Bhai log bhaiya bilkul sahi bol rha hai, maine maine bhi cipet Kiya tha 2018 mein , mera sujhaw mano to cipet bilkul bhi na kren , uski jagah kuchh aur course kr lo kuchh achha hunar seekh lo , cipet total time west hai. Aapko pachtana padega cipet kroge to
सबसे बेस्ट करियर हैं पेट्रोकेमिकल सेक्टर में हमको 2 year ho गया है job किए एक ही कंपनी मै गया हैं मेरा तो डिप्लोमा इंजियरिंग नहीं हैं।।। फिर भी बहुत अच्छा सैलरी मिलता हैं ऐसा कुछ नही हैं अच्छे से स्टडी कीजिए Cipet बहुत bright future है।। इसलिए कोई negetive बातो पर नहीं आइए।।।
Bhai mai aapki baat manta hu lekin badhte huye competition ko dekhte huye private sector me log settle hona chahte hain,turant na sahi 5,6 saal me kuch growth , development to hoga , berojgar hone se accha hai cipet karke kuch naukari kiya jaye ,
Bhai saab kitne log cipet karke aaj acchi post per hain ,bahut se log to foreign me bhi acche post per hain,aise demotivate nhi karna chahiye ,Aur rahi baat struggle ki to kisi bhi profession me starting me struggle to karna hi padta hai ,Ratan tata jo aaj itni badi company ke malik hain o bhi starting me apna sir per bojha uthatkar din bitate the . By the way thanks for information 👍👍🙏🙏
Main 12 pass hu,and I'm thinking about cipet csts.......kya course mujhe karna chahiye? Aur iss ke podhai kaisa hota hain,very tuff or medium Plz ans me,coz I'm thinking about it
Bohot struggle hai bhai Cipet me ,Avi avi M- Motherson se Industrial Training complete kr k aaye hai gadhhe k jaisa kam lete hai, Company me aapke Diploma se koi matlab nhi hai unko bss production chahiye😑🤐
Plastic products manufacturing based kisi bhi company mein lag sakta hai. Example - Motherson, Minda corporation, varroc , karishna marut, uno minda ltd. , Machino polymer etc.
or sir saath me ye puch rhaa hu ki koi cipet se btech kiyaa hai and 4-5 saal experience ho jaane ke baad uski salary 50000+ ho gyaa ho aapke information me ho to bataaye.
iss baat ki koi guarantee nahin hai ki 4-5 saal experience ke baad 50k+ ho hi jayega. agar starting mein hi aapke badhiya company se shuruaat kari , aur salary 35K tak hota hai, to ho bhi sakta hai. jyadatar mamlon mein 50K+ nahin hota hai.
@@MoldingMantra nahi sir mai karunga nahi bas jee main ka exam deya hu to apne rank ke hisab se collg check kar rahu branch ke sath to ye bhi mila lakin apne samga deya🙏🙏🙏🙏
CIPET free mein nahin hota hai. kuchh short term courses free mein hote hain jo ki state government ya fir Central government ke dwara karaya jata hai, jise skill devlopment program kahte hain. aur agar aap short term course karenge to noukari to mil jayegi lekin baad mein aap khud hi chhod denge, kyun ki future secure nahi rahta hai.
My 12th kiya hu aur cipet dpmt cors me admition le liya hu my ab ye chorna chahta hu mera rupee vapas mil sakta hai kya aur ye mera disition sahi hai sir🙏🙏🙏
Sir meri salery 14000 rs hai abhi 2 months huaa hai room or electrical bill sab company ka he hai sir 5 6 yera ki experience ka wad kithna selery hogaa
ye depend karta hai , company kitne % increment deti hai ek saal baad. aap pta kar lijiye ki aapki company mein kitna ho sakta hai, fir us hisaab se calculate kar lijiye.
M. Sc. tech karna sahi to rahega, lekin job lene mein fir problem hoti hai. pure technical course kariye. agar educational field mein jana hai to M Sc. tech kar sakte hain
Nahi krna chahiye cipet issee accha btc ya nursing kr loo paisa orr time waste hota h private nokri too bina diploma k bhi mil jati h gate kheechne band krne wali
Diploma walon ke liye kuchh din Tak thoda hard work rahta hai, lekin 1 se 2 saal baad sab badhiya hone lagta hai dhire dhire.... agar jhel paye to. Baki aapka decision hai.... Jo bhi karen
Bhai log bhaiya bilkul sahi bol rha hai, maine maine bhi cipet Kiya tha 2018 mein , mera sujhaw mano to cipet bilkul bhi na kren , uski jagah kuchh aur course kr lo kuchh achha hunar seekh lo , cipet total time west hai. Aapko pachtana padega cipet kroge to
सबसे बेस्ट करियर हैं पेट्रोकेमिकल सेक्टर में हमको 2 year ho गया है job किए एक ही कंपनी मै गया हैं मेरा तो डिप्लोमा इंजियरिंग नहीं हैं।।। फिर भी बहुत अच्छा सैलरी मिलता हैं ऐसा कुछ नही हैं अच्छे से स्टडी कीजिए Cipet बहुत bright future है।। इसलिए कोई negetive बातो पर नहीं आइए।।।
Best wishes.... 🎂🎉
Bhai mai aapki baat manta hu lekin badhte huye competition ko dekhte huye private sector me log settle hona chahte hain,turant na sahi 5,6 saal me kuch growth , development to hoga , berojgar hone se accha hai cipet karke kuch naukari kiya jaye ,
agree with you
I agree with you bro
Sir Mera Bhai kr rha ye course accha h plz reply
Sahi hai, koi dikkat nahi hai.
@@MoldingMantra ok thank you sir 🙏
Bhai saab kitne log cipet karke aaj acchi post per hain ,bahut se log to foreign me bhi acche post per hain,aise demotivate nhi karna chahiye ,Aur rahi baat struggle ki to kisi bhi profession me starting me struggle to karna hi padta hai ,Ratan tata jo aaj itni badi company ke malik hain o bhi starting me apna sir per bojha uthatkar din bitate the . By the way thanks for information 👍👍🙏🙏
Bhai cipet me konsa course better hoga
12th ke baad jisse placement acha ho
@@SahilKumar-iw8rl DPT or dpmt
Dpt aur dpmt me koi ek jo av krna jyda better ho
@Deepak Patel 12 pcm he bro
maine 2007 me cipet ppt kiya hai abi mera package 2.2 l/month hai kam hai ya jyada hai please comment kare
Sir,..mene bsc complete kr li hai me PGD_PPT KRNE ki soch rha hu kya me sahi kr rha hu..?...can advise plz.
Bilkul sahi karne ka soch rhe hain hain.
Agar aapne thoda sa bhi mehnat kiya to aage chalkar aapko badhiya job bhi Mil sakti hai.
Mai government polytechnic Lucknow se dpmt kr raha hu kya mai kru ya chhod du
Sir aapne cipet se kon sa course kiya tha ?
Aur pd pmd with cad cam krne ke baad kis company me job lgti h ❤ ppz reply
Bhai pdg ppt ke baad bhi company labour jaise work karwati hain
Han thoda bhaut ye samasya hai
Acha bhai
Main 12 pass hu,and I'm thinking about cipet csts.......kya course mujhe karna chahiye?
Aur iss ke podhai kaisa hota hain,very tuff or medium
Plz ans me,coz I'm thinking about it
Padhai bhi medium hota hai, aur shuru mein naukari bhi medium milti hai.
Baad mein mehnat karke badhiya nakari bhi mil jati hai.
बिल्कुल सही बताया आपने भाई 😪
Sach bataya bhai aapne mere paise bhi bht karch ho gye...orr ab bht jada pachtawa ho rahaa h😢😢
Aap kon sa course kr rhe ho
Bsc karne ke baad kitne sal ka cipet hota hai bato
Bhai last mai to aapne wo sach bol diya jo koi college manna hi nahi chahta but kerte sare college Wale hai
Bohot struggle hai bhai Cipet me ,Avi avi M- Motherson se Industrial Training complete kr k aaye hai gadhhe k jaisa kam lete hai, Company me aapke Diploma se koi matlab nhi hai unko bss production chahiye😑🤐
yes , it's sad reality.
@@MoldingMantra sir aapse koi contact krne k liye ..?🙏🙏
9998137071 (WhatsApp only)😊
@@AshishKumar-uc9zb konsa course Kiya tha aapne?
@@atif_argal Atif Bhai gadhe ki Tarah mehant karvayege
B tech mechanical 4 yrs
Is it worth doing?
sir btech vaalo se bhi utnaa hi kaam liyaa jataa hai kyaa jitnaa ki diploma vaalo se .
starting mein dono hi lagbhag same kaam karte hain, agar badhiya company mein job lagti hai to.
Bhai kam se kam kitne samay me machine ki jankari achi le sakte hain
6 months
Cipet ipt Bhuvneshwar se kya betch kar sakte hai , cipet ipt se betch kare ya kisi or College se🙏
Bhai mu jhiya be jan he
Plz Ripley me
Government job ki taraf chhale kya ????
bahut jyada competition hai, lekin aap apne vivek se ja sakte hain.
Shir aap 6 mah ke cipet ke bare me jankari de
Bilkul aap sahi bolen sir
Top 10 company name bataye plz sir
Bhaiya mere bagal me ek di wo cipet isi year pass out hui 8lpa ke pakage ke sath btech
Badhiya,
Sir me diploma ke sath sath graduation bhi kar skta hu kya?
Diploma complete karne ke baad kijiye , jyada sahi rahega.
cipet se agar btech kare to kyaa kuch benifit milegaa
promotion mein preference milega, aur bahut si company kewal B. tech. walon ko hi hire karti hain.
to ho sakta hai, uska profit aapko mile.
Sir pgd ppt course karne ke baad kis kis company me job lagta h
Plastic products manufacturing based kisi bhi company mein lag sakta hai.
Example - Motherson, Minda corporation, varroc , karishna marut, uno minda ltd. , Machino polymer etc.
Btack kar ne Kai bad kitna salary hoga bhi aru ongc Mai job milta hai kia
Starting income 25 se 30k
ONGC me bhi job mil sakta hai...
Bhai, govt. Job kaise milti hai..
Cipet me. Any different exam and vacancies nikalti he kya..
CIPET ke official website per jaankari update hokar milti hai
Thank you for Information 🙏
Sir aapko kitne saal ka experience hai, or apki monthly incom kitne hy?
i have 4 years of experience having monthly income of 38K
Bhaiya present me mai abhi krne wala hu kru ki nhi batao pls
Kar sakte hain.
Bio wala hu to diploma kr rha hu thik h ni
Qualification kya hai, B. Sc. ?
Vai yadi aisa he to ham kya kaare
CIPET koi bura nahin hai, lekin 2 se 3 tak thoda struggle hai.
Kya distance hotahe isame
nahin.
Bhai hum bhut pareshan hai cipet kare ki nahi bhai 30se 40k tak hone me kitna time lagega
4 se 5 saal
@@MoldingMantra ok thank-you bhai
Truth boldiya bhai ji apne to
Mai abhi 5 semester me hu meri lgi PDI hai abhi placement wale bi ate honge
TQ you sirji for your kind information 🙏
Sir aap kya padhe hain or konsi company me work kr rahe hain plz reply
Bhai maine DPT Kiya tha aur mai minda industries mein hoon.
Payment kya hain sir apki
Cipet karke jindegi khatam mat karo... Hairdresser bano isse atcha
Sir video Sahi thi but motivate Ke jagah dimotivate kar Dia yl 😔😔kya faida cipet karke iska mtlb
Bhai Jo sach tha , wo bta diye
Mehnat karne wale bahut aage bhi jate hain.
🎊🎉 Best wishes...
Sir mai cipet ipt Bhuvneshwar se btech kar raha hu kya sahi hai
Bilkul, bas thoda dhyan dijiyega knowledge gain karne pe.
@@MoldingMantra sir iska placement kitna hai
Sunne me aaya hai ki badhiya nahi hai
Ye to clear Nahi hai bhai.
Lekin agar badhiya se mehnat karenge to job badhiya mil jayegi.
or sir saath me ye puch rhaa hu ki koi cipet se btech kiyaa hai and 4-5 saal experience ho jaane ke baad uski salary 50000+ ho gyaa ho aapke information me ho to bataaye.
iss baat ki koi guarantee nahin hai ki 4-5 saal experience ke baad 50k+ ho hi jayega.
agar starting mein hi aapke badhiya company se shuruaat kari , aur salary 35K tak hota hai, to ho bhi sakta hai.
jyadatar mamlon mein 50K+ nahin hota hai.
ok.
Hmari 17070. Rs hai ... Bhai...... Salary kml gujrat in-hand 12500 but food quality and work like labour
Industry ki reality hai ye , aisi company bhi hain jo badhiya suvidha deti hain.
Betec kar le to job 40hajar rupiya milega ki nahi sir reply kya job melagi ki nahi
koi guarantee nahi hai.. 😊
@@MoldingMantra nahi sir mai karunga nahi bas jee main ka exam deya hu to apne rank ke hisab se collg check kar rahu branch ke sath to ye bhi mila lakin apne samga deya🙏🙏🙏🙏
8000rs
Ha@@MoldingMantra
Cipet vs mechanical diploma me best Kaun hai
CIPET se job mil jayegi, aur Mechanical ka koi confirm nahin hai, baki aapki mehnat pe hai.
Cped 6 month ke hota hai sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Short term courses hain, jo operator level ke liye hota hai.
Bahut bura hal hoga company me cipet mat karna ok
Apse bat kaise ho sakta hai sir
9998137071
aap sham ko call kar sakte hain
Is number par call nhi lg rha hai sir
call me at 8pm
Sir pgd ppt karne ke baat a66a placement milta hai kya?
Ji bilkul, mil bhi sakta hai.
Sir. 12 pass out hoon or dpmt karna chahta hoon. Koi scope hain
Agar padhai badhiya se karenge to bahut scop hai.
Product Design ya tool design pe focus rakhna hoga . Paisa bhi bahut milega aage chalkar.
@@MoldingMantra ek jankari aur chahiye....12 pass out walo ke liye kitne years ka course hain
Please sir reply
2 saal ka bhi kar sakte hain. Lekin 3 saal ka hi karna chahiye . Kyun ki bahut si aisi company hain jo 2 saal diploma wale ko nahi leti hain.
@@MoldingMantra okay.... thank you
Or sir bhar vidhash kam kam mil sakta hai ki nahiii
Mil sakta hai
Sir aap kya kar rahe hain aab
Job karta hoon.
Sir pgd ppt karne ke baat parmanent job milta hai kya?
ji bilkul
Aap kha se kiye
CIPET LKO
Agr cipet free me karai jaye to kya karni chahiye. please reply urgent hai
CIPET free mein nahin hota hai.
kuchh short term courses free mein hote hain jo ki state government ya fir Central government ke dwara karaya jata hai, jise skill devlopment program kahte hain. aur agar aap short term course karenge to noukari to mil jayegi lekin baad mein aap khud hi chhod denge, kyun ki future secure nahi rahta hai.
Hame 6 mahine ke traning ke liye udisha lekar ja rhe hai coal field ki taraf se free me
training kar lijiye agar aap abhi free hain to.
Knowledge badhegi, to fayda hi milega
Thanks for replying me
your welcome 😊
My 12th kiya hu aur cipet dpmt cors me admition le liya hu my ab ye chorna chahta hu mera rupee vapas mil sakta hai kya aur ye mera disition sahi hai sir🙏🙏🙏
call me at 8 pm.
I'll clear all of your doubt.
Pdf ppt ki kya h job profile
Jr. engineer / engineer
Sir pgd ppt can apply for ongc?
yes, can apply
Sir meri salery 14000 rs hai abhi 2 months huaa hai room or electrical bill sab company ka he hai sir 5 6 yera ki experience ka wad kithna selery hogaa
ye depend karta hai , company kitne % increment deti hai ek saal baad.
aap pta kar lijiye ki aapki company mein kitna ho sakta hai, fir us hisaab se calculate kar lijiye.
Bhai kis company me placement hua hai full details me batana bro
Hello kis company me placement hua hai please reply
Hello bhai kitne time se duty karte ho reply kare
Mujhe bhi abhi ek job Mila hai Quality me..16k take home but main chahta hoon koi pipe company me jane ke liye
Main bhi krungi job Cipet me 😂🎉
Koun si job, main cipet me hu , like karke reply karna
Truth information sirji❤
Sir aapke pass koi achhi company ka requirement ho to bataiye, Plz reply me 🙏🙏
I'll inform you in case of any vacancy
Dpmt student tata motors mechanical me jaa sakte h ki nii
ja sakte hain, lekin chances bahut kum hain.
Experience le sakte h design , mechanical
ji bilkul
PGD-PPT Ka bad kya karna chaiye
Job karna hi sahi rahega.... kyun ki ye post graduate diploma hai.
@@MoldingMantra Quality ma karna chaiye ya Production ma
Quality thoda aasan padega.... aur sahi bhi rahega
@@MoldingMantra Sir Injection molding ma 12 hrs ke job hoti ha
@@pradeepchauhan6336company ke upar depend karta hai 😮
Bahiya konse company achee hai for placements...!!!
❤
Thx bro 😢
Thanks sir g ❤️❤️❤️❤️❤️🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾
Ok thanks
Bhaoya kya cipet bhubaneswar se msc polymer science karna thik hai?
M. Sc. tech
karna sahi to rahega, lekin job lene mein fir problem hoti hai.
pure technical course kariye.
agar educational field mein jana hai to M Sc. tech kar sakte hain
Bilkul sahi bola bro
Sir achi company's konsi h?
Koi list...
sabhi company badhiya hoti hain,
lekin jo company aapko badhiya suvidha aur salary de , aap usko badhiya maan sakte hain.
Bhai sach bol diya apne to
Sir mera bsc math aur iti ho gya hai pgt kr lu aacha hoga ya nhi
kar lijiye , thik rahega
Sir meara bsc zoology he CIPET konsa course karna chahiya
MSC polymer science
Nahi krna chahiye cipet issee accha btc ya nursing kr loo paisa orr time waste hota h private nokri too bina diploma k bhi mil jati h gate kheechne band krne wali
Diploma walon ke liye kuchh din Tak thoda hard work rahta hai, lekin 1 se 2 saal baad sab badhiya hone lagta hai dhire dhire.... agar jhel paye to.
Baki aapka decision hai.... Jo bhi karen
Reply jarur dejiya.
Bec computer science wale
Right bro 💯
Bhai Etna jada back lagta hai na tum soch bhi nhi sakte yaar mai pareshaan ho gaya hun yaar addmission lekar yaar
Bhai thoda sa mehnat kariye, back nahin lagega.
Take it positively, dear
Sach me
Mia bhi Alpla me kam karta hu to dekh raha hu yahi hota hai
Bhi contact kar sakte hai kaya
Bilkul
9998137071
What's app
Cipet nhi karna bhai
.
PPT karna Kai bad
aap kya kankari chahte hain?
Sir g aapka number Kaise milega sir please batao sir
9998137071
WhatsApp me in case of any doubt or support
Bhai tere bus ka nhi. Tha kam. Industries me sab sanghars h
Bhai kuch bhi jhoot mat bol