Hope this video get viral and many users can see it specially the pregent women. Angabadi se puri janakari nahi milti, sare benifit bhi nahi mil pate. Bihar Anganbadi mamale worst hai.
सर आंगनबाड़ी मे document ke sath 100,150 rupee bhi देने पड़ते हे क्या यह नियम मे हे Or votar id banane pr bhi yahi राशि maagi gaye Please eski jankari de
Nhi lete koi pesa kyuki votar id mere papa khud bnate he toh aaj tak kisi se pesa nhi liya mere papa ne kisi se Kyuki govt alg se income deti he mere papa ko isliy nhi lete he mere papa hmari panchayat me toh
Sir assalamu alaikum Jo anganwadi wale loge khana nahi dete hai ya aur koi kaam nahi krte hai un k liye koi campalnt no hai kya sir. Hai to jankari dijiye
Agar mai bahar reheti hu tou kya kisi bhi aganwadi kendra mai form bhar sakti hu, yaa jaha ka permanent niwas hai wahi ki aganwadi jana padega,plz tell.....
पोषाहार बच्चों का चोरी हो जाता उत्तर प्रदेश सरकार शासन लखनऊ योगी आदित्यनाथ जी जिला संत कबीर नगर ब्लॉक नाथनगर कब तक मिलेगा उत्तर प्रदेश जॉच हो ग्राम पंचायत छितहीकुछ नही मिला बच्चों को उत्तर प्रदेश अभी तक जिला संत कबीर नगर ब्लॉक नाथनगर विलेज छितही जांच हो
Agar kisi ko paise nhi mile uski complaint kaise register kre
Bhai pta lga kya
181 par
Nhi 104 नबर पर कॉल करे कॉल उठाने में वो टाइम लगाते हे कॉल मत kat करना मेरा भी nhi aya mene शिकायत दर्ज करवाई है
To Paisa Mila kya
Bhai Mera bhi nhi aya hai
Registration konse mahine me karaye
Helpfull information 👌
Total kitna paisa milta hoga ar baccha jnm se phle ya baad form jama kre
Vaiya 2nd pregnency me kuch dhanrashi milte he kiy?
धन राशी जमा नाहीं हुई तो शिकायत कहा करे....किसके नाम करे
Same mere bhi
181
Me bhi 9 month pregnant hu card bhi bna huaa hai na koi rasan milti hai or na hi koi paise mile
Sir jo pesa garwati mahila ko milta hai to unka bank account DBT se link hona chahiye kya
आंगनबाड़ी वालिया करप्शन करे तो शिकायत कहाँ करे
Pariyojana karyalay me sikayat kare
Aanganvadi वाली कुछ नहीं देती अभी तक कुछ पैसे जमा नहीं हुए इसके लिए कहीं कोई समाधान नहीं है
Milta h .... Kya pata tumhari aganbadi wali saman apne paas hi rkh leti ho ....
1076 pr call krke bta do sb
Bhai aa nabar nathi lagto
181 cii
Very nice information 👌
अति सुन्दर जानकारी ❤️👍👍
Kuch nhi milta khud khaa jate hai vo mere ko ek month Diya bs vo v date expired
Yes
Mujhe to nahi Mila from bhare 2year ho gaya
Mera mayke ka aadhar card our pass book hai to paisa nahi aayga kya
Good information🌹🌹👍👍 brother🌹🌹👍👍
Ye form kon bharbata h or doc
Sabhi sarkari karmchari free ki salary lete hai upar se kaam karne ka alag se pesa magte hai
Sahi bol re ho Bhai hmari aganvadi asha ne v ak chij ko banane ke 300/- charge kr ri to unki sikayat kase kre
Sir dusre bachche pr kya benefit milenge
Ager facility nehi milne se kase complain kare Govt ko
Dpo office
🎉sir meri first dilvery hui h baby girl or mera sambal kard 6 mahine hue to mujhe 1600 nhi milga
Sir agr delivery private hospital me kray to Paisa milega ki nhi
Hope this video get viral and many users can see it specially the pregent women.
Angabadi se puri janakari nahi milti, sare benifit bhi nahi mil pate. Bihar Anganbadi mamale worst hai.
Mai IT company me kaam krti hu and maternity leaves avail krungi kya mai aganbadi benefits bhi le skti hu kya? Please rply
Bilkul ye sabhi k leeye h
Yes
Sir meine bhi 2 mnths ho gye hai apply kre bt koi bhi payment nhi aai hai. Kitna time lgta hai ise
bhai ji ek ladki ke bad ek dusra ladhka hone par kitne rupaye milte hai.mp me
2 saal ki ladki ho chuki he par abhi Tak kisi bhi tarah ka koi payment nhi Diya jabke 10 baar documents jama karwa diye
Ultrasound Mein free mein hota hai kya
Sir agr 2 month bad miss karrenge ho jaye to
Shi me Mujhe bhi angnwadi wali ne bola ki 2baby pr kuch nh milta meri ladki thi 2kuch nh mila
Mujhe 6 mahina chal raha h abhi tak anganbadi se koi labh nahi mila h mai ek garib ghar se hu
सर आंगनबाड़ी मे document ke sath 100,150 rupee bhi देने पड़ते हे क्या यह नियम मे हे
Or votar id banane pr bhi yahi राशि maagi gaye
Please eski jankari de
Nhi lete koi pesa kyuki votar id mere papa khud bnate he toh aaj tak kisi se pesa nhi liya mere papa ne kisi se
Kyuki govt alg se income deti he mere papa ko isliy nhi lete he mere papa hmari panchayat me toh
Mere yahan anganwadi 2nd baby pregnancy me nhi kr rahi hai registration.. Delhi
abre bhai video pe like to kar rahe ho ye to bta do complain kaise kren
Hamare idhar kuchh nahi milta bas tika milta hai.. inki complaint kaha kar sakte hai
Yeh despencery mai v mil skti hai sb kuch
Mujhe thyroid bhi hai mera wait bhi jyada hai mai uth baith nhi pati ho.mere uthane baithne me meri mummy aur mere husband help krte hai.
Agr koi yh sari facilities na de tho complain number aur customer id b dal do taki inko akedi nikl jaya sake
Sir assalamu alaikum
Jo anganwadi wale loge khana nahi dete hai ya aur koi kaam nahi krte hai un k liye koi campalnt no hai kya sir. Hai to jankari dijiye
181
Mp ka bataiye kya govt employees female ko bhi milta he kya
Agar mai bahar reheti hu tou kya kisi bhi aganwadi kendra mai form bhar sakti hu, yaa jaha ka permanent niwas hai wahi ki aganwadi jana padega,plz tell.....
Jaha ka niwasi hai whi k anganvadi se banega aur milega
Sir mujhe card nhi bnake de rhe h m kya kru
Sir muzhe koi labh nahi milraha shikayt kaha kare..hamare yaha aganvadi hi nahi he or koi labh nahi de raha...LAXMI SANTOSH DESHMUKH🙏
Online karo public grievances portal hain
Kon se machine me ye kard banana h
Mera 1 saal se upper ho giya par abhi tk nahi Mila or bolne se anganbadi Bali maidam bolti he abhi tk pass nahi huwa
Kuch nahi mil raha h to kya kare.. Kaha p complain karna chahiye
Agr nhi mil rha h labh to kaha complain kre
Very nice
Govt employees ko b milta h kya ye fayda
South me in sb benifit ke bad bhi milk rice dal chhiki oil aata gudh khajoor oats v milta h
Hmare idhr b milta hai par anganwadi wale dete ni hai khud use krte hai usko
Sir kya is card se dusre state me bacche ko vaccine dilwa sakte hain?
yesss
Mere beti 1 years hoa but payment nahi mela
Sir dusre bche pe b paise milte hai
Sir Govt. Job wali mahila ko b milte h kya
Nh
tika wala card gum jane pr kaha bnwaye
Hospital me
Ye sabke liye h ya gareebi Rekha walo k liye
Very good sir
🙂 thanks
Inke husband ki government job hoti h sir unki wife ko mil skte h ye lavh
Haa
Unko jrurat hi ky sis
Kitne din ki garbbati mahla ko milta h bhai
Sir agr aanganwadi bar bar mangne pr bhi card hme na de to kya kre.
Hame kad.nahe.mil.Raha.hai
Government job valo ko milega ya nhi?
Mamta card kya hota h fir???
Kolkata mein Aisa kuch v nahi sirf bacha hone per hospital se hi 900 rupaye acount mein milta h
Bacha delivery hone k baad bhi milte hai kya paise?
Yes
Sir koi Aisa bhi suvidha hai jo kitne bache ka name hai kaise check kare
sir jis majila ka husband govt job m ho us ko bhi milte h kya ye
आपके हसबंड सरकारी नौकरी मे है ऐसा लगता है सरकारी कर्मचारी की सैलरी आम आदमी से ज्यादा होती है ऊनहे क्या जरूरत है आंगनबाड़ी की
Sir agar bachche Ki ma ka adharcard na ho to paise nahi milte kya please reply me
Thnku❤
rashan kab se milta h pregnency mahila ko..?
Fist कमेंट्स
Abhi b milra hai kiya yeh paisa kiu k mujhe nhi mila
भाई ये up है sab बेच देते है कुछ नहीं मिलता h
Sir 500 rupees mang rhi hai anganwadi me form bharne ki liye
Aap complain kar dijiye unke against..
Meri baby 5 month ki ho gayi abhi Tak koi bhi paisa nhi mila
Govt job me ho uska pati to bhi ye card banvana hai
पोषाहार बच्चों का चोरी हो जाता उत्तर प्रदेश सरकार शासन लखनऊ योगी आदित्यनाथ जी जिला संत कबीर नगर ब्लॉक नाथनगर कब तक मिलेगा उत्तर प्रदेश जॉच हो ग्राम पंचायत छितहीकुछ नही मिला बच्चों को उत्तर प्रदेश अभी तक जिला संत कबीर नगर ब्लॉक नाथनगर विलेज छितही जांच हो
Bhai jansunwai app download karke uspe complain krdo
Govt job PR jo lady h wo bhi registration kra sakty h kya
Ha
Angan wadi ki sikayt kha hoti hai
Kuchh bhi nahi dete ye log sir complaint karna chahiye asa logo par 😡😡
Are dete to he
Apko mila ky nhi dete n ladali bhna ke mil rhe h to bol rhe h nhi ayge pese
5000 milta hai dilwari ke bad or hum logo ko nahi mila
Salam bhai ko
Usko aganbadi
कितना बच्चे पैदा होने पर पैसा मिलगा लड़की पैदा हुआ छे बच्ची मिलेगा हुआ तो
Husband g job m h sir to kya y pasee milegee
Pese ki kya jarurat h bhabi 😂😂
कार्ड के लिए क्या डॉक्यूमेंट लगते हैं
No any document required
कुछ नही मिलता उत्तर प्रदेश सरकार शासन लखनऊ योगी आदित्यनाथ जांच हो
Sir poora kitne rupay milte hai mahila ko
Sir card ka account number change ho sakta h kya
Deepa Sharma nhi hoga
Aganwadi bhi nahi deti paisa mumbai sarkari hospital me dawa ki subhida kab hogi
Meri 2 betiyan Hain koi Labh mil sakta hai
Hello sir meri Bahu ko toh ek Paisa nahi mila meri poti ek Saal se jayada ki ho gai h
Sarkari hospital me garwati mahila ko. Dawa tak bahar se Lena padta hai
Sarkari hospital me. Bache me. Problam nahi wo test bahar karane ke 25000hazar hai kaha se karaye garib test
Anganwadi wali ladies ko to poori sellery bhi nhi milti doosron ko kia denge
iron or calcium teblet k alawa kuch nhi milta hai
Kaise aur kaha se banawaye
3 bacha ka kuch milta hai
अभि तक कुछ नाही मिला है 6 महिना चालू है
सर हमारे यहां 4 महीने में एक बार ही बांटती है वह भी बहुत कम इसका कोई समाधान बताएं
Har jagh yhi kam chla h inko koi rokta tokta to h nhi na yha koi team aati time to time
Government job walo ko dhanrashi milti h kya
Ha ji