سعید انور حفظہ اللہ جیسا بیان مجھے کسی سوز والے عالم دین سے زیادہ پر تاثیر ھوتا ھے واللہ بے انتھا کمال کا ھر بیان۔اللہ پاک عمل کی توفیق عطاء فرمایں۔آمین
The full words of this part of the du’a are: اللهم إنا نسألك في سفرنا هذا البر والتقوى ومن العمل ما ترضى اللهم هون علينا سفرنا هذا واطو عنا بعده اللهم آنت الصاحب في السفر والخليفة في الأهل اللهم إني أعوذ بك من وعثاء السفر وكآبة المنظر وسوء المنقلب في الأهل والمال Allahumma inna nas-aluka fi safarina hadhal birra wat taqwa, waminal ‘amali ma tarda. Allahumma hawwin ‘alayna safarana hadha wat wi ‘anna bu’dah. Allahumma antas Sahibu fis safar, wal Khalifatu fil ahl. Allahumma inni a’uzu bika min wa’th-is safar, wa ka-abatil manzar, wa su-il munqalabi fil ahli wal mal.
To koi engineer, doctor, scientist naa bane, saare moulvi ban ke masjid me baith jaae?? Hazrat Muhammad (SAW) was not an engineer, doctor, or scientist but he got knowledge directly from Jibrail (AS). If common muslims remain illiterate, do not learn any skill (like you learnt cricket) and just sit in the masjid, which Jibrail will come to teach us or give us knowledge or skills ??
@@MuslimaQuotes Allah Quran me kehta hai behtareen log woh hai jo yeh maangte hai : "Rabbana aatina fid 'Duniya' hasanah wa fil 'Aakhirati' hasanah...." Isme 'Duniya' ki hasanah 'Aakhirat' se pehle maangni hai. Ek Momin ka skills hasil karna bhi Deen hai jisse woh logon ko serve karta/karti hai...sirf masjid ke ek kone me baith ke waqt spend karna, maut ko yaad karna sirf yehi deen nahi hai. Kitne molvi hai jo jitna time madarse me lagate hai uska aadha time bhi koi skill seekhne me lagate hai?? Yeh molvi nahi lagate, aur zindagi me koi paisa nahi kamate, jiski wajah se inki duniya aur deen dono bigad jaate hain. Yeh alag alag issues me fas ke reh jaate hai jaise chori, jhoot, qatal, sex scandals, dhoka, etc...
@@MuslimaQuotes Qaid e Azam Sir Muhammad Ali Jinnah (RA) bhi agar dadhee laga kar masjid me baith jaate to aaj tak Musalman Hinduon ke ghulam hote, Pakistan aur Bangladesh azad kabhi na hote🙂 Saeed Anwar, Junaid Jamshed ne khud pehle skills seekh kar khoob paisa aur naam kamaya aur fir Deen ko apna retirement plan bana liya. Agar yeh dono pehle hi se Deen me lage hote to aaj inhe koi nahi jaanta!
@Gary Amalan I do understand what you are trying to emphasize here. To share you my point of view, please view the video from the link below upon the given time duration. I hope it will clear the question. 4:04-7:20 ua-cam.com/video/2hjVpa2cFoI/v-deo.html Indeed islam is all about peace and prosperity.
سعید انور حفظہ اللہ جیسا بیان مجھے کسی سوز والے عالم دین سے زیادہ پر تاثیر ھوتا ھے واللہ بے انتھا کمال کا ھر بیان۔اللہ پاک عمل کی توفیق عطاء فرمایں۔آمین
Emaan taja huwa hi bhi anwar bhi allah kush rakhe aap ko mi India say hu
Allah Saeed bhai ki umar ko lambi kare or khub Kam le din ka
Mera saeed bhai se musafa hoa ha zikriya markaz rawalpindi pa saeed bhai waqai daaei insan hai
Allah tmam bato pe amal karne ke toufeek ate farmay tmam galat kaam gunah karne se rokke hifazat kare aameen summaaameen
Allah Aapko hamesha hamesha khush rakhe Aamin Aamin🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳🇻🇳
Qqqq
Anwar Bhai I want to meet you personally
Sayeed Bhai hadees b bayan Kiya karo plz Allah aap ko salamat rakha
It's my real wish to meet you Saeed Anwar Bhai.
SubhanAllah, koie safer ki dua bata day, jo saeed bhai na batie ha
The full words of this part of the du’a are:
اللهم إنا نسألك في سفرنا هذا البر والتقوى ومن العمل ما ترضى اللهم هون علينا سفرنا هذا واطو عنا بعده اللهم آنت الصاحب في السفر والخليفة في الأهل اللهم إني أعوذ بك من وعثاء السفر وكآبة المنظر وسوء المنقلب في الأهل والمال
Allahumma inna nas-aluka fi safarina hadhal birra wat taqwa, waminal ‘amali ma tarda. Allahumma hawwin ‘alayna safarana hadha wat wi ‘anna bu’dah. Allahumma antas Sahibu fis safar, wal Khalifatu fil ahl. Allahumma inni a’uzu bika min wa’th-is safar, wa ka-abatil manzar, wa su-il munqalabi fil ahli wal mal.
Ma sha Allah
Beshak
Subhan Allah
Alhamdulillah
Allah hu akbar
Mashallah
Masha allah 😢
Masha Allah
Beshaq
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
😊
allahumma barik li fil maut wa fima ba'dal maut
💖👌
🥰🥰🤩🤩
11
Astaghfurullah
adeandandand
All are bald. Why?
Bhai khula sar rehna sunnat nahi
Asthagfirullah
To koi engineer, doctor, scientist naa bane, saare moulvi ban ke masjid me baith jaae??
Hazrat Muhammad (SAW) was not an engineer, doctor, or scientist but he got knowledge directly from Jibrail (AS).
If common muslims remain illiterate, do not learn any skill (like you learnt cricket) and just sit in the masjid, which Jibrail will come to teach us or give us knowledge or skills ??
Unka maukaf hai ke jitna time kisi skill hasil krne mai lagate ho oska adha bhe deen per lagaoge to deen aur duniya dono sudhar jayenge
@@MuslimaQuotes Allah Quran me kehta hai behtareen log woh hai jo yeh maangte hai : "Rabbana aatina fid 'Duniya' hasanah wa fil 'Aakhirati' hasanah...."
Isme 'Duniya' ki hasanah 'Aakhirat' se pehle maangni hai.
Ek Momin ka skills hasil karna bhi Deen hai jisse woh logon ko serve karta/karti hai...sirf masjid ke ek kone me baith ke waqt spend karna, maut ko yaad karna sirf yehi deen nahi hai.
Kitne molvi hai jo jitna time madarse me lagate hai uska aadha time bhi koi skill seekhne me lagate hai??
Yeh molvi nahi lagate, aur zindagi me koi paisa nahi kamate, jiski wajah se inki duniya aur deen dono bigad jaate hain. Yeh alag alag issues me fas ke reh jaate hai jaise chori, jhoot, qatal, sex scandals, dhoka, etc...
@@MuslimaQuotes Qaid e Azam Sir Muhammad Ali Jinnah (RA) bhi agar dadhee laga kar masjid me baith jaate to aaj tak Musalman Hinduon ke ghulam hote, Pakistan aur Bangladesh azad kabhi na hote🙂
Saeed Anwar, Junaid Jamshed ne khud pehle skills seekh kar khoob paisa aur naam kamaya aur fir Deen ko apna retirement plan bana liya.
Agar yeh dono pehle hi se Deen me lage hote to aaj inhe koi nahi jaanta!
@Gary Amalan
I do understand what you are trying to emphasize here. To share you my point of view, please view the video from the link below upon the given time duration. I hope it will clear the question.
4:04-7:20
ua-cam.com/video/2hjVpa2cFoI/v-deo.html
Indeed islam is all about peace and prosperity.
Mashallah