राशन कार्ड में ऑनलाइन नाम कैसे जोड़े 2024 || Ration Card Me New Family Name Kaise Jode
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- राशन कार्ड में ऑनलाइन नाम कैसे जोड़े 2024 || Ration Card Me New Family Name Kaise Jode
Hi
I Am Srikant Kumar Welcome To Our UA-cam Channel A2Z PROCESS
Video About-
Ration card Me Naya family ka name Kaise jode online - es video me bataya gaya hai Ghar Baithe apna mobile phone se ration card me new members ke name add karne ka complete process bataya gaya hai aur members ka name delete Karne Ka Bhi
👇Topics Covered This Video👇
how to add new member in ration card
new member add in ration card
ration card new member add
new member add in ration card odisha
add member in ration card online
ration card new member add
how to add member in ration card
ration card member add online
how to add new family members in ration card #A2Z_PROCESS
ration card new member add in bihar
online new member add in ration card
#new_member_add_in_ration_card
************************************************
My Instagram Id
...
My Telegram Channel
t.me/A2ZPROCESS
*************************************************
Disclaimer- Some contents are used for educational
purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under
Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made
for "fair use" for purposes such as criticism, comment,
news reporting, teaching, scholarship and research.
Fair use is a use permitted by copyright statute that
might otherwise be infringing. Non-profit, educational or
personal use tips the balance in favor of fair use. All credit
for copyright materiel used in video goes to respected
owner.
( SRIKANT KUMAR )
MashaAllah good information Brother😊😊
Thanks🥰
Jharkhand ka , ration card mein Naam add karne ke liye process bataiye add karne ka process hai ya nahin yah bhi bataiye
आपका वीडियो उत्तर प्रदेश वाले बहुत देखते हैं प्लीज आपसे रिक्वेस्ट है कि आप उत्तर प्रदेश का भी वीडियो बनाने का कष्ट करें🙏🙏
केवल मेरा ही नहीं बहुत लोगों का कहना था इसलिए मैं कमेंट किया हूं प्लीज
Ok wait
प्लीज सर आपसे रिक्वेस्ट है कि हमारे बात को आप जरूर संज्ञान में लीजिए
एक वीडियो उत्तर प्रदेश राशन कार्ड का वीडियो अवश्य बनाया केवल मैं ही नहीं उत्तर प्रदेश के जितने भी आपके सब्सक्राइबर हैं सबका यही कहना है आप से रिक्वेस्ट है कि आप जरूर वीडियो बनाइए ❣️🙏
@@Lavlesh095 ok
@@A2ZPROCESSउत्तर प्रदेश का वही नियम है CSC सेंटर आनलाइन भरवाओ उसके बाद एसडीएम से पास कराओ
Uttar Pradesh ka option aa raha hai ki nahi sir
Dhanywaad sar 💐🙏
❤️🥰
Maharashtra ke liye hai ky
sir ye maharashtra ka hai ky
No
Good job sir 👍 😢par ek lekin hi usrid nhi bun pata hi ? Please kuch idea btaey🙏
Sahi se try kijiye
Kya mobile se bhi ho sakta hai
Yes
Sir Maharashtra se hu neam add or remove ho sakta he kiya
Or diget nuber kise nikale o bhi bataye please
Yes
Bihar State se to Bihar me banega kya sir ji boliye ga
Yes
Sir Uttrakhand ke ration card mein sudhar kr skte kya ???
Yes
Madhya Pradesh ke liye video banao sir or kab tak video dal doge UA-cam me sir please reply me
MP ka data Milega To banaa Denge
Online procedure karne ke baad purvta shkha main jana padega kya
Sir mere papa ne new ration card banaya tha padai ke liye take college wagera me istemal kar sake lekin us card per likha hua aagaya hai ke ise sirf study ke liye use kar sakte hai hame us per anaaj nahi milta hai ab hum kya kare ke us ration card per anaaj mile ya fir koi aur rasta hai hai is problem ka please help kar dijiye 😢😢😢
Ration card ka category change karna hoga uske liye aapko aavedan karna padega
@@A2ZPROCESS wo kaise karna padega
Kya mobile number adhar say link nai hai to nai Hota kya
No
@@A2ZPROCESS mobile number adhar card may kaise change karren
Bhaiya maina galti sa district vaishali ka jagha samstipur kar Diya aur adhar no dalna ka baad form aa hee nahi raha hai mera ko ration card delete kana tha ab kya Karu samaja nahi aa raha hai aur koi video bhi nahi mil Rahi hai ?? Help kar do yar koi
Wait karna padega reject hone ka ya approve hone ka
उत्तर प्रदेश में नाम दर्ज करना चाहते हैं
Maharashtra me hoga kya
Yes
Sir 1Saal ke bachche ka naam jode jayenga kya
Yes
Sir,
Kya Uttar Pradesh ke logon ka name online ration card me add ho jayega ?
Yes UP e district portal se
Sir Rashan card number mai name so nhi ho Raha hai to kya kare
Name delete ho gaya hoga
Sir UP ka banaye video please 🙏🙏🙏
Ok
@@A2ZPROCESS sir Aaj bna kar upload kar denge
User id ke liye kebord nahi aa rha h. Sir plese help up se hu sir
Instagram per contact kijiye
Sir Rasan card ko dusre jagah transfer kaise kare. Kindly bataye
Aay parman patr me total aay kitna dena chahiye
Jada se jyada
70k
Jharkhand me reason card name add hai online karna chahiye to nahi ho raha hai
Ho jayega jha.
Uttar Pradesh me naya naam add aur Naya rashan card ka kam ho raha ki nahi sir
Yes
UP ka bhi ho jayega kya
Up E district portal se
Maharashtra ka hota hai kya
Yes
Sir g kya 5 sal se kam bachho ka nam jud sakta hai plise bataye
No
सर जी हमारे राशन कार्ड मे नानी का नाम जुड़वाँ सकते है क्या
Yes
Assam ka add hoga kiya
Sir ration card card me family ke 2 members ka name kat gya apne aap usko kis process se jodenge😊
Form fill up karna hoga prapatra (kh)
@@A2ZPROCESSsir jaise ration card me name add karte hai usi process se ye bhi hoga
@@RahulSharma-my1hc yes
Hum Punjab se hai but abhi gujrat ka bnwana Punjab se delta krwa k vo kaise kre pls help
Gujarat se apply Karva Lijiye block se MO se contact Karke
Assam se nahi hoga kya..?
Yes
Sir maine add kiya hai lab tak ho jayega kitne din mein reply pls
1-4 week
Bhai mai ne ration card me name aad kiye or block me bhi verification ho gya,,,,,,, uske baad ye--final submission pending from your side ,,, Q or ise kaise thik karen reply me plzzz
Block Me jakar MO se contact kijiye
is service me Jharkhand available hai ya nahi
Yes
Sir mera meri pehchan main user id suggestions main load nhi ho rha
Next time try
Sir may odisha se hun mera sadi ho gaya hay main apna khud ka rashon card banana chahata hun mera wife ka nam ushaka ghar main nam hay or mera mere ghar ka rashon main to naya bananeke liye kya kar na padega
Online apply aap kar sakte hain
Jharkhand ka video banaiye bhai ration card me nam add karne ka
Already video upload
mera rasan apdeted ho gaya hai us pe banaye ye purana hai
Maharashtra me hai kya
Sir cast certificate nahi hai hoga
Pahle banva Lijiye
Aur agar jiske naam se ration card hai aur wo gujar gya hai aadhar me m. no. v add nhi hai to wo kaise सुधरेगा
MO se contact Karke
जब तक डीलर नहीं चाहेगा तब तक किसी का नाम नहीं जुड़ेगा ऑनलाइन करने के बाद भी
कौन कहा है। आपको ये बात
Wrong
लीडर क्या क्या चाहेगा तब जुड़ेगा
Galat baat
Sarkar dealer ke Babuji Lagte Hain Kya
Hlo sir, kya u.p ka antyoday card me naam add ho jayega pls reply...the I will try
Yes
Otp nahi a raha hai
Gujarat k liye??
Gujarat ke alag portal se
@@A2ZPROCESS kounsa portal?
Sir naam kat gaya phir se kase jurega
Kaun sa state ka
Humare ghr ke sare logon ke online name except me.. To kya krna pdega??
Yes
Sir card holder meri mummy hai aur mera papa ka name rashan card me chhuta hua hai to caste, income,aur residential certificate kiska banwana padega mummy ya papa ka?
Papa ka
सर मुझे अपनी वाइफ का नाम जोड़ना है पर क्या करूं मैं बाहर रहता हूं और राजस्थान की वेबसाइट चल नहीं रही है क्या आप कोई हेल्प कर सकते हो
Offline Tarika se update Karva dijiye Apna block me jakar online service no available
@@A2ZPROCESS सर जी हिंदी प्लीज
Jharkhand me hi raha hai kiya
Yes
Income satifecate aur aadhar kiska upload karna hoga jiska ration card bna Raha hau uska
Yes
Name delete karne ke liye apply Kiya hai online.6Month ho gaya.khuch bhi nahi Ho raha hai.application Jaise ka waisa hi hai .koi officer dhyan nahi deta hai.ya to application reject Karo ya accept.pending me mat rakho
Use members ka eKYC Nahi hoga to automatic delete ho jaega wait kijiye
Email id inter Nahin Ho Raha Hai Sar
Id hi nhi ban rahi hai bahut bar kosis kiya hai id nhi ban rahi hai ky kare sir
ID banate samay kya problem a raha hai
Rajasthan me ye work karta he
No
Maharashtra
Sir please name galat hai kaise sahi hoga please sir reply me sab ka name galat hai😢😢
Prapatra kha form apply kijiye
Nahi hota You are not authorized to access this website, please contact the site administrator. aise msg aata hai
Sar ji Uttar Pradesh me yh sewa start hai kya
Sir ye app nahi aa raha hai
Yah all india k leya hai..yah kisi state k leya
Mere ration card me bhi new member ka name add karwana hai
Please jurwa dijiye jitna kharcha chahiye mil jayega
Apna block me jaye aur vahan prapatra (kha) form fill up Karke submit karna hoga
Hello sir me Assam se ho
Mera ak sabal hai
Hamara bhabhi ji ka voter ID card ko transfer Kiya hai lekin
Address sahi Aya lekin
Part no galat hai
Or part name galat tu kiya kore ga
Emargency reply okk sir
Me apka video rose dektahu
Part number ko update Kar Lijiye online
@@A2ZPROCESS kaise update kore ga meri ko pata nehi hai
@@A2ZPROCESS kaise online update kore ga upp ak video Bana do
Me Assam se ho
Chhattisgarh me work nhi krega
Jharkhand ka other portal se add hoga
Bihar se hu sir mera bhi rashan Card me name nhi hai
Add Kar Lijiye
Bhai naam delete karne Kitna din lagta hai main Naam delete kiya hun 2 Mahina se jyada ho gaya abhi tak delete nahin hua Hai sirf summit dikha raha hai Kitna din tak hoga bataiyega thoda
Ek Bar aap block Me jakar MO se contact kijiye
Aadhar card me Nam jodbaye hai ustetas kaise check kare
Mera ration App se check kijiye
Maharashtra state nhi bta raha dist dhule kq
Jharkhand ka reason card me naam jodna he video bona do bhai
Ok
Apna user ID se dusra ka ration mein Naam jod sakte hain ki nahin
No
Sir mera ration card me dusare aadmi ka naam jur gaya hai kaise delete hoga Bihar ka hai aap delete kar dijiyega
Prapatra kha form bharkar apply kar dijiye ( aur Aise Uska e KYC Nahi Hota Hai to aise hi name uska delete ho jaega )
@@A2ZPROCESS maine dealer se pata kiya to dealer bol raha hai ki o bhi kyc kara liya hai
Maharashtra ka bhi kaise kare nam dilet
Odisha se hu may kasy new member add kar sakte bro
Ap new family ke name jod diyga apko jo khrch hoga oo mil jayga sir ration card me
Kaun sa state ka
Aurangabad Bihar
@@A2ZPROCESS mera kar dijiya me aap ko payment phone pe kar donga state. Rajsthan
Jharkhand
Up Varanasi
West Bengal me hoga kya
Nice report
Thanks!
Final Submit Pending from your side dikha raha kya kare?
Kitna day hua
@@A2ZPROCESS 1 month
Bataye Ab Aage Kya Karna hai
Mera ration card delhi ka hai mein chahta hu bihar ka ration card kaise hoga
Is topic per already video Banaya Hua Hai search karke dekh Lijiye
Bhai ji nfsa ke portal se apne ration card ki request cancel kaise hoga
Kya aap request kiye the
Sir Delhi ke ration card mein naam aad kaise kare...
Delhi e district portal se
Patra suchi me naam hai aur ration bhi milta hai but book wala ration card aaj taq nahi aaya wo kaise aayega ya online kahin se nikaal sakte hai ye bataiye bro
Download karke print Kar Lijiye
User id nhi bn rhi h type krne ka option nhi aa rha h
Sir mere case me Status check karne par final submit for your side bata rha hai .....
Kya karein plz bataye
Next time try kare
Fir se apply karne par restrictions lga Diya hai
Assam ka hoga kya New add membar
Yes
@@A2ZPROCESS Link dijiye na Assam ka.
सर मेरा नाम आजाद कुमार मेरा राशन कार्ड नहीं बना है ना जुदा है ऑनलाइनहै बस
Kaun sa state ka
Bihar
Bhai reply me mere pitaji ka name automatically delete ho gya he jbki ration card unke name se hi he or Mera papa ne bahot kosish kr Li pr ab tk koi solutions nhi hua
Jharkhand ka kr dijiyega sir name add aur member delete
Online ho jaega es per video upload kiya Hua Hai
Chhattisgarh ke liye ban do na ek video please
Ok
Mere me new members ko add karna ka button nahi aa raha hai
Kaun sa state ka hai
@A2ZPROCESS Bihar ka
Brother AAP delet krdogy name rashan Card may se aap jo khrcha hoga le lena
, भाई यूपी का राशन कार्ड में ऐड मेंबर कैसे होगा
UP e district portal se
Bihar me rashan card me name gorna h
Already video upload
Bihar ka ekyc status kese check kare
Ration card no. dalne k bad koi details hi nhi dikha rha aage
2 month ho gaya par delete nahi hu sir na to reject hua
Apna block Me M.O se contact kijiye
अभी आचार संहिता लगी हुई है अभी राशन कार्ड नहीं बन रहे???
Ye kya hota hai aur isse kya hoga
@@merahunar2022 google kro
You are right
sir id ban gai hai par ham up se hai id banne ke bad usme likh kar a raha hai ki could,not be athorti likh kar a raha hai kya karr
Uttar Pradesh ke alag portal hai e district portal
Par sir usme se csc ki id hona chahiye tabhi hoga
Bihar rajy hai jila gopalganj hai rashan card me name kaise jode 28/07/2024 ke date me sar
Meri pahchan portal se