Bajaj pulsar 135 Ls missing big problem solve
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- Hello farend
Is video me aap ko Bajaj pulsar ke missing problem ko kese solve Karen us ke bare me bataya jayega to jayye video dekhye aur ha video achcho lage to like comment aur Sher jaroor Kare please subscribe to my channel 🙏
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
bhai aap ne bahut badiya video mai samjaya hai mai 3 din se alag alag mistari ko dikhaya per kisi se problem solve nahi hui aap ki video dekh ke main khud ki ye condenser change kar diya ab meri bike ok chal rahi hai thankyou 🙏
You are 100% right..i changed my 220 capacitor today.. suddenly pickup increased.a 45 rupees capacitor will change everything.great videos bro
Thank you so much sir comment karne ke liye thanks please subscribe to my channel mujhe Instagram bhi follow kar sakte hain 🙏
What name of capacitor
solution to btao
1000000 likes bro... tnq so much. Edhar ka saala technician poora 12000 rupeya mujse liya firbhi bacha hai pick up issue... ab patha laga ki bath kyaa hei... ab mein dekhtha hu.. tnqq👍👍👍👍👍👍
O really sir 😞 😞
Bhai aapke video bahut badhiya hai thanks for watching bhai
Bike is a 135 cc but power is mai 200 cc ki h ....
Beastbike
100% working trick thank you
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Gjb Bhai 🥰🥰
nice video bhai jaan
thank you bhai ji
Honda, Activa self direct ho jai to kon sa path change kara is par video bana dho brother 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Relay
Bhai positive wire kisme lagana hai plug me 2 wire the oper aor niche.
Nice video sir
Bhai mere bike (discover 100t) me pickup aur same cheese missing ka problem hai
Bahut jaga dikhaya lekin kuck solution nhi aya aapko kya lgta hai proper kis cheese ka problem hoga
Bariki se samjhaye thanks
Bhut mast bhai
Thank you sir 🙏
Bhai agar service karvaya isi bike ki 135 la ki too carboratar saff karvaya ya ni
Bhaiya mera v 135ls pulsar hai 70 km/h se upper nahi jata hai jabki mene new clucth plate full servicing v karaya hai fir v PLZZ 🙏🙏 reply
Bhai charger ke bagal me wiring ke andar char kale wire setting bata do
Thank u bro. U save me.
so nice or be banao
Thank you
Engine 135 ka race Ho jaane per kya Karen aur jab carburettor chauk tar nikaalne per race kam ho jata hai Ashok tar nikal dene ke bad kya problem aata hai
bhai maine aaj hi change karaya but jo apne bola wo nhi ko market m set aata h wo dalwa lia but kuch nhi hua bike m jaisi thi vaisi hi h .btao plz ab mujhe kya krna chahiye bhut paresan hu
u just awsome baijan
Thank you
Mere kol 135 bike hai m sab kuj change cdi coil sab kuj but missing and pick up ni khatam ni hoye daso koi falt ni pata legea
Pickup coil check Karo
Sir 🙏
Ph no send karo
Sir iss problem me bike ki firing ka aawaj change hota he kya
Mera 135 pulsar chalte chalte bandho raha hai or pickup nehi la raha hai kuch solution batao
Meri pulsar 135ls automatic race karti hai
Mene battery carborator clean cdi sensor unit idling knob adjustment clutch wire change plus servicing sab karwaya one year se pareshan hora hoon mer mileage engine kharab hojara kabhi bhi traffic signal etc par idleing par badhjara kya problem hoga m confused
Sir carborator kaju butterfly ka slide aur rubber hota hai usko check kijiye corporator mein problem ho sakti hai ok comment karne ke liye thanks please subscribe to my channel mujhe Instagram bhi follow kar sakte hain 🙏
Bhai bo Speed auto chook ki wajeh se bad rhi h uska ek pluge lga hota h chok ka usko unplug kardo fir apne aap Speed nhi lega (blue ya green colour ka plug lga hoga carbonator ke pass bas use nikal do fir sab normal)
Good job
Thank you sir 🙏
Shukriya bhai
Nice Video
Thank you sir 🙏
Sir ji old model pulsar 150 cc me bike start hota hai lekin bike pick up Nahi leti hai Karan batayea sir ji condenser Kitna power hi ta hai
Pulser 135 bike is not good . Problems is always on in this bike
Bhai mere is model ke bike ka 5no gear nahi lagta .our eske part kaha milenge batana
Side stand ka problem hai mara bike pliz shre this problm
सर ईसका चोक वाला पलॅग डाल के रखना चाहिए या निकाल के पलीय बता दो
Bhai agr magnet coil hi kharaab hogi to bhi missing problem ayegi ??
Super
Is bike ka headlight ka power barha sakte hai??? Without led
Yes sir phonix ka bulb dalne se 50 parsent badh jayega
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Pulsar 135 ls bike ko 80-90 speed se 20 minutes chalane se bike missing karta he... Carburetor tap ko reserve ke aur mudke phir se tap ko on taraf mudne se thik hojata he... Gadi me petrol hota he.. Phir bhi ase problem hota he. Bike ko 50-60 speed se chalane se ase problem nhi hota he. New valve bhi dala hun. Solution dijiye bhai.
Engine over heating
ignition coil change kardo bhai
On mudne se thik ho jata hai to petrol me hi pani hoga yatofir petrol me miss hai
On mudne se thik ho jata hai to petrol me hi pani hoga yatofir petrol me miss hai
Bhai Pulsar 150 hai gadi jada der khadi ki to chalu hone me taklif deti hai maine chek kiya to curunt nhi batati our 7-8 kik marli to aapo aap current aa jyata hai kya problem hai batao jra
Good
Thank you
Thanks bro
अगर बन्दा पहाड़ जंगल मे हो और रात का वक़्त हो और ये कैपिसिटर खराब हो जाए तब क्या करे ये बताओ क्योंकि उससे खराब कंडीशन ओर कोई हो ही नही सकती
Motul ka kon sa oil le sakte hai pulsar 135 k leye
20w50
20w50 me kon sa
Send link
Bhai meri bhi yahi bike h
Usme bhi cannencer ka tut gya h but pickup me kuch nahi hua esa kiu bhai
And ek bhai se bhi pucha tha to unhone bola wire tutne se bettry kam charg hoti h
Same problem in discover 100 so do vedio on this bike
So do vedio on discover 100
Change the capacitor
Bhai mujhe 2012 model ki pulsar mil rhi price 20 hajar kyu bhai lu ya na lu 1lakh 7 hajar chl chuki h
Bhai ji mere pass pulsar 135ls hai or isme halki pickup ki problm hai jaise agar speed me ja rhe hai to break mar ke phir jaldi se race ni pakdati hai bike plz help me bro clutch plate v dal diya hai or apne shop ka addrs v de dena muje plzz bhai ji
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Bhai mujhe batao..... Discover 150f ka mileage Kitna milega please
Meximam 45 k.m./L
@@UlfatAnsariVlogs Thank you bhai....u got a subscriber
@@UlfatAnsariVlogs But public Bolte hei 55k.m.p.l aur batao toh Pulsar 150 kita dega
Bhai Assalamu Alaikum,Ek Yamaha Fz Bike full Wiring video banaya na!
Ok sir Jess hi bike available hogi video bana denge comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Condesar konsa vayar melgaana chhhiye
Bai meri pulsar 135ls hai start ho jati hai race do to Band padh rehi hai
Bhai Sab meri gadi ok h but 1 problem h ki usako kitana bhi khicho bhagao lekin vo 60 70 ke upar jati hi nahi or chdai par load bhi nahi leti 2 3 gear me dalna padta hai choti chadai par bhi and 1 or 2 re gear me bhi pickup yani speed nahi pakad rahi h
Kya karu kuch batao yr Bhai Sab
Pulsar 135 ls 12 modal
Thanks to inform
U welcome
Yrr mera first bike tha isi prblm k karan becha isko mene
O really sir
Mera bi pickup problem ata hai kya karu sir. Pls batao
Iss Bosch Battery ke bare mein kuch batao.
Ok sir next time video bana denge comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Auto choke ki problem batao bhai pulsar 135ls me
Vai ya...mera v 135Ls hai...mera pickup mai prblm hoti hai...mai jab 90-100 bitch mai chalata hu tab mera bike off ho jata hai..r pickup chor deta hai..plz help me
Bhai. Aap.kaha.rhte.hai bhai gadi dikhana Chahte Hamari bhi dikkat karti hai
Mere pas 135 ls hai par 5 km chalne ne ke bad santa hai or garam hota hai ..Coment me btanana
Bhai mera yahi baik chalte chale zatka leti he jese petrol khatm ho gaya ho ase..o kya problom hogi..sair javab dena jarur
Sir kitna chalne ke baad problem hota he esa problem pick up coil ka problem hota he aur
Ek baar tippit adjustment
Air carburetor cilin karwaye
Bhai vo condensor ka details video k description me likho..
Condensor full details Pulsar 135 LS
Aur Digital Meter kharab ho gaya hai uska bhi video bana sakte kya.
Barish me gadi k tank me pani jata bahut hai iska resolution batao video bana kar.
Plastic Cover lagaya but no use..
Petrol tank key dalne paas me ek chota sa hole hota he usse kaadi daalke saaf karo . Or saaf huwa ya nahi check karne keliye paani dalo uss hole me ,, apko samaj jayega , paani niche pad rah he toh ,, tab thik hoga apka problem
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Sir ji kya bajaj kaa sabhi engin me oil leakage kaa prblm hai kya
No sir koyee koyee bike me problem hota he jese pulser discvor oil us bike me hota he jis me oil ka limit check karne ke liye galss lage hote he
Bhai ...ye btao..mere pas pulser 135 h...but 9 years purani...h uska ingne vek ho gay h..vo kese damdar ho paega .!😊
Ho jayega sir
Full Engine fitting karwayye
Sab thik ho jayega
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Bhai vo kha se or kya price ... me milega 😊
Please Bhai use candeser ka asambali dikhane kripya kare
ऐक बात ओर सर जब मै चोक पलॅग निकाल देता हूँ तो दम शा तोडती है बाईक
Cd deluxe Ka full wiring detail per vedio banana request he Bhai
Ok sir next time video bana denge comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Bhai condensor ka details do dukan me kya bolu..??
wo dielectric capacitor hai but kitne Farads and Volts ka hai??
Video blur hai ush part me
4700uf condansar number
Comment karne ke liye thanks please subscribe to my channel mujhe Instagram bhi follow kar sakte hain 🙏
mera pul 135 bht jyada strokes miss karta hai ..bs4 model hai fir bhi..
samajh nahi aa raha kya karu..
chid chuka hu..
@@UlfatAnsariVlogs 4700 kitna volt me
Pulser 135 ki headlight kese tej kre bhai
Okay Sir Next Time Video Bana Denge
Bhai candator kitne watt ka or kose compny ka he
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Mera p 135 he।jo pani lagne se bond par jati he।barish me bar bar bond ho jati he।pick up nahi leta।start nahi hota।hone se bhi gear me dalke pick up dene se bond ho jati he।कार्बोरेटर से पेट्रोल साफ किया।प्लग कैप चंज किया।फिर vi।job barish nahi tab 60-70 lene se or pick up nahi hota ।kavi kavi hota he।jaldi pick up uthane se pick up thora der bad uthti he ।or bar bar pick up up down karne se gari bond par jati he।bohot jaga dikhya।koi uska bimari pakar nahi pati।app thora help kardijia please
Petrol tank full clean karwa do paani saara nikalo tank se,, or carburettor clean karo,, (or ek main baat he ki ,, petrol tank ka hole check karo paani bhahar jaa raha he ya nahi thik se,,! Petrol dalte ho na vahi pe rehta he ek chota sa hole vo clean kare..!
Sir MERI palsar 135 ki speed 80 ja 85 se uper Nahi ja rahi sir bohat salutation doonda Nahi pta chal reha kya sir aap reply Mai bta sakte hai sir plz btado
carburetor change krlo bhaai
pulsar bike k bhot jaldi kharaab hojaty hy iss liye problem aati hy
Sukriya bhai
@@unforgettablekhan3009 bhai abh bilkul thik hai mane carburettor change kardiya
@@mb-music-system2509 🙏
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Mein hi service karne ja raha hu.. 135 ke bare me poora batha tho.. plzz. Subscribe ki hai
Subscribe karne ke liye thanks mujhe Instagram par bhi follow kar sakte hain ok aur koi bhi back related video chahie to comment kar sakte hain 🙏
Sarv Khandeshwar ka number bataiye kundeshwar ka number bataiye kya number ka condensar lagega
bhai iski tenki ki pani vali pipe kse khole
Okay sir
Bahut jald video bana denge comment karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
bhai meri pulsar 135 cc vaise hi kar rahi hai.. par gyareje vale bol rahe hai ki uska carburetor change kar na padega
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Bhai mere bike hai yahi pulsar 135ls 2012 ki morning me start krte h ache starting h but 2-3 km pr ye chalte chalte rukne lagti h fir acceletr Lene pr fir thik ho jati h fir whi dikkat krti h
Yaha macanic Ko dekhaya hu to engine volv ki problem bta rha h or gadi ka avrege bhi thik nhi h 25-30 jyada se jyada or black smoke bhi full race krne me krti h plz help me
Sir
Valve se problem hota he
But ek baar carburetor ko propar tarike se adjustment karwaye thik ho jayega sir
Ok sir
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Are yaar bata do....135 pulsar ka prblem ho raha hai......chalate waqt apne aap pickup chor deti hai or bike off ho jata hai...sloved this problem
Bhai vo auto chock ki prblm hai
@@movieexplaination411 .....vai chek kiya hai lekin fir v asa prblem ho raha hai...plz help me
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Apache waiting pe video banao bro
wairing pe
Ok sir next time video bana denge comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Meri bike bahut awaz karta hai bhai aur rec bhi bahut hota hai
I touch XL 100 wiring ke bareme batao
Sir video bana Diya he Jake dekh sakte he comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
मेरी पल्सर 135 जब चालु करता हू तब शॉक मारती हे..
पेट्रोल टँकी को हात लागत हू तब जोर का झटका लागत हे..
एस पर कोई सोल्युशन हे क्या?
Same meri bi bike me shock marne ke dikkat hai
भाइ बजाज पलसा 135 गाडी धुवा मार राही है धक्का मारकार चालु कारना पड रहा है ताभी रेस नाही लेराहे
Condenser kon Sha vayar me lgtahe
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Pulser 135 ko modifi ki video dalo yrr
Pulsar 135 back side cover joker how price please help
Condenser ka connection full diagram kahan se nikale
Bhai mere ki pikup bilkul nhi h kese set kru
it's interesting but no english caption or what type of capacitor did you used?
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
25V, 4700 MF, DC capacitor.
Nedgative end shoul connect to the rectifier body.
Bhai meri 135ls me rpm 9000 tak nehi jati hein,sirf 8000 tak jeti hein,,kya karu bhai.
Sir meter me paroblam hoti he
Ek mrtaba carburetor ko setting kar ke dekhna hoga
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Es gaadi ki light kam kam kal rahi hai eslear lene par bhi nahi rosni bad rahi hai
Bro mere ls 135 me v same yahi problem a rahi hai
Capacitor Coil By Link
👉amzn.to/3cpH4Yf
Bhai Bajaj Pulsar 135ls ka pura engine banane ka kitana kharcha aayega
Sir full engine fitting
Yahi kuchh 5 hajar but khulne ke baad kuchh Kam ya jiyada ho sakta he
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
Mera baick same but waibreshan prablame solushan bathaw bai
Sir waibreshan kis jagh se he tank se handal se ya headlight se
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my chenal 🙏
Bhai I'm frm tamilnadu .....i have pulsar 135 ls same problem..... Where will purchase the condenser..... And it's Price details plz
Sir ye capacitor koyee bhi TV warkshop pe mil jayega only 20 rupees
Comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
@@UlfatAnsariVlogs thnx Bhai
Sir aap discover 100cc ki wiring ke bare me batao
Bhai mere 135 me button start ka issue aa raha hai aur har bar kick se start krna padta hai uske bare me batao. Battery check kiya but battery charged hai fir bhi aisa issue aa raha hai.
Sir self rily kharab hoga sir
Next time video bana denge 😥 comments karne ke liye thanks please subscribe to my channel 🙏
@@UlfatAnsariVlogs pick up nahi karti hai jaldi sirf aawaj karti hai
Splendor Plus ka agar piston me awaaz a jaega to full engine kholna padega
Pulser 135 Ls (BS4) carburettor ki Tunning kya Rhegi..!!
1800 rpm
Smjhe nhi..?? Carburettor ka Screw full tight ke baad kitna Loose krna hai..!!
@@arman_8886 3 ya 4 baar khole
Ok..
Pulser 135 (Bs4) aur New Video Layiye bhai