Death insurance claim kiye sara process ho gya lekin documents mere district me koi jama hi nhi kar raha details batane ke bad bhi e-shram help line ka recording sunane pr bhi nhi jama kiye sab pls reply
Sorry mujhe reply ka koi notification nhi mila aaj mail check kiya to pata chala h ab to kafi let ho gya koi adhikari taiyar ho nhi ho raha tha ki mere waha jama hoga aur ye bat maine helpline number par bhi bataya ki mere waha koi adhikari receive nhi kar raha document costumer care se reply aya ki esame ham kuchh nhi kar skte. Mere pass recording bhi h bat chit ka
Sir namaskar sir please Mera eshram card delete ho gaya duwara kaise banega ab iss reason par vedeo banao sir kiyon ki mein check ✔️ Mark laga Diya tha update karne ke uddesya se sir my problem solve karne ka kasht karein aapki ati mahan kirpa hogi sir please
Very helpful sir thank
Thank you bhaiya
Thank u Veri Mach sar❤
Thx you Bhai
Thanks sir
Sir ji e shram me hmari data of birth adhar card jaise nhi show ho rhi hai ...DOB shi kaise hogi... please help me
Some problem
Thanu so mach sir
❤❤❤❤❤
Thanks bhaiya ❤
Thanks brother
thanks
PPF account open kaise hota hai kripya bataen
Thanks
Welcome
Maine toh niche click kar diya tha bhai aan kya hoga please riply
Agar students bhi e shram card bana hai to koi problem hoga kya
yadi shramik h to no problem
@@HelpInhindi but main padhta huin
Death insurance claim kiye sara process ho gya lekin documents mere district me koi jama hi nhi kar raha details batane ke bad bhi e-shram help line ka recording sunane pr bhi nhi jama kiye sab pls reply
adhikari se mile
Sorry mujhe reply ka koi notification nhi mila aaj mail check kiya to pata chala h ab to kafi let ho gya koi adhikari taiyar ho nhi ho raha tha ki mere waha jama hoga aur ye bat maine helpline number par bhi bataya ki mere waha koi adhikari receive nhi kar raha document costumer care se reply aya ki esame ham kuchh nhi kar skte. Mere pass recording bhi h bat chit ka
Delete ke baad Kya phir se ban sakta h ?
try kare
PPF Account ke fayde aur nuksan ke bare mein
Validate पर click करते हैं तो Wrong OTP बताता है जबकि हर बार new वाला OTP डाल रहे हैं,
try after some time
Sir validation pr click karne k baad resident authentication likh kr aa raha hai
to kare authenticate
@@HelpInhindiwo kese hoga sir
Are bhai jhooth captcha code dalte Hain usko galat
PPF account ke bare me bataye sir
ok
Sir namaskar sir please Mera eshram card delete ho gaya duwara kaise banega ab iss reason par vedeo banao sir kiyon ki mein check ✔️ Mark laga Diya tha update karne ke uddesya se sir my problem solve karne ka kasht karein aapki ati mahan kirpa hogi sir please
aap eske liye help line number par call kare
Kese hoga sir jankari hai to bata dijiye na sir ji
After filling OTP it's shows Resident Authentication failed
try after some time
Mera se remove hogaya phir se download kese hoga new bhi nhi ban Raha hai
call to customer care
Aapke khate mein kaise order mein nahin kar raha hai
try after some time
Bhai mere se delet ho gya abh kya karna hoga mujhe
apply again
Nhi ho raha hai
Otp nhi gir raha hai
try after some time
OTP nahi gir raha hai
try after some time
Thanks
Welcome