqat Wale nauje bhi padh k post keye

  • @noorzaidi3707
    @noorzaidi3707 6 місяців тому +1

    Beta Ali salamat raho. I love ur voice

  • @jawaidabedi583
    @jawaidabedi583 6 місяців тому +1

    Hai meri bibi ! Hamara pursa apnay baba ki shahadat pe qubool kijiye....😭😭

  • @Haurazaidi313
    @Haurazaidi313 6 місяців тому +1

    Mashallah Ali khuda taufeeqat mein izafa karen🤲🏻

  • @razamannan7755
    @razamannan7755 6 місяців тому +1

    Mashallah . heart touching voice

  • @TheNjafri
    @TheNjafri 6 місяців тому +1

    Mashallah mola salamat rakhain ameen

  • @lmwchannelskchannel9948
    @lmwchannelskchannel9948 6 місяців тому +1

    😭😭😭

  • @ulfat494
    @ulfat494 6 місяців тому +1

    mashallh mola aap ko slamt rakhe

  • @DrSR7
    @DrSR7 6 місяців тому +1

    😭

  • @Syed_110
    @Syed_110 6 місяців тому +1

    Hayee 😭

  • @ahmarabbas5639
    @ahmarabbas5639 6 місяців тому +1

    Mashallah maula salamt rakhe

  • @tayyebaraza768
    @tayyebaraza768 6 місяців тому +1

    Masallah

  • @shabinarizvi-5359
    @shabinarizvi-5359 6 місяців тому +1

    😭😭😭😭😭

  • @Acgn-t4h
    @Acgn-t4h 6 місяців тому +2

    Plz lyrics😭😭😭😭

    • @Products_Everyone
      @Products_Everyone 6 місяців тому

      New Noha of Raza Abbas Zaidi in ayyam e Ali

    • @Skybird1994
      @Skybird1994 6 місяців тому +2

      Maar gaya baap magar manati nahi zainab Churane se bhi kafan chorti nahi zainab
      1. Kabhi wo baba ke galon pe gaal rakhti hai
      Kabhi wo shane hilati hai matha choomti hai
      Yateemi kiya hai abhi jaan ti nhi zainab
      2. Kareeb ake kabhi chehra dekhte hai hussain
      Behen ki sason ki awaaz sunrahe hai hussain
      Pidar se lipti hai kuch bolti nahi zainab
      3. Ye pehla gaam hai abhi rok le behen asu Kaha hussain ne zainab ke chumkar bazu
      Ye tera kufe mai gham akhiri nhi zaianb
      4. Gire jawan ke lashe pe jistarha koi
      Giri thi baap ki mayat pe ustarha beti
      Hassan utha te rahe par uthi nahi zainab
      5. Ye roke fiza se kehne lage hussain o hassan
      Wo zakhm dekh rahi hai hata hata ke kafan
      Shikasta baap ka sar bhool thi nahi zainab
      6. Nishani baba ki seene se jab lagaye gi
      Use amama se baba ki khushboo ayegi
      Lahu laga hai magar pochti nahi zainab
      7. Madad ko aye baqaiya se fatema zahra
      Wo dekh dekh ke roti hai baap ka chehra
      Abhi kisi ki taraf dekh ti nahi zainab
      8. Tumhari aas pe jeelegi ab behen abbas
      Qareeb ake churado tumhi kafan abbas
      Tumhara kehna kabhi taal ti nahi zainab
      9. Qareeb aye jo ghazi behen ne chora kafan
      To bole gahzi se zeeshan or raza ye hassan
      Tumhara chehra agar dekhti nahi zainab

  • @shabinarizvi-5359
    @shabinarizvi-5359 6 місяців тому +1

    Plz lyrics....

    • @Skybird1994
      @Skybird1994 6 місяців тому +1

      Maar gaya baap magar manati nahi zainab Churane se bhi kafan chorti nahi zainab
      1. Kabhi wo baba ke galon pe gaal rakhti hai
      Kabhi wo shane hilati hai matha choomti hai
      Yateemi kiya hai abhi jaan ti nhi zainab
      2. Kareeb ake kabhi chehra dekhte hai hussain
      Behen ki sason ki awaaz sunrahe hai hussain
      Pidar se lipti hai kuch bolti nahi zainab
      3. Ye pehla gaam hai abhi rok le behen asu Kaha hussain ne zainab ke chumkar bazu
      Ye tera kufe mai gham akhiri nhi zaianb
      4. Gire jawan ke lashe pe jistarha koi
      Giri thi baap ki mayat pe ustarha beti
      Hassan utha te rahe par uthi nahi zainab
      Ye roke fiza se kehne lage hussain o hassan
      Wo zakhm dekh rahi hai hata hata ke kafan
      Shikasta baap ka sar bhool thi nahi zainab
      6. Nishani baba ki seene se jab lagaye gi
      Use amama se baba ki khushboo ayegi
      Lagu laga hai magar pochti nahi zainab