Very good video, while praising when you see good work we should also talk about things which are not good work, well done for honest and unbiased reporting.
Vikaas sirf bolne se nahi hota; 10.5 saal baad kitne school khule? kitne factory lagi? Gyaan ka apmaan karna aur saste jugaad laga kar aage kab tak chalega?
वाराणसी क्योटो तो नहीं बन पाया पर कबाड़ा शहर जरूर बनने के तरफ अग्रसर है वाराणसी को प्रधानमंत्री के संसदीय क्षेत्र होने का लाभ मिलना चाहिए व श्रेष्ठ उदाहरण बनना चाहिए विकास,खुबसूरती व रोजगार के क्षेत्र मे एक आदर्श के रूप में स्थापित होना चाहिए, चौड़ी सड़के बड़ी बड़ी चौराहे अत्याधुनिक स्ट्रीट लाइट हरियाली से युक्त डीवाइडर,रोड पर पेन्टिंग,रेडियम सड़कों पर,फाउंटेन चौराहो पर,कुड़ादान जगह जगह,फूल पौधे से अच्छादित सड़के, साफ सफाई,अच्छे खुबसूरत पार्क तथा वाहन पार्किंग का सुव्यवस्था हो ताकि लोग गर्व से कह सके कि वाराणसी प्रधानमंत्री मोदी जी का संसदीय क्षेत्र है पिछले तीन चुनाव से
भले ही ये काम पिछली सरकार ने किया हो लेकिन रखरखाव की जिम्मेदारी प्रेजेंट सरकार की भी होती है जनता के टैक्स से बना हुआ यह रिक्शा कॉरिडोर है कोई सरकार अपने घर के पैसे से नहीं बनाती,, दो सरकारों के टकराव से इतनी दयनीय स्थित है वरुना कॉरिडोर की same same 😢😢
@@TheWayOfEnlightenmentHar City mei Skyscraper bnana Zaroori nahi hota hai. Aur ye Tourist place hai,yha tourism sector mei development hoga. Yha Restaurant,Hotels, Transportation etc jaise development honge. Factories waha sahi hai jidhar ports hai,Minerals hai.
Bahut सराहनीय kaam aur baat kiya he aap ne 👏
Very good video, while praising when you see good work we should also talk about things which are not good work, well done for honest and unbiased reporting.
Sahar me vikas karyon k sath sath sahar ki kamiyon ko bhi dikhaya jana chahiye 👍
वाराणसी को बेहतर और दूरदर्शी सोच की आवश्यकता है
*Paas mein jo naala hai usse cover kyu nahi kiya jaa raha????*
*Rasta aur wide ho jaayega easily.*
नदी किनारे इतनी खाली सरकारी जमीन है , नमो घाट जैसे यहां भी पार्क, विसर्जन कुंड, हेलीपैड, kids zone और सिटी forest जैसा कार्य करा सकती हैं
banaras ki twin city prayagraj me india ki sabse badi ganga riverfront road ban rahi hai aur yaha road banane ki jageh he nahi hai
road banane k liye atikraman jb tutega to log bolenge ki makan tod dia gya
@adityatripathi5059 isiliye india ki ye halat hai
1:20 😂😂😂
Anish bhai lekin e nala ko aap keya bandh kar sakte hay keya? E to vanaras ke logo ka hi ghar ka hay
Rasta bana diya achha hai. Fir JAL ko bhi dhire dhire swach Karna hai.
Vikaas sirf bolne se nahi hota; 10.5 saal baad kitne school khule? kitne factory lagi? Gyaan ka apmaan karna aur saste jugaad laga kar aage kab tak chalega?
Aapke liye school ki kami hai kya banaras me ?
Bhai kuchh na bolo bura lagta hai 😉
Reel dakhana sa Gyan nhi badha
Waqt board ne kitne school aur kitne hospital banwaye hai wo bhi jara bata do😢
@@LetsGo-yp6yo to bech kar 15lakh dilva do
Kachahri ke pas 6 month se devider bana raha hai abhi bana nahi😅
Thoda time aur ban jayega fir uske baad jra bhi time nhi lagega tutne me
वाराणसी क्योटो तो नहीं बन पाया पर कबाड़ा शहर जरूर बनने के तरफ अग्रसर है वाराणसी को प्रधानमंत्री के संसदीय क्षेत्र होने का लाभ मिलना चाहिए व श्रेष्ठ उदाहरण बनना चाहिए विकास,खुबसूरती व रोजगार के क्षेत्र मे एक आदर्श के रूप में स्थापित होना चाहिए, चौड़ी सड़के बड़ी बड़ी चौराहे अत्याधुनिक स्ट्रीट लाइट हरियाली से युक्त डीवाइडर,रोड पर पेन्टिंग,रेडियम सड़कों पर,फाउंटेन चौराहो पर,कुड़ादान जगह जगह,फूल पौधे से अच्छादित सड़के, साफ सफाई,अच्छे खुबसूरत पार्क तथा वाहन पार्किंग का सुव्यवस्था हो ताकि लोग गर्व से कह सके कि वाराणसी प्रधानमंत्री मोदी जी का संसदीय क्षेत्र है पिछले तीन चुनाव से
@@sapanasingh9064 ky bat hai matlab kuch nuya Kia honge modi ji 😐
Anish Bhai Varanasi Prayagraj railline double lane ho gayi Daraganj railway station band ho jayega 13 December ko PM iska udghatan bhi karenge
Varanasi Prayagraj only 90 minute me rail
भले ही ये काम पिछली सरकार ने किया हो लेकिन रखरखाव की जिम्मेदारी प्रेजेंट सरकार की भी होती है जनता के टैक्स से बना हुआ यह रिक्शा कॉरिडोर है कोई सरकार अपने घर के पैसे से नहीं बनाती,, दो सरकारों के टकराव से इतनी दयनीय स्थित है वरुना कॉरिडोर की same same 😢😢
And people think
ganga is clean
Hello
Varanasi Kolkata expressway video
E corridor ka matlab electric corridor. Na ki erikshaw 😂
Lekin ye e rickshaw walo k liye bna hai
Mujhe Banaras se acha to gaao dihaat lagta hai
Tujhe too lagega hi😂
Bhakt
banaras pura kabadi gaon lagta hai
Sahi kaha khaskar ghat aur bheed traffic jam ek bhi skyscraper nahi hai na koi badi factories
@@TheWayOfEnlightenmentHar City mei Skyscraper bnana Zaroori nahi hota hai. Aur ye Tourist place hai,yha tourism sector mei development hoga. Yha Restaurant,Hotels, Transportation etc jaise development honge.
Factories waha sahi hai jidhar ports hai,Minerals hai.
@@hiteshanand6498 accha ji aur metro kyon nahi ban rahi?
@TheWayOfEnlightenment haan padosi sheher prayagraj kitna bade area me hai aur banaras conjested hai chote se area me patli roads
@@ss-416 conjeseted hai survey hua tha isliye ropeway ban raha hai
corruption me paisa chala gya janta ka, VDA ki koyi accountability h ya nahi
Main bhi verma
2cr me Kam hua 198cr. gatak gye
Aap jhoot nahi bol rahe mujhe pata hai varuna ka haal mai wahi puranepul me hi rahta hun waha gandgi bahut hai bhai
बहुत बेकार प्रोजेक्ट h
Maujada government ko sewage treatment plant lagana chahiye,sare naalo ko tap karna chahiye.Tabhi is project ka bhi matlab hai.
Bhai 140 caror ka treatment plant main time lagata he
Pahale ki government sochati bhi nhi thi
@ComptetiveApproach treatment plant banana muskil nahi sare nalo ko divert karna mushkil hai because of illegal colonies near river
@Prashant-sk9mj thousend of plant chahiye jiske liye time or money dono chahiye
@Prashant-sk9mj kanpur or varanasi
Dono main plant bane he par population ke hisab se nhi he
Banaras ka ghanta vikaas hua hai 10.5 saal nikal gaye
Anish bhai aapse kuch bahoot important poochna hai , aapka contact details chahiye
Instagram par msg kariye