Розмір відео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показувати елементи керування програвачем
Автоматичне відтворення
Автоповтор
Hamare pas apni chat nahi hi 😢😢😢 lekin aap ke garden ko dekh ke dil khush ho jata hi love you sir ji ❤❤❤❤
Bhai humne bhi Apne chhat per cherry tamatar lagaya hai❤❤❤❤
Aapke Grow bags aapki website se kam rate pe Amazon pe mil rhe hain!
Bhai ji mujhe lauki lagani hai kitna bada grow bag loo aur kya kya prepration karoo soil ke liye kon kon se soil loo
Sooooo nice video 👌🏻
Very very nice video bhiya
Vah maja a Gaya dekhkar
🙏 Deepak ji.... Aasaa he apka UA-cam channel v aapki terrace garden ki tarha fal ful Raha hoga.... Aap se ek sawal he,, kya organic sabjiyan bazar me Milne wali sabjiyon se behtar swaad hota he..?
U harvest all kale leaf...in which time kale produce seeds...is ur kale produce seeds
Amezing harvesting 👌
Yes, thank you
❤❤❤❤❤
Mere nibmbu ke poudhe main bahut sare ful aate hai par sab gir jate hai .sir nimbu par yek video banaye from nepal [kathmandu]
Cutting se or grating se phool phal jldi aate h kya?
Sir 10 by 10inch growbag me tomatoes grow kr skta hu
Namaste Dipak ji , could you please help me to buy cherry plant ? Where can i get the cherry plant from like the one you have ? Thank you ji . ❤️ 🙏
Beautiful 😍😍😍
Bhaiya mene kafi baar began ke phodhe lgae hai prr shukh jate hai kya kro please bhaiya reply karna me wait kar rha hun 😗😗😗😗😗
App mirch ke liye nisha mirch ka upyog kariye bahut lagti hai aur lambi hoti hai
Sir Maine sunflower ke beech aapse order Kiya aur lagaya par wo growth nahi ho raha hai please bataye kya karu
Bhaia app konsi location par rehte hooo?
Wow very nice.
Organic Bazar ton ਬੀਜ kise la skde hai je koi app hai ja fir kis tera download kre je jrur Bata dena
Nice garden sir ji 👌👌
Thanks a lot
Nice video sir ❤
Thanks
Very good
Bhaiya itni harvesting kam kam time me kaise lete h aap alg interval pr podhe ugate h kya?? or aapke terrace ki size kya h?? Pls reply
1600 SF mene alag-alag time par paudhe ugaye hain
Sir aap sari sabjiyon ka kya karte hain please sir must reply
Sabhi sabjiyon ka main khane me istemal karta hu
Good
Sir papaya se seeds lagaye the germinate nhi huye apke website se order kiya tha ek packet or hai to usko direct vermicompost me lga du ?
cocopeat soil aur vermicompost ka mixture banakar lagaiye
@@TerraceGardening ok sir thank u
@@TerraceGardeningagar only vermicompost me lga du to chalega becoz cocopeat khatam h sir
Dear brother Jo garlic harvest ki the ye Desi thi type Pls bta de ❤
Yes desi
Dil garden garden ho gaya sir ji 😅😂😂
Bhai sahab ram ram
Bhaiya mera khira ho rh h mgr defective ho ja rh h dawa Dale h market se la kr or ky kre usme jisse sahi se growth ho
mere kheere me bhi problem ho rahi thi mene plant hata diye hainabhi naya lagane vala hu
Woh sab to thik hai bas ye or or or ko thoda Kam kijiye
Cutting se or grating se phool phal jldi aate h kya?reply
Yes
Jo apne ghar me banayi hui gobar ki khad jo aapne batayi hai vo market se layi gobar ki khad jesa hi kaam karegi kya?
Thank you mere question ka answer Dene k liye
Bhai ham ne aapke kehne se organic bazar se Lal bhindi ke beej order kiye the ek bhi beej ankurit nahi huaa sare kharab ho Gaya
aap sahi tareek se lagaiye aur pani kam dijiye mere sabhi beej uge the aapne dekh bhi hoga video me
😮
Nimboo k 🌱 se flowering hi ni horei
Mere Shimla mirch ke phode ki leaf me chhed ho rhe h to uska kya upay h
Neem tel use kar sakte hai.
Ok
Tamatar ke podhe me fool aate h par fal nhi arhe h...kya kru??
khad dijiye aur full sunlight me rakhiye pani bhi time par aur jarurat ke hisab se dijiye
@@TerraceGardening ye sb to KR rhe h pr result nhi mil rha
Mere sath b yehi msla tha to mene mongre k flower se polen ungli pe lekar tomater kflower pe hand pollination ki mojhe zabberdast resalt mela
Nimbu ke paudha Chhota sa hai but bahut sare kide lag ja rahe hain patte sare kharab kar de rahe hain iske liye koi upay aur growth Nahin ho raha
pesticide use kijiye
સર બીજ ઉગને નહિ રહે હૈ કિ કરું
Bhaiya ky aapka contact no mil sakta h ky
Hlo
Hello
Hamare pas apni chat nahi hi 😢😢😢 lekin aap ke garden ko dekh ke dil khush ho jata hi love you sir ji ❤❤❤❤
Bhai humne bhi Apne chhat per cherry tamatar lagaya hai❤❤❤❤
Aapke Grow bags aapki website se kam rate pe Amazon pe mil rhe hain!
Bhai ji mujhe lauki lagani hai kitna bada grow bag loo aur kya kya prepration karoo soil ke liye kon kon se soil loo
Sooooo nice video 👌🏻
Very very nice video bhiya
Vah maja a Gaya dekhkar
🙏 Deepak ji.... Aasaa he apka UA-cam channel v aapki terrace garden ki tarha fal ful Raha hoga.... Aap se ek sawal he,, kya organic sabjiyan bazar me Milne wali sabjiyon se behtar swaad hota he..?
U harvest all kale leaf...in which time kale produce seeds...is ur kale produce seeds
Amezing harvesting 👌
Yes, thank you
❤❤❤❤❤
Mere nibmbu ke poudhe main bahut sare ful aate hai par sab gir jate hai .sir nimbu par yek video banaye from nepal [kathmandu]
Cutting se or grating se phool phal jldi aate h kya?
Sir 10 by 10inch growbag me tomatoes grow kr skta hu
Namaste Dipak ji , could you please help me to buy cherry plant ? Where can i get the cherry plant from like the one you have ? Thank you ji . ❤️ 🙏
Beautiful 😍😍😍
Bhaiya mene kafi baar began ke phodhe lgae hai prr shukh jate hai kya
kro please bhaiya reply karna me wait kar rha hun 😗😗😗😗😗
App mirch ke liye nisha mirch ka upyog kariye bahut lagti hai aur lambi hoti hai
Sir Maine sunflower ke beech aapse order Kiya aur lagaya par wo growth nahi ho raha hai please bataye kya karu
Bhaia app konsi location par rehte hooo?
Wow very nice.
Organic Bazar ton ਬੀਜ kise la skde hai je koi app hai ja fir kis tera download kre je jrur Bata dena
Nice garden sir ji 👌👌
Thanks a lot
Nice video sir ❤
Thanks
Very good
Thanks
Bhaiya itni harvesting kam kam time me kaise lete h aap alg interval pr podhe ugate h kya?? or aapke terrace ki size kya h?? Pls reply
1600 SF mene alag-alag time par paudhe ugaye hain
Sir aap sari sabjiyon ka kya karte hain please sir must reply
Sabhi sabjiyon ka main khane me istemal karta hu
Good
Thanks
Sir papaya se seeds lagaye the germinate nhi huye apke website se order kiya tha ek packet or hai to usko direct vermicompost me lga du ?
cocopeat soil aur vermicompost ka mixture banakar lagaiye
@@TerraceGardening ok sir thank u
@@TerraceGardeningagar only vermicompost me lga du to chalega becoz cocopeat khatam h sir
Dear brother Jo garlic harvest ki the ye Desi thi type
Pls bta de ❤