Sir abhi tk school wale 12th class rechecking wali new or old koi si bhi marksheet nai de rhe to kya kre Kya abhi tk school me new marksheet nai aai Or na hi migration certificate bhi nai diya
@@englishgurumaheshsharma8878 old wali bhi nai di sir, School Walo ne bola tha ki es marksheet ko ajmer board me bhejwa dege wapis or New aayegi usko dege Or ab bol rhe ki abhi hme kuch pta nai hai kb aayegi
Thank you so much sir, me jaipur se hu yaha per konsa center hai uska naam bata do sir taki me vaha jakar marksheet le aayu me 2023 me hi 12th pass kiya tha mene but abhi tak marksheet nahi mili mujhe.
Sir 2018 m mene recheck lgwaya tha but abhi tk mugje ni mili marksheet to mene 2023 m duplicate marksheet order ki online us se mugje duplicate marksheet mili duplicate anktalika. Certificate with marksheet nhi h Kya ye duplicate marksheet valid h m iska upyog kr skta hu kya koi prblm to ni hogi na old marksheet bhi h mere lass recheck se phle ki please sir btana kai salo se presan hu isko lekr
Salute sir aapke paropkar ko. Ishwar aapko khush rakhen.
Sir अभी tak under proces aa raha ha😮kab aayega result
August last tk.
Aa jayega Mera aa gy h or mere 94 percentage ho gye🎉
Congratulations beta.
@@devrajgamingstudio11 12th ya 10th
Puraani marksheet kis address per bhejni hai?
New marksheet aane par aap old marksheet school mein de dena beta.
Arre sir... Maine toh original hi bhej di sir.. ab kya karu.. new marksheet nahi aaai aur na old wali marksheet hai ab mere pass . Kya kiya jaye sir
Sir mere number change ho gay to ab new marksheet kase milegi
New marksheet school mein aayegi beta. Old rbse ko send hogi.
To sir mujhe old marksheet school me submit karni hogi kya
@@englishgurumaheshsharma8878sir kitne day me new mark sheet school me AA jati hai
Sir abhi tk school wale 12th class rechecking wali new or old koi si bhi marksheet nai de rhe to kya kre
Kya abhi tk school me new marksheet nai aai
Or na hi migration certificate bhi nai diya
Old marksheet to dedi hogi beta aapko kya wo bhi nahi di kya abhi tk.New marksheet mein to time lag sakta hai but old to de dena chahiye tha unko.
@@englishgurumaheshsharma8878 old wali bhi nai di sir,
School Walo ne bola tha ki es marksheet ko ajmer board me bhejwa dege wapis or
New aayegi usko dege
Or ab bol rhe ki abhi hme kuch pta nai hai kb aayegi
@@englishgurumaheshsharma8878 5-6 bar school me bhi sampark kr chuke hai lekin marksheet ke bare mai kuch jankari nai de rhe
Rbse ke number par baat kar lo beta 01452632865.
@@englishgurumaheshsharma8878 thank you so much sir ji 🙏
Sir New marksheet school me aayengi kya
Yes.
@@englishgurumaheshsharma8878 kab aayegi
Rbse objection result kaise karnge
Objection result information aapko aapke registered mobile number par milegi beta. New marksheet school mein aayegi if your marks are changed.
Thanks sir@@englishgurumaheshsharma8878
Sir mere 2 right question the but use wrong kar diya
Thank you so much sir, me jaipur se hu yaha per konsa center hai uska naam bata do sir taki me vaha jakar marksheet le aayu me 2023 me hi 12th pass kiya tha mene but abhi tak marksheet nahi mili mujhe.
Please sir jaldi bata dijiyega
राजकीय महारानी बालिका उ मा विद्यालय,मीरा मार्ग,बनीपार्क जयपुर0141-2207525,9414239911
Yeh rbse ke sub centre hai yeha original marksheet kho jane par ya nahi aane par uski duplicate copy issue ho jati hai.
@@englishgurumaheshsharma8878 thanks sir
Sir mere digilocker me number 84.17 h or rechecking ke bad precent 84.33 ho gyi sir koi dikkat thodi h
Please sir tell me
Beta new wali marksheet he use karna aap aage in future.
Kya sir RBSE Ajmer jakr waha par Purani marksheet dekar turant Updated marksheet nahi la sakte kya
La sakte hai beta ad apka rechecking result aa gaya ho aur waha se marksheet release nahi hui ho.
Sir agar objection nahi dalanga to bhi new marksheet ayage
Yes.
Sir cuet ke liye original marksheet chahiye aur vo submit kardi ajmer board ko abhi tak aayi nahi kya karu [94 hogye rechecking ke baad 93.8 se ]
Rbse se marksheet aapke school mein aayegi beta. Thoda time lagega.
सर ओब्जेकशन का रिजल्ट नहीआरहाहै
Objection results aane mein 30 to 60 days lag jate hai.
Sir mere four mcq right hai pr unhe kaat kr 0 number diye h to kya objection ke baad number wapas milenge mcq ek dum correct hai
Yes beta. Please apply for objection.
Sir 2018 m mene recheck lgwaya tha but abhi tk mugje ni mili marksheet to mene 2023 m duplicate marksheet order ki online us se mugje duplicate marksheet mili duplicate anktalika. Certificate with marksheet nhi h
Kya ye duplicate marksheet valid h m iska upyog kr skta hu kya koi prblm to ni hogi na old marksheet bhi h mere lass recheck se phle ki please sir btana kai salo se presan hu isko lekr
Board se issued duplicate marksheet updated hoti hai aur uska use aap sab jagah kar sakte hai. Wo puri tarah se valid hoti hai.
Sir mera is saal 1 number badha hai mujhe nhi marksheet leni chahiye ya nhi
Yadi ha to nayi kaise milegi
New marksheet leni padegi kyonki marks change ho gaye hai. Old wali board ko send hogi fir new marksheet milegi.