pics ka revision agr subject wise ho to bhoot acha rhega...jaise phle modern ki sari pics daal di fir medival ki...fir geo ki sari to ase asani rahegi, ye jada use full rhega or jada se jada log is cheej ko follow krenge..ek suggestion tha baki apki merji🙏🙏🙏🙏
Sir plz isko filter karke kse pde jse history me jo main main topic hai jin se question aate hai ap aae topic bta de ya unki ak pdf bna le jis se hum pdh le filter chej ase to bahut kuch hai padne ko bhya kuch asea kre ki hame filter de de karke
Sir aap group me jo pic bhej rahe hai ,ushme Save ka option de dijiye taaki wo gallery me save ho jaaye ,aise baar baar search karne me dikkat hoga ,agar gallery mein save ho jaayega toh achha rahega
Sir English waalo k liye content kaise complete hoga history ka... Spectrum se drr lg rha... Apne vani btayi hai... Aur ye english me ni aati... Hm log k liye bhi please btaye recommendations... Ancient aur medieval k liye NCERT hi option h... Kya kre kuch smjh nhi aa rha...
medival history ke liye bhi SK Pandey ki book hai Aur Indian geography aur world geography ke liye mahesh barnwal hai up gk Rakesh saraswat ki hai aur environment me Ghatnachakra h sirf ..pls btaiye kya ye shi h?
Sir mere paas morden history ke liye vipin chandra hai lekin theory padhna bahut hi lengthy ho jata hai isliye mai abhi morden history ke liye parikha vani hi best sours rahega aage aane vale sabhi exam ke liye thank you🙏
Bhaiyya happy new year 2025 ……may Allah bless you ❤…..BHAIYYA BSC ke bad MA( history) se bed ( Bsc basis ) kiya hai….mai PGT teacher ke liye eligible hu ..?? Kya document verification mai ye to nhi bola jayga ki MA+ bed same subject se hona chahiye…..koi idea ho to please reply
Please sir doubt clear kar dijiye ki jo log crash course buy kar chuke hai kisi bhi coaching se kya ve jo aap saari kitabe bataye ro aro ke liye kitabe kharid le kyuki aap mere garjiyan ho jo aap kahte hai vhi ham log karte hai please sir doubt clear kar dijiye
Depend krta hai ki jo paid course mein content hai wo kitna important aur comprehensive hai !!! Wo pta ho ki kaun sa hai kaisa hai tb iska clear aur exact solution share kr skta koi
Galtiyan bahot hain... specially years dates ki... maine modern ka dekha hua h.... Spectrum thoda lengthy hai but Authentic hai... Facts nikalna padta usme galat padhne se achha h thoda time invest karna
pics ka revision agr subject wise ho to bhoot acha rhega...jaise phle modern ki sari pics daal di fir medival ki...fir geo ki sari to ase asani rahegi, ye jada use full rhega or jada se jada log is cheej ko follow krenge..ek suggestion tha baki apki merji🙏🙏🙏🙏
Sir drishti ki quick book h ese s cover kre ya change kr de
I'm an English medium student. Is pariksha vani available in english also ? If not, then suggest alternative. PLEASE respond to my query 🙏🏼🙏🏼
Thnku sir...sir polity ke liye ek final book bata dijiye..naya student hu to Ro aro me..iss hisaab se...uss vedio me confuse ho gya tha main
Sir madhyakalin itihas ki book kaun si le...
Medieval k liye satish chaandra kaisi h sir mere pass h
I know these best books bcz इन्हीं को read करके मैने 1st attempt me ugc net क्लियर किया है इसी साल।बेस्ट है ये books
Sir all subjects ki parikshavani book leni hai ....yah only kuch main main
Sir plz isko filter karke kse pde jse history me jo main main topic hai jin se question aate hai ap aae topic bta de ya unki ak pdf bna le jis se hum pdh le filter chej ase to bahut kuch hai padne ko bhya kuch asea kre ki hame filter de de karke
Thanks a lot sir ji for your jenuin guidance
Polity k liy bhi bya dijy
Sir aap group me jo pic bhej rahe hai ,ushme Save ka option de dijiye taaki wo gallery me save ho jaaye ,aise baar baar search karne me dikkat hoga ,agar gallery mein save ho jaayega toh achha rahega
ये कीजिए sir pls 🙏
जी बिल्कुल सही कहा आपने,
बहुत बहुत हार्दिक धन्यवाद एवं आभार आपका।
🙏🙏💐
Sir ancient k liye pariksa vani or mediual k liye kya le??
Sir aap jo targets diye hai usme aapka english writing bahut kam samajh me aa rha hai please hindi me saaf saaf likh dijiye please sir
Sure krta hun kuch
Don't worry
Sir English waalo k liye content kaise complete hoga history ka... Spectrum se drr lg rha... Apne vani btayi hai... Aur ye english me ni aati... Hm log k liye bhi please btaye recommendations... Ancient aur medieval k liye NCERT hi option h... Kya kre kuch smjh nhi aa rha...
Bhai hindi bhi to kerni hi padegi for ro aro
Plzzz tell me k hm polity ka you tube m s kiska padhe jo shi rhega plzzzz help me
medival history ke liye bhi SK Pandey ki book hai
Aur Indian geography aur world geography ke liye mahesh barnwal hai up gk Rakesh saraswat ki hai aur environment me Ghatnachakra h sirf ..pls btaiye kya ye shi h?
Sir plz ho ske to ancient history ki book ki pdf provide kr dijiye pareeksha vani ki
Sir medieval ke liye bhi book bata dijiye...🙏
Sir ....Is gyan itihas book come in english medium also ??
अनुज भइया प्रणाम
मुझे pcs मेंस के लिए पढ़ना है, मुझे कैसे आपकी कोचिंग मिलेगी?
Sir kya 'Gyan Itihaas' ka English version available hai?. Please do reply..
Unfortunately not
Atleast not in my knowledge
@AnujChaturvedi ok sir thank. Sir please please continue pics of gyan itihas. Thank you sir.
sir mine ab tk sirf ghatnachakra aur lucent hi ki hai ab bda confusion h spectrum lu ya vani sir plzz suggest me for history...🙏🙏🙏🙏
Maine to video mein btaya hi hai baaki aap bookstore pr jaker analysis bhi kriye ki apko kya best lg rha
Sir English medium mei bhi books batae
Sir mere paas morden history ke liye vipin chandra hai lekin theory padhna bahut hi lengthy ho jata hai isliye mai abhi morden history ke liye parikha vani hi best sours rahega aage aane vale sabhi exam ke liye thank you🙏
Sir mere paas modern history ki vani ki 2019 edition ki book hai...kya new wali lu ya isse hi kaam chal jayega..
Chal jaegi waise
Agriculture k liye b btaiye bahut questions ate he agriculture k
Sir ap english medium student k lie bhi kuch suggest kiya kre plz
Sir gyan chandra ki history kaisi rhegi
परीक्षावाणी best hai 👍
Polity to ek dam badhiya ❤
Aur sir ji uppcs csat ke previous year question ki book bta dena mil nhi rhi online hume 👏👏
Sab ghatna chkra hi hai yar ghum fir ke
Bhiya ji mere pass mahesh kumar barnwal ki book hai sabhi subjects ki to kya mujhe pariksha vani leni chahiye kya please suggest bhiya
सर मेरे पास घटना चक्र के सेलेक्टर्स नोट्स हैं आधुनिक मध्य और प्राचीन अलग अलग
Sir mene scs se course purchase kia h , ya fir books leni padegi plz sir bta dijiye kuch samajh ni aa raha mjhe
hindi me sabhi bta de rhe h but english medium.k liye koi books ni bta rha pls ap hi bta dijiye
sir drishti ki quick book kaisi hai ???
Very very nice bhaiya ji pranam ❤❤
sir please English medium k liye book btado
Sir gyan itihas english ke aati hai ya nahi
Sir mere pass drishti ki quick book hai kya pariksha vani leni chaiye
No
Sir 77 shi h lekin kitte delet kitte chng ho skte h
Sir yah book English mei bhi available hai kya 🙏🙏🫡🙏🙏🙏
Sir, spectrum ki book enough ni hai kya history k liye
Gyan itihas ki book ka video lekr aya kariye sir
Bht mst lgi yeh book to
Facts bht acha tayr ho jayega ro ke liye
Sir ye book kitne ki hai?? Kya online mil skti hai kya????order krne k liye
Sir mere pass mahesh barnwal kii book hai
Meri geography ka concept pe pakad sahi hai
To m kya mahesh kumar vrnwal se kr lu wo kam kr degi na
Ya prikshwani se krna joga ?? Plz reply
Sir mere pass drishti quick book Or spectrm hain please btaye mujhe bhi jaruri hain kya
Sir pranaam
Sir mere paas quick book hai history ki...
kya ye books leni hongi RO ARO ke liye??? plz reply
Sir,mere pass spectrum hai to kya wo enough hai yaa vani ki lu plz tell me
Bhaiyya happy new year 2025 ……may Allah bless you ❤…..BHAIYYA BSC ke bad MA( history) se bed ( Bsc basis ) kiya hai….mai PGT teacher ke liye eligible hu ..?? Kya document verification mai ye to nhi bola jayga ki MA+ bed same subject se hona chahiye…..koi idea ho to please reply
Please sir doubt clear kar dijiye ki jo log crash course buy kar chuke hai kisi bhi coaching se kya ve jo aap saari kitabe bataye ro aro ke liye kitabe kharid le kyuki aap mere garjiyan ho jo aap kahte hai vhi ham log karte hai please sir doubt clear kar dijiye
Depend krta hai ki jo paid course mein content hai wo kitna important aur comprehensive hai !!!
Wo pta ho ki kaun sa hai kaisa hai tb iska clear aur exact solution share kr skta koi
Decode exam or scs me kiska best rahega ...
@@AnujChaturvediplz sir English medium mei bhi books batae..
Thank u Bhaiya
English ka B bataiye book sir please .
Sir spectrum english medium k liye shi h
सर प्राचीन भारत एवं मध्यकालीन भारत के लिए सौरभ चौबे कि पुस्तकें कैसी हैं?
Bahut achhi books hain unki
Padh skte hain ap
@@AnujChaturvedi sir mere pas drishti ki history book hai kya kare????
Sir, Mai English medium waala hun. Kya NCERT and SPECTRUM sufficient hai mere liye?
Sir rs sharma ki book kaisi hai
Thank you so much sir 🙏
Thnku sir apko follow krne me bhut axa motivation milta h
English source btaye sir
Bhaiya pls pls English m bhi revision karao atleast jo aap pics bhejte vo english m bhejoo
Mere pass spectrum h bhaiya kya karu
Kiran publication shi h sir ??
Ye books uppcs k liye bhi..usefull hai
Bhai mere pass spectrum h hindi medium sahi h ki n
Sir hamare pass mukes barbar hai
Sir mere pass polity laxmikant jise main filter karke padh rha hun
Sir yeh English medium mein bhi available hai kya ??
Nhii
No
@@AnujChaturvedi ok sir
Toh English medium ke liye koi alternative bta dijiye please.
Sir ro aro ke liye bahut saare khan sir ka course liye hai
Sir English me ati hi ye?
Sir yah book english me aati hai kya
सर आपसे फोन पर बात कैसे होगी
Sir geography, eng medium ke liye bhi sources bata dijiye please
Mahesh Kumar barnwal I am studying from that book it is good for English medium
@vermasonal7102 thank you so much 🙏🏻🙏🏻
Eska notes mil saka ha kya
For english medium?
Bhaiya Modern history ke liye maine SK pandey ki book li hai...RO ke liye...shi hai?????
Yes yes bilkul
english ki book bta dijiye
for all subjects
Mae bhe pariksawadi kerta hu sir .
English medium 🤔
Galtiyan bahot hain... specially years dates ki...
maine modern ka dekha hua h.... Spectrum thoda lengthy hai but Authentic hai... Facts nikalna padta usme
galat padhne se achha h thoda time invest karna
Book aachi nhi h kya
2025 me ro kisi bhi haal me 🥰
sare questions solve karne bhi nahi hota
Teligram link bhij dijiye
Sir drihsti ki quick book liye hn wo nhi shai hai??
same here .. i think its best for ro aro , but drishti book k bare me sir kuch reply nhi kar rhe hain
Yes
Mere pass bhi hai but sir reply ni krri hai quick book ka
sir mine ab tk sirf ghatnachakra aur lucent hi ki hai ab bda confusion h spectrum lu ya vani sir plzz suggest me for history...🙏🙏🙏🙏