Very interesting trouble with intelligent diagnosis only due to voice distress it was difficult but lastly understood one sensor was short and due to it line communication got blocked appreciate you 🙏👌
Dekhiae aap jisko issue bol rahe ho oo koyi issue nahin hai vah ek feature hai.. agar aapka gadi bahut bahut long travel karta hai to aapko iska fikra karne ki jarurat nahin hai kyunki yah Jo DPF resignation hai vah bahut hi kam aapko dekhne ko milega. Lekin agar aapka gadi kam chalta hai aur short distance travel Karta hai to is condition mein yah Jo DPF f generation hai vah aapko jyada dikhne ko milega.
Yah sirf Hyundai ki gadiyon mein nahin baki sab brand mein jo ki na bs6 diesel engine banaa raha hai to sabhi engine mein yah DPS regeneration hota hai. yah Jo regeneration hai oo pura Puri depend Karta hai customer ke upar ki vah gadi ko kaise chala raha hai gadi mein kaisa fuel bharwara hai gadi kaun se raste per chal raha hai to vah sari chijon ke upar depend karta hai aapki gadi mein DPF regeneration jyada hoga ki kam hoga
Agar gadi mein Charon sensor ka code Raha Jaise is video mein tha to aap usko one by one kholo aur DTC scan karo FIR agar sab sensor ka code chala jaaye bus jis sensor ko aap khole Ho uska hi code rahe to usmein aapko samajh mein a jaaye ki use sansar mein problem hai
Agar ek sensor ka code Raha to aapko to pata hi hai ki maine voltage ground aur jo lin line Maine bataya tha to usko check karne se aapko mil jaega ki wiring mein problem hai ki sensor mein
Sir mere pas Elite i20 2020 model hei sir mere bhi gadi mei sem problam aaraha hei or me Jaha reheta hu vaha ke sarvis Centare mei unko issue Nhi samj aa raha hei ki aisahi q ho raha hei so plz sir aap kuch help Kar dijiye plzzz 😔🙏
Pin kaise check Karen Wiring mein voltage kitna hota hai Q test lamp is wiring mein Kam nahin karta hai. Lin line kaise kam karta hai. Vah sab Maine detail mein aap logon ke sath share Kiya. But thank you so much 🙏😊 Aap video ko pura dekhen 😊
Sir kamal ka diagnose procedure bataya hai aur bahut clearly fault describe kiya
Thank you 😊
Aisa aur bhi video hai usko dekho..👍
Ji zaroor
Very carefull and systematic diagnosis. 👍🙏
Thank you
Very nice video sir 👏🙇
Keep watching
Very interesting trouble with intelligent diagnosis only due to voice distress it was difficult but lastly understood one sensor was short and due to it line communication got blocked appreciate you 🙏👌
Thank you so much 😊
Please support my channel 🙏
Aap bhut ache se samjate ho sir ji but thoda digram ko be samjao ache se
Ok
2nd comment vai
Wiring daigram kaise step by step follow kare uske uper vedio banaye
Okay
Sir sensor ko ke se check krenge multimeter se please
Nice information sir 👍
Thank you so much 👍
❤❤❤❤❤❤❤ nice ❤❤❤❤❤❤❤❤
Sir apka workshop kaha par hai
Nice video
Thank you 😊
Nice ❤❤
Thank you sir
Sir man relay ka supply kaha kaha jata hai is par video banao please. .sir
Don't worry main bahut jaldi video leke aaunga.
Sir, wiring diagrams wala video 5th part kab aayega?
Is week mein main lekar aaunga
Nice bro
Thanks
Nice
👍
Thank you 😊
Parking sensor ki Puri detail me video bnaye wiring, module, sensor, bcm ye system kaise kaam krta h
Aur aaj kl to age bhi ata h sensor 👍
Done I will provide as soon as possible ☺️
Thank you for your feedback 🙂
Sar wairng par aor video kb bnay ge
Coming soon
Sir aap wiring diagrams kaha se use karte hai
GSW se
👍👌
Sir muze diseal creta leni he to usame dpf ka majar issue he kya?
Dekhiae aap jisko issue bol rahe ho oo koyi issue nahin hai vah ek feature hai.. agar aapka gadi bahut bahut long travel karta hai to aapko iska fikra karne ki jarurat nahin hai kyunki yah Jo DPF resignation hai vah bahut hi kam aapko dekhne ko milega.
Lekin agar aapka gadi kam chalta hai aur short distance travel Karta hai to is condition mein yah Jo DPF f generation hai vah aapko jyada dikhne ko milega.
Yah sirf Hyundai ki gadiyon mein nahin baki sab brand mein jo ki na bs6 diesel engine banaa raha hai to sabhi engine mein yah DPS regeneration hota hai. yah Jo regeneration hai oo pura Puri depend Karta hai customer ke upar ki vah gadi ko kaise chala raha hai gadi mein kaisa fuel bharwara hai gadi kaun se raste per chal raha hai to vah sari chijon ke upar depend karta hai aapki gadi mein DPF regeneration jyada hoga ki kam hoga
Aap gadi Ko bedijak le sakte ho usmein koi aisa major issue nahin hai.
@@tanmoydas5982 sir meri car weekend PR ek bar 50-100 higway km chalti he.or baki din nahi chalti.to phir kya karna chiye leni chaiye kya diseal
Sir aap logo ke pas to sensor available hota to aap check kar lete hai par local technician ke pas na ho wo Kase check kare
Agar gadi mein Charon sensor ka code Raha Jaise is video mein tha to aap usko one by one kholo aur DTC scan karo FIR agar sab sensor ka code chala jaaye bus jis sensor ko aap khole Ho uska hi code rahe to usmein aapko samajh mein a jaaye ki use sansar mein problem hai
Agar ek sensor ka code Raha to aapko to pata hi hai ki maine voltage ground aur jo lin line Maine bataya tha to usko check karne se aapko mil jaega ki wiring mein problem hai ki sensor mein
Sir mere pas Elite i20 2020 model hei sir mere bhi gadi mei sem problam aaraha hei or me Jaha reheta hu vaha ke sarvis Centare mei unko issue Nhi samj aa raha hei ki aisahi q ho raha hei so plz sir aap kuch help Kar dijiye plzzz 😔🙏
Mujhe ek problem video Facebook mein bhejo
Thik hua ky?
Baki to thik h pr itna mahnga sensor h why bro
Creta gari me sensor ka cost bohot Jada hey pata nehi que
Bhai meri Grand vitara main service parking sensor show kar raha hai main do bar parking sensor change kar dia magar abhi bhi same issue aa raha hai
Aapka Jo Issue hai aap vah mere Facebook account mein jakar message karo main aapko personally suggest kar dunga.
Ek video banakar mujhe bhejo
Aapka no. Agar mil jay to Accha hogai sir
Abhijeet Sar ki video ki copy
Copy to hai but Jo different hai vah explain karna is video mein main aap logon ke sath bahut detail mein explain Kiya.
Pin kaise check Karen
Wiring mein voltage kitna hota hai
Q test lamp is wiring mein Kam nahin karta hai.
Lin line kaise kam karta hai.
Vah sab Maine detail mein aap logon ke sath share Kiya.
But thank you so much 🙏😊
Aap video ko pura dekhen 😊
Koi problem nahi bro nice video