Dukh Haro - Aaron Jewan Singh [Official Music] (2014 Traditional Chutney)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 11 вер 2024
  • BinaKaj By: Aaron Jewan Singh. Thanks for watching, Hope you all enjoyed.

КОМЕНТАРІ • 6

  • @indrabudhu1069
    @indrabudhu1069 2 роки тому

    Beautiful - thank you

  • @jenniferramcharita5223
    @jenniferramcharita5223 2 роки тому

    You welcome it's the best. Blessings.

  • @jenniferramcharita5223
    @jenniferramcharita5223 4 роки тому

    Well done 👍 Aaron, blessings 🙏 you brought memories of my deceased husband. Thanks.

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 років тому +3

    As sung by Ustād Aaron Jewan Singh from Trinidad.
    ua-cam.com/video/NOtVGpvElhk/v-deo.html
    Same tune as: Likhe bheje udho haath by Yusuff Khan
    ua-cam.com/video/qPo9NjKdq0o/v-deo.html
    0. (Refrain) Bina kāj āj mahārāj, lāj gayī merī;
    Lāj gayī merī, lāj gayī merī, lāj gayī merī. (Āṛāūī)
    Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī. (2)
    1. Dushāsan vāns kā torā, mahā dukhadāyī. (2)
    Kara pakarat merī chīrā, lāj nahī` āyī.
    Ab bhaye dharma ko nāsh, pāp rehatāye;
    Pāp rehatāye, pāp rehatāye, pāp rehatāye.
    Lakhi adham sabhā kī oṛh nārī phiratāyī (bhilakāyī).
    2. Shakuni Duryodhan Karan, kare kal gherī;
    kare kal gherī, kare kal gherī, kare kal gherī.
    Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī. (Refrain)
    3. Tum dinan kī sudhi let, Devākī nandan. (2)
    Mahimā-nyant Bhagavant, bhakt dukh bhanjan.
    Tum kiyo Siyā dukh dūr, Shambū dhanu-khandan.
    Shambū dhanu-khandan, Shambū dhanu-khandan.
    Ajī āratī Madana Gopāla munin manaranjan.
    4. Karunā nidhān Bhagavān, karī kahā' derī;
    Karī kahā' derī, karī kahā' derī, karī kahā' derī.
    Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī. (Refrain)
    (Slow) Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī. (2)
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 років тому +2

    As sung by Shrīmatī-jī (Mausī-jī) Poonia Morgan
    Musical Genre: Bhojpurī "chatak matak" bhajan.
    0.(Refrain) Bina kāj āj mahārāj, lāj gaye mere.(2)
    Lāj gaye mere, lāj gaye mere. (Āṛāūī)
    Bina kāj āj mahārāj, lāj gaye mere.
    Without your actions today Lord, I would be shamed.
    My honor would be lost, my disgrace would be total.
    1. Shakuni Durjodhan Karan, kare bal tere. (2)
    Ab bhaye dharam ke nāth, pāp rehatāye.
    Pāp rehatāye, pāp rehatāye. (Refrain)
    Shakuni, Duryodhan & Karan tested your resolve (strength);
    but the master of righteousness prevented (stayed) their sin.
    2. Dushāsan bāns kā torā, mahā dukhadāye. (2)
    Kara pakarat hamāre chīrā, lāj nahī` āve.
    Lāj nahī` āve, lāj nahī` āve. (Refrain)
    Dushasan wanted to bring me great distress;
    but he couldn't injure me, shame didn't come.
    3. Dushāsan nada ghar nahī`, davā kar mere.(2)(?)
    Jā uthāo Madana Gopāla, karo nā tere.
    Karo nā tere, karo nā tere. (Refrain)
    (Slow) Bina kāj āj mahārāj, lāj gaye mere. (2)
    Dushasan couldn't destroy my home & my family -
    my Lord stood up and saved my honor. (??)
    Without your actions today Lord, I'd be shamed.

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 років тому +2

    Movie: Kurukshetra (1945), Lyrics: Jameel Mazhari.
    Singer: Radharani, Music Director: Pandit Ganpat Rao.
    0. Bin kāj āj mahārāj, lāj gayī merī, lāj gayī merī;
    (Refrain) Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī.(2)
    1. Tum dinan kī sudh let Devakī Nandan; (Āṛāūī)
    Mahimā-nyant Bhagavant bhakt dukh bhanjan.
    Tum kiye Siyā dukh dūr Shambū dhanu-khandan;
    Ajī ārtī Madan Gopāl munin manaranjan.
    Karunā nidhān Bhagavān karī, kahā` derī (2).(Refrain)
    2. Baithe sab rāj samāj, niti jin koī;
    Nahī` karat dharam kī bāt sabhā me` koī.
    Pā`ncho pati baithe maun kaun gati hoī;
    Le le Nandan kā nām Draupadī roī.
    Karī karī vilāp santāp, sabhā me terī (2). (Refrain)
    3. Bin kāj āj mahārāj, lāj gayī merī, lāj gayī merī;
    Dukh haro Dvārikā nāth, sharan mai` terī. (2)