7 Surah Araf Dr Israr Ahmed Urdu

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 6 лют 2025

КОМЕНТАРІ • 465

  • @ayisha7213
    @ayisha7213 Рік тому +16

    Quran ka haq ada kia or phr Quran ne b Dr israr Ahmad ka haq ada kia un k janay k bad b duniya unko sunti ❤Allah tala Aisay musalman bejay duniya main ziyada say ziyada ta k Islam ka bol bhala ho 😢❤

  • @samadbaba1068
    @samadbaba1068 10 місяців тому +18

    Surah Aaraf 43 min bd start hui hy
    Allah pak dr israr ahmed ko janat me jga dy Aamen ya rabul Aalamen
    Ya ArhamarRahemen

  • @bhatnasir9884
    @bhatnasir9884 10 місяців тому +15

    Remember me and my family in your prayers and in return the angles will make dua for u in sh Allah ❤

  • @shamimaranawaz1102
    @shamimaranawaz1102 4 роки тому +24

    Subhanallaah, Allaah may give him Jannatul Ferdaus, Aameen,

  • @nasiransari6093
    @nasiransari6093 4 місяці тому +2

    Mashallah allah jannat ul firdos me mukaam farmaye

  • @s75389
    @s75389 4 роки тому +38

    Insaan ki asli daulat sirf ilm e deen hai aur kuch nahi.
    Allah Dr Israar Ahmad sahb ko jannatul firdous me jagah ata farmaye...
    Aameen...

  • @javediqbal-be8uz
    @javediqbal-be8uz 4 роки тому +16

    Al hamd u lellah Main ne complete bayan sonaa.
    Allah Dr israr ahmed ko janat ul ferdous naseeb farmaye. Ameen

  • @jabirmoulvi7895
    @jabirmoulvi7895 2 роки тому +6

    One scholar again ya Allah like Dr israr.

  • @ghanisarim9900
    @ghanisarim9900 2 місяці тому +3

    Alhamdulillah Completed today ❤

  • @rida677
    @rida677 Рік тому +11

    26 January 2:55 pm Surah Aaraf completed Alhamdulilah ❤

  • @maabaap786
    @maabaap786 5 років тому +47

    DR.israr Ahmed was a great scholar in this century i am very impres very unicue style. the way he explain tafseer Quran. Allah taala give him place in . jannatul firdouse aameen summa aameen.
    MOHAMMAD MOIZUDDiN

  • @rashidameer5495
    @rashidameer5495 3 роки тому +8

    Alhamdulliha Quran pak sunnay ki toufeeq ataa hui

  • @rahiqueabdul392
    @rahiqueabdul392 3 роки тому +7

    listening to him feels like he is still among us
    May Allah paak grant him Jannatul Firdaus

  • @FaizKhan-lf7hk
    @FaizKhan-lf7hk 4 роки тому +13

    One of the greatest commentators of Qur'an this ummah has ever had.

  • @faizahmed6941
    @faizahmed6941 5 років тому +56

    Ya Allah give us this type of scholar again and again

  • @umar_yousafzai
    @umar_yousafzai Рік тому +10

    Alhamdulillah today (4 June 2023) I completed this SURAH.

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 4 роки тому +5

    Allah tala jinat main ela maqam ata fermain and darjat bolind fermain ameen

  • @naseemashaheen6134
    @naseemashaheen6134 Рік тому +1

    JazakAllah khair Allah Pak Dr Israr sahb ko Janatul firdouse mn aala maqam ata fermae Ameen suma ameen

  • @therworld6875
    @therworld6875 4 роки тому +2

    Mashallah Allah himat dy hum sab musalmano ko deen e haq k tableeg k lye ameen

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 3 роки тому +1

    Allaha tala all muslims ko Quran and sunah per amal kernain tofique ata Fermain ameen

  • @shahbazahmad7818
    @shahbazahmad7818 4 роки тому +25

    May Allah (swt) accepts Dr. Israr Ahmed sb. services for the Deen of Allah and grant his highest Place in Jannah al Firdous

  • @AbdulHameed-vj1ng
    @AbdulHameed-vj1ng 5 років тому +6

    ALLAH ISRAR SAHAB KU JANNAT MEIN AALA MUQAM DEEN AMEEN

  • @shahbazhussain2021
    @shahbazhussain2021 2 роки тому +3

    Allah pak dr israr sab ki magfrat fermaye ameen.

  • @ruksanasheikh751
    @ruksanasheikh751 4 роки тому +5

    May Allah Grant you jannah

  • @Gambling107
    @Gambling107 Рік тому +2

    الله پاک آپ کو اپنے جواررحمت میں رکھۓ آمین ثم آمین

  • @shahbazhussain2021
    @shahbazhussain2021 2 роки тому +1

    Allah pak humain Quran pay amal krnay or dosron tak Quran ki taleem pohnchany ki toufeeq ata fermaye. Ameen

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 4 роки тому +1

    Allah tala dr Israr Ahmed ko jinat main ela maqam ata fermain and darjat bolind fermain ameen

  • @ayeshaatif3777
    @ayeshaatif3777 4 роки тому +28

    يا الله ہم سب پر رحم فرما اور اپنا حق ہم پر واضح کردیے اور ڈاکٹر صاحب کو اجر عظیم عطا فرما آمین ثم آمین یا رب العالمین۔

    • @zishantalat1303
      @zishantalat1303 2 роки тому +2

      Ameen

    • @AktharMd-pq9ft
      @AktharMd-pq9ft 10 місяців тому

      ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😂

  • @faizahmed6941
    @faizahmed6941 5 років тому +15

    Great scholar of this century

  • @saafbaat9685
    @saafbaat9685 3 роки тому +5

    May Allah rest his soul in janatul firdus.Ameen

  • @farahwaqar3265
    @farahwaqar3265 Місяць тому

    الحمدلللہ I’m taking QURAN lessons with DR ISRAR AHMED ‘s TAFSEER every day and gaining insight of QURAN . جزاك اللهُ خيراً‎ kaseer

  • @anjumsaher4730
    @anjumsaher4730 2 роки тому +1

    Allah taala Dr israr Sahab ko jannatul ferdous me aala muqam ata farmaye ameen

  • @ZubairKhan-np5ty
    @ZubairKhan-np5ty 6 років тому +71

    اللہ پاک ڈاکٹر اسرارآحمد کو جنتالفردوس میں اعلی مقام دے آمین

  • @oneummah.inurdu9541
    @oneummah.inurdu9541 2 роки тому +13

    3:32:00 🤲Dua bookmark
    3:36:10 🎥videomark
    3:38:27 📖bookmark
    3:41:00 🎥videomark
    3:55:10 📖bookmark
    3:58:30
    4:00:15 🎥videomark
    4:20:50 📖bookmark
    4:24:20 📖bookmark
    4:37:28 🎥videomark
    4:40:01 🎥videomark
    4:52:00 Dua 🤲

  • @arfinraza2714
    @arfinraza2714 Рік тому +1

    أشهدُ أنْ لا إلهَ إلاَّ اللهُ وأشهدُ أنَّ محمّداً رسولُ الله

  • @ahmedbava8298
    @ahmedbava8298 6 років тому +18

    May allah grant him jannathul firdous...aameen

    • @hamidakhtar8942
      @hamidakhtar8942 Рік тому

      😊😊😊😊😮😊😊😊😊😊😊😊😮😊😮😅😊😊😊😊😊😮😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😢😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

  • @poooomy
    @poooomy 10 місяців тому +8

    یااللہ فلسطین کے مسلمانوں پر رحمت فرما اور جو ان پر ظلم کر رہے ان کو تباہ و برباد فرما آمین ثم امین

  • @rizwanmahmood
    @rizwanmahmood 10 місяців тому +1

    1:18:28 چیزوں کا استمعال
    1:21:50 اصحابہ اور ازواج متھرات ؓ
    1:23:04 ریاست
    1:23:32 دولت کمانا 1:23:47 اچھا کھانا پینا
    1:24:00
    1:24:13 دنیا کی زندگی
    1:24:22 آخرت میں صرف ایمان والوں کیلیۓ

  • @faisalmanzoor4109
    @faisalmanzoor4109 4 роки тому +20

    اللہ تعالیٰ ڈاکٹر اسرار احمد کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے ✨آمین ✨

    • @mksiddiqui9275
      @mksiddiqui9275 3 роки тому +4

      Ameen

    • @Salinajovial
      @Salinajovial 2 роки тому +2

      Aameen sum Aameen

    • @ilovemecca309
      @ilovemecca309 Рік тому

      Ok🤲😭

    • @drhasnain2154
      @drhasnain2154 11 місяців тому

      Ameen sum ameen

    • @subhankhan2822
      @subhankhan2822 10 місяців тому

      🎉iuyii3u353k33iii3i5i3i¾😢k3it I hi I to i😢6i ii33🎉iki8íis3i33ijijk(iík😢i3k353ii(tukkkji35y53i334iu4ïyi5k(4iui6i34iik3⅔34kii3ky35i45u5kk33ii+kjjk(jj3i3(i3jjjijy53ij5u3k4kk³k4k433ii3ikj(ijikik4kii+iiji😢4kk3😢i3juj3🎉ujk3k33y35k3jjk4jiij(3it63yijijijii5i😮u6ikk33jk(jjk35u3jk3kkk3😮j😢i3i2kkkkkk33kkikkkók(íkk(jtk355juj3jkkijk4j😢u😢kj43j😮353jikuj😢ki3😮jyku5k3😢i5😢tj49j3k3🎉4ijjj🎉jkj33j3+hk3k😢ji3k3jyj4k3jk3j3iijj3iyii35jy³😢jyj😢j4jk3jj(55yk4u3k😢uk3k¾😮j33(k33(jk3k3okkkk33j😢3k3k³k3(kk³k3(6kk(5jk3ju😢(jjkjk93uk5😢345k4j😮j65kt😢ejjk😮k3j3kj🎉5j😢k¾5utjkjq😮(3kkk3j3😢u5😢ky🎉j6ko5kjjj4t9kijtk3jkk¾3ji33😮😮ujkkk3kkj653j😂ut5kkuw2k3jk¾😢k(yy+ijkjk3😢😢j😢6😮kjk3😢4is

  • @saimatauseef6728
    @saimatauseef6728 2 роки тому +3

    جزاك الله خيرًا و بارك الله فيك♥️

  • @Mahadsketch
    @Mahadsketch 2 місяці тому

    Alhamdolillah today complete sura al araf allaha tala dr sahib ko janat ul firdous ma ala muqam ata farmay ameen

  • @muhammadbashir8428
    @muhammadbashir8428 Рік тому +13

    الحمدللہ آج ابھی ڈاکٹر صاحب کے ساتھ سورۃ الاعراف کی تفسیر مکمل ہو گئی ہے ، اللہ پاک مولانا صاحب کو جزائے خیر عطاء فرما کر جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین اور ہمیں ان کی بیان کردہ تعلیمات پر عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائے ۔آمین❤

  • @sadeyayousuf911
    @sadeyayousuf911 Рік тому +2

    Jazak Allah..May Allah SWT reward him in Jannah.Ameen.

  • @syed_altamash_52_
    @syed_altamash_52_ 2 місяці тому +2

    Love from India Hyderabad 😞❤

  • @rafiqjamkhandikar1293
    @rafiqjamkhandikar1293 3 роки тому +17

    Jazakallahu Khair to a team of a Bayanul Quran for tafseer surah Aaraaf in urdu that's nice effort,may Allah accept & give hidayat to all muaminin & who's believe on akhirat (here after life) ameen ya rabbulalameen

  • @_f_
    @_f_ 3 роки тому +5

    Thank you, may Allah be pleased with you!

  • @shahbazhussain2021
    @shahbazhussain2021 2 роки тому +4

    He is the true scholar.

  • @xploreincridibleindia
    @xploreincridibleindia 2 роки тому +3

    Most comprehensive par excellence summary of Qur'an

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 3 роки тому

    Allaha tala dr israr Ahmed sb ko jinat main ala muqam ata Fermain and darjat bolund Fermain ameen suma ameen

  • @Farhan-zo1vr
    @Farhan-zo1vr 4 місяці тому

    Dr Israr Ahmad ❤
    Kari Haneef❤
    Allah tala dono alim-a-deen ko jannat ul firdous me aala se aala mukam ata farmaye
    AMEEN 🤲

  • @irfanusman10
    @irfanusman10 6 років тому +52

    Allah israr ahamed ko jannat firdous mai alla dirja ata karry

  • @BinoGee
    @BinoGee 3 місяці тому

    Jazakallah MashaAllah so beautiful andazabian MashaAllah Allah bless you

  • @friyaivy3818
    @friyaivy3818 Рік тому +4

    JazakaAllah
    This is gold

  • @siddique8789
    @siddique8789 4 роки тому +25

    Thanks for uploading
    May allah bless you
    This is the best chance for us to listen to tafsir of Qur'an

    • @miraclesmistreated1626
      @miraclesmistreated1626 2 роки тому

      Ccccccçff. Ge. E e e ee eeeeeeetttttgthtyyhyyy try do oooooo

    • @miraclesmistreated1626
      @miraclesmistreated1626 2 роки тому

      Ll

    • @miraclesmistreated1626
      @miraclesmistreated1626 2 роки тому +1

      Ooo

    • @arsalanrafi5747
      @arsalanrafi5747 Рік тому

      2.32 THE EARTHQUAKE IS MENTIONED IN SOHAIB(A.S) CASE AND ALSO IN CASE OF LUT(A.S) NOW IF WE SEE WE FIND THAT ARABIAN PLATE IS BENEATH THE ANATOLIAN PLATE AND WHICH IS THE RED ZONE FOR EARTHQUAKE. HOW A BOOK MORE THAN 1400 MENTIONED FREQUENTLY ABOUT EARTHQUAKE WHEN NO TECHNOLOGY WAS THERE IT PROVES THAT QUR'AN IS FROM THE ONE WHO CREATED US اللہ اکبر

  • @17khizer
    @17khizer 5 років тому +1

    Allah Pak dr Israr àhmad Sahab ko janatul firdos me Aala maqam ATA farmaye aameen

  • @gazaniaflower1678
    @gazaniaflower1678 4 роки тому +2

    Dr israr was gift

  • @uzmaimran4584
    @uzmaimran4584 3 роки тому +1

    SubhanAllah Allah darajat buland farmae ameen summa ameen

  • @zahrakhan3128
    @zahrakhan3128 5 років тому +5

    May Allah grant jannatul firdaus to Dr israr Ahmed sahab.

  • @kamranjaved5583
    @kamranjaved5583 Рік тому +5

    ⏳--TIMESTAMP & SHORT NOTES PART-2 --⏳
    Ayat 169-206 (4:10:00 - 4:55:40)
    -----------------------------------------
    4:10:00 - 4:36:09 Khuda ne logon se kaha ki usne Jo Diya hai Quran use majbuti se pakado aur yaad rakho tumhen khuda ke pass wapas jana hai. Phir khuda ne logon ke use waqt ki yad dilai jab usne Adam ke har ek aulad ko arwaah me waajud mein laya aur logo ne gawahi di thi ke Allah unka Rab hai.
    Khuda ne logon Ko Musa ke jamane mein us shakhs ki bhi waqya sunaya jisko wahi di gai thi lekin isne isko najarandaaz Kiya phir Shaitan iska picha Karta Raha yahan Tak ke woh Gumrahon me ho gaya woh wahi ke jarie Sarfaraz hota lekin woh apni duniya ke zindagi se chimta raha uski nisbat us kutte ki tarah ho gai thi Jo Sara din hafte rahata hai.
    Khuda ye kahani logon Ko sunata hai taki log Gaur Karen jise khuda hidayat deta hai vah Sahi Mayno mein hidayat yafta hai aur jise tark kar de vo khesara pane Wale Hain.
    Allah farmata hai usne jahannam jino aur insanon mein se un logon ke liye banaya hai Jo Dil rakhte hain lekin samajhte nahin, aankh rakhte lekin dekhte nahin aur Kaan rakhte lekin sunte nahin woh Janwar se bhi badtar hai kyunki woh Ghafil hai.
    Allah ke liye behtarin Naam hai lihaza use Naam ke jarie pukaro aur unlogon ki sohbat chhod do Jo in naamon ka galat istemal karte Hain.
    4:36:09 - 4:55:40 Khuda ne tamam insaano ko ek jaan se paida kiya. Aur Jab tumhari biwi ke shikan me baccha Pal raha hota hai to wo dua karte hai ki Allah tu agar hame sahi salamat baccha ata karega to hum tere Shukrguzaar honge Lekin Jab Allah inhe wo cheez ata kar deta hai to wo ye nemat Jhoote Khuda / Wali se jod dete hai lekin Allah in sab se bahut buland hai. (Aaj ye dastoor ban chuka hai hum wali ko pukarte hai jo neymat allah ne di ) (189-190)
    Aye Nabi aap farma dijiye ki aapka mohafiz khuda hai jisne quran bheja aur nek logo ki hfazat karta hai. aur keh dijiye aap sirf usi ki pairwi karte hai jo khuda ki tarf se nazil hota hai. Quran hi Hidayat hai uar Rehmat Hai. Aur Jab log Quran ki tilawat sune to khamoosh hoker sune. Aur Jo Log Khuda ke kareeb hai wo kabhi bhi ibadat kane me guroor nahi karte. Aur Allah ki tasbeeh karo aur usi ke aage jhuko (191-206)
    Lihaza meri Urdu itna acchi nahi hai aur ilfaaz me kuch gadbadiya ho gayi ho to Allah maaf farmaye.

  • @oneummah.inurdu9541
    @oneummah.inurdu9541 2 роки тому +2

    48:00 📖bookmark
    50:25 🎥videomark
    1:11:55 📖bookmark
    1:14:18 📖bookmark
    1:17:50 📖bookmark
    1:18:50 🎥videomark
    1:25:00 📖bookmark
    2:25:59 📖bookmark
    2:39:02 📖bookmark

  • @kashifrehman8706
    @kashifrehman8706 4 роки тому +3

    Mash Allah more information about Islam

  • @naseemashaheen6134
    @naseemashaheen6134 2 роки тому

    JAZAKALLAH KHAIR Allah pak Dr Israr sahb ko Janat.ul.Firdous mn aala maqam ata fermae.ameen suma ameen

  • @marianida4325
    @marianida4325 3 роки тому +1

    🌹🕋🌹Yaa ALLAH subhanawatala grant Respected Dr israr Ahmed sahib my father, brother Javed dear sister Binish Benazir, ancestors and all Muslims who have passed away from this fascinating world highest degrees in Paradise al-Fardos. Ameen🤲🌹.

    • @nikhatyasmin5581
      @nikhatyasmin5581 3 роки тому

      Ameen Summa Ameen

    • @5410154
      @5410154 2 роки тому

      Aoa. After 43 min is the tafseer complete in this video or is there a second part?

    • @rafaqatsuhail385
      @rafaqatsuhail385 Рік тому

      @@5410154 After 43 minutes a new surah (Al-Araf) is started

  • @hira88871
    @hira88871 4 роки тому +3

    JAZAKALLAH KHAIR

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 3 роки тому +1

    Jazakallah Alhumdollila sub han allah

  • @randomvidz5315
    @randomvidz5315 3 роки тому +6

    May Allah bless you all

  • @MemoonaShoaib-c1x
    @MemoonaShoaib-c1x 4 місяці тому +1

    Allah pak magfret fermay

  • @muslimidentity5616
    @muslimidentity5616 2 роки тому +2

    JazakAllah khair❤

  • @Karachiottawa
    @Karachiottawa 4 роки тому +5

    May Allah swt grant him Jannah tul Firdous Ameen Ya Rabb ❤️

  • @nikhatyasmin5581
    @nikhatyasmin5581 3 роки тому +1

    Allah de duaa hai Dr Israr ko Jannatul firdaus mein ala muqam ata farmayen Ameen …………… Itna achcha bayan Subhan Allah jab tak Duniya hai log sunte rahenge Allah ham sabko nek hidayat de aur maaf kare Ameen Summa Ameen

  • @fizahussain4364
    @fizahussain4364 4 роки тому +4

    Allah ap ki maghfirat farmaye.

  • @wardakhanam678
    @wardakhanam678 4 роки тому +2

    Allah apko kawat karwat janat naseeb karey ameen

  • @pal432-m5v
    @pal432-m5v 3 місяці тому

    Thank You Dr Sahab.
    May Allah bless u and grant u Jannah

  • @muhammadnasir7389
    @muhammadnasir7389 3 роки тому +2

    Jazakallah

  • @adilmirza7324
    @adilmirza7324 5 місяців тому

    2:59:06 Allahu akbar so deep and so heartbreaking 😭😭

  • @humairanosheen820
    @humairanosheen820 3 роки тому +3

    Jazak Allah

  • @ayeshakunni6908
    @ayeshakunni6908 Рік тому +1

    JazakAllah khair

  • @farzanahkhalid5618
    @farzanahkhalid5618 2 роки тому

    Allah Dr israr Ahmed Kay darajat buland farmaye.. Ameen

  • @MuhammadAzharSheikh-te4kw
    @MuhammadAzharSheikh-te4kw 6 місяців тому

    صَلَّى ٱللّٰهُ عَلَيْهِ وَّآلِہ وَسَلَّمَ‎ •

  • @zikrakhan7655
    @zikrakhan7655 3 роки тому +3

    Masha Allah

  • @User-wf8jx
    @User-wf8jx 5 років тому +4

    Mashallah

  • @UmarRao-rj3eq
    @UmarRao-rj3eq 6 місяців тому

    Mashalla Kya bat ha Bhai bohat acha Kam kar ra ha hu

  • @muhammadahmed663
    @muhammadahmed663 5 місяців тому +1

    الحمدللہ! سورۃ الاعراف مکمل ہوئی۔

  • @jindagijas
    @jindagijas Рік тому +1

    Allahmdulillah today I completed ❤

  • @kamranjaved5583
    @kamranjaved5583 Рік тому +3

    ⏳--TIMESTAMP & SHORT NOTES PART-1 --⏳
    Ayat 1-32 (43:00 - 1:24:44)
    --------------------------------------------
    43:00 - 55:26 Allah Nabi saw se takleef mahsoos na karne ko kehte hai (Huzoor s.a.w logo ke imaan na lane ko lekar pareshaan the).
    Aur Allah taslli deta hai ki yah Quran khabardar karne ke taur per najil hua hai.
    Aur Allah pichali koum se sabak Lene Ko kahta hai Jo tabah Ho gai.
    Aur Allah sawal karega Jin logon per paigam bheja Gaya aur paigam le jaane wale (Rasool /Nabi) se bhi. Aur for kayamat ke din unka aamaal tola jaega (1-10)
    55:30 - 59:50 Aadam as ki takhleek aur iblis ka jikr (11-18)
    59:50 - 1:10:30 Aadam aur hawwa Ko hidayat ki gai ki woh Jannat mein rahe aur khaye. Shaitan ne aadam aur hawa ke andar washwasha Dala aur haram darkht se khane ki tarkeeb di aur kaha ki is fal ko khane ke bad aap farishta ban jaenge ya Amar Ho jaenge. (Quran mein kisi aayat se maloom nahin hota ki hawa ne hi pehle adam ka fal khane ke liye uksaya tha. Bible me word nikala eve-> evil). Aur dono ne apni galti ka Aitraf Kiya aur mafi mangi (19-25)
    1:10:30 - 1:24:44 Arab me galat tasawwor nange hoker kaba ki tawaf karna jyda sawab ka kam samajhte the us per Allah ka farman. Aye Aadam ki aulad tumhare pass nangepan ko dhakne ke liye kapda hai lekin sirf Zeenat ke taur per aur in sab me se sabse behtarin libas Takwa hai. Khuda nasihat karta hai ki woh jab namaj padhen to achcha kapda pahne aur jo kuchh isne Diya usmein se khayen aur faizul kharchi na Karen kyunki Allah use pasand nahin karta. (Do manjar jab din maglub hai to duniya ki Zeenat kapde biwi khana yah sab bhul kar Deen kayam karne mein lag Jao aur jab din galib hai to duniya ki jeenat ka istemal karo).
    Ayat 33-58 (1:24:44 - 1:59:14)
    -----------------------------------------
    1:24:44 - 2:07:00 Huzoor saw logo se farma dijiye behayai ka kam Na Karo chahe wo khule aam Ho ya parde ke dayre per.
    Har koum ki Zindagi ki Muddat Moayyan hai yah Na badhegi Na kam hogi.
    Jahannmi log ek dusre per lanat bhejenge aur apne abo azdad ko bhatkane ke liye ilzaam aur jyada saza ki maang karenge. Lekin Allah Farmayega dono brabar ke mustaik ho aur wo hamesha ke liye Dozak ke Mehmaan ban jayenge. (33-41)
    1:37:19 - 1:59:14 Jin logon ne yakin Kiya aur acche Amal kiye wahi jannati hai. Aur Jannati log Jannat mil jaane ki wajah se khuda ki hamd karenge aur dojhakhiyon ko Pukar kar kahenge ki Allah ka wada saccha hai to isper ahle dozak wale jawab mein kahenge ki Haa humne bhi Allah ka wada saccha Paya. Dono logon ke darmiyan ek taksim/parda hogi aur Aaraf ke log (People Of Heights) dono giroh ki halaat ko dekhenge aur dono jamat ko pukarenge aur Allah se Jannat ki daryaft karenge.
    Ahle Dozak jannatiyon se khana aur Pina Talab karenge lekin jawab mein payenge ki yah sab un per haram hai aur Allah inhen isi tarah bhula dega Jaise ine logon ne faisle ka din Ko bhula Diya tha.
    Phir Allah Qaynat ki takleekh ka jikr karta hai (Ayat 42-58).
    Aur inke Sina mein ek dusre ke liye jo bhi duniya mein ranjish Rahi hogi Jannat mein jaane se pahle ise ham nikal bahar karenge.
    (Is aayat per Ali r.a farmate Hain yahan per mera aur Mafia ka jikr ho raha hai 47).
    Ayat 59-100 (1:59:14 - 2:38:30)
    -----------------------------------------
    1:59:14 - 2:07:00 Arab mein aaye Nabi (Nooh, saleh, loot aur suhaib a.s ka aur unke khandan aur unka tafseer Introduction)
    2:07:00 - 2:15:58 Khuda ne Noah a.sko paigam lekar apni kaum per bheja aur unse kaha ki woh sirf khuda ki ibadat Karen inhone nooh ko jhuthlaya to khuda ne Nooh aur inle Sathi ko bacha liya baki jinhone inkar kiya tha woh doob Gaye.
    Fir wahi paigam hood a.s lekar aaye aur unhone Nooh ki Qoum per hue Ahsanat yaad dilaye logon ne inhen bhi jhuthla Diya Allah ne Ajab se daraya to inhone Hood Ko tana Diya ki Tum sacche Ho to Azab le aao. to fir kafiron per Azab namudar kar diya Gaya aur inke Saathi khuda ke rahamat se Bach Gaye. (59-73)
    2:15:58 - 2:34:00 Hazrat saaleh , loot aur soheb ki koum ki nafarmani aur uske Ajab.
    2:34:00 - 2:38:30 Allah ka Kanoon aur ham sabke liye ek sabak. Allah jab bhi kisi kam mein Nabi bhejta hai to usper taklif aur thodi musibat musalat kar deta hai taki log Nabi ki baat per Gaur Karen aur Allah ke samne Azizi Kare. Phir khuda inke mushkilat Ko khushhali mein Badal deta hai lekin log khuda ki is fazal Ko nahin pahchante tab Allah inke liye kuchh Muddat Tak tamam araaish aur Daulat barsa deta hai jab tak ki woh girft mein Na aa jaaye.
    Ayat 101-168 (2:38:30 - 4:10:00)
    ---------------------------------------------------
    Note:- aage aane Wale Ayat 101-168 hijrat ke kuchh hi arse pahle utri thi. Allah ko huzoor saw ko zehni taur per taiyyar karna tha madine mein yahudiyon ka samna karne ke liye.
    2:38:30 - 3:08:15 Allah ne Musa ko Firon ke pass bheja Musa ne firaun ko bataya ki woh tamam jahanon ke taraf se rasool banakar ke bheje gaye hain to firon ne ek nishani talab ki. To Musa ne apna asa fenka to wo saanp ban gaya phir Musa ne apni hath Chadar ke niche se nikali to woh safed chamakdar Roshani se chamak pada. Yah sab dekhkar firoun ke mantriyon ne Musa ko jadugar bola aur muqabale ki dawat di.
    Mukabale mein Jadu karne walo ne apni Lathi fenki aur woh saamp ban gai fir. Musa ne apna asa fenka to woh sab saanpon ko nigal gaya jadugar shikast kha gaye aur apne ghutnon ke bal girkar rab per Imaan le aaye. Firon ne unhen ajab Dene ki baat kahi to jadugaron ne khuda se fariyad ki unhen sabit kadam rakhen aur Imaan mein maut de (101-126)
    Firon ke sardaron ne Musa aur uske pairokar ko katal karne ki baat ki lekin firaun ne kaha ki woh inke bete ko maut ke Ghat utarenge (yah firaun us Firon ka Beta tha jisne Musa ki parvarish ki thi aur Musa uske bade bhai ka haisiyat rakhte the to firaun ke Dil mein Musa ke liye thodi Mohabbat thi isliye katal karne se gurhez ). Phir firaun ki koum Kai salon tak akaal se do chaar the. iske bad Firon ke logon per sailab aaya, iske baad tiddiyon, makdiyon, Joo aur khoon ki barish ka ajab aaya. (Thore thore muddat ke baad). Firaun ki koum ne Musa se darkhwast ki ki woh rab se dua kar Azab ko hata Den to woh Bani Israel ke gulamon Ko chhod denge to rab ki Fazal se ajab hat Gaya to inhone wada khilafi ki khuda ne inko gark kar diya aur majlum logon Ko jameen ka waris banaa Diya (127-137)
    3:08:15 - 3:22:20 Khuda ne Bani Israel ko samander ke paar Kiya Jahan ve aise log se mile Jo buton ki Puja karte the Bani Israel ne bhi musa se ek but banane ko kaha to musa ne farmaya yah jahil log Hain. Allah ne Musa ko 40 Raat Tak pahad per Bulaya Musa ne apne bhai Harun per Apne koum ke rahnumayi karne ko kaha Musa mukarar waqt se pahle pahad per pahunch kar Allah Ko Zahir hone ki ilteza ki Allah ne farmaya tum mujhe nahin dekh sakte lekin Agar pahad apni jagah kayam rahata hai to Tum mujhe dekh paoge. Musa ki aankhon ke samne pahad reza-reza Ho Gaya to Musa ne fauran mafi talab ki aur kaha main sabse pahle yakin karne wala hun. (138-147)
    Khuda ne Musa ko kaha ki tumhen tamam insanon per chuna Gaya hai taki Tum Allah ka paigam Sun Sako. Khuda ne takhtiyon per tamam tafsilat aur hidayat likhi hai aur kaha ise majbuti se pakado. (144-147)
    3:22:20 - 3:34:44 Aur jab Musa pahad per the to unki koum ne (Samri) jeverat se bani ek bachade ki Puja shuru kar di lekin kuchh ko maloom hua ki woh galat kar rahe hain aur jab Musa wapas aaye to unhone kaha ki agar Allah ne hamen maaf na Kiya to ham Khisara pane walon mein se ho jaenge Musa inse naraj the khas kar apne bhai Harun se.
    Jo log ab bhi bachade ki Puja karte hain woh Allah ka gajab payenge aur jo log apni galti ko bhaanp kar tauba kar lete hain inhen Allah maaf kar dega. jab Musa pursukun hue to unhone woh takhta utha liya jis per darane walon ke liye hidayat thi.
    Phir musa ne apne tadad mein se 70 admi ko chun Liya woh log Musa ke pass darte hue aaye inhen Apne kiye ki mafi mangni thi lekin unhone bajay khuda Ko dekhne ka mutaliba Kiya ek jabardast jaljale me pahad jhatak Gaya aur wo log niche gir karke mar gaye. Musa ne bakshish ki dua ki aur khuda ke rahamat har Cheez per Muheet hai. (148-156)
    3:34:44 - 3:44:50 Huzoor saw ka jikr injeel aur Torat mein in logon ke liye Khususi rahamat ki jayegi Jo ummi Nabi ke perwi karenge jinka jikr Tourat aur Injeel mein milta hai wo inhen neki ka hukm deta hai, acchi chijon ko halal wa buri chij ko haram karar deta hai, Wo unki bhoj ko dur kar deta hai aur iski pervi karne wala kamyab Honge (157-158)
    3:44:50 - 4:10:00 Allah ne Musa ki kaam ko 12 kabilo mein taksim kar diya. Khuda ne inke khane ke liye Aasman se khalish chizeen utare aur fir kaha ki kisi basti mein raho Jo chaho Khao Astaghfar karo aur aazizi ke sath darwaje se dakhil ho. to fir inmein se badkar logon ne khuda ke Alfaaz ko badal diye to Allah ne Aasman se ajab najil Kiya.
    Allah Nabi saw se farmate Hain ki woh in (yahudiyon) se samander ke kinare base Shahar ke bare mein puche aur jab inhone "Sabbat" ke Kanoon ke khilaf farji ki thi to kya hua tha? (Hafte ka ek din machhliyon ka shikar karne per pabandi thi to is Kanoon ka palan yahudiyon ne nahin kiya tab Allah ne inki shakal bandar ke jaise banaa Di)
    Khuda ne Bani Israel ke Ittehad Ko toda aur inhen Puri duniya mein muntshir kar Diya (aaj ka Daur alag-alag jagahon per rahakar yahudi ka mijaj mukhtalif ho gaya). Inmein se kuchh Nek hai kuchh nahin vah nematon aur badbhaktiyon dononse aajmaye gaye.

  • @Clepsydris
    @Clepsydris 4 роки тому +14

    43:05 surah Al-A'raaf

  • @skanwar9715
    @skanwar9715 6 років тому +4

    Jazaaqallhu qhairan.wa.ahsanaljazaa

  • @ShabeerAhmed-i8g
    @ShabeerAhmed-i8g 7 місяців тому

    JazakAllah ho Khair ❤

  • @adamfazlullahsharief
    @adamfazlullahsharief 6 років тому +9

    subhanAllah

  • @qayoommemon3436
    @qayoommemon3436 6 років тому +6

    Excellent

  • @bhaijaan-y4j
    @bhaijaan-y4j 11 місяців тому

    جزاك الله خيرًا و بارك الله فيك

  • @faizanbajwa9231
    @faizanbajwa9231 10 місяців тому

    ❤ Wonderful Man ❤

  • @Study_way0
    @Study_way0 4 роки тому +1

    جزاک اللّہ خیر

  • @MohdSaleem-ke6wj
    @MohdSaleem-ke6wj 6 років тому +4

    Kohenoor Dr israr Ahmed saheb

  • @skanwar9715
    @skanwar9715 6 років тому +4

    Jazaaqallahu.qhairan.wa.asanaljazaa

  • @farzanatasneem786
    @farzanatasneem786 4 роки тому +3

    At 1.36.00
    The reply of Maseeh alaihissakam was for that very person who was showing off that he was doing good deeds and was asking to do more good and was showing that he was unsatisfied with the amount of good deeds he was doing.
    We have an incident of a sahaba who kept on asking about nafil fasting till rasoolallah sallallahu alaihi wasallam told him about alternate days fasting of Dawood alaihissalam as the best fasting and he agreed to it.
    But when he became old, he started regretting why he didn't accept the first choice of nafil fasting of 3 days per week.
    He was in enthusiasm to fast a lot as he was fit when he asked.
    One of the principle of religion is that we should be thankful to Allah for whatever we are able to do and should not be rushing to be tried for our eiman
    WE SHOULDN'T BE PROUD OF OUR EIMAN AND DEEDS.
    Following the same principles, our Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam told us not to rush to face Dajjal even if we are very confident of our EIMAN as he may dominate us while if we happened to face him, then it is a trial from Allah and Allah will help us in combating this trial.
    insha'Allah aameen

  • @ansgull4091
    @ansgull4091 9 місяців тому +66

    Surah Araf starts from 42 minute onwards.

    • @maham5714
      @maham5714 8 місяців тому +10

      Thanks

    • @TayyabAli-tb5kh
      @TayyabAli-tb5kh 7 місяців тому

      ​@@maham5714😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

    • @shahnazbano6883
      @shahnazbano6883 6 місяців тому +1

      Jazak Allahu Khair

    • @areebasajid2300
      @areebasajid2300 6 місяців тому +1

      Jazakallah

    • @abdullahbutt2863
      @abdullahbutt2863 5 місяців тому

      Jazak Allah for telling brother

  • @IIXll0llXIl
    @IIXll0llXIl 5 місяців тому

    35:36 28:00 kafi.r ka mamla
    18:00 22:15 30:00 32:30 34:00 35:00 36:15 38:30 44:00 48:00 50:15 53:30

  • @MYLIFEMYRULEZ
    @MYLIFEMYRULEZ 5 років тому +6

    Surah araf start at 43:00

  • @OpenThisChannel
    @OpenThisChannel Рік тому +1

    Listen from ayat 170 it's very scary story.