Very informative. Mam ma farmer hu Jammu and Kashmir sa . Hm lavender ar baki aromatic ar medicinal plants grow krta ha . Farmers lavender sa 2.5-3 lakh per acre kmata ha . Please make video by making people aware about it .
Hello pooja ji namaste 🙏...mere samne vali bhen ne hibiscus ka plant aaj nikal diya.. Patiya nhi he but rut or plant bhot hi aachha he maine leke lgadiya normal miti me aap btao.2..3...din bad khad dalu ya nhi? 💚🙏❤😊
Khad ki need nahi March mey dalna👍abhi bina leaf dry leg sakta hai per ager roots schi thi tho growth jarur hogi wait kerna March tak ka. Or dhoop achi dey soil dry ho tabhi pani deyna👍
Hlo ma'am Mai begginer hu aur maine 5 dec ko croton, aglonema, aur rubber plant purchase Kiya hai Boht chote pots mai mile hai plants aur croton to plastic bag Mai laga hua hai Plz bataye inke gamlo ko change kru ya nhi.....aur naye plants ke liye kya precautions lu....
Yeh plants ki growth jaldi nahi hoti, less water dein aur abhi change nahi karni, thoda seedhi dhoop se bacha kar rakhein, water above soil dry hone par dein, just one glass of water not more then that
@@stressfreegardening mene 1.5 months pehle succulent khreede the tabhi unko ek sath ek hi pot me lga diya tha , 11-12-2023 ko mene unhe separate pots me lga diya. Mene aj notice kiya ki mene jo soilmix me unko lgaya hai usme sand & soil jyada amount me h jiske wajah se wo dry hone ke bad bhut hard ho jata h, mujhe nhi lgta ki succulent ki roots ache se develop hongi, mene aj watering bhi kr di hai, question ye hai ki kya me aj apne succulent ki soilmix ko change kr skta hu?
Thank you❤🌹 so much for this video... I am a total beginner and this video has been very very important informative and helpful for me and for all the crazy plants lovers including me... 😂😂 ....... 🎉🎉🎉🎉🎉🎉 ....❤❤❤❤ ...
maam mera climber rose plant ek chhote pot me laga hua h jo ab kafi bada hogya h kya usse abhi bade pot me report kerdun.ar ek amrood ka bhi plzz jaldi reply kijiye maam
Rose ker saktey hai jyada roots ko disturb na kery, amrood ko March mey kerna, amrood ki variety per bhi depend kerta hai ager usmey abhi new growth aa rahi hai abhi achi tho ker saktey hai👍
bahut acchi jankari di aapne 👍👍🙏
बहुत ही अच्छी जानकारी दी है आपने बेटा बहुत बहुत धन्यावाद
❤️
Mam, You are absolutely right. Thankyou.
Very nice sharing ❤very informative tips di अपने Very beautiful ❤
Good day 💩 Pooja
🙏👍👌👌💐💐💐
🎉🎉😊
Very nice helpful video Mam thanks
Informative
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Very necessary tips for plants during winter season. Thanks 🙏
👍👍
किस तापमान पर पौधे लगाएं हमारे शून्य तक तापमान
🌿🌴👌👌🙏🙏🙏🙏
Very nice information mam 👌👏♥️
Helpful video ❤❤
Very informative. Mam ma farmer hu Jammu and Kashmir sa . Hm lavender ar baki aromatic ar medicinal plants grow krta ha . Farmers lavender sa 2.5-3 lakh per acre kmata ha . Please make video by making people aware about it .
Zabrdast
Thanks for informative video
मोरपंखी और क्रिसमस कब और कैसे लगाएं
March mey legaye.
Thank you ma'am good information
Valuable information Thanks
Nice information Ma'am
Please let us know which permanent plants will go in dormancy.
Hello pooja ji namaste 🙏...mere samne vali bhen ne hibiscus ka plant aaj nikal diya.. Patiya nhi he but rut or plant bhot hi aachha he maine leke lgadiya normal miti me aap btao.2..3...din bad khad dalu ya nhi? 💚🙏❤😊
Khad ki need nahi March mey dalna👍abhi bina leaf dry leg sakta hai per ager roots schi thi tho growth jarur hogi wait kerna March tak ka. Or dhoop achi dey soil dry ho tabhi pani deyna👍
@@stressfreegardening okay 😊🙏❤💚
Thank you
Pure din ki dhoop lgaani h ya sirf morning ki .or ek baat mam agr hum un plants ko dhoop me rakh denge to raat me oos se koi problem to nhi hogi
Mere ghar mein dhup bilkul nahin aati hai to use samay paudhon ki dekhbhal kaise karni chahie
Hello mam main Kashmir se Maine jiji plant laya hai kya usko main abhi report kar sakti hun kyunki uski stem ek do gir gai hai jiji plant
जीजी प्लांट को रिपोर्टिंग कर सकते हैं क्या
Abhi avoid kery ager plant pit mey hai.
Hello ma'am me 5 din pehle hi paan ki Bel layi thi aur report karne ke baad wo puri kharab ho gayi ab kya karna chahiye
Hlo ma'am
Mai begginer hu aur maine 5 dec ko croton, aglonema, aur rubber plant purchase Kiya hai
Boht chote pots mai mile hai plants aur croton to plastic bag Mai laga hua hai
Plz bataye inke gamlo ko change kru ya nhi.....aur naye plants ke liye kya precautions lu....
Yeh plants ki growth jaldi nahi hoti, less water dein aur abhi change nahi karni, thoda seedhi dhoop se bacha kar rakhein, water above soil dry hone par dein, just one glass of water not more then that
Mera paudhe is samay patte jhad Rahi hai main kya Karun
1 question hai please reply kijiye
Question kya hai
@@stressfreegardening mene 1.5 months pehle succulent khreede the tabhi unko ek sath ek hi pot me lga diya tha , 11-12-2023 ko mene unhe separate pots me lga diya. Mene aj notice kiya ki mene jo soilmix me unko lgaya hai usme sand & soil jyada amount me h jiske wajah se wo dry hone ke bad bhut hard ho jata h, mujhe nhi lgta ki succulent ki roots ache se develop hongi, mene aj watering bhi kr di hai, question ye hai ki kya me aj apne succulent ki soilmix ko change kr skta hu?
@@stressfreegardening abhi tak mere question ka reply nahi aya
Ager aap Instagram per hai tho plants ki pic share kery
@@stressfreegardening Instagram pe kya bhoot ko share kru? 😒
Thank you❤🌹 so much for this video... I am a total beginner and this video has been very very important informative and helpful for me and for all the crazy plants lovers including me... 😂😂 ....... 🎉🎉🎉🎉🎉🎉 ....❤❤❤❤ ...
maam mera climber rose plant ek chhote pot me laga hua h jo ab kafi bada hogya h kya usse abhi bade pot me report kerdun.ar ek amrood ka bhi plzz jaldi reply kijiye maam
Rose ker saktey hai jyada roots ko disturb na kery, amrood ko March mey kerna, amrood ki variety per bhi depend kerta hai ager usmey abhi new growth aa rahi hai abhi achi tho ker saktey hai👍
Sab plants ko dhoop mei rkhna possible ni mam. Kya kree
Pani ka dhyan rakhey. Soil achey sey dry ho tabhi pani dey or insects ka attack na ho ye bhi dhyan rakhey👍
Kya sarson ki Khali ki khad mogra almanda ismein nahin dalni chahie is season mein plz answer me
Abhi na daley, March mey dalna👍
Ap bhut acchi information dete ho or apki awaaz bhi bhut acchi me gardning me naya hu apka thanks itni acchi information Dene ke liye😊👍👍💖