Bhai free advice de raha hu Albela ji ke liye..Main bhi ek bade 5 star hotel me Chef hu. 25 saal ho Gaye. Isliye cooking ka idea hai thoda bahut. Chicken ko sirf 10 minute fry kariye. Aur gravy bhi usi oil me banao, jisme chicken fry kiya hai. Chicken ka flavor to uss oil me chala gaya, isliye. Kabhi Karnal aaya to aapka farm dekhne zaroor aaoonga. Bahut badhiya farm hai.
Bura mat maanna bhai. Main ek chef hu. 25 saal ho Gaye. Chicken koi bhi ho, 15 minute se ooper nahi lagta fry karne me. Usko phir aap gravy me bhi paka rahe ho 45 minute. Chicken rubber jaisa ho jayega. Ek aur baat hai..aap Chicken ko alag se oil me fry karte ho. Usse Chicken ka Asli flavor to oil me chala jaata hai. Same oil use Karo gravy me. Swad behtar ho jayega.

Bhai ye desi nhi h golden h jise blalar bolte h
Peor desi murga 2 kg tak hota hai or RIR 4 kg tk ho sakta hai
80 percent to desi murge jesa colour lag raha he chikan pice ka pinkish..but ye desi murga nhi lagata
Sir ek batt or jha app ne lohe ki karahai jues ki hai Jo k bahut achi batt hai
Iska name tiger murgi
Pure deshi murgi nehi
zeero
Aur price kya hai sir
how to arrange the land