Ye bahut long process aapne bata diya sir itna karne ki jarurat nhi hai sirf L1 software ko hi run karne se hi ho jayega sirf dono morpho connect hona chhiye
Mene L0 ke sabhi driver L0 Agent driver sabhi uninstall kar diya c drive se bhi dono folder delete kar diya lekin L1 hi kaam kar Raha hai L0 kaam nhi kar Raha hai Yadi aap anydesk per installation kar sakte hai to btana please
Aap ek bar is video ko poora dekhiye aur video me bataye gaye janakri ke anusar apne system ko check kijiye aur installation kijiye ua-cam.com/video/47-ju7rIOFQ/v-deo.html
L1 se to CIF withdrawal nahi ho raha hai, matlab puri tarah tik nahi hua. Ek laptop me do rd service lagane se port Kam parega. Kyunki isme Bluetooth keyboard, matm usb port bi lagana hota hai
@@anukbaranchakma7863 Dear brother, Video me puri process uplabdh hai, Ek hi system me dono device connect karna hoga bhai, Alag se USB Hub lagana padega
Bro.1 July agar kisike pas l1 Nehi ho to keya oh login Nehi kar payega q ki maine Order to ki but abhitak Nehi Aya ..keya 1 st july se kam band rahega . do reply Plz
Bro mene 2015 me ek sbi me account open kia tha jab chota tha but abhi uska passbook bhi nhi hai or wo account inactive ho gya hai or online yono sbi se account nhi open ho raha hai kya me dusri branch me new account open kar sakta hu bro please reply 😢
@@GYTECH-qi6gz bro wha hi gaya tha wo nhi chalu kar paye bcz mene CSP me open kia tha or wo CSP ab nhi hai or main branch bol rahe hai uske pass jao jiske pass open kia tha ab kya karu esa karke ghum chuka hu bhot bar
Are bhai, abhi L0 se dono kaam(aeps aur cif ) ho raha hai, toh kaun dono L1&L0 lagage rakhega. Mere pass do do usb hub 3.0 laga hua hai.. Isme koi dikkat nahi...mera kehna yeh hai ki ekse kaam ho raha to kaun do do rakega... Agar tik hona hai to L1 se dono hona chahiye... customer ayega, cif wala alag jalega aeps wala alag jalega , isme bohut dikkat ayega, isme nahi usme fp lagao😂 har bar bolna parega
mera pass ek multi usb hey...lakin usme morpho device kam nehi kor raha hey......morpho device ko direct laptop port me lagana porega....so...vaiya...plz...boliye...kon type se multi usb use korna porega..jis por....morpho and micro atm kam hoga......plz...boliye vaiya....
Mera pass to laptop...laptop por 3 usb port...iss liye....multi usb jourur tha jis por morpho and micro atm Kam korega...plz boliy na kon type multi usb ..help hoga
Keya system hai..😢 ek rakna muskil hai...fir 2ra lagane ki jaru hai...e jisne system update keya o mentally shocked hai.....aeps or cif ek hi mei update kara jaye.....l1 or l0 keu..jo vi ho ek me kam ho...😢😢
Me L1 ko computer me push kiya to ye eror aa raha hai. "RECIEVED EMPTY RESPONSE FROM SERVER.CHEAK YOUR INTERNET CONNECTION OR SETTINGS AND RESTART RD SERVICE " me kya karu sir boliye lekin mera normal log in ho raha hai please help
Thanks bhai mera dono chal raha re apka video dekh ke successfully juhar
Thanks brother
Nice Video sir, very Good information sir,
Informative and effective video, thanks sir ❤❤
Thanks brother
Thank you bhaiya ji mera other bank ka aeps chal gya....apki video dekhkar maine software install kiya....
@@suryabhaansingh-pm8es Thanks 👍
Very very nice video excellent performance 👍👍👍👍❤❤❤❤❤❤❤ thank you so much
Thank you so much ♥️
Thank you so much ❤️❤️❤️❤️❤️❤️ sir
Thanks 👍 Welcome
Hello sir I'm pulak phukan thank you so much❤❤❤❤❤❤❤❤ sir
@@Kabyashree91 welcome brother
Thank you 💕😌💕😌💕
Welcome
Ye bahut long process aapne bata diya sir itna karne ki jarurat nhi hai sirf L1 software ko hi run karne se hi ho jayega sirf dono morpho connect hona chhiye
Bhai video me do process hai, aap dhyan se nahi dekhen hai, aap video ko dhyan se dekhen aur jo bola gaya hai, us par bhi dhyan dene ki aavshykta hai
pura video dekhne ke bad sahi se install kiya but L0 Kam nehi karahe. Job L1 computer se nikal deta hu tab cif kam kara he?
Aap se kuchh galti hui hogi bhai
Same problem
Video ke description me group ki link uplabdh hai aap join ho karke hame message kijiye, aapki sahayata ki jayegi
Thanks bhai
Sir bc se mapping karani hogi ya without mapping me hi chalega
Morpho L1 Device ki BC/Company se mapping karwani padegi
Thermal Printer ka setting ke lye koi video banaiye na sir ji please
Thermal printer settings ki video hamare channel par uplabdh hai bhai, aap dekh kar apne thermal printer ki settings kar sakte hai
Other bank ka withdrawal hoga ya nhi 100% bolsakte hai kya?
Morpho L1 se Other bank withdrawal ho raha hai
Hota hai
Nice video good work
Mene L0 ke sabhi driver
L0 Agent driver sabhi uninstall kar diya c drive se bhi dono folder delete kar diya lekin L1 hi kaam kar Raha hai L0 kaam nhi kar Raha hai
Yadi aap anydesk per installation kar sakte hai to btana please
Aap ek bar is video ko poora dekhiye aur video me bataye gaye janakri ke anusar apne system ko check kijiye aur installation kijiye
ua-cam.com/video/47-ju7rIOFQ/v-deo.html
@GYTECH-qi6gz आपने Morpho Agent Driver डिलीट नहीं किया था क्या
Morpho L0 के कंट्रोल पैनल में 3 ड्राइवर थे तीनों ही डिलीट किया था
@@SAINIKJAANKARI aapko jo new video ka link diye us video ke step ko follow kijiye
L1 se to CIF withdrawal nahi ho raha hai, matlab puri tarah tik nahi hua. Ek laptop me do rd service lagane se port Kam parega. Kyunki isme Bluetooth keyboard, matm usb port bi lagana hota hai
@@anukbaranchakma7863 Dear brother, Video me puri process uplabdh hai, Ek hi system me dono device connect karna hoga bhai, Alag se USB Hub lagana padega
Thank U ❤🙏🏻
@@raza0001 welcome
Kal me ye process try krunga
Bilkul, Aap is video ke step ko follow kijiye, aapka problem solved ho jayega
Bro.1 July agar kisike pas l1 Nehi ho to keya oh login Nehi kar payega q ki maine
Order to ki but abhitak Nehi Aya ..keya 1 st july se kam band rahega . do reply
Plz
@jitendrathakur-y8y L0 Device se AEPS nahi chal payega bhai
Shayd date badh gai hai ab
Bro mene 2015 me ek sbi me account open kia tha jab chota tha but abhi uska passbook bhi nhi hai or wo account inactive ho gya hai or online yono sbi se account nhi open ho raha hai kya me dusri branch me new account open kar sakta hu bro please reply 😢
@@Soutaku7 jahan account opening hua tha vaha sampark kijiye aapki problem solved ho jayegi
@@GYTECH-qi6gz bro wha hi gaya tha wo nhi chalu kar paye bcz mene CSP me open kia tha or wo CSP ab nhi hai or main branch bol rahe hai uske pass jao jiske pass open kia tha ab kya karu esa karke ghum chuka hu bhot bar
@@Soutaku7 Agar CSP Band Ho gayi hai, to Branch aapke problem ko Solved karega bhai
@@GYTECH-qi6gz ha but nhi kar rahe hai bro tum yhe batto to kya me other branch me new account khol sakta hu?
@@Soutaku7 video ke description me group me link uplabdh hai join ho karke hame message kijiye
Sir mera L1 Divice other bank p kam nhi kr rha h light hi on nhi ho rhi aap k bateye hu ditel se sb setting kr liya
Aap is video ke step ko follow kijiye work karega
Sir esi video kr dwara setup Kiya fir bhi whi error aarha @@GYTECH-qi6gz
Bhai l1 device se other bank ki txn ho rahi hai?
Yes
L0 se L1 ke lie bc se reset v karwana parega kya
@@KingBR01_yadav nahi, kewal L1 ko mapping karwani padegi
Sir
Mera donon device nahin chal raha hai donon cable connect karane per Keval L1 device hi chal raha hai CIF main L0 device nahin chal raha
Bhai is video ke step ko follow kijiye problem solved ho jayega
Mera bhi nahi chala raha hai
Error kya mil raha hai
Mere dono ke sath kam nhi kr rha hai....cif se nikalne ke liye L1 device nikalna padta hai tab jakar L0 kam krta hai.....koi samadhan ho to btaye
Mera bhi same issue... solution pls
Thodi der aur intzar kijiye bhai doosri video upload ho rahi hai
Same process se try kiya ab L1 & L0 ek sath work kr rhi hai..
Thanks brother
Sir bank of Baroda aeps error 59 dikh raha kya kar ne se slove hoga please reply sir
Update milne par video mil jayegi bhai
Software konsa
http
,https
,local host
Video me sabhi jankari uplabdh hai bhai
Are bhai, abhi L0 se dono kaam(aeps aur cif ) ho raha hai, toh kaun dono L1&L0 lagage rakhega. Mere pass do do usb hub 3.0 laga hua hai.. Isme koi dikkat nahi...mera kehna yeh hai ki ekse kaam ho raha to kaun do do rakega... Agar tik hona hai to L1 se dono hona chahiye... customer ayega, cif wala alag jalega aeps wala alag jalega , isme bohut dikkat ayega, isme nahi usme fp lagao😂 har bar bolna parega
Bhai video me jo process bataya gaya hai, 1 july se SBI ke sabhi CSP ko isi process se work karna padega
1 July se nhi hoga bhai.. L1 NHI HOGI TO TRANSECTION NHI HONGE AEPS SE
Bro.1 July agar kisike pas l1 Nehi ho to keya oh login Nehi kar payega q ki maine
Order to ki but abhitak Nehi Aya .
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Sir firefox me L1 kaise chalegi please explain
Abhi setting nahi mil pa rahi hai
mera pass ek multi usb hey...lakin usme morpho device kam nehi kor raha hey......morpho device ko direct laptop port me lagana porega....so...vaiya...plz...boliye...kon type se multi usb use korna porega..jis por....morpho and micro atm kam hoga......plz...boliye vaiya....
System me connect kijiye
Mera pass to laptop...laptop por 3 usb port...iss liye....multi usb jourur tha jis por morpho and micro atm Kam korega...plz boliy na kon type multi usb ..help hoga
I installed as per this video but no use undefined error coming. Not working only L1 working
@@suri2607 jo error aapko mil raha hai, us error ki video hamare channel par uplabdh hai, aap us video ko dekh kar samadhan kar lijiye bhai
Kindly request share video link
Cif error undefined error solved Video
ua-cam.com/video/NzWSPDd9mko/v-deo.html
Sir mene insal Kiya hai lekin key rotation fail error aa raha
System ko re start karke try kijiye
L1 morpho se cif kab tak kaam karega
@@jionpuriofficial619 L0 se cif chalega, L1 se kewal Aeps chalega
Others bank aeps transaction Nehi horaye sir
Rbo se L1 map karwaiye
Is video ke step ke step se installation kijiye work karega
@@GYTECH-qi6gz sir L1 device me cif transaction jobi hoga to update deban sir
@@kamalhalder2785 abhi L1 se nahi L0 se cif chal raha hai, is video ke step ko follow kijiye bhai work karega
Sir mere l0 me direct bata deta hai finger captured.
L1 se login ho jata hai.
Isme error hai your request could not procesed.
mfi fingerprint processing.
Is video ke step se installation kijiye work karega
Love you bhaai
Welcome brother
sir vedio dekh kar 3 bar try chuka hu 1 sath dono divce kam hi nahi kar rahi,, pls help
@@jeetusironj Morpho mapping details ko check karwa lijiye bhai
How to do L1 and L0 work by installed L1 drivers
Aap is video ke dekhiye aur is video ke step ko follow kijiye, Video ke step se Morpho L1 ka installation kijiye work karega
mera aeps me RD not register show kr raha h agr me L1 ka software hta dun to lekin agr me L1 ka software install krta hun to portal login nhi hota
Video ke description me group ki link uplabdh hai, aap join ho karke hame error screen shot bhej dijiye bhai
Transaction karne pr Decline F51 aa raha hai
Ok
@@GYTECH-qi6gz kaise sahi hoga Decline F51 wala
Sir mere system me IDEMIA L1 rdservice nahi aa raha hai kya karu ?
Jo aapke system show nahi ho raha hai, usko chhodiye, aage ka process kijiye
Keya system hai..😢 ek rakna muskil hai...fir 2ra lagane ki jaru hai...e jisne system update keya o mentally shocked hai.....aeps or cif ek hi mei update kara jaye.....l1 or l0 keu..jo vi ho ek me kam ho...😢😢
Bhai, Abhi jo process hai us process ko follow karna padega, aage badlav hoga to process ki video uplabdh ho jayegi
Thank you
Welcome brother
mozilla firefox rd service kam nahi kar raha hai
@@pk_sad abhi mozilla me L1 Device work nahi kar rahi hai, samadhan milne par video uplabdh ho jayegi bhai
L1 h normal aa rahe h login nahi ho rahe h help me
Help me
Kya error mil rahi hai
Ye kesa pata chalega ki device map hai ya nahin
BC/ Company se
CIF se L0 Kam nahi kar raha hai error undefined ka massage AA Raha hai
@@SantoshGupta-wm3gf aapko jo error mil rahi hai, uski video hamare isi channel par uplabdh hai, aap us video ko dekh kar sahi kar lijiye bhai
Video ka link kya hai
Is video ke step ko follow kijiye ua-cam.com/video/NzWSPDd9mko/v-deo.html
L1 device install korneke baad chrome browser me salta nhi hai Rd services not installed dikha raha hai kuch samaz nahi ata hai kuch.
@@juktiphukan7913 is video ke step ko follow kijiye problem solved ho jayega bhai
Sir
Aapke is video se mere dono device nahi chala
@@kailashbanjara7017 Video ke step ko sahi se follow kijiye bhai
Nahi work kar raha hai shirf L1 kam kar Raha hai L0 me fingar capture dikha raha hai par light nahi jal raha hai
@@birusinghashorts kuchh galti hui hogi aap se, ok wait kijiye jald hi ek new video banaunga
pc मे दोनो devic लगाओ भाई 1000℅ वर्क करेगा
Same problem sir,kese solve kare ....
Sir mere system main l1 instal hai mujhe dono karana hai please help me taki mera cif chalu ho jay
Is video ke step se installation kijiye work karega, koi problem milega to bataiyega
Mera nehi ho rah hn .
Wait kijiye doosri video upload ho rahi hai
Installation hone ke baad csp login karne ke baad fingure auto select aa rha hai or morpho ki light nhi jal rhi hai
Dono device system me connect kijiye
Ek sath 2 device nahi kam kar raha hai unplugged karna pad raha hai
@@riyanshiworld123 aap is video ke step ko follow kijiye work karega
ANYDESK DE SAKTA HUM KAR DO GE KIYA
@@GYTECH-qi6gz STEP BY STEP KIYA HUM EK SATH NAHI KAM KAR RAHA HAI 1 DEVICE UNPLUG KARNE SE HOGA
@@riyanshiworld123 Device Mapping ko re check karwa lijiye bhai
Me other Bank ka transaction nhi ho raha h
Hamare Channel Par other Bank aeps withdrawal solution ki video uplabdh hai, aap apne aavshykta anusar dekh kar apna samadhan kar sakte hai
Bhai saheb SUB ko ka to nhi dikh rha @@GYTECH-qi6gz
Lawra L1 device Aeps aur CIF par dono kam krne wala bataona
@@NScartoonvideo14 chal raha hai, is video ke step ko follow kijiye work karega
Windows protected your pc
Likh raha hai aage kya karen?
@@BDJAMES-xw6pe uske baad kya likh raha hai usko dekhiye
Hello sir CIF sa kose nahe ho raha ha
Is video ke step ko follow kijiye bhai work karega
@@GYTECH-qi6gz ape kori dijea na please
Video ke description me group ki link uplabdh hai, aap join ho karke hame message kar sakte hai
@@GYTECH-qi6gz hello sir please give me your phone number please help me
@@GYTECH-qi6gz please sir give me your phone number please
Bhaiya aapse contacted kaise ho sakta hai ?
@@abdullofficialmusic81 video ke discription me group ki link uplabdh hai bhai
Sir please anidesk le sakte ho
Abhi aap hi sabhi ke samadhan ke liye Doosri video banane par lage hai
E procces kar ne ke bad srif l1 chal raha hai l0 not work
@@Ainulgayen1994 error kya mil raha hai aapko
@@GYTECH-qi6gz your request could not be processed
Aap group me pahle se join hai, aap error ka screen shot dijiye bhai
@@GYTECH-qi6gz abhi de raha hoon
@@GYTECH-qi6gz telegram to commnet not allowed hai
Bhai sahab hamara rd service work nahi kar raha hai
Aap is Video ke step ko sahi se follow kijiye work karega
Kiya hu fir bhi nahi ho raha hai jab login karta hu tab rd service not installed on this mashine bata hai...
@@GAURAVPANDEY-ou6zb aap se kuchh galti hui hai, aap is Video ko poora dekhiye aur sabhi step ko aaram se follow kijiye work karega bhai
@@GYTECH-qi6gz contact number dijiye plz.....
Is possible to install my system
Aap is Video ke step se installation kar sakte hai, work karega
L1 is working but L0 is not working
@@awarness2569 is video ke step ko follow kijiye problem solved ho jayega
@@GYTECH-qi6gz video me jesah same wesahi Kiya phir bhi nahi hota hay aap ekbar dek lejiye
Video ke description me group ki link uplabdh hai, aap join ho karke error screen send kijiye
Cif nahi kam kar raha hai is ko thik se bataye
Isi process se installation karne par cif kam karta hai bhai
Mera cif se withdraw Nehi ho raha he
Error kya mil raha hai
Try Again
Finger Not captured
Ata hai, cif transaction nahi ho raha hai
Mera vi error "fingure not capture" Ara hey...plz..help
Bohut bar try kiye... but same problem....I mean dono device eksath me Nehi Nehi Kam korega.....
Cif work nehi kar ra ha hain
@@prabhatnayak2833 kya error mil rahi hai
Nhi kaam kar rha hai cif
Is video ke step ko follow kijiye bhai work karega
Install ke baad login karne par light nahi jal rha hai
System ko re start karke try kijiye
आपका पुराना पोर्टल है
Purana naya sab par chal raha hai bhai
Hello sir help me 🙏
Work nahi kar raha hai ek sath
@@Opparihar2003 aap se kuchh galti hui hogi, is video ke step ko sahi se follow kijiye bhai
@@GYTECH-qi6gz mene apko massage bhi Kiya hua hai apne kha tha free hoke krunga
@@Opparihar2003 ok bhai, dubara se hame message kijiye
Bhai mujhe csp lena h
Please contact your nearest SBI Branch and relative CSP
Me L1 ko computer me push kiya to ye eror aa raha hai. "RECIEVED EMPTY RESPONSE FROM SERVER.CHEAK YOUR INTERNET CONNECTION OR SETTINGS AND RESTART RD SERVICE " me kya karu sir boliye lekin mera normal log in ho raha hai please help
Device ko re connect kijiye bhai, ya system ko re start kar lijiye sahi ho jayega
Sir Bc login Karte Time Konsa Device finger lagega Mera nahi ho raha he login time faild local host likh raha he
@@kalpitcreation1879 Dono Device abhi chal rahi hai, aur thoda wait kijiye abhi server issue bhi hai
@@GYTECH-qi6gz Mera Login nai ho pa Raha he sir please anydesk se thoda kardk
Bekar rarika Jo chal raha tha vo band is video ki vajah se
Video ke step ko sahi se follow kijiye work karega bhai, aap se kuchh galti hui hogi
I need your helf sir
Kya error mil raha hai aapko
बैड new
Is video ke step se installation work karega bhai
Faltu pese fas gye l1 le kr
1 july se bina L1 Device ke aeps nahi ho payega
Bhai ku jhut bol rahe ho sirf aeps Kam horah hai
Aap installation sahi se nahi kiye hai
Aap ka installation sahi se nahi hua hai
Thank you sir
Welcome
thanks bhai
Welcome
Ye driver mere pc me install nahi ho raha hai kya karu
Aap se kuchh galti hui hogi bhai
@@GYTECH-qi6gz nai bhaiya driver hi run nahi ho raha hai popup ke bad aage process nahi ho rha hai