Ckya aap ek baar apne garden ki setting dikhenge mujhe setting banani h facing k hisab se bel fruit aur vegetable k container kaise lagaen plz ek vedeo banalen
Hello good afternoon sir aapne ek video post ki hai jisme plant growth protecter ko dikhaya hai kya abhi flowering plants m spray ya soil m dald ja sakta hai kya
alovera me main same khad use karta hu jo dusre plant me deta hu jaise gobar ki khad vermicompost neem khali etc and anjeer me fal garmi me achchhe aate hain banki season me kam fal aate hain
Sir aapka marigold ke video me jo hai wo apne organicbazar se hi kharide ne ? Kayoki mene bahul marigold ke seed buy kare but koi bhi original marigold jitne pankhudiya nahi hoti bas 5 hi hoti hai
Sir mere ghar par almost saare pots me mashroom jesa kuch grow ho rha h.. google par iska naam "mycena galopus nigralindsey" bta rha h...ab inko hatane ke liye kya karna please Help
Humne anaar ka ped pichhle August me lagaya tha badi naan me....phool huye aur jhad gaye.kya Karen?...dusra sawal...karele ki bel me phool toh khoob aa rahe hain lekin phal nahi ban rahe...aaj ek akela phal dikha...kya khurak dein?
Great sharing tips ,Simran Gardening Vlogs
बहुत अच्छा लगा आप का गार्डन
Very informative Thankyou soooo much
Very beautiful garden👍 nice information👍
Thanks a lot
Beautiful garden sir ❤❤❤
Bahut badhiya sir
Sweet Potato shakarkandi ko kab harvest karna chahiye ?
Kaha rahete he sir
Ckya aap ek baar apne garden ki setting dikhenge mujhe setting banani h facing k hisab se bel fruit aur vegetable k container kaise lagaen plz ek vedeo banalen
Thanks brother for this information and your plants are so beautiful
Most welcome
Sir ji chiku me npk 0 0 50 ka spray kijiye Bahut acche se gro krega aur direct sun Light me Rakhe 💯 ajmaya hai maine
Pineapple care I want to know . I have a plant but no fruiting
Bohot hi informative video hey bhai thanks mujhe bohot intezaar tha is video ka
Welcome
Nice video 👌 Deepak ji papite ke plant ko report kya iss samay kar sakte hai 3 saal purana plant hai agar nahi toh fir kis month me karna chahiye 🙏
October me mat karo garmi bahot hoti hai
Bhai grow bag ki price kia hoti hy choty size sy leky bary tak.
Bahut achhi terrace garden hain aapka
Thanks
Hello good afternoon sir aapne ek video post ki hai jisme plant growth protecter ko dikhaya hai kya abhi flowering plants m spray ya soil m dald ja sakta hai kya
First viewer ❤
Yes you are!
Kele Lagana dikhaiye Deepak ji Sanu ke Nari Jankari dijiye
Nice beautiful garden
Thanks for visiting
Avacado or passion fruit ka update dijiye , aapne jo lagaya tha .
Dono ka update mene is video me diyahai aap video ko poora dekhiye last tak
मैंने रैडिसऔर शिमला मिर्च, मूली की पौध कल लगा दी है और क्या लगा सकती हूँ
Palak ,meethi, sarso laga do
sir aap jisme khad dalte hue dikhae ho usme ek genda plant haina.to kya mere genda seedlings ko har fruit ar vegetable plant me ek ek laga dun
laga sakte ho agar grow bag bada hai
@@mayur4573 thik hai aapke bolne per kal karungi thanks reply k liye
❤❤❤❤❤
एलोवीरा को आप कौनसा खाद कब व कितना डालते है? अंजीर में फल किस मौसम में आते है? अंजीर में कौनसा खाद दे?
alovera me main same khad use karta hu jo dusre plant me deta hu jaise gobar ki khad vermicompost neem khali etc and anjeer me fal garmi me achchhe aate hain banki season me kam fal aate hain
Sir aapka marigold ke video me jo hai wo apne organicbazar se hi kharide ne ?
Kayoki mene bahul marigold ke seed buy kare but koi bhi original marigold jitne pankhudiya nahi hoti bas 5 hi hoti hai
Ye vala use kijiye same hai organicbazar.net/products/marigold-kolkata-round-ball
गुवार के पोधे के बारे में जानकारी वाला एक वीडियो बनाईं
bhagwa anar par videos banao
Already video upload hai
Parval from seed ka knowledge thora bataiye brother
Mujhe idea nahi hai
Varanasi me barish ho rahi hai...
vo bhi
tagdi wali
Ok fir aap wait kijiye abhi
You mentioned Dragonfruit. The flower looked like Brahma Kamal flower. Are they the same??
yes it is like that but it isn't
Sir mere ghar par almost saare pots me mashroom jesa kuch grow ho rha h.. google par iska naam "mycena galopus nigralindsey" bta rha h...ab inko hatane ke liye kya karna please Help
Inko jese hatate h vapas grow ho jate h to permanent solution kya ho sakta h ...
Sir mai jis city me rahti hu waha to kabhi bhi sardi nahi padti ..aap aise city me konsi sabji lagaye pls bataye
Sardi me aapke area ka tempature kya rehta hai day and night ka?
Day me 25 aur night me 18 wo bhi shirf December aur January me...baki oct nov me 30 rahta hai din me
Grow bags ke nich mats rakhe uski bhi details dijiye pls, kha se aur kis price mein milenge
organicbazar.net/products/drainage-mat-for-terrace-garden
@@TerraceGardening thanks
Sir
Gudhal ko sardiyo m shade m rkhe ya nhi agr ise outdoor rhenge to y jayega to nhi 😢
Nahi aap full sunlight me open me rakh sakte hain gudhal ko sardiyon me
तो चलो मेरे साथ
मैं आपको अपने घर की छत पर
लेकर चलती हूं और
बताती हूं अपनी जिंदगी के बारे में कुछ
और दिखाती हूं छत पर बहुत साड़ी सब्जियां
Very beautiful and informative video Thanks for. 20. Subscriber
Thanks and welcome
Arbi konse size ke grow bag me lagaye?
24x12 or 24x9 inch
Deepak ji sabjiya ghar m sari use karte ho
Yes
Sir yellow marigold ko seeds se kab grow kar sakte hai
Abhi lagaiye
Bel wali sabjiyo me Jayda fruiting kise le
bada grow bag use kijiye aur creeper ner par bel ko failaiye
Humne anaar ka ped pichhle August me lagaya tha badi naan me....phool huye aur jhad gaye.kya Karen?...dusra sawal...karele ki bel me phool toh khoob aa rahe hain lekin phal nahi ban rahe...aaj ek akela phal dikha...kya khurak dein?
Nutrition ki kami hogi mitti me
Aapne bich me kaha ke ye konsa pudhahe muje nhi pata to wo he.....Coleus is a member of the mint family,
Thanks
Sir harvesting video bhejiye please😊😊😊😊😊😊😊😊😊
aaj harvesting video publish hogi
My avocado plant has become almost 10 feet tall, but no flowering or fruits yet. What could be the problem???
No idea
Mogre ke plant ko Ghana kaise banaye
Pruning kijiye
Moringa nazer nahi aaya?
abhi plant hata diya hai mene ab naya lagaunga
and aam ka ped me nim ka Khali ka istemal kare ya nhi 2 manth ropai ke bad
No need
@@TerraceGardening aam ka pti me kit lg gya hai to kon sa davai ka istemal kare
Aap ka home town konsa h
Narsinghpur
Ok main nagpur se aapka garden bohat acha h narsinghpur kha h
Mere tori ke podhe me flowring nahi ho rahi h 2 month ho gaye h 😢
1 month or wait karo
Thoda aaur wait kijiye
@@TerraceGardening ok
Bhai view product ka logo hatao
Agar koi part miss kar raha hu to ish ke waja se review karne me problem a raha hai.
Vah automaticly thodi der me hat jata hai
Please make drone view of your terrace garden
Will try
Arbi ke pate aage ae kyo jale hue he
tej dhoop ke karan
इस नीबू को आप बार बार दिखाते हैं ये किस बैराइटी का है
Variety ka name mujhe nahi pata
क्या बकवास है भाई आपका कोरियर पार्टनर न तो पार्सल डिलीवर करता है न ही कॉल रिसीव करता है
Very beautiful garden 👍nice information ❤️
Thanks for visiting