Aaj karan arjun theater me dekh k aaya goosebumps aa gye 🙏🙏💪🙌👌👌👌Rakhi ji and Amrish puri k har dialogue pr Salman k Action pr khub hooting ho rahi thi 😎🙌👌90s me Salman k Blue tshirt aur Leather jacket wala supreme world most handsome look ko dekhke theater me jo Bliss mila hoga wo explain nhi kiya ja sakta bahut lucky the wo log jinhone 90s me theater me dekhi ye film ♥️👌really Rakhi ji was Soul of this movie ek ma ka emotion aur ek vidhwa k revenge k swag dono me rakhi ji ne jan dal di dialogue me Amrish puri Ko kaddi takkar di ♥️🙌🙌
Maine Karan Arjun 1995 mein summer vacations mein Ambala ke Nigar Theatre mein dekhi thi. Unlike today jahan films 2-3 weeks mein OTT pe aa jaati hai ya max 8 weeks mein, un dinon chote cities mein release ke 2-3 months ke baad aati thi. It was released in Feb 1995 and I watched it in April or May 1995 and it ran in the theatre for 10 plus weeks more. Us waqt for a balcony ticket the cost was below 20 aur kal jab main ye ek multiplex mein dekhane jaa raha hoon, it will cost me minimum 150. I wouldn't mind spending if it was a single screen theatre with a 70 MM screen. Hyderabad mein it is releasing in a couple of single screen theatres with bigger screens then the matchbox size ke multiplex screens aur ticket price bhi max 100.
हम बी कल देखने जायेंगे सुपर हीट मूवी है
Ye movie ko hazaar baar bhi dekhu to lagta hai naya movie dekh raha hu

Sahi kaha Salman Khan ko dekhne hi jaate hai log ❤❤
Mamta Kulkarni ji ko bhul gaya reporter 😢
मैने देखीं मूवी आज बहोत अच्छी लगि पुराणे मूवी में जो मजा था वो आज नही
What a film ❤ Karan Arjun
Only Salman Khan ❤
KARAN ARJUN KOYLA SUPER 👌 MOVIE RAKES ROSAN RAJES ROSAN SRK SALMAN KHAN ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Only Srk ❤️❤️❤️ king of Bollywood ❤️❤️❤️❤️👑
Only Salman Khan 💥💥
Meine abhi tak film nahi dekhi hey
lovely songs, kumar sanu, omresh puri, direction, location, lighting everything was perfect
बिल्कुल सही कहा
Action Movie 😎🔥🔥
👍👍👍👍👍👍👍
भाभी जी को बहुत हसी आ रही है
Haakla ko kya dekhna